Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?
    Dear friends me yeh pochna chahta hon k Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay? es k ziyada ya kam honay k kiya faiday and nuqsan hain? please comment
    If you work hard no body can stop you from success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

    hamy leverage laga kar kam karna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey agar hum rules ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hain hum is mai pair or currency maui trading karty ha hamy aik time main aik he pair yai currency mai kam karna chahay agar hum new trader hai to hamy euro usd currency mai kam karna chahey agar hum expert trader han to hamy gold pair ko trading ky liey chose karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum is mai live kam karty hai hum is mai gar bath kar is mai kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy meyare or information wala kam karny par ache earning be dyta hain hum is mai aik din mai aik din mai aik account main 24 ganty he kam kar sakty hai hamy knowledge or experience hasil kar ky leverage laga kar kam karn karmny ka risk lyna chahey hamy is mai information wala kam karna chahey yai online ke duna mai king business hai hum is main short tram trading be kar sakty han or hum is main long tram trading be kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

      hamy forex ke market mai ache leverage laga kar kam karna ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty ahin hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market mai lverage k kabe be ignore nahi karan chaet hamy soc samj kar is m kam krna ho ga forex mai hum pairs ma or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex aik lega business hain hum gar mai bath kar si mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mi indcator ko learn kar ky use kar ky kam karna hoga then hum ag bar saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum i mai agar leverage ko ignore ka dety hain to hamara account band ho jy ga hamy market ma new account bana kar km sy km 1:5 ke leverage lagane ho ge forex market mai hamy ahteyt sy kam karna ho ga hum is mi agar kam karty howe ko mistake kar dety han to hamara account bnd ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
      الحمد لله رب العالمين

      • #4 Collapse

        Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

        G dear us ki waja ye hai kay ap forex mai kam karyye hain aur ap nay forum mai kam karna hai tu us mai leverge k opstion nhi jub kay ager ap es mai investment ka account bantye hain tu us mai ap ka kafi faida ho jata us mai ap apnye hisab say leverge rakh saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hain tu acha kam ap ko kamyabi daita hai jub kay bonus account mai already kafi facility hai es waja say tu es mai ap zayda leverge nhi rakh saktye hain tu ap ka kam hai kay ap leverge zayda rakhna hai tu ap ka kam hai kayap leverge ka use achye say kar kay es mai apna kam acha ho jata hai jis kay bad es mai leverge pay kam kar kay kamyabi hasil kartye hain tu ap mahnet kay sath acha kam kartye rhain ta kay ap kay kam ko acha mana jata hai jub kay leverge kam bhi hoti hao tu es mai zayda faraq nhi hai ap ka profit atna kam nhi hota hai kiyu kay leverge tu curency pay kam karnye kaliye hoti hai aur ap ka usi mai faida aur nuqsan pay hota hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

          aoa dear firiends leverage ki amount kam q honi chaeye is ka answer dny sy phly me ap sy leverage k bary me kch share krna chahta hn k leverage kia hota hia. leverage ek asi amount hoti hia jo ap broker sy udhar lety hian trading krny k liye, ye amount paiso ki soorat me nai hoti matlab k na hi broker ap ky acount me transfer krta hia na hi wo amount ap usy wapis krty hian balky broker apko ek limit tak trade krmy ki permission deta hia, isy leverage kehty hain so dear friends jaisa k leverage ek kiism ka udhar hi hoa to hamain leverage ki amount kam sy kam rakhni chaeye leverage ki amount jitninkam hogi risk bhe utana hi kam ho ga. thanks
          • #6 Collapse

            Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

            dear forex members forex trading main leverage kam yah zayda krna humari apni marzi hoti hai q k yah kuch rules k hisab se set ki jati hai or har member he jitni leverage set krna chahta hai kar skta hai forex main jub hum apni trading karty hain tu pahly hum account bnaty leverage set karty hain osk bad he hum forex main osi leverage se apni trading karty hain.
            1: Leverage hoti kiya hai?
            Leverage wo amount hoti hai jo humain broker deta hai trading k liye k hum apny balance k sath sath brojer se milny wali raqam se bhi apni trading kar skty hain or paisa kama skty hain forex main jub ap trading karty hain tu apko ois leverage k hisab se trading karna hoti hai.
            2: Leverage k faidy:
            forex trading main leverage ka yah faida hota hai k hum thory balance k sath bhi bari currency ki trade kar skty hain or os se profit lay skty hain or aghr hum forex main trading karengy or small leverage k sath apni trade karen tu hmain faida bhi bara hota hai or hmain forex main achi earning bhi tab milti hai jub hum bari leverage k sath trading achi karty hain
            3:bari Leverage ka nuksan:
            forex trading main jo members bari lot k sath trade lgaty hain un ko loss bhi bara hota hai or na he hum os main sahi trading kar skty hain forex main hmaisha he apko profit nahi hota hai loss ko bhi face krna parhta hai tu aghr ap loss ko zyada or bara loss face nahi krna chahty hain small leverage k sath trade karen es main risk bhi kam se kam hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

              forex 1 acha business hain our humian es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum forex trding main apne mrze say hum es main leverage km ja ziyada rkhaty hain our humian es main trding karnay say piylay hum es main account bnaty hain our hum leverage set karty hain our hum apnay account main jko rkm hote hian our hum es main trde lgak ar hum es main trading karty hain our hum es main apnay leverage kay hesab say humian es main apne leaverage ko set kar kay hum es main trading karty hain our hum es main currencay main hum trde lga skty hain our hum es main trading kar skty hain our humian es main maahnt say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our agar hum es main kam ko lalche bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga agar hum es main new hain to humian es main expert bn kar humain es main kam karna ho ga to he hum es main expert bn skty hain our hum es main sucess ho skty hian our forex kbe be na bnd hoany wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                leverage wo amount hoti hai jo broker hamy trading kay lea faraham kar ta hai es ka faida ya hota hai kay hum log thuray balance kay sath bari karance ki kharedo farohk kar sahk tay hain forex ak acha business hai hum is main mahnat kar kay ak acha bounce hasil kar sahk tay hai leverage hum km ya zayada kar sahk tay hain ku kay leverage hum logo ku rules kay hisab say set kar tay hai her member apni jitni leverage set kar na cha ta hai kar sahk ta hai hum jab bhi trading kar tay hai tu phly account bana kar leverage set kar tay hai
                leverage kay benefit
                agr ap kay account mai balance km hai tu ap bari leverage kay sath bari karance per trade laga sahk tay hai
                leverage kay loss
                agr ap kay account main bari leverage set kar di jay tu ap ko galat trading ki waja say bara loss ho sahk ta hai or ap ka account wash ho sahk ta hai is lea account kay balance or apnay experience kay according ap ko leverage set kar na chahea taky apki trading ach i ho sahk kay
                • #9 Collapse

                  Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                  asslam o alaikum dear friend is liya ky algy trading ma experiences kam hota hy is liya is ma leverage bi kam rakhi jati hy agr ap leverage kam rakhty hy to kam hi loss ho ja or profit bi kam hi ho ga is liya jo new member hy jo trading ko ni janty ya is ko method ko abi thak ni samj sakhy to ap ko risk ni zayada bara ni lena chahiya balky is ko smj kr chaly or trading ky method ko smjy phir ap leverage bi zayada rakh sakhty hy
                  Last edited by ; 04-07-2020, 03:39 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                    hamy is mai kam leverage ko kam he rakna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik aam job sy bahtar hai hum is mai aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hai hamy leverage ko kabe be zeyada chose nahe karna chahey yai aik asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert trader banty hai hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamara ustad hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hamy aik time mai aik he pair yai currency mai kam karna chahey agar hum new trade hai to hamy silver pair mai kam karna chahey agar hum expert trader hau to hamy gold pair main kam karna chahey yai aik big karobar ha is mai duna ky bary bary mumlik be involve hai hum is mai live kam karty hai hum is main sada urdu main kam karty han hamy market ko achy sy analyses kar ky indicator ko use kar ky is mai paisa be invest karna chahey pher he hum is mai is mai acha profit hasil kar sakty hain hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad mai threads karny chahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte han hum is main gar bath kar international level par kam karty hain yai aik acha karobar hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                      forex trading main insta forex main jo log small leverage set karty hain jo bara risk nahi lena chahty jub q k bari leverage tab set ki jati hai jub ap apny account ko achi trha se manage kar skty hain or os main apni trading kar skty hain forex main aghr ap apny account main leverage set karty hain tu ap ko apny expiernce ki base par set krna chahye q k jub ap ka expiernce kam hai or apk account main leverage zyda hai tu apko loss hony par apka account bhi wash ho jay ga es liye hmain apni trading main soch smjh kar apni trading karni chahye or leverage ko ap manage kar ap apni trading karengy tu he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main jitny bhi new members hain un ko chahye k small lot k sath apni trade open karen a k un ko loss bhi zyda na ho jub hum bari lot k sath trading karny main mahar hongy tu he ap kamyab trading kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                        Instaforex ki taraf say leverage 2 qisam ki do jaati hain. Jab traders aisa real account create kertay hain jiss mai affiliate code portal forum likhna hota hai aur uss account ko instaforex kay kisi bhi affiliated forum say attach kerna hota hai tou uss mai traders ko 1:50 ki fix leverage maximum di jaati hain. Traders aisay accounts mai leverage 1:50 say Kamm ya barabar he rakh saktay hain aur uss say ziada leverage allowed nahi hoti hai. Agar Forex traders apnay account ko portal forum kay affiliate code kay baghair banatay hain tou iss ka Matlab hai kay traders uss mai personal investment kerna chahtay hain jiss mai traders ko leverage ki kisi kisam ki koi pabandi nahi hoti hai aur traders apni marzi say kamm ya ziada leverage rakh saktay hain.

                        Jo account affiliate code portal forum say bantay hain aur kisi bhi forum say attach honay hotay hain unn ki leverage instaforex 1:50 say ziada iss liye nahi daita hai kay new aur junior traders nay bonus balance say trading shuru kerni hoti hai. Iss wajah say instaforex unhain kamm leverage day kay Kamm risk lainay ka moqa daita hai. Ziada leverage rakh lo jaey tou traders minimum balance kay saath bhi commodity pay trading ker saktay hain ya phir apni kisi bhi trade mai bohat ziada lot size tkah saktay hain. New traders ka experience kamm hota hai jiss wajah say unhain loss ka chance bhi bohat ziada hota hai. Jo kay instaforex leverage ko limit mai rakh kay control ker daita hai.

                        Instaforex kay portal forum say attach honay waley account ki leverage forum members kay faiday liye he kamm hoti hai jo kay instaforex ki taraf say apnay new clients ki aik pre safety hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                          Dear forex me basically account security aur heavy loss sy avoid krny Kay leay ham small lot ka use krty hen jis me ap ko Kam krna Hy to hamesha best way me working krna hoti Hy jis Kay leay AP hamesha forex Kay basic analysis ko readout krny Kay baad hi decide krty hen Kay lot size kitna hona chye kay hesab say hmian es main apne leaverage ko set kar kay hi hamesha Forex trading me aik proper trade karty hain our hum es main currency main hum trade laga sakty hain our hum es main trading kar skty hain our hmian es main maahnt say hum es main kam kar kay hum is main sucess ho skty hain our hum es main bagir learning kay hum es main kam kren ye basically aik basic facility hai reason say tu es mai ap zada leverge nhi rakh sakty hain to ap ka kam hai kay ap leverge zada rkhna hai tu ap ka kam hai kayap leverge ka use achy say kar kay is tarha hi ham mai apna kam acha ho jata hai jis kay bad is men leverge pay kam kar kay successfully hasil karty hain tu ap hard work kay sath acha kam karty rhain ta kay ap kay kam ko chahey agar hum expert trader han to hamy gold pair ko trading ky liey chose karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum is mai live kam karty hai hum is mai gar bath kar is mai kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai aik asa business hai jo hmy learning be dyta hai or yai hamy quality or information wala kam karny par ache earning be deta hain hum is mai aik din mai aik din mai aik account main kam kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
                            Dear friends me yeh pochna chahta hon k Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay? es k ziyada ya kam honay k kiya faiday and nuqsan hain? please comment
                            Brother ap na bahut informative topic select kia ha is bary ma kuch information ap sa share krny lga hun jssa ap kay knowledge ma izafa ka sath mustafeed ho sakhty han. dear instaforex members forex trading main leverage kam yah zayda krna humari apni marzi sa hoti hai q k yah kuch rules k hisab se set ki jati hai or har member he jitni leverage set krna chahta hai kar skta hai likn is ma ik baat or add krna chahoun ga ka jo apka bonus account hota ha us ma leaverage ap kud increase ya decrease ni kr sakhty jo apka reall investment account hota ha us ma ap iski limit ko ap increases ya decrease kr sakhty han. forex main jub hum apni trading karty hain tu pahly hum account bnaty leverage set karty hain osk bad he hum forex main leverage se apni trading karty rehty han. Leverage ka advantages or disadvantages batanay sa phly apko batata hun leverage hoti kia ha.


                            What is Leverage:
                            Aik esi amount jo humain broker deta hai trading k liye k hum apny balance k sath sath broker se milny wali raqam se bhi apni trading kar skty hain or paisa kama skty hain isko leverage kaha jata ha. forex main jub ap trading karty hain tu apko leverage k hisab se trading karna hoti hai or us ratio sa hi apko profit or loss hota rehta ha.


                            Advantages of Leverage:
                            Dear brother forex trading main leverage ka yah faida hota hai k hum thory balance k sath zyda currency ki trade kar skty hain or os se profit lay skty hain or aghr hum forex main trading karen gay or small leverage k sath apni trade karen tu hmain faida bhi zyda hota hai or hmain forex main achi earning bhi tab milti hai jub hum bari leverage k sath trading achi karty hain or is sa benefit hasil kr sakhty han.


                            High ratio of profit:
                            Dear ap high leverage sa thori dir ma bhi bahut zyda profit hasil kr sakhty han.


                            Disadvantages of Leverage:
                            Dear forex trading main jo members zyda lot k sath trade lgaty hain un ko loss bhi usi ratio sa zyda hi hota hai or na he hum os main sahi trading kar skty hain forex main hmaisha he apko profit nahi hota hai loss ko bhi face krna parhta hai tu aghr ap loss ko face nahi krna chahty hain small leverage k sath trade karen es main risk bhi kam se kam hota hai no doubt ya ik risky kam hota ha unexperienced members ko khbi bhi zyda leverage ni rakhni cheye.


                            Very Risky:
                            High leverage bahut jyada risky hoti ha jitny bhi junior members hoty han unko cheye ka zyda leverage sa avoid krin kunk is sa apka account bahut jaldi wash ho sakhta ha or nuqsan bbi bahut zyda ho sakhta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Instaforex k account main leverage kam kyun rakhi jati hay?

                              Instaforex ke account ke andar leverage Jyada hota hai magar jo account Ham Pakistan Forex forum ke sath attach karna hota hai usmein Hamen leverage 1:50 ka Milta Hai To Yaha leverage isliye kam hota hai ki yah Pakistan Forex forum Aur instaforex Ke Darmiyaan Koi contract Hai Jiski vajah se yah leverage fix kar rakha Gaya bonus account mein Ham is leverage ko change nahin kar sakte hain hamare pass instaforex ka account investment Wala Hai To Ham use Mein Apni Marzi ka leverage set kar sakte hain aur ham bonus account ke andar Kisi dusre tarike se leverage change karne ki koshish Karte Hain To fir Hamara account band kar diya jata hai Kuchh Arsa pahle Jab Ham instaforex ka account banate aur Pakistan Forex forum ke sath attach Karte The To Ham uska leverage change kar sakte the Magar usmein Hamen yah problem Aati Thi Ki Hamara account disable ho jata ya FIR Hamen Kisi Aur mushklaat Ka Samna karna padta Magar Jabse leverage 1:50 Hua Hai yani ki leverage bahut kam hua hai to use time se Hamara account disable Hona band ho gaya hai aur Hamen kisi kisam ki koi mushkilat ka Samna nahin karna padta Agar Hamara leverage kam Hoga To Ham safe trading kar Sakenge aur ham money management ko aasani ke sath follow kar Sakenge Badi leverage ka nuksan yah hai ki agar hamare pass usmein balance Kam Hai To Ham Ek Bada lot size istemal kar dete Hain jisse Hamara account mint Mein wash ho jata hai to isliye Hamen Chhote leverage accounts ki Kadar Karni chahie Chhota leverage Hamare liye best leverage Bada leverage Ho To fir Bada lalach ho Jata Hai Jiski vajah se Hamen loss Ho Jata Hai Is Tarah leverage kam hai aur ham money management ko aasani ke sath follow kar sakte hain aur Is Tarah Agar hamare pass balance jyada hai to bhi Ham thoda lot size ka use kar sakte hain Bada lot size Nahin Laga Sakte thoda leverage ke bahut jyada benefits hai

                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_16.jpg
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12329253

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X