Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading "Hedging". And its advantages and disadvantages.

    Han je forex trading ma loss sy bachny k lae or profit ko hasil karny k lae trader bhot sari techniques ko use kata hai. En techniques or strategies ma wo es lae he kamyab hota jb wo market k achy analysis karna janta hu. Forex trading ma en bhot sari techniques ma or strategies ma hedging b ik popular strategy hai. Es post ma ham hedging ko cover karyn gy.

    What is hedging. Forex trader ka account jb loss ma hota hai or usko khatra hota hai k uska account wash ho jae ga kiu k market ki wapas any ka kio chance nazar ni ata to alread jo trade open kaye hoye hota hai us k same but opposite ik or trade open kar leta hai. Jis sy uska profit or loss fix ho jata hai. Wo tb tak es hedging ya es second trade ko close ni karta jb tak market pehle trade ki favour ma ni ah jati.

    Benefits of hedging. Forex trading ma hedging technique use karny sy trader ka account safe ho jata hai or wo account k wash hony sy bach jata hai. Ye hedging ka bhot bara advantage hai or esk lae he har trader hedging ki use karta hai. Es technique sy trader apny account ko safe karny k kareeb ponch jata hai.

    Drawbacks of hedging. Trading ma hedging us waqat tak kamyab ni ho sakti jb tak trader ko market analysis ma expertency ni hoti. Trader ko market analysis sy he pata chalta hai k kon si trade kb close karni hai. Market ki information ko gather karna asan ni hota or trader kahe bar apni trade ko dehedge karny ma nakam ho jaty hain. Kiu k wo market analysis ko kb accurately predict ni kar paty or jb wo apni trade ko dehedge karty hain to market ik bar phr sy uska account wash karny k chances ko increase kar deta jata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading &quot;Hedging&quot;. And its advantages and disadvantages.

      Assalamu alaikum dear forex members forex trading ke ander hedgingg eik bahut important role play kar raha haiJo forex trading ki market ke andar bahut jyada faydemand sabit ho raha hai aur bahut sare message Ho traders per bahut jyada kam karke bahut jyada munafa hasil kar rahe hain aur Street ke andar heising ek bahut achcha train hai aur technical trade hai jiski base per forex trading ke andar kam karne mein aasani paida hoti hai aur ek acchi anil aashiq hoti hai aur ek acchi nahin Ho Surat mein Hi hasil ho sakti hai jab hamare pass ek achcha Na Lage hoga hai jinke bare mein aur aur heading ko jab tak Ham acche se learn karne aur iske upar pahunchta practice Na Kar Le tab tak Ham iske upar earning nahin kar sakte aur Jin logon ne newly join kiya hai forex trading co unhen chahie ki sabse pahle vah hi Jing ke bare mein main bahut jyada knowledge hasil karne aur is your per name account kesari bahut jyada practice Karen jab unke practice bahut jyada acchi ho jayegi to uske bad vah apne trading ke andar soch samajh Kar aur dhyan se trade Karen aur jyada se jyada munafa hasil Karen aur apne senior se sikhate bhi Rahe aur jab bhi post Karen to acchi aur khubsurat post Karen Jo log acche post nahin karte hain unki post delete kar di jaati hai aur unhone ka Koi fayda nahin hota aur jo log fayda Lena chahte Hain unhen chahie ki vah forex trading ke andar ek khubsurat si aur acchi aur peddar aur useful post Karen Taki usse aur steering kehlata mein bus vada pav sake
      • #108 Collapse

        Re: Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

        ap kisi bhi pair main kisi bhi point per both sell aur buy ki trades open ker lety hain tou market kisi bhi direction main move kerti rehy aik open trade main profit hasil hota rehta hai aur aik main loss tou ap kisi bhi waqat profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main aany tak continue rakhty hain so hedging ky faidy bhi hain aur nuqsan bhi jesy agar market continue one direction main move kerti hain tou hedging sy bahot bary loss sy bacha ja sakta hai but iska nuqsan yeah hai ky jab tak hedging continue rehti hai tou spread wala loss bhi pura nehi ho sakta aur jab ham profit wali ko kisi point per close ker dety hain tou yeah pata nehi hota ky market kitni aur movement kery gi same direction main so jab tak market reverse move nehi kerti tou loss ka darr hi laga rehta hai bahot shukriya apka
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #109 Collapse

          Re: Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

          Assalamu Alaikum Forex members
          Hedging Ek trading strategy Hai jismein Ham same pair yah instrument pay same lot ki to trade Lagate Hain jo opposite Hoti Hai aapas Mein mean by yourself ki trailer Gal Dete Hain pahle Jab trade profit Mein aati hai to vah close kar de aur FIR dusri trade Mein profit Mein aate hi close kar de lekin yah strategy Har Waqt Kamyab Nahin Hai Jab market range ke andar funsi hui ho tab yah strategy Kamyab Nahin rahti hai Varna trend main market per Ja strategy Nahin use Karni chahie
          hedging ye hoti hai aap Kisi bhi pair mein kisi bhi point per both cell aur bike trade open kar lete hain to market Kisi bhi direction Mein move Karti Rahe Ek opentrade mein profit Hustle hota rahata hai aur ek trade main aapko loss ho raha hota hai to aap Kisi bhi waqt profit wali trade ko close Karke loss or profit Mein Aane Tak continue rakhte Hain so hedging ke fayde bhi hai aur nuksan bhi hai agar market continue 1 direction Mein move karti hai to hedging se bahut Bade lost se bacha Ja sakta hai but is ka nuksan yah hai ki jab tak hedging continue rahti hai to spread wala loss bhi pura Nahin ho sakta aur jab Ham profit wali trade Ko Kisi point per close kar dete Hain To yah pata nahin Hota ki market Kitni aur movement Karegi same direction Mein Jab Tak market reverse move nahin karti to loss Ka Dar hi Laga rahata Hai

          اب آن لائن

          Working...
          X