Jaiza: Forex trading Kay asool.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

    Dear friends jab Ham forex mein kam karte Hain to hamen yad rakhna chahie ki Forex mein kam karne ke kuchh rules hain ya kuchh asool Hain Jo hamen follow Karne padte hain forex trading main basic cheezay ye hai kay ap ko forex trading ki market ko watch krna ata ho or ye malum hona kay market kis traf move kray gi agar ap ko ye chezay pta chal jae to ap kamyab trader bn saktay ho aur jis trha kisi b kam ko start krny sy ply usy sekha jata hy na isi trha forex ko b start krny sy phly seekhna boht zrori hy. is k sath sath isy time dyna b zrori hy kun k is trha apa ko is main tjurba ho jay ga forex k besic asool ye hi k ap forex k rules ko follow karein aur markeet ko bh check karein k wo kes taraf move kar rahi hi Forex ka first rule hai k forex mei trading start karny se pehly planning karen, Is mei different charts hoty hyn jin k according ap trading kar sakty hyn mei just 1 hour chart use karti hon, forex trading mei market analysis and news reading bht important hoti hain aur forex trading main basic cheezay ye hai kay ap ko forex trading ki market ko see krna ata ho or maybe ye malum hona kay market kis traf move kray gi agar ap ko ye chezay pta chal jae to be able to ap kamyab trader bn saktay ho aur forex ke basic assol ye hai ke hume forex ke rule ko follow kar ke trading or posting karni chaiye trading karne se pehle hume trading ko learn kar ke trading ke bare me knowledge hasil karna chaiye tab ja ke hum forex me trading kar ke earning kar sake ge aur hum forex k asool ko fallow kr k hum in ko apna skty hain jis se hum ko market k rates ka pta chlta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

      Dear forex friends aj may app Kay saath apna personal experience share karti hun Kay jab jab may nay personally in rules Kay mutabiq trading ki hay to mujey bohat zayada faida hasal howa hay.dear friends Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain Forex traders ko aik asool aur bhi banana chaiye kay koi bhi trade baghair trend aur analysis kay nahi lagani hai. Traders ko apnay banaey gaey asooloo pay kabhi bhi compromise nahi kerna chaiye. Kiyu kay Agar apnay asooloo pay compromise ker lia jaey tou nuqsaan shuru ho jatey hain aur asool bananay ka koi faida bhi nahi rehta hai. Trading mai fair play ka bhi asool traders ko zarur banana chaiye takay kisi kisam ki ghalti ka imkaan he na rahey aur account bhi safe rahey aur trading secure tareekay say he jaari reh sakey
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

        Ji Ham Sabko Yahan per mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Hogi Agar Ham Sab Yahan per mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To Ham Kamyab hote hain isliye Ham Sabko Yahan Per Dil Laga kar aur apne time par Apna Kam karna chahie mehnat Karni chahie aur apne bonus ko karke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie Jo Banda Yahan per time par Apna Kam hoga Ham Sab Kaun Hote HainAnalysis aor Fundamental Analysis men keya Faraq ha to sub se first contrast iss ka Pahla Jawab to yeh ha keh Technical Analysis woh Analysis han jin ka inhisar Sirf Mazi yani Past standard hota ha keh guzzrey waqat men Market kesay chalti rahee aor uss sabqa market ki hakaat ko dekhtey hovey murmur ne andaza lagana hota ha keh Maket Hall yani present men aor uss ke baad Future men keya karney wali ha yeh bhi haqeeqat ha keh dealer apney Time Frame stunts ke zariyay se kuch nah kuch market development ki mojooda soorat-e-corridor ka bhi andaza laga saktey han iss ke ilawa kuch pointers ke barey men bhi kaha jata ha keh yeh Mustaqbill ke mutalliq kuch nah kuch wazahat kartey han Tahum aam peak standard Technical Analysis sirf Mazi ke soorat-e-lobby ko dekh kar Analyze karney ka nam ha issi tarrah Fundamental Analysis woh Analysis han jin se murmur ko Andaza hota ha keh Mustaqbill Qareeb men Market development standard keya asar nectar wala ha yani murmur Analyze kartey han keh Market kissi Currency ya Commodity ke muamley men keya karney wali ha.Abb murmur Technical Analysise aor Fundametal Analysis ke Faraq standard Mazeed Tafseel se Beyan kartey han to dear Technicall Analysis ke zaraey aap ko asani se aap ki Machine ya Device standard Dastiyab hotey han aor hotel ki Buneyadi pinnacle standard Teen 3 Aqsaam hoti han jinn men no 1 Charts hotey han jinn ko teenager tarrah se banaya geya ha yani Candle Stick Charts,Bar Charts,aor Line Charts jinn ki development ke asool wozey hotey han keh motel se kiss tarrah examination karna ha iss ke baad No 2= Indicators yeh technicall investigation ki dosri kissam ha motel ki bhi Kafi Tadad ha aor yeh har koey apni saholat aor samangh ke mutabiq muntakhib kartey han wasey Analysis ki aek Qissam Signols bhi han lakin yeh merey kheyal se kissi bhi tarrah ke ho saktey han
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

          Forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading ache experience our knowledge ki madad se karne chahie aur forex main achi kamyabi hasil karne ke liye discipline bahut hi zaruri hai isliye forex trading aur work discipline ke sath karne chahie aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham trading aur work rules ke mutabik start karen forex main achi kamyabi hasil karne ke liye rules ko follow karna hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading achi learning ki madad se karni chahie aur forex main trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie kyunki forex main achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex main achi kamyabi hasil karne ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex trading money management ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading ka sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading mein hamen koshish karni chahie ki forex trading mein ham apni trading mein normal lot size use karen jismein trading jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamen take profit aur stop loss ko bhi apni trade trading main zarur use karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakta hai aur hamara bonus account wash hone se bach sakta hai.
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

            forex me kamyab hony klye apko forex ke rules ko follow karna hoga . pori duniya ke log apna business online lay kar a rhy hain . aur kosish akr rhy hain keh kam waqat dy kar ziada paisy kamaye ja saken . forex sb se best hy aur hamen aesa platform bi provide karta hy . laken agar dhka jay to forex ke bi kuch assol hain aur hamen in asoolon ko follow kar ke e kamyab ho skaty hain . forex yeh demand karti hy hamse keh hamen ziada se ziada mehant karni chahye aur ziada se ziada knowledge hasil karna chahye . agar ham start me e mehnat se kam len gy to waqat guzarny ke sath sath hamen market ka andaza bi hota chala jay ga keh kis time py market normal move kar rhe hoti hy aur kab apni routine se hat jati hy . forex me mukhtalif qisam ke indicators , charts hoty hain jin ko jan'na aur samajna parta hy , aesy indicators aur charts ko samajny klye bht ziada waqat ki zarorat hoti hy . jab koi 1 indicators hamari samaj me a jata hy to phr hamary lye koi mushkil ni hoti keh baki indicators ko bi samaj saken. aur hamen apny seniors ko bi follow karna chahye keh wh kia approach istimal kar rhy hain . apni skills ko ziada ze ziada polished karny ki zarorat hoti hy . agar hamary pas account me ziada balance ni hy to ham ziada ki trade bi ni laga sakty aur lot size bi 0.01 e rakh sakty hain . laken agar hamary account me ziada balance hy to ham lot size apni marzi ki rakh sakty hain aur apna profit bi book kar sakty hain . isi tarah agar hamara margin hamary capital se ziada hoga to account ban ho sakta hy . ap in sari batoon py amal kar ke forex me kamyab ho sakty hain
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

              doston agar Ham trading ke rules dekhna chahe to yah bahut jyada hote hain aur unko learn karna one time aap isko learn nahin kar sakte aapko ismein step-by-step ismein apni learning ko improve karke ismein knowledge hasil karna hota hai jitna jyada aap ismein mehnat ke sath apni trading karenge utna hi aap kamyabi ke sath acchi trading kar sakte hain aur achcha experience hasil kar sakte hain isliye aapko chahie ke mehnat Karen aur acchi earning ke liye jyada time aur focus apne trade per Karen jisse aap kamyabi ke sath achcha learning kar sakte hain aur achcha experience v hasil kar sakte hain aap ki acchi trading aur knowledge aapko ek achcha experience ke sath ek achcha knowledge bhi deta hai jisse aap kamyabi ke sath apna trade worker ke ek acchi profit hasil karne ke kabil banaa sakte hain trading ke different type ke loz hain jinko aap use karte hue apna trade work karte hain agar aap apne trade ke rules and regulations ko follow nahin karenge to aapko account it band ho sakta hai aur aap aap kamyabi ke sath apna trade work nahin kar sakte
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                assalamu alaikum dear friend forex market ke rules ke mutabik hamen kam karna chahie Ham ismein kis tarah se kamyabi hasil karenge ya Ham ismein apni mehnat per depend karte hain Forex trading ek behtarin business hai jismein kamyabi sirf aur sirf ismein acchy knowledge se Hi hasil kar sakte hain isliye aap ko chahie Forex mein hamesha mehnat aur hardworking se kam Karen iske acche knowledge ko hasil Karen Ham jab is mein mehnat karenge to Ham isase kamyabi hasil karenge Forex trading ek behtarin online business hai jis mein Ham sirf apni mahnat se Hi hi kam kar sakte hain Forex trading mein hamen acche se mehnat se kam karna chahie ya hamare liye ek behtarin business hai jis mein Ham sirf aur sirf apni mehnat se Hi kamyabi hasil kar sakte hain hamen hamesha Forex ke rules ke mutabik kam karna chahie agar Ham ismein rules ko follow karenge to Ham aise behtarin earning ko possible kar payenge Forex ko behtarin tarike se sikhen iska acha experience hasil Karen aur ismein kamyabi hasil Karen Forex hamare liye best online business hai jismein Ham apni mehnat se Hi ismein kamyabi hasil kar sakte hain Forex ko join karne ke bad ismein acha knowledge hasil karna zaruri hota hai jo hamen Forex mein kamyabi deta hai Forex mein Ham apni mehnat se Hi kamyabi hasil kar sakte hain agar Ham ismein rules ko follow karenge to hamare liye kamyabi hogi Forex ko rules ko follow karna iske acche analysis ko sikhana iske acche knowledge ko hasil karna hamare liye ismein kamyabi hai isliye aap ko chahie Fox mein mehant logon mein shamil hokar is business ko behtarin business banaen aur ismein acha kam karke acha profit hasil Karen is business se aap behtarin monthly earning hasal kar sakte hain
                • #38 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                  Asalm o alikum
                  All forex memberaan jo bi forex mn kaam krta hy us ko chahiye k wo forex k asool k mutabiq kaam kry beyshaq forex mn kaam krna mihnti aur mushkil kaam hy lekin hm sb ko chahiye k hm is mn achy sy kaam kryn aur mihnut kryn tb hi hm sb is mn kamyab hon gy aur forex k jo bi asool hyn hmyn us k mutabiq kaam krna chahiye. Aur hmyn chahiye jo bi post kryn us ki quality aur quantity dono ko mdy nazar rkhna chahiye tb hi hm achy sy trading kr skhyn gy aur achi earning hasil kr skhyn gy. Aur ap loog jb bi trading kro tu phly market ko smjh loo aur baad mn trading kro taqy ap ko loss na ho. Aur jb bi trading kro tu laluch ni krna chahiye aur forex mn thora bhut risk leyna chahiye q k risk k baghair trading achy sy nahi ho skhti
                  Butt jb bi trading kro tu ager ap laluch kro gy tu ap ko loss bi ho skhta hy aur jis ki waja sy ap ka account bi wash ho jaye ga. Is liye jb bi trading kro tu forex k asoolon k mutabiq kro Aur hm sb ko chahiye k chahiye k hm forex mn zeyada sy zeyada kaam kryn aur forex ko zeyada sy zeyada time spend kryn taqy hmary knowledge aur experience mn izafa ho skhy aur jo bi junior member forex mn hy us ko chahiye k wo trading krny sy phly ap sy kisi senior sy rabta kr ly q k aesa krny sy hmyn trading mn asaani ho gi
                  • #39 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                    Assalamu alaikum dear friends Forex trading Kay asool. Dear Forex members aaj ka Hamara discussion ka topic hai Hua Hai Forex trading ke asool…Forex trading Duniya Ka Ek behtarin business hai jismein ham rules and regulations aur uske principles ko follow karte hue trading kar sakte hain Forex trading Dekhne Mein Itni Aasan Lagti Hai karne mein utani hi Mushkil Hai Kyunki Jab aap aap Forex trading mein main uske Jo asool hai hai unko Phalo Nahin Karenge to aapko nuksan hoga isliye a Forex trading ke Asu Logon Ko Bayan karna Mana sab samjhunga..Trading ke vaise to bahut asool hain lakin jo sabse Jyada Aham hi main unko Yahan per discuss karunga..• Indicators ko follow krna• Apna jaati trading ka record Rakhna• Signals ke upar Nazar Rakhna na aur Unka analysis karna• Emotions ko control karna• Azad hokar kam karna• Risk ko managed karna• Apni limits ko jananaTrading ke asooloan mein se jo sabse Jyada important aur sabse Jyada use hone wale a aur trading Mein Ek Makan rakhne wale rasult vah Maine baen ki hai abhi main Inko Ek line Mein explain karunga… Trading karne se pahle Hamen chahie ki ham indicators ka analysis Karen Kyunki market Mein indicators ka ekadam roll hai isliye Hamen indicators ko follow Kar Ke trading Karni chahie aur iska Ilaaj karna chahie Jab Bhi Ham trading Karen uska record mere pass Hona chahie Kyunki Jab Ham apni personal trading ka record Rakhenge Hamen Apna past future aur present ka ilm hoga tuya maychi reading kar Sakenge Trading ka ek important issue liye bhi hai ki Ham signals ka in analysis Karen aur kya ma'am trading karne lage To Hamen signals ke upar Najar rakhni chahie aur unko follow karna chahie Trading Ek Aisa business hai Jisme Insan Apne emotions ke upar control Nahin Rakh pata lekin Hamen chahie kya Ham trading karte waqt Apne emotions ko control Karen aur aur Tamam ki John Ko Dekhkar trading Karen aur emotions ka trading Mein Gam role isliye Hamen in per Jyada Hamen chahie ki ham independently kam Karen Kyunki jawab hazard hokar kam Karenge To Hamen Dar Aur Ko Nahin Hoga aur Jab Bhi Business mein Daru ko hota hai to Insan profit Nahin Kama Sakta isliye Hamen chahie kya Azad hokar kam Karen Trading Aisa business hai jismein bahut jyada hota hai isliye Ye Hamen race Ko Dekhkar aur manage Karke Chalna chahie Kyunki iska trading Mein Kamran hai Trading ka sabse important Rasul main samajhta Hun Ki trading main yah backbone ka kam Rakhta hai agar aap apni limit Ko Dekhkar training Nahin Karenge to aap bahut jyada nuksan Mein Jaenge isliye Hamen chahie kya Ham take profit stop loss yah instant execution Jo Kuchh Bhi lagana hai vah Tamam chijen apni limit Ko Dekhkar lagaen Taki Ham nuksan se Bach sakeTrading ke Rasool se main Byan Ki Nahin Hai agar aap Inko padenge to aur padhakar trading Karenge to Inshallah Aap Ko fayda Hoga..
                    • #40 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                      Assalamu Alaikum Forex friends Umeed karti hun aap sab khairiyat se Honge ji han friends trading ke Rasul hote hain aur jab Ham unko follow karte hain tabhi Hamen kamyabi milati hai trading ke rules ke mutabik hi trading Karni chahie tab Hamen bahut jyada fayda Hasil hota hai Forex trading ka kam start karte waqt Ek Baat Ko Jain Mein Jarur Rakhna chahie ki trading Ek risky business hai aur profitable bhi hai please kiske liye hai ki aap bagair attention is kam ko karne lage hain aur ho sakta hai ki aapko Waqt Ne Taur per aapko apna Faisla dress Lage lekin market ki movement change hone ki vajah se aapka account loss Mein Bhi Ja sakta hai isliye aapko Soch Samajh Kar Hi trading business Mein kam karna chahie aap Kisi bhi currency kosalya bye karne se pahle uska rujan aur direction aur news ke alava dusre rules and analysis aur unko bhi follow karte hue hi Apna opinion aur importance de sakte hain Iske alava apne liye ek Jabardast plan rakhte hue a Apna margin nikaalte Hue hi aapko trading may participate karna chahie trading Machan Rasool Hai analysis karna aur money management ko Nazar Mein rakhte Hue hi aap trading Karni chahie self-confidence ko bhi kam Rakhna chahie rules and regulation ko bhi follow karna chahie Jab aap ine sab Baton ko follow karte hue trading karte hain to aapko kamyabi Jyada milane ke chances Jyada Hote Hain aap fresh mind ke sath confident hokar trading Mein participate Karen money management ka ab Ek bahut important rule hota hai trading Mein Jisko follow karke aap Forex trading business Mein munafa Hasil kar sakte
                      • #41 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                        Forex mn trading karne ki kuch rules hote hain jinko follow karna hamari responsibility banti hai agar Ham trading kar rahe hain to hamen sabse pahle frocks ke rules ko follow karte hue ismein kam karna hoga sabse important rules money management fundamental analysis ka karna technical analysis ka use karna market mein tab hi inter gana jab achcha aur strong signal mein raho agar Ham fundamental analysis ko use karke technical analysis ka use karke market ko analysis karke trading karte hain acha profit hasil kar lete hain Ham hamesha money management ke sath trading karne chahie normal lot size ke sath trading karne chahie agar Ham apne account balance zyada lot size ka use karte hain to Ham kabhi bhi achieved success expert trading karke acha profit Hasan nahin kar sakte hamesha self-confidence ke sath kam karna chahie kabhi bhi overconfidence hokar Forex trading nahin karni chahie agar Ham trading kar rahe hain to without lalachthe trading karni hogi Jo log Lal ke sath kam karte Hain vah kabhi bhi acche aur successful trader nahin Ban sakte successful trader hamesha rules ko follow karte hue Forex mein kam karta hai vah kabhi bhi Forex ke rules ko ignore nahin karta hamesha rules to follow karte hue ismein kam karta hai hamen chahie kya mein hamesha Forex mein manata learning ke sath kam Karen kabhi bhi rules ke against jakar kam na Karen agaram rules ke against jaate Hain to Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte agar hamare pass proxkey related information nahin achcha experience or knowledge nahin hai to madam account ka use karna chahie time investment karke time management ke sath Forex mein kam karna chahie
                        • #42 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                          forex trading business koi small business nhe hae is ke bhe kuch rules hain jin ko follow kar ke he ap sirf is main kamyab ho sakte hain agar ap un ko follow nhe karte hain to ap is main kabhe bhe kuch gain nhe kar sakte hain to is waja se hamen cahiye ke hum in tamam rule ko folow kiya karen aj hum un ruls ke bare main bat karte hain

                          Rules of Forex Trading

                          First of all Always use stoploss
                          forex trading ke jitne bhe rules hain un main sab se important hae stoploss ka hamen har condition main is ka use karna cahiye q ke yeh bahut he zarori hae hamarae experiemce ke liye or hamare account ke saftey ke liye loss ho jae koi issue nhe hae ap us loss ko recover kar sakte hain lakin account wash ho jae to problem zayada ho jate hae to is waja se hamen is ka sahe se use karna cahiye take hum kuch gain kar saken

                          Always trade after analyzing the market
                          hamen kabhe bhe ese he trade open nhe kar dene cahiye balke hamen cahiye ke hum is main ache tarah se analysis kar ke is main kam kiya karen trade open kiya karen hum agar is main sahe tarah se ache tarah se is main trade open karte hain to hum yahan se kuch na kuch to gain karte he hain to ache tarah se technically or fundamentally hamen cahiye ke hum is main market ka analysis kiya karen take hum is main kamyab ho saken

                          Avoid greed in every situation
                          hamen kabhe bhe is main lalch nhe karne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kiya karen agar hum kar jate hain lalch to hamen kabhe bhe success nhe mil sakta hae to bas hamen bhe is main esa he kam karna ho ga take hum yahan se kuch na kuch to gain bhe kar he liya karen bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main ache se trade kiya karen hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar he jate hain hamen kuch na kuch gain ho he jata hae bas hamen kabhe bhe is main lalch nhe karne cahiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                            trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay Forex me best working tips mil skti hay agar aap ko dar laga rahy ga k yeh trade pata nai loss main jay gi ya profit main jay gi to aap apna confidence loose karty jain gay khud pay itmaad and control hona bhat necessary hay apny jazbaat and ehsaasasat ko side pay rakh kar trading karn kyun k agar aap jazbat ho jain gay to loss ki sorat main aap ko samaj hi nai aay gi and aap koi aesi ghalti kar bethen gy k jis say bohat bara loss uthana par jay ga aap ko jab aap apni trade lagain to us main Stop Loss and Take Profit k basic trading waly tools ko use bhi karen kyun k yeh bohat important tools hain jin ki madad say account safe rakh Kay best working kr skty hen aur forex me kamahabi hasil kr skty hen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X