Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?
    Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahta hun k agar ham Forex trading Mein jaldbaji Karte Hain To Hamen Kaise result ka Samna karna pad sakta hai kya jaldbazi karne wala trader abhi Kabhi Forex trading Mein Kamyab hota hai ya use always loss ka Samna karna padta hai aur Agar Ham news ke Waqt trade karne mein jaldbaji Karte Hain To use Waqt Hamen acche results mil sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

    G han dear forex mai ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur es mai sub say zayda zaroori hai kay ap aram kay sath kam kraian ap es mai kabhi jaldi mai kam na kiya karain kiyu kay forex trading mai jitna jaldi mai kam kiya jata hai atna he ap ka nuqsan hota hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam achye say acha karain aur ap es mai apna kam hamesha achye say market mai daikh kay kam kartye hain tu ap kaliye kamyabi he kamyabi hai per ap ka kam hai kay ao koi bhi faisla jald bazi mao harghiz na karain ager ap jald bazi mai trade open kar daitye hain ya ap jaldi mai kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban jata hai tu kam hamesha relex ho kay kam karain aur kamyab ho jaon
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

      Yes dear jesa kay aik kahawat Hy

      haste makes waste

      Jaldi ka Kam shetan ka
      Forex trading mein jald bazi ka anjam sirf aur sirf nuksan hota hai hai is liye aap ko hamesha jaldbbazi se bachana chahie kyun ky Forex trading mein kamyabi tab hi milati hai jab aap is mein kaun confidence ke sath sabr ke sath apni working continue rakhte Hain Forex trading ek aisa krobar Hy jis mein chahie jis mein aap kitni zada hai baat karte hain aapko is mein itna hi yah reward milta hai agar aap is mein proper mind ke sath working karen ge to aap ko kam karne ka bahut fayda hoga is liye hamesha mehnat lagan aur interest ke sath apna Kam karte rahen Forex trading mein Kam Karne wale aap ko is mein main aapko hamesha aur rakhna hota hai main kamyabi aap ko ISI Surat mein mil sakti hai hamesha wrong decisions jaldi mein hote hain agar koi bhi trader jaldi karta hai to vah kabhi bhi acha decision nahin Le sakta aisi situation aksar laws per hoti hai members jab loss mein chale jaate Hain to vah next trade mein jaldi aur emotions mein a jaate Hain jis se vah jaldi karte Hain to unko maximum loss ho sakta hai hai sabar se kam karne wala aisi situation mein hamesha expert trader Ban sakta.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

        Asslam o Alaikumbhia jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajwab karobar es ma hamy bohat zyada learning kana ki zarort huti ha ya iak international karobar ha jo pori duniya ma phla howa ha or es ma har koi kam kar sakta ha ya aik bohat hi bara karobar ha is ko har koi karta ha or asi markit ma kamyaba wohi huta ha jo es ma mehnat karta ha forex aik bohat hi lajwab karobar ha jis ma hamy bohat zyada mehnat ki zarort huti ha es ma hamy kabi bi jaldbazi sa kam nai karna hu ga jo es markit ma jaldbazi sa kam karta ha es ko losse huta ha or es a hamra account bi wash hu jata ha es sa hamy bachna hu ga narkit ma aik achi kamyabi ka liya hamy aik achi mehnat sa kam karna hu ga esi ma hamy aik acha profi hasl kar sakta han
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
          Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri hai dosto forex aik bht bara online business hai is mein wo hi member kamyab hota hai jo yahan per jldbazi nhi kerta dil laga ker mehnat se or is market ko smjh ker kam kerta hai dosto hum janty hein k jldbazi nuksaan ka sabab banti hai humein jldbazi mein trading nhi krni chahiye isi mein humari kamyabi hai agr hum is platform per jldbazi kerty hein to humein loss ho skta hai jldbazi kerty kerty forex trader lalach bi kerna start ker dta hai is liye humein chahiye ke is platform per kamyab hona chahty hein or acha profit hasil kerna chahty heib to jldbazi na krein dil laga ker focus ker ke or is platform ke rules ko smjh ker follow ker ke pher kam start krein taky jldbazi ke nuksaan se bach sken or acha profit or bonus hasil ker ke acha life style bana sken.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

            walikum aslam dear forex trading main jald bazi ka boht bura anjam milta hai or jald bazi se ap kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye apko aghr forex main kamyab hona hai tu ap jald bazi ko khatam kar k apni trading soch smjh kar karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain jald bazi main sub se bara loss yah hota hai k ap khud he apni trade main koi na koi galti kar jaty hain jis se apko loss ho jata hai jub k jald bazi main ap jub bhi market ka analysis karengy apko kbhi bhi forex main kamyabi nahi hogi na he ap achi trading karengy tu apko aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apko soch smjh kar apni trade karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko risk ko manage kar k apni trading krna hoti hai jitna ap risk ko manage kar k apni trading karengy otna he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmaisha he apkomahnat or lgaan k sath he kam karny se faida milta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

              forex trading main jo log jald bazi main kam karty hain wo kbhi bhi forex main kamyab nahi ho paty na he wo apny account ko save rakh paty hain es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu jald bazi waly factor ko khtam karna hoga jis se ap achi or soch smjh kar apni trading karengy forex main hmain jald bazi main jub trading karni a jati hai tu hum risky trader ban jaty hain or apny apko yah smjhny lag jaty hain k aghr profit hona howa tu ho ja ga aghr na hona how atu loss ho jay ga jub k aik kamyab trader ayse he bna jata hai ap soch smjh kar or market ko achi trha se anlaysis kar k apni trading karen or market k according he apni trading karen jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main hmaisha wohi kamyab hoty hain jo soch smjh kar apni trading karty hain or acha profit hasil karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                agar hum es main boht jlde main hum es main kam karain gin to humian es main boht sa loss ho jay ga our huamra account be wash ho jay ga our humian es main mistakes ko avide kar kay humian es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay our humian es main mahant say humain es main kam kana ho ga to he hum es main kamjabe hasl kar skty hain our humain es main kam karnay kay ley hum es mian acha experience our hum es main kam karanay kay ley humain es main acha knowledge hasl kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es maiun sucess ho skty hain our humian es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es mian ache earning be hasl kar skty hain our hum es main part time be kma kar skty hain our hum es mian full time be kam kar skty hain our hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho jay ga our huamra account be wash ho jay ga our agar hum es main kam ko copay kar kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho jay ga our forex 1 acha business hain our hum es main live tarding karty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex 1 leagel business hain our forex kbe be na bnd hoany wala business hain our hum es mian live tarding karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                  Asslamao Alikum dear members kese Hain Aap umeed hai ke Aap sb kheryat se honge main Aapki baat se agree hon hme Forex trading main jldbazi se kaam kaam nahi krna chaye hme sbr se kaam krna chaye q k jldbazi Main kaam glt ho jata hai or jis se hme work main nuksaan hota hai kbhi bhe koi kaam jldbazi Main nahi krna chaye jldbazi Main hm glt fesle kr lete hain jis se baad main hme nuksaan othana prta hai hme har kaam soch smjh kr krna chaye Pakistan forex forum main Soch smjh kr work krna hoga jldbazi tu bilkol bye nahi krni chayae wrna nuksaan ka samna krna pre ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                    aoa dear group members. forex me trading krty hoey apko intahai soch samjh aur full attention sy kamm krna hota hia. forex trading me trends har time change hoty rehty hian aur in k bary me predict krna wo bhe bht jaldi to bilkul bhe possible ni hai lihaza ap jab bhe foprex me trading kr rahy ho to hargiz jaldbazi na krain. jab bhe fo0rex me jaldbazi ki jaey result nuqsan ki sooraat me hi milta hia . ziada tar forex me logo ko jo loss hota hia wo isi jaldbazi ki waja sy hi hota hia. thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahta hun k agar ham Forex trading Mein jaldbaji Karte Hain To Hamen Kaise result ka Samna karna pad sakta hai kya jaldbazi karne wala trader abhi Kabhi Forex trading Mein Kamyab hota hai ya use always loss ka Samna karna padta hai aur Agar Ham news ke Waqt trade karne mein jaldbaji Karte Hain To use Waqt Hamen acche results mil sakte hain
                      Jald baazi ka anjaam hamesha bura hota hai. Businessmen ko kabhi bhi jald baazi nahi kerni chaiye kiyu kay jald baazi ki wajah say faisalay ghalat ho jatey hain jinn say bohat loss ho jatey hain aur aisay aisay loss ho jatey hain jinhain recover kerna bhi bohat mushkil ho jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay forex aik online business hai aur iss mai jald baazi ki wajah say mazeed sangeen ghaltiaa ho jaati hain. Kisi bhi conventional business mai tou phir koi chance hota hai kay jald baazi say honay waley nuqsaan ka pata chaltay he kisi hadd takk usay recover kia jaa sakta hai laikin online forex business mai tou aisa bhi koi chance nahi hota hai.

                      Forex trading mai jald baazi kernay waley traders ka career bohat jald khatam hojata hai kiyu kay jald baazi ki wajah sya traders apna account balance bohat jaldi khatam ker laitay hain aur phir trading ko he bura bhala kehtay huay iss business say rukhsat ho jatey hain. Jald baazi ki wajah say results ziada ter negative he atey hain. Jo traders raatoo raat ameer honay kay liye iss business mai atey hain unn kay liye trading bohat mushkil ho jaati hai kiyu kay unn ka mind set he kuch aur bann chuka hota hai laikin jab real trading mai woh members daikhtay hain kay yaha tou seekh kay aur slow and steady kaam kerna hota hai apna business build ker kay achi income ki taraf jaya Jata hai tou unn kay targets puray hotay unhain mushkil lagtay hain.

                      Forex trading mai bohat ziada traders aisay bhi hotay hain jo mukhtalif ponzi schemes mai paisay dabo kay aey huay hotay hain aur Forex trading ko bhi kisi kisam ki ponzi scheme he samajh rahey hotay hain tou unn kay liye bhi forex trading aik new business model hota hai jiss ko samajhnay takk jald baazi he kertay rehtay hain aur phir loss ker ker kay seekhtay hain. Forex trading mai traders ko apni approach pehlay he din say professional rakhni chaiye takay jald baazi ki bajaey soch samajh kay aur achi Tarah learning kay baad he trading career bana sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                        Dear forex member jald baazi har Kam may nai chalti hay.haum jab bhi kisi Kay ko complete karnay Kaye liye sochay samjhay bagair jald baazi kartay hoye kartay hay to haumay kabhi bhi kamyaabi hasal nai hoti hay balkay haumay Kam ki complete karnay Kaye liye mushkil hoti hay.forex trading ake aysa business hay Kay agar ehtiaat Kay sath Kam nai kia jata hay to haumay iss kay nuksaan ko bardashat karna parta hay.traders during trading khabhi bhi jald baazi say Kam nai kartay hay.achay traders hamesha trading may souch samujh kay trading karney ko prefer kartay hay.jald bazi may Kia gya Kam munafa baksh nai hota hay.jald baazi may kia howa Kam wakti to profit day sakay ga magar Lazmi nai kay har bar app jaldi may kam karney aur appka Kam appko Profit day.forex trading may haumay discipline Kay saath Kam karna parta hay.haumay self control Kay sath Kam karnay ki zarorat hoti hay.jab haum planning Kay mutabiq trading kartay hay to haumay trading may jald bazi karney ki zarorat nai hoti hay,jab traders hamesha knowledge Kay saath trading kartay hay to unko zayada pata hota hay Kay ab trade ko open karna hay aur kab trade ko close karna hay jab traders ki sab knowledge hota hay tou wo trading kay doraan patience ka muzahira Kartay hay jald baazi say avoid Kartay hay tou hi kamyaabi say hamkanr hotay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahta hun k agar ham Forex trading Mein jaldbaji Karte Hain To Hamen Kaise result ka Samna karna pad sakta hai kya jaldbazi karne wala trader abhi Kabhi Forex trading Mein Kamyab hota hai ya use always loss ka Samna karna padta hai aur Agar Ham news ke Waqt trade karne mein jaldbaji Karte Hain To use Waqt Hamen acche results mil sakte hain
                          brother is market mein jo theatre be jaldbaji ke sath kam karta hai vah smart pet Mein apna hi nuksan karta hai aap is market mein agar jaldbaji ke sath kam karenge to aap khush market main khana karta hai aap is market mein main kam karne ke liye aapko time lagta hoga aap kis market mein time lagana hoga uske bad aapko is market Mein kamyabi milegi jothida jaldbaji karte hain unko is market mein nuksan ho jata hai agar aap is market mein galat bagi ke sath kam karte hain to aapko ismein sab samajh Kar kam karna hoga is market mein jo trade abhi kam kar rahe hote hain unko yah pata hona chahie kya karab bhauji ke sath kam karte Hain to aap kis market mein nuksan ho sakta hai aapko is market Mein soch samajhdar kam karna hoga jo tradus market Mein jaldbaji karte hain unko yah dekh lena chahie kya hal trade lagane se pahle analysis karne honge agar aap nurse ke bagair is market Mein kam karte hain to aapko iSmart vidmate apps and ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap is market Mein so samay kya Kya Karen agar aap is market Mein mehnat karte hain to aapko ismein Punjabi tappe milti hai jab aap is market Mein analysis ke bad breath open karte hain agar aap jaldbaji ke sath kam karenge to aapse Koi aisi mistake ho jayegi jisko jaise aapko nuksan ho sakta hai aapko is market mein time lagana hoga usko batao kuchh mat bhejna chahte ho jaega is market mein itna achcha kam karke aapko to nahin jyada paida hota hai aap hamare bich Mein main to aapko fayda hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                            Forex trading business me kesi be point par agar jald bazi se kam leya jaye to ye nuqsan ka sabab ban sakta hay aur traders key expect karny se be zeyada nuqsan traders ko ho sakta hay, trading me be ham jald bazi se kam lety hey aur sab se zeyada jald bazi se kam ham learning karny me aur Forex forum me lety hey esi learning ka koi faida nahi aur na ye kesi trader ko help de sakti hay Forex business ka har kam hi bahot soch samaj kar aur bilkul be jald bazi key sath nahi karna chaye,

                            traders ko ye asool bana lena chaye key wo jo be kam karen kabi be jald bazi se na karen, har esa work faida de sakta hay jo jald bazi se na kia jaye aur tahamul se kia jaye, traders ko agar learning nuqsan de sakti hay to ye jald bazi ki hi trading de sakti hay es situation me traders market analysis karny ko ignore kar lety hey aur risk be bahot zeyada le lety hey jo key har tarha se nuqsan ki waja banta hay,

                            expert traders agar market me loss key baghir profit earn karny par control hasil karty hey to esy traders ne learning me bahot time spend kia hota hay aur kesi kisam ki jald bazi se kam nahi kia hota hay, magar zeyada traders kamyab nahi be hoty hey es ka reason hi yahi hota hay key esy traders ne learning karny me bahot jald bazi se kam kia hota hay aur learning ki formality hi pori ki hoti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein jaldbazi Ka Anjam ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahta hun k agar ham Forex trading Mein jaldbaji Karte Hain To Hamen Kaise result ka Samna karna pad sakta hai kya jaldbazi karne wala trader abhi Kabhi Forex trading Mein Kamyab hota hai ya use always loss ka Samna karna padta hai aur Agar Ham news ke Waqt trade karne mein jaldbaji Karte Hain To use Waqt Hamen acche results mil sakte hain
                              W/ salam yes dear brother apki post bahut hi informative ha kunk ap na jo question pocha ha uski waja sa hi bahut sa members nuqsan kr rhy han or forex trading ma nakam ho rhy han. Is liye hum ko cheye kay hum jb bhi kei decision krny lagty han tu achi tarah soch samjh ker krni cheye.

                              Hum ko instaforex pa kam krty huye kabhi bhi jald baazi nahi kerni chaiye kun kay jald baazi ki wajah say faisla ghalat ho jata hai jinn say bohat loss ho jatey hain aur aisay loss ho jatey hain jinhain recover kerna bhi bohat mushkil ho jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baton ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay forex aik online business hai aur iss mai jald baazi ki wajah say mazeed ghaltian ho jaati hain. Kisi bhi conventional business mai tou phir bhi koi chance hota hai kay jald baazi say honay waley nuqsaan ka pata chaltay he kisi hadd takk usay recover kia jaa sakta hai laikin online forex esa possible nahin ha or account wash tak ho sakhta ha.

                              Jab aap jaldbazi Mein Koi decision Le Lete Hain To Ham Ko Uske Kuchh nuqsan hote hain jinko mein briefly indicate karne ki koshish karta hun.

                              Account wash:
                              Dear Jab aap jaldbazi main trade Laga daty hain to aapko bahut jyada nuksan ho jata hai aur sometime aapka account bhi wash ho jata hai is liye jaldbazi sa avoid krin.

                              Difficult to Recover Loss:
                              Jaldbaji ki vajah se aapko bahut jyada nuqsan ho jata hai aur usko recover karna Hamare liye possible Nahin Hota aur use time per Ham yah bhi Kahate Hain Ki isase behtar hai hamara account vs ho jaaye.

                              Bad Effect on Trading:
                              Jab aap Jaldbazi se nuksan kar lete hain to Uske bad aapki trading per bhi Bura effect hota hai Kyunki aap ki mind Mein stress hoti hai jo aapki trading ke liye bilkul bhi acchi baat nahin hai.
                              Last edited by ; 03-07-2020, 11:07 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X