Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

    Hedge trading bahot se traders karty hey kia ham start se hi hedge trading kar sakty hey ya hamy siraf loss hony par hi hedge trading karny ka koi advantage hasil ho sakta hay, hedge trading ka traders ko kia khas advantage hasil hota hay?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Hedge trading bahot se traders karty hey kia ham start se hi hedge trading kar sakty hey ya hamy siraf loss hony par hi hedge trading karny ka koi advantage hasil ho sakta hay, hedge trading ka traders ko kia khas advantage hasil hota hay?
      brother is market Mein kam karne ke liye aapke pass different trading strategies available hoti hai jinko aap use karke is market Mein kam kar sakte hain aapane agar is market Mein hedging trading strategy per kam karna hai to iske liye aapko is market mein main learning kami hogi aur ismein practice karni hogi jab aap is trading strategy for practice kar lete hain to aapko ismein kafi Tata experience ho jata hai uske bad usmein aap achcha property bana sakte hain kyunki has been trading strategy jo bhi aapane kaun prayog karte hain to ismein aapko kuchh pending orders lagan hota hai aur Mafia jis taraf moment karti hai aapko ismein paida hota rahata hai agar aapki trade market Mein lag jaati hai aur nuksan mein ja rahi ho to usmein panakkad active ho jata hai market jis Vikram Kare jab aapki kramank trade overall profit Mein a jaati Hain to use time aap apne friends ko close kar dete Hain is market main aapko ekta titlagarh hote hain ismein aapko lot size bhi badi karne ki aur uske sath aap ismein 0 trade lagate Hain usmein apne free maloom ko dekhna hota hai agar aap ismein free mein lene ko dekhte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aapas Mein minut karte hain agar aap is market Mein main karte hain to aapko ismein kamyabi jaati hai aapko chahie aap is market Mein apni trades per profit hasil karne ke liye SS system taiyar Karen jismein aapko jyada fayda hota hai agar aap over trading kah rahe hain to usse aapka nuksan bhi ho sakta hai.
      • #33 Collapse

        Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

        Ji Forex trading Mein Hamen Hedge trading se bahut jyada advantage Milta Jaisa ke Agar Ham ne koi trade laga rakhi hai technical analysis karne ke bad aur vah Hamari trade abhe running mein hai hai Kuchh time ke bad yah ek din ke bad agar koi Badi news Aane wali ho NFP jisi aur Hamari trade abhi bhi loss mein chal rahi ho To Hamen use trade ko loss may close karne se behtar hai ki Ham hedging kar ley yani ke iska matlab yah hai ki agar Hamari USDCAD ke upar buy ke andar trade Lagi Hui Hai To Ham Ek sell ke andar bhi trade le To Iske benefit yeh Hoga ke Agar market Hamare against bahut zyada Chali Jaati Hai To Hamara is main Kuchh Bhi loss Nahin Hoga aur na hi Hamara account wash hoga jab market recover Hogi Hamare entry point ke upar Aaegi to Fir Ham use hedging wali trade ko close kar sakte hain hn hedge trading Ek kism ki ki cover hota hai yah Hamare account ko cover karta hai hamara account wash hone se bacha jata hai aur or hedge sey free margin Mil Jata Hai jisse Ham other currency pairs ke upar trading kar sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hainAgar Ham hedging karna chahte hain To Hamen brokers ko bhi check kar lena chahie ki kya yah Hamen broker Jo Ham use kar rahe hain yah Humko hedge ki facilities Karta Hai Kyunki ais market mein bahut jyada Aise brokers Hain Jo Hamen hedge ki facilities provide Nahin Karte Hain aur Market ke andar Aise broker bhi hai Jisme Agar Ham scalping karte hain ya fir news trading Karte Hain To Hamara account band kar diya jata hai To Hamen acche broker ka use karna chahie instaforex achcha broker scalping aur news trading ke liye ek Achcha broker Mana jata hai .
        • #34 Collapse

          Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

          Hedging trading strategies use karne ke fayde
          hedging trading strategy ka matlab hai ki aap ek hi time mein same trade lot size ko buy karte ho aur sell karty ho aapko hedging trading strategy was waqt use karna hoti hai jab ap ny aona loss recover krna ho.
          1. Jub market ranging situation ma ho hedging trading strategy profitable hai
          2. Jub market swing trading kr rahi ho sideway trading ma hedging best hai.
          3. Jub apko apna loss recover krna ho apko hedging krni chye aor loss ko recover kr lena chye.
          Is ky leay apko Fibonacci retracement indicator aor bollinger band indicator use krty huy relative strength index indicator ko bhi use krna chye higher high sell aor lower low buy krty huy account grow krna chye.
           
          • #35 Collapse

            Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Hedge trading bahot se traders karty hey kia ham start se hi hedge trading kar sakty hey ya hamy siraf loss hony par hi hedge trading karny ka koi advantage hasil ho sakta hay, hedge trading ka traders ko kia khas advantage hasil hota hay?
            Forex trading kay doraan traders mukhtalif techniques ko use kertay rehtay hain jinn say unhain ya tou profits hotay hain ya traders apnay losses ko Kamm kertay hain ya phir khatam ker laitay hain. Forex trading business mai technique hedging bhi hai. Hedging ko dono he purposes kay liye use kia jata hai. Agar traders ki koi trade loss mai chali jaati hai tou usay hedge ker kay traders apni equity ko balance rakh saktay hain. Hedging kernay kay liye traders loss mai janay waali trade kay opposite aik Dusri trade open ker li jaati hai jiss ki wajah say loss waali trade kay against profit waali trade say loss aur profit equal chalta rehta hai.

            Hedging ko apnay profit kay liye bhi apply kia jaa sakta hai. Jab hedging ki jaey tou second trade ka lot size agar pehli loss waali trade say double ker lia jaey tou uss say profit bhi ho sakta hai. Aisay tareeka kaar ko reverse hedging bhi kaha jata hai. Reverse hedging mai aik trader agar apni loss mai janay waali trade kay trend ko judge ker lia ho tou uss kay opposite trade open ker kay usay trend kay change honay say pehlay close ker laina chaiye tou uss say trader ko profit ho jata hai kiyu kay jab loss waali trade reverse kerti hai tou jitna loss kamm hota jata hai tou profit barhta jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay unhain profit earn kernay kay liye jo bhi technique valuable lagay woh apply ker kay apni income mai izafa ker sakain
             
            • #36 Collapse

              Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

              dear forex trading main hedge trading k bohat say fawaid hain tabhi bohat saray traders hedging kartay hain forex trading main jab aap nay hedging karni hay to aap k paas bohat acha balance bhi hona chahaiy agar aap ka Capital smart nai hay to aap hedging karnay k chakar main apna account wash karwa lain gay hedging ko samjnay k liay us ka knowledge hona bohat hi zaruri hay aur jab aap achi practice karen gay hedging ki to aap ko kamyabi milnay k chances hotay hain forex trading main hedging kartay hoay aap jab dekhtay hain k aap nay kisi pair pay buy ki trade open ki hay technical ya fundamental analysis kar k aur bad main jab aap dekhtay hain k market kisi anhoni ki waja say opposite direction main move karnay lag pari hay aur aap ki trade loss main ja rahi hay to aap us pehlay wali buy trade ki opposite direction main yani k sell ki trade open kar laitay hain pehly wali trade k lot size k double lot size say to aap ki pehlay wali trade jo loss main chal rahi ho gi us ka loss es new trade say recover ho jay ga laikan es liay aap ki equity strong honi chahiay and capital bhi acha hona chahiay agar aap ka balance pehlay hi kam hay and equity bhi kam hay to aap ko hedging koi faida nai day gi bal k ulta aap ko nuqsan ho jay ga es chakr main aap ka account bhi wash ho sakta hay bohat saray traders hedging say faida utha laitay hain but bohat say new traders jin ko experience nai hota wo faida nai utha saktay and apna account wash karwa laitay hain hedging achi cheez hay karni chahiay laikan apnay account balance ko bhi daikhna chahiay

              Click image for larger version

Name:	e751d1d3a4171505c55280e46ac3b0b4.jpg
Views:	1
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12328252

              Click image for larger version

Name:	forex hed.png
Views:	2
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12328253

              Click image for larger version

Name:	GBPCHF___Hedging_Range_Trade_1172077259223_body_2007-02-20_2.png
Views:	2
Size:	57.0 کلوبائٹ
ID:	12328254

              Click image for larger version

Name:	main-qimg-338685ebfb30bbc89d11a3f9fb3eff02.png
Views:	2
Size:	78.9 کلوبائٹ
ID:	12328255

              Click image for larger version

Name:	hedge.png
Views:	13
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12328256
              If you work hard no body can stop you from success
              • #37 Collapse

                Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                Hedging strategy.
                Dear member forex trading main hedging strategy aik esi strategy hoti hai jis ki madad se Ham apne a washout hone wale account ko bacha sakte hain lekin is ko place karne ke liye kafi experience required hota Hai. Jab ek tater ya samajhta Hai hai ki uski trade mein uska loss 60% of total capital se badh gaya Ho to fir vah apni e e-trade mein Main same amount main reverce trade laga sakta hai chahe itna balance available na bhi ho lekin aap ka jo loss hoga vah vahan per freez ho jata hai aur jab tak market wapas nahin aati tab tak aap reversal ko close Nahin karte lekin Jab market rivers hone lagti Hai to fir aap reverce trade ko close karne aur actual trade aapki return ho jayegi aur aap bade nuksan se baccha aaenge. Expert trader Hamesha advise karte Hain ki hedging se avoid karna chahie.
                Click image for larger version

Name:	images - 2020-07-03T065726.796.jpeg
Views:	1
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12328257Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12328258
                • #38 Collapse

                  Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                  Hedging say traders bohut fayda utha saktay hay . Hedging uc waqt ki jaati hay jub traders ki koi trade loss may chali jaati hay . Her trader ki koshish hoti hay kay uc ki koi trade loss may na jaey aor agur loss ho to bi wo khatam hi ho jaay. Hedging ka matlab hota hay roknaic liye ic tareeqay ko hedging kaha jata hay jic may traders apnay loss ko rok laytay hay . Hedging kernay kay liye bohut experience aor technically strong hona zarori hay kiyu kay hedging agur sai na ki jaay to uc say bi zayada loss ho sakta hay . Jo traders hedging kertay hay unhay market may movement ka sai sai pata hona chahiye aor jub kici trade may loss hojay to hedging kay liye bi pair ka pata hona chahiye kay kis pair may trade laga kay loss ko khatam kiya jaa sakta hay. Hedging kernay kay aysa pair select hota hay jic may confirm profit ka pata ho pher he hedging ka fayda hota hay .

                  Hedging ko trader fayday kay liye he use kertay hay . Hedging say fayda uc waqt hi hota hay jun kici trade may loss abi kum he ho aor dusri trade open ker li jay agur zayada dair ki jay to hedging say bi loss recover nai hota hay. Forex trading may traders ko hedging say profit bi hota hay kiyu Kay hedge wali trade zayada profit may chali jay to ucay close ker new trade open kernay say fayda ho jata hay . Aor loss waali trade bi close kernay ki bajay loss khatam honay ka wait kiya jay to fayda he hota hay
                  • #39 Collapse

                    Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Hedge trading bahot se traders karty hey kia ham start se hi hedge trading kar sakty hey ya hamy siraf loss hony par hi hedge trading karny ka koi advantage hasil ho sakta hay, hedge trading ka traders ko kia khas advantage hasil hota hay?
                    Dear brother aapane bahut hi informative question poochha hai aur aapki question ke jawab dene ke liye sabse pahle main aapko batata Hun Ki hedging strategy kya hoti hai aur aap kaise isko properly istemal Karke fayda Hasil kar sakte hain.


                    What is Hedging strategy:
                    Jab kei trader apni trading main aik hi waqt main buy or sell same lot size ma lga deta ha tu is strategy ko hedging strategy kaha jata ha.


                    Purpose of Hedging Strategy:
                    Dear members Jaisa ki aap ko pata hai ki market Mein sometime aapki expectation galat ho jaati hai aur Market ki movement totally unexpected Ho Jaati Hain Use situation mein aap apne account ko Mehfooz karne ke Liye hedging strategy ka istemal karte hain isase aap ka account bbi Nahin Hota aur aap apna account bilkul Mehfooz Rakh sakte hain aur jab aap ek trade Laga Dete Hain aur thodi der ke bad aapko pata chal jata hai ki market ki movement aapki trade ke against hai aur aap Usi time per Ek Aur trade pahle wali trade ke against Laga Dete Hain. Sometime Is Tarah hota hai ki aapko market ki situation samajh Nahin a rahi ho Ti ke market kis Taraf Move karne lagi hai aur aap use time per bhi is strategy ko properly istemal kar sakte hain aur do trade ek hi Waqt Mein different directions Mein lagakar Apna account bilkul Mehfooz Rakh sakte hain aur Market ki movement se fayda Utha sakte hain.


                    Advantages of Hedging Strategy:
                    Dear jab aap hedging strategy ko istemal Karte Hain To aap isase bahut Sare advantages Hasil kar sakte hain lekin is strategy ko istemal karne ke liye aapko market ke bare mein exact knowledge Ho information honi chahie Kyunki aap market ko acchi Tarah jaj karna jante ho tab aap is strategy ko acchi tarike Se istemal Karke usse complete benefits Hasil kar sakte hain.
                    Hedging strategy istemal karne ke Kuchh advantages main aapko indicate kar deta hun.


                    Secure Account:
                    Aap hedging strategy ko properly istemal Karke bilkul secure trading kar sakte hain aur apne account ko bilkul secure kar sakte hain.


                    Recovery of loss:
                    agar aap properly hedging strategy ko istemal karna Jante Hain To aap apna nuksan bhi recover kar sakte hain aur iske sath sath bahut jyada profit bhi Hasil karne ki position Mein a sakte hain

                    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	4
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12328261
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                      Dear brother aapane bahut hi Achcha question poochha hai Iske reply Mein Main aapko yah Kahana chahta hun ke Forex trading Mein Ham mukhtalif traders Dekhte Hain Jo ke ismein hedging trading per kam kar rahe Hote Hain aur isase Achcha profit le rahe hote hain Kyunki heading strategy se aap Achcha profit Le sakte hain hedging strategy mein aap ek Waqt Mein Ek Hi currency pair per buy aur sell ki trade Laga sakte hain lekin iske liye aap ismein aapka target bahut hi kam Peps ke liye Hota Hai.

                      Dear hedging trading ka Hamen sabse Jyada advantage-g hota hai ki isase Hamara account safe rehta hai hai agar hamari ek trade Boss mein chal rahi Hoti Hai To Usi Agar Ham pair per Ek usse against trade Laga Denge to usse Hamara loss recover ho sakta hai aur Hamara account se ho sakta hai isko Ham Kabar Ab Bhi bolate Hain Kyunki Hamara account isase wash Nahin ho sakta isliye Ham trading main hedging strategy per kam Karte Hain Jab aap dekhte hain ki market ka trend change ho gaya hai to aap ismein ek profit wali trade close kar dete hain aur usse aap ki dusri trade aise hi open rehti hai.

                      Dear brother Aksar Ham ismein dekhte hain ki Sambhal account wale log is main hedging strategy per kam karte hain Kyunki Jab vah dekhte hain ki Unka account wash hone ke kareeb Hai To vah is strategy per kam karte hain aur apni trade ko sev kar lete hain Kyunki market directly ek hi direction Mein movement nahin karti to iske liye hedging strategy sabse best Hoti Hai Kyunki Agar Ham ek hi currency pair per do trade lagayenge to usse Hamen fayda ho sakta hai lekin Hamen ek hi currency pair per against trade Lagani hoti hain to usse Ham Ek trade profit wali close karte hain aur dusri market ki moment change hone ke bad Hamari automatically profit Mein a Jaati Hai.

                      Dear hedging strategy ke liye aapke pass experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Ham dekhte hain ki overall forex market Mein Jab tak aapka experience Achcha Nahin Hoga aap ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye aapko chahie ki aap ismein hoti Soch Samajh Kar aur acche se knowledge Hasil Karke trade lagaen Taki aapko ismein achha profit ho sake aur Market Mein Apna experience badhaen.
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                        G dear jo log kam kartye hain hedge pay wo acha kam kar saktye hain kiyu kay es mai ye hota hai kay ap ka profit jitna hota hai udher he ap nay trade hadge kar diya tu ap jub bhi trade band kartye hain ap kar saktye hain per ap ka profit kam nhi ho ga jitna hai utna he rhye ga jub kay lose ka seen bhi esi tarha ka hai ap es mai lose kartye haun tu ap ka kam hai kay ap account haedge kar dain ap ka lose zayda nhi ho ga jitna hai utna he rhata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istamal lazmi kar liya karain ta kay ap ko har aik tool kay barye mai pta chal jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam karain aur tools ka istamal karain
                         
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #42 Collapse

                          Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                          Dear forex me specially bonus account me small capital Kay sath hedging serf aik bewaqoofi Hy kyun Kay asi strategy Kay leay AP ka capital must be strong kyun Kay asi situation me aksr AP phans jaty hen jis sy AP small account ki waja sy at the end hands up kr jaty hen jis sy serff loss ka samna krna prta Hy is leay hamesha Forex me fair way me trading AP ky leay aik best professional work hy jis me ap aur bhi but so stratigies use kr Kay apna account grow kr skty hen leking big account me hedging sy isko Ham Kabar Ab Bhi bolate Hain Kyunki Hamara account isase wash Nahin ho sakta es leay Ham trading main hedging strategy per kam Karte Hain Jab aap dekhte hain ki market ka trend change ho gaya hai to aap ismein aik profit wali trade close kar dete hain aur jis sy aap ki second trade Jo profit / loss me Hy wo open rehti Hy.

                          Hedging strategy ka use mostly Ham tab krty hen jis sy aap ka account bhi damage nahi apko asi situation me sure and confirmed Hota aur aap apna account bilkul safe Rakh sakte hain aur jab aap ek trade Laga Dete Hain aur thori der ke bad ap ko pata chal jata hai ki market ki movement AP ki favor me nahi ya trade ke against hai aur aap Usi time per aik aur trade pahle wali trade ke against Laga Dete Hain jis ka result dakhny Kay leay AP ko long time market ko focus krna hota Hy market Kay reverse point py profit wali trade close krny Kay leay AP ko achi khasi effort aur bht sharp decision Lena hota Hy aur then down trade Jo already loss me Hy usko watch out krny me apko kafi mehnt krna hoti Hy
                          • #43 Collapse

                            Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                            dear forex members forex trading main hedge aik trading technique hai jis main traders apni trade main aik he time main aik he pair main buy or sell ka order lga dety hain jis main smae he take profit set kar dety hain jis main kisi aik orders se un ko acha khasa profit mil jata hai forex main trading method tu boht hain laken hmain wo use krna chahye jis main hmain loss na ho or hum apni trading kar k acha profit lay kar market se bahar a jaen forex main hedge bhi aik aysa he trading method hai jis main hum apni trade lag kar os main achi earning kar skty hain or es ka aghr advantages hain tu es k sidadvantages bhi hoty hain jub k hmain sub ko manage karty howe yah technique ka use krna chahye jis se hum kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain hadge main aghr profit mily tu acha khasa mil jata hai q k es main bari trade lga kar os main bara he faida hasil kar skty hain or forex main achi earning kar skty hain
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                              hedging trading strategy ka matlab hai k app ek time main same trade lot size ko buy kerty ho aur sell bhe krty ho. ye ek bht hi important strategy hia because is me apko profit k liye ziada wait ni krna parta magr ye thori si complex bhe hai . mostly yeh strategy us wqt use ki jati hia jab ap ny apna loss recover krna ho.
                              1- jab market ranging situation me hai tab hedging strategy progitable hia
                              2- jab market swing tradign kr rai ho to sideway trading me hedging strategy best hia
                              3- jab apny apna loss recover krna ho tab apko hedging strategy krni chaeye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Hedge trading karny ka kia advantage milta hay?

                                Hedging ko apnay earnings kay liye bhi observe kia jaa sakta hai. Jab hedging ki jaey tou second change ka lot length agar pehli loss waali exchange say double ker lia jaey tou united statessay earnings bhi ho sakta hai. Aisay tareeka kaar ko opposite hedging bhi kaha jata hai. opposite hedging mai aik trader agar apni loss mai janay waali exchange kay trend ko choose ker lia ho tou u.s.kay contrary exchange open ker kay usay fashion kay trade honay say pehlay close ker laina chaiye tou u.s.a.say trader ko profit ho jata hai kiyu kay jab loss waali exchange opposite kerti hai tou jitna loss kamm hota jata hai tou earnings barhta jata hai. foreign exchange buying and selling business mai buyers ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay unhain earnings earn kernay kay liye jo bhi approach treasured lagay woh apply ker kay apni income mai izafa ker sakain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X