head and shoulder pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: head and shoulder pattern

    head and shoulder pattern se hum bhe faida hasil kar sakte hain agar hum is main sahe tarah se kam karte hain lakin is ke liye hamen is main ache se trade karne ke liye hamen is main proper way se is main kam karna hota hae tab ja kar he to hum is main success hasil karte hain agar hum is main ache tarah se kam bhe kar he lete hain bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main hamesha eh sahe tarah se kam kiya karen take hum is main kamyab ho jaya karen or is main hum kuch na kuch to hasil kar he sakte hain agar hum is main mehnat sahe tarah se kar jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main success gain kar jane ke liye is main hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen is ke liye ache se kam kar jana cahiye take hum yahan se success hasil kar he liya karen or is tarah se he to hum is main kamyab ho sakte hain bas hamen is main ache tarah se apna kam ko karna ho ga to is tarah se he to hum is main success hasil kar he lete hain agar hum is main kuch hasil karna cahte he hain to hamen is main mehnat bhe to karne he ho ge tab ja kar heto hum is main kamyab ho jate he hain or hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he lete hain bas hamne is main ache tarah se kam bhe karna he hota hae tab he to hamen is main kamyab ho jate hain or hamen yahan se kuch na kuch to hasil ho jaya karte hain or hum bhe success hasil karte he hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke ache tarah se kam karna cahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: head and shoulder pattern

      ASSLAM ALAIKUM!!! 😇

      Dear friends, ye Aik bht Achha Aur important hai jo Humaray sath share Kia geya hai. Forex me trading kernay k liay Humaray pass her cheez ki information hona bht zarori hai me bhi ap k sath HEAD & SHOULDER pattern K about discuss karoon gi. Aur apni information share karoon gi.

      """ HEAD & SHOULDER PATTERN"""

      Head & shoulder pattern pattern oftenly occur nai hota. Ye market ki movement pe occurred hota hai. Jb market ki movement upper Ho tu head & shoulder pattern bnta hai. Is me Aik left shoulder aur Aik right shoulder aur Aik head bnta hai. Is pattern ko ap khud ko dekh k bhi Samjh saktay hain khud se. Is me Aik neckline bhi Bnti hai.
      Standard head & shoulder pattern :
      Agr Head & shoulder pattern standard Ho tu bearish setup me consider Kia jata hai.
      Inverse Head & shoulder pattern :
      Agr Head & shoulder pattern inverse Ho tu bullish setup me consider Kia jata hai.

      Head & shoulder pattern peak sath formed hota hai 1st peak jisay left shoulder kehtay hain wo follow kerta hai higher peak pe jis ko head kehtay aur us k bad Aik lower peak jis ko right shoulder boltay hain.

      NECKLINE:
      Two troughs K point ko connect kernsy K liay neckline draw hoti hai. Ye slope up Aur down Ho sakti hai.

      Left shoulder :
      Jb market movement upper hoti hai tu Wo left shoulder yani first peak bnati hai.

      Head:
      Jb market movement uupper ko ja k left shoulder Bna K Kuch Aur upper ja k apne higher point pe rukti hai tu Wo second peak matlb K head bnati hai.

      Right shoulder :
      Jb market movement apne highest point pe ja k reverse movement kerti hai tu Phr left shoulder bnta hai.

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	35
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12337542


      THANK YOU!! 👍
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #48 Collapse

        Re: head and shoulder pattern

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan jab Ham forex market trading kar rahe Hote Hain To Humko Is Tarah Ki Tamam information Ka Pata Hona chahie Kyunki jab tak Humko market Mein Is Tarah Ki movement ka pata nahin Hoga To Ham kabhi bhi acche trading nahin kar Sakenge aur candlestick ki help Nahin Le Sakte aur bahut jyada munafa bhi Hasil nahin kar sakte isliye ine chijon ko acchi Tarah samajh Lena bahut hi Jaruri hota hai aur Head and Shoulder pattern ke Hawale se kuch important information may be aapke sath share karna chahta hun

        Market Trend

        Pyare bhai jaan aap ne ek baat Hamesha Yad Rakhna hai ki Jab Bhi market Mein Head and Shoulder pattern ban raha ho to usmein market ki movement Hamesha Upar ki taraf ho rahi Hogi matlab hai ki market Hamesha bullish trend Mein Hogi Kabhi Bhi Is Tarah Nahin ho sakta ke market Mein Head and Shoulder pattern ban raha ho aur Market ki movement downtrend ho aisa possible Nahin hoga

        Left shoulder

        Pyare bhai jaan jab market Mein Head and Shoulder pattern ban raha hai to market Opp word movement kar rahi hoti hai aur ek hi position per Jaati Hai Jisko Ham left shoulder ka naam de sakte hain agar aap Insan ki body ko iske sath compare karen to aapko Jyada Sani ke sath samajh a Jayegi aur Jis Tarah Ek Insan ke left shoulder hota hai aur uske bad uska add hota hai aur FIR uska right shoulder hota hai to is tarike se agar aap isko Dekhen to aap bahut aasani ke sath uski movement ko samajh sakte hain

        Neckline

        Left shoulder ke bad Jab market up movement karti hai to vah head banane ke liye ek neckline banati hai iska matlab bhi Yahi hota hai ki market Upar ki taraf movement kar rahi hai

        Head

        Left shoulder der job market movement karti hui Apne sabse hi position per jaati hai aur ek hi level ko touch Karti Hai To usko Ham head ka naam Dete Hain Ki market Ne Apna head banaa Diya Hai

        Right shoulder

        Jab market Apna head Banakar Kuchh reversal movement karti hai aur uske bad FIR Upar jati hai aur jo usmein sabse pahle shoulder banaya tha use movement Tak Jaati Hai To usko Ham right shoulder ka naam de sakte hain ab agar aap is market ki movement ko Insan ki body Ka Sath compare karen to SIM right left shoulder aur ek neck ka start head Ban Jaati Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X