avoide select big lot........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    avoide select big lot........
    all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: avoide select big lot........

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
    all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
    dear Forex trading mein small lot use karne ke kafi sare benefits a Forex mein working Karne wale member se is baat se understand karte honge ke Forex trading main sambhala tha aapke account ke security ke liye bahut important hoti hai aapka account agar Forex trading mein se kyon rakhna chahte Hain to Forex trading main aapko hamesha sambhal lot size use karna hoga jitna maximum profit ke liye maximum lot use karte hain lekin agar aapki trade wrong side chali jaati hai to aapko last bhi itna hi maximum ho sakta hai jisse divide karna hai to aapko Forex trading mein hamesha sambhal laat use karna hoga

    lot size hamesha apne account balance ke accordingly aap ko set karna hota hai Forex trading mein working karne ke liye hamesha aapke account proper management ke sath working Karne wale members ko hamesha yah lazmi mind mein rakhna chahie ke Forex trading mein jab bhi aap koi bhi trade open Karen to apne account balance ke sath lot size ko contradict lazmi kar len Forex trading mein kaam karne se hi aap tab hi profit Le sakte hain jab aapka lot size money management aur risk management ke factors ke mutabik aap trade open Karen tab hi aap Forex trading mein acchi working karne ka fayda Le sakte hain yahi chij aapko Forex trading mein profitable trading ke liye bahut important rahti hai.
    • #3 Collapse

      Re: avoide select big lot........

      G han dear ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab hp jatye hain th ap ka kam hai kay ap lot size hamesha kam say kam rakha karain kiyu kay ager lot size kam ho gaye tu faida zayda hai tu acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna trade jub bji lagtye hain tu es mai lot size zayda bari na rakhain karain ager ap es mai lot size zayda bari rakhtain hain tu ap ka he nuqsab hai tu acha kam karain aur lot size kam say kam rakh karain ta kay ap ka profit hota hao tu kam bhi theak hai per ager ap ko es mai lose ho jata hao tu wo bui kam he hota hai aur ap ka faida he faida hai na
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: avoide select big lot........

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
        all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
        Lots size ki importance

        forex trading main lots size ki importance both ziada ha q k agar hum log lots size sahe istamal ni karty han to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy apny account balance k mutabiq he lots size istamal karna ho ga jtna humara account balance ho humy is k mutabiq trading karni ho ge agar humara account balance tohra ha to humy small lots size sy trading karni ho ge or agar humara account balance ziada bi ho pphr humy proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humara account safe ho wash na ho or hum ache trading sy ache earning kar saken
        Account Balance


        forex trading main agar humary pass account balance 100 dollars ho to phr hum log is sy 0.01 ki 3 sy 4 trade laga sakty han ta k hum log safe trading kar saken har trade ka proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jtna small account balance ho hum utni he small lots sy trading kar k ache earning kar sakty han
        Humara account balance 100 dollars sy ziada ha or 500 dollars sy kam ha to phr hum log 0.02 sy 0.03 lots size rakh k trading kar sakty han par proper stop loss or take profit lazmi istamal karna ho ga
        Isi tahra agar humara account balance 500 dollars sy ziada ha to phr hum log 0.05 ki lots size istamal kar sakty han or ache analysis k bad trade lagany gy to humy ziada fayda ho sakta ha analysis sy hum acha stop loss or take profit istamal kar sakty han
        Is tahra hum log lots size istamal kar k ache earning kar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: avoide select big lot........

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
          all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
          Yes dear brother of advice bilkul theek hai Ham Jab Forex trading kar rahe Hote Hain To usmein Ham kabhi bhi Badi lot select Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham Badi lot select kar lete hain To usmein Ham to bahut jyada nuksan ho sakte hain. Dear Badi Lot Ke Kuchh nuksan batane se pahle main aapko yah batana Jaruri samajhta Hun Ki Lot kya hoti hai.


          What is lot size:
          Lot size sa murad ik specific miqdar hoti ha jo markit ki per pip movement sa ap kay liye profit ya loss ki base banti ha. Apka profit or loss apki lot size pa purely depends kr rha hota ha.


          Selection of lot size:
          Money management ka rules and regulations purely lot size ki selection kay liye bahut important hoty han. Kunk is ma ap ya learn krty han kay ap na apny account balance ki ratio ki basis per lot size select krna hota ha.


          Disadvantages of big lot:
          Dear ap jab bari lot size ki selection kr laty han tu us ma apko bahut sary nuqsan ho sakhty han jin ka effect apki trading or account pa ho sakhta ha. Isk kuch disadvantages main apko bta deta hun or isk sath advise krta hun ka ap is sa avoid kia krin.


          High loss:
          Jab ap lot size ki selection zyda krty han tu us ma apko bahut zyda nuqsan hony ka chance hota ha kunk bari lot sa murad hoti ha ap bahut zyda risk la k kam krny ja rhy han.


          Difficult to Recover loss:
          Jab apko nuqsan ho jata ha bari lot ki selection ki waja sa tu apka liye bahut difficult ho jata ha us nuqsan ko recover krna is liye is sa avoid kia krin.


          Account Wash:
          Sometimes apko wrong lot size selection ki waja sa apko bahut zyda nuqsan ho jata ha ka apka account bhi wash ho jata ha is liye apko kosish krni cheye ap apny account kay hisab sa lot size select krin.
          • #6 Collapse

            Re: avoide select big lot........

            asslam o alikum g dear friend ap nay sahi kaha humy big lot sath kahbi trade lagani nhi chahea ku kay agr ap log big lot kay sath trade kary gay or ap ki trade loss main chali gai tu ap ko ak bara loss face kar na mary ga or ap ka account bi wash ho sahk ta hai is lea small lot kay sath trade lagay jis say agr ap ko loss ho bhi jay tu ap ka account wash nhi ho ga or apka account save rahy ga or agar sara account wash ho jay ga tu ap ko dubara say itni hi mahant kar ni ho ge balance akheta kar nay mai or ak long time mai ap ki mahnat chali jati hai
            Big lot
            agr is main ap ki trade loss main chaly jay ge tu ap ko bohat loss ho jay ga or ap ka account wash ho sahk ta hai is lea big lot ko avoig kary apni trading mai or kosis kary trade lagny say phlay market ko achy say analysis kar lay
            small lot
            agr ap log small lot kay sath trade lagaty hai tu us trading mai ap ko loss ho bhi jay tu ap ka account save rahta hai or ap ko bara loss nhi ho ta is lea mahnat kary or small lot ko hi apni trading mai istamal kary
            • #7 Collapse

              Re: avoide select big lot........

              forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai kam kar ky earning gain kar sakty hain hamy is mai soch samj kar lot lagne ho ge then hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai hamy ache lot laagne ho ge then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy is mai mahnte karne ho ge pher he hum agy abr saky gy forex mai agar hm kam karty howe lot ko ignore kar dety hain to hamara account band ho jy ga forex ak legal business hain hum isy apna professional career be bna sakkty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky km karty hain to hamara account band ho jy ga forex mai hum mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex ak legal business hain hum is mai strugle karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik legal busiess hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai pair ma or currncy mai kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum isy apna life time ccareer be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamy siraf or siraf loss ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: avoide select big lot........

                forex trading main aghr ap apny account ko save rakhna chahty hain tu apko apni trade main bari lot lgany se avoide krna hoga q k apki trade main jitni lot hoti hai otna he apko loss hota hai es liye aghr ap forex main achi or secure trading krna chahty hain tu apko bari lot lgany se avoide krna hoga jis se ap apni trading kar k acha profit lay skty hain bari lot lgany k boht se nuksanat hoty hain jis se ap ko kafi pareshani hoti hai forex main apko bari lot lgany se
                1: loss bhi bara hota hai
                2: account wash hony ka khtra hota hai
                tu aghr hum apny account ko save karna chahty hain tu hmain bari lot nahi lgani chahye bari lot wo members lgaty hain jo aik he trade main apna profit target pora krna chahty hain jo log laalch karty hain wohi bari lot k sath apni trading karty hain jo k aik galat bat hoti hai q k ap ayse kuch he dinu main apna account wash krwa lety hain tu apny account ko save rakhny k liye bari lot kbhi bhi na lgaen
                • #9 Collapse

                  Re: avoide select big lot........

                  aoa dear members. jaisa k ap janty hian k forex me trends har time change hota rehta hai isi liye hamain cheye k risk jitna kam sy kam lain aur jitna thory sy thory time k liye lain utna hi behtat ho ga, agr ham lot size bara rakhty hian to hamari investemetn bhe ziada ho gi aur hamara risk factor bhe ziada ho ga specially beginner ko to choti choti lots sy trade start krni cheye aur unhi sy experience krna chaeye,. lalach me par k shuru sy hi bari lots me trade krty hian to sari investement zaya ho jati hia, ap bari lot p tab hi trade krain jab ap k pas proper experience ho investement ziada ho aur apko poora confidence hio,
                  • #10 Collapse

                    Re: avoide select big lot........

                    Dear forex member Forex trading may traders ko trading karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq lot size select kartay hoye trading karni parti hay jab haum forex trading may lot size ki bat kartay hay to haumay hsmesha positive way may hi lot size small ya big figure may rakhtay hoye trading karni parti hay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye lot size ko bahut soch samujh Kay hi select karna hota hay forex trading may kamyab traders hamesha market Kay trends ko analaysis kartay hoye apni Trading y lot size select kartay hay jab haum trading may bagair knowledge Kay lot size select kartay hay to haumay kamyabi hasal nai hoti hay balkay haumay nuksaan uthatna parta hay haumy kamyab trading karney Kay liye haumay hamesha apney account balance ko secure rakhtay hoye trading may lot size select karna hota hay.

                    Forex trading may haumay discipline Kay saath trading may lot size ka khyal rakhtay hoye trading karni chahiye aur haumay market ki movement Kay mutabiq lot size select karna parta hay agar haum market ki movement ko daikhtay hoye apni trade my may lot size rakhtay hay to haumay faida hota hay magar jab haum bagair knowledge Kay lot size big rakh kar trade open kartay hay to kabhi market ki movement achanak say bearish trend may ya bullish trend may move karti hay to haumay nuksaan uthatna par sakta hay lehaza forex trading may haum sabko knowledge ki base pay hi Trading may lot size select karna parta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: avoide select big lot........

                      G han big lot size ko avoid karna lazmi hay agar esa na kia jaye to ham risk ko be reduce karny me nakam ho sakty hey best trading hi yahi hay key traders big lot size ko avoid kar key discipline ki trading karen aur low risk key base par trading me profit earn karny ki koshish ki jaye, big lot size ka disadvantage yahi hota hay key traders key ley risk se bachna namumken ho jata hay aur small lot size use kia jaye to traders ko loss etna ho saky ga jetna key traders afford kar sakty hey, ye mera personally trading ka experience raha hay key jo traders higher lot size ka use karty hey esy traders kamyab be nahi hoty aur en key account balance be bahot jald wash ho jaty hey, aur jo traders low risky trading karty hey aur trading me risk management par yakeen rakty hey esy traders long time tak survive karny ki waja se na siraf kamyab hoty hey en ko trading me bahot munafa be ho sakta hay, demo account me agar higher lot size key sath be trading ki jaye aur lower lot size use kar key be trading ki jaye to sab se zeyada kamyab trading esy hi traders kar sakty hey jes ne small lot size ka use karty howy trading ki hoti hay, best aur safe trading ki agar koshish ki jaye to es key ley traders ko kam se kam risk leny par hi yakeen rakna chaye zeyada risky trading unprofessional traders hi kar sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: avoide select big lot........

                        Forex trading mai traders kay liye sub say ziada soch samajh kay kaam kernay kay liye important cheez he lot size hai. Lot size ko he volume kaha jata hai. Lot size ki misaak aisay hai jaisay kisi whole seller kay paas 100 bori chawal ho aur woh unhain sale kerna chahta ho tou woh aik bori ki price 1000 rakh daita hai ab jo aik bori lay ga woh 1000 pay Karey ga aur uss ki lot aik bori ki deal ki hogi aur jo jitni bori lay uss ki lot utni he bori ki ho jaey gi aur paisay bhi lot kay hisaab say he barhtay jaengay. Bilkul aisay he Forex trading mai bhi lot size ka same phenomenon hai. Jab 0.01 lot size select ki jati hai tou uss ki value uss pair ya commodity mai total ka 0.01 hissay kay barabar hoti hai. Iss tarah lot size barhatay janay say total paying price barhti jaati hai aur pair ya commodity ka volume ya size bhi barhta jata hai. Her lot mai multiplier hamesha 0.01 say he count hota hai.

                        Forex traders ko trading kay doraan account balance kay baad sirf lot size ka he khayal rakhna hota hai aur lot size ki wajah say he kaamyabi aur nakaami hoti hai. Forex mai traders lot size ki wajah say he achay profits bhi laitay hain aur ziada loss bhi uthatay hain. Lot size ki selection aik sensetive calculation hoti hai kiyu kay lot size ko account balance kay sath pair ya commodity ki price kay saath bhi comparatively daikh kay he select kerna hota hai. Ab currency pair aur commodity kay lot ki value mai price ki wajah say he faraq aa Jata hai. For example Humm yaha crude oil ki baat kertay hain. Crude oil ka 0.01 lot size ka Matlab pehlay tou broker ka spread 30 cents chala jaey ga phir aik pip movement ka Matlab 10 cents ki movement hoga. Ab Agar lot size 0.05 ker Lia jaey tou broker ka spread 1.50$ jaey ga aur aik pip movement ka Matlab 50 cents ki movement hoga. Lot size ziada kernay say aik tou broker ka spread barhta hai aur saath he pip ki price barh jaati hai kiyu kay lot ya volume ka multiplier minimum 0.01 lot size aur uss ki price value hoti hai.

                        Lot size kabhi bhi Bay tukkay andaza mai bohat ziada nahi select kerni chaiye kiyu kay account mai profit Kamm bhi ho tou koi masla nahi hota laikin loss ziada honay say account wash honay mai bohat ziada loss hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: avoide select big lot........

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                          all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
                          Agar lifetime Forex trading se earning karna chahte hain aur apne account ko safe Rakhna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham lalach bilkul na Karen aur ham Big Lot size wka use bhe na kry Agar Ham Big Lots hai iska istemal karte hain to market Jab thoda sa Hamare against Jaati Hai To Hamara account wash kar Deti Hai Jiski vajah se Ham is market se bahar Chale Jaate Hain aur ham Mazid uske andar trade Nahin Laga Sakte Hamen chahie ki Ham money management ke sath Forex trading ke andar work Karen aur apne account mein maujud balance ke hisab se lot size lagaen money management ke important tools Mein lot size aur stop loss bahut jyada important Hain stop loss Hamen Apne balance Ke mutabik Rakhna chahie aur analysis ke mutabik support and resistance buffalo karte hue rakhen agar aap is market Mein Thoda lot size ka istemal Karte Hain To Jab market aapki against Jaati Hai To Is Tarah aapka account wash nahi Hota aur aap market ke andar Mazid trade lagakar Apna loss aasani ke sath recover kar sakte hain aur ismein profit Hasil kar sakte hain big lot size ka nuksan yah hai ki Jab Ek Bar market against Jaati Hai To vah aapko big loss yah account wash kar Deti Hai Jiski vajah se aap Maszid Forex trading ke andar Koi trade Nahin Laga Sakte hai Forex trading ke andar aapane lalach bilkul bhi nahin karni hai aur emotion ko control karte hue aapane Iske andar kam karna hai agar aap ismein emotion ko control Nahin Karte to aap ismein kabhi bhi success Nahin ho sakte ismein aap sirf ek hi Surat Mein expert aur professional trader Ban sakte hain agar aap ismein Forex ke rules ko follow karte hue kam Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: avoide select big lot........

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                            all dear forex members forex trading main kbhi bhi bari lot k sath trade na lgaen q k jub ap bari lot k sath trade lgaty hain tu apko loss bhi bara hota hai es liye aghr ap bari lot k sath apni trade lgaengy tu ap forex main loss k sath account bhi wash hony k chances hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apny account ko save rakh kar apni trading karen jis se ap trading kar skty hain q k jub tak apka account hai tab tak he ap trading kar skty hain jub account wash ho jata hai tu apko kbhi bhi forex main trading karny se kamybhi nahi milti hai
                            market Mein trade lagate waqt aap jab lot size let karte hain to use time aapko yah decide karna chahie ki aapane apne account per kitna Rs lena hai agar aap apne account ke liye badi Laut select karte hain to aapko use per kafi jyada nuksan ho sakta hai aapko chahie ka office market Mein money management ke rules ko study Karen uske bad is market Mein kam Karen agar aap is market Mein achcha Kam nahin karte to aapko ismein nuksan ho sakta hai jo tradus market Mein soch samajh Kar kam karta hai usko profit hona start ho jata hai is market Mein lalach Karne wale traders ko nuksan hi hota hai aap lalach Mein aakar badi Laut lagate Hain jiski vajah se aapko nuksan ho jata hai jo trader is market Mein achcha kam karte hain unko kamyabi jarur milati hai aise hi aapko is market Mein kamyab hone ke liye mehnat karni hogi uske bad aap is market Mein achcha kam karke aasani se kamyab Ho jaate Hain Jo trader is market Mein mistakes karte hain unko is market Mein nuksan hota hai aapko chahie kapus market Mein sote samay kar kam karte rahen isase aapko kafi jyada fayda ho jata hai agar aap is market Mein mistakes karte rahenge to aapko kabhi bhi kamyabi nahin milegi aap gujre kaps market Mein apne senior ki instructions kopalu karte rahen uske bad is market Mein kam karenge to aap ko fayda hota rahega.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: avoide select big lot........

                              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Forex trading mein lot size use Kiya Jata Hai trading karne se pehle.agar Ham big lot size ka use karte hain to Agar market ki movement change Ho Jaati Hai Hamen loss ho jata hai to yah bahut bada loss hota hai Hamare liye isase account wash bhi ho sakta hai account wash hone ki vajah se Ham Dobara trading nahin kar sakte isliye Hamen kam Lot se hi trading karna chahie ta ki Ham ismein Agar loss Ho Jaaye To Hamen Bada nuksan Na Ho isase Hamara account wash na ho isliye Hamen kam lot ka use karna chahie market ke movement ko Samajh Kar confidence ke sath ismein rules ko followkarte hue kam karna chahie tabhi Ham ismein successful ho sakte hain. Agar Ham Forex me new members Hai To Hamen Apne senior members se Iski Information hasil karne chahie lot size ke bare mein tabhi Hamen iska use karna chahie aur sabse pahle Agar Ham Iske bare mein nahin jante Hain To Hamen Kisi bhi chij Mein risk lene se pahle yah lot ka use karne se pahle minimum hi Kisi bhi chij ko Rakhna chahie To Ham ismein Uske bare mein experiment kar sakte hain aur ham ismein successful ho sakte hain.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X