Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading kay doraan traders ko aik bara masla jo face kerna parta hai woh fake information ka hai. Forex trading business mai fake information, fake news aur fake analysis say traders ko bohat loss hota hai. Ziada ter traders trust pay he kaam ker rahey hotay hain jiss wajah say koi bhi information milnay pay uss ki tasdeeq bhi nahi kertay hain aur uss information pay action ker laitay hain laikin baad mai woh information fake aur ghalat honay pay bohat ziada nuqsaan utha laitay hain. Forex traders jab aik dusray ko koi information share kia karain tou unhain khud uss ki tasdeeq ker kay he usay share kerna chaiye aur jiss trader ko koi information milay woh khud bhi usay verify ker kay he uss kay mutabiq koi action lay tou behtar hota hai aur Agar woh information fake ya wrong hoto information dainay waley ko sub say pehlay inform Karey kiyu kay uss nay aur bhi bohat say traders ko woh information share ki hogi.

    Pak Forex forum pay bhi yehi masla hota rehta hai. Forum members bhi bohat jaldi kisi bhi information ko baghair sochay samjhay ya tasdeeq kiye he share kerna shuru ker daitay hain aur khaas tore pay forum ki koi update ho ya bonus kay maamlaat he ho tou members bohat jaldi aisi informations bana bana kay threads aur posts kerna shuru ker daitay hain jo new aur junior members ko bohat confuse ker daitay hain aur phir lush dair kay liye sirf usi information pay baar baar repeated aur duplicated threads start hojatey hain. Aisi soorat e haal mai forum members ki posts delete hoti hain aur unka time aur mehnat zaya hoti hai.

    Forex traders aur forum members ko kisi bhi information ko confirm kiye baghair kahi bhi share nahi kerna chaiye takay khud bhi aur dusray traders aur members ko bhi kisi loss say bacha sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

    Exactly dear Forex trading ke is form mein aap Jo information share karte hain vah accurate aur exact honi chahie kyunki form main aapke members aapko follow kar rahe hote hain aur aap ko kam karne ke liye hamesha achcha kam karne ka fayda tabhi hota hai jab aap ismein total hundred percent accurate aur best information share Karen dusre members ke sath aap kitni acchi information share karenge aapko ismein itna hi fayda hoga.
    Fake Information Kay nuqsan:
    ​Fakefake information mostly dusre members ko mislead kar sakti hai jisse unko heavy loss ka samna karna pad sakta hai isliye aapkofake information mostly dusre members ko mislead kar sakti hai jisse unko heavy loss ka samna karna pad sakta hai isliye aapkochahie ke jab bhi Koi information form mein share karen to aapki information hamesha accurate aur to the point honi chahie aisichahie ke jab bhi Koi information form mein share karen to aapki information hamesha accurate aur to the point honi chahie aisiJo dusre members ke liye useful aur beneficial sabit ho sake aisi information hamen share karni chahie fek information se kafiJo dusre members ke liye useful aur beneficial sabit ho sake aisi information hamen share karni chahie fek information se kafi coffee members ko nuksan ho sakta hai jisse unko account was hone ka samna karna pad sakta hai isliye aapko hamesha Forexcoffee members ko nuksan ho sakta hai jisse unko account was hone ka samna karna pad sakta hai isliye aapko hamesha Forex tradingbest information related to Forex trading share Karen aur hamesha total accurate aur best information form mein share Karen fake information share Karne fake information share Karne walemembers ka form mein bahut nuksan ho sakta hai unka account bhi block ho sakta hai iske sath sath aapko koi bhi informationmembers ka form mein bahut nuksan ho sakta hai unka account bhi block ho sakta hai iske sath sath aapko koi bhi informationform mein milati hai to aapko chahie ke pahle Khud usko verify Karen aur per usko proper practical way mein lekar a sakte hainform mein milati hai to aapko chahie ke pahle Khud usko verify Karen aur per usko proper practical way mein lekar a sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

      G han dear ye bat tu hai kay aisa aksar hota ha kay information laina hoti hai tu us mai kafi fake information hoti hai jis ki waja say ap ko es mai kafi nuqsan uthana parta hai kiyu kay ye trading hai tu es mai ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai real information pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha hota hai jub kay ager ap nay kisi ki di howi khabar pay trade open kar diya tu ap kaliye kafi mushkil ho jata hai es mai acha kam karna atna asan nhi rhata hai tu ap nay apna kam karna hai tu ap khud es mai mahnet kar kay kam karain na kay ap kisi kay khainye pay trade lagain ya trade mai risk lain kiyu kay es mau nuqsan sirf ap ka he hota hai tu apna kam achye say acha kartye hain tu ap es mai kamyab hai warna tu ap kisi kay khainye pay chaltye hain tu sirf ap ka es mai nuqsan ho ga faida koi nhi hai acha kam mahnet kay sath karain aur kamyabi pain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading kay doraan traders ko aik bara masla jo face kerna parta hai woh fake information ka hai. Forex trading business mai fake information, fake news aur fake analysis say traders ko bohat loss hota hai. Ziada ter traders trust pay he kaam ker rahey hotay hain jiss wajah say koi bhi information milnay pay uss ki tasdeeq bhi nahi kertay hain aur uss information pay action ker laitay hain laikin baad mai woh information fake aur ghalat honay pay bohat ziada nuqsaan utha laitay hain. Forex traders jab aik dusray ko koi information share kia karain tou unhain khud uss ki tasdeeq ker kay he usay share kerna chaiye aur jiss trader ko koi information milay woh khud bhi usay verify ker kay he uss kay mutabiq koi action lay tou behtar hota hai aur Agar woh information fake ya wrong hoto information dainay waley ko sub say pehlay inform Karey kiyu kay uss nay aur bhi bohat say traders ko woh information share ki hogi.

        Pak Forex forum pay bhi yehi masla hota rehta hai. Forum members bhi bohat jaldi kisi bhi information ko baghair sochay samjhay ya tasdeeq kiye he share kerna shuru ker daitay hain aur khaas tore pay forum ki koi update ho ya bonus kay maamlaat he ho tou members bohat jaldi aisi informations bana bana kay threads aur posts kerna shuru ker daitay hain jo new aur junior members ko bohat confuse ker daitay hain aur phir lush dair kay liye sirf usi information pay baar baar repeated aur duplicated threads start hojatey hain. Aisi soorat e haal mai forum members ki posts delete hoti hain aur unka time aur mehnat zaya hoti hai.

        Forex traders aur forum members ko kisi bhi information ko confirm kiye baghair kahi bhi share nahi kerna chaiye takay khud bhi aur dusray traders aur members ko bhi kisi loss say bacha sakain
        brother job bhi log is form per fake information share karte hain unko is market Mein hota hai kyunki vah is market mein itna achcha Dal nahin karte aap kuchh aap is market mein agar acchi Mein karte hain aapko ismein fayda ho jata hai aap ki aap to bahut hi jawab is market nahin main aapko is market Mein kam karne ke liye aap agar is maarpeet mein time laga kar wapas market Mein soch samajh Kar kam karna hoga agar aapke pass acchi information hai to aap sabse pahle apni learning kokapet Karen uske bad aapko is market Mein fayda hoga agar aap is market Mein learning complete nahin karte to aapko is market Mein fayda nahin hoga SB aapko chahie ki aap is market Mein x band Karen tab aapko kamyabi mil jaati hai is market main aapko time lagana hai to aapko soch samajh Kar kam karna hoga jo today's market Mein soche samjhe bagair kam kar rahe hote hain unko is makan hota rahata hai isliye aapke liye ab is market Mein minut Karen usmein achcha kam Karen agar aap is market Mein achcha kam karte hain to aapko ismein acche information bhi hasil Ho jati hai uske bad aapko is market mein hadtal bahut hai jab aap ismein experience asel kar dete Hain jab aapko is market may experience a jata hai to uske bad aap khush market Mein achcha kam kar sakte hain is market mein aapko time lagana hota hai uske bad aapko ismein kamyabi mil jaati hai magar uske liye aapko khud main karni hogi agar aap is market mein nahin kar sakte to aap Ho ismein ka main bhi nahin Mil sakti aapko chahie ki aap is market mein time lagana hoga tab aapko ismein ka main bhi mil jati hai agar aap is market Mein minut karte Hain to aap kis Mein kamyabi mil jaati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

          1. Fake move Market makers ki manipulation ki vajah se hoti hai
          2. Fake information less knowledge and experience ki vajah se ho sakti hai
          3. Trading market mein main social groups ky zariya hasel hone wali information fake ho sakti hai
          4. Trading market mein independent analysis beneficial ho sakta hai

          agar aap reading market mein independent hokar kam karte ho aap ko zyada nuksan hoga trading market main aapko self-analysis per believe rakhna hoga agar aap dusron ke analysis ko use karenge to aapko fake trading information mil sakti hai jiski vajah se aapko trading market mein loss ho sakta hai aur aap ka confidence loose ho sakta hai aapko kabhi bhi trading market mein emotional control ignore nahin karna management karni hai agar aapko galat information mil rahi hai tab bhi aapane stop-loss ky zarye apni safety ko promote karna hai Forex trading market mein technical analysis ko understand and verify karna important hai metatrader 4 terminal mein tools ko use karna aap ko aana chahie
          Forex trading market mein trend line ko follow karen aur Market makers ki manipulation ko understand karen sentiments ke accordingly chalne se nuksan ho sakta hai aapko sentiments ke against planning karna hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

            Exactly main aap ki bat say strongly agree karta hon aap nay bohat achi bat ki hay Online Trading k businesses k liay bohat say log signals create kartay hain jin main bohat saray fake signals bhi hotay hain forex trading k hawalay say bhi signals aksar miltay hain logon ko kuch new traders ki koshish hoti hay k signals mill jain to un pay trading karen to aksar yeh fake signals k hathon apna nuqsan karwa bethty hain aur fake signals ko hi share bhi kar daitay hain friends k sath hi. mery khayal main agar kisi member ko signals miltay bhi hain to un pay fully depend na karen bal k apna analysis karen achi tarha say unhi pairs pay apna analysis kar k verify karen aur us k bad hi apny friends k sath share karen ta k kisi ka nuqsan na ho fake and wrong information ki waja say scammer and looters bohat ziyada hotay hain jo wrong information and wrong guideline day detay hain jis ki waja say new traders ko bhari nuqsan ka samna karna parta hay same case is with Forex Froum. Forum pay bhi aksar log bina tasdeeq k kisi bhi information ko share kar detay hain threads create kar k aur baqi k log bhi usay verify nai kartay kisi senior ki help say ya moderators ki help say bus phir us information k hawalay say threads create hoti jati hay jo k bad main delete honay say time waste ho jata hay sath sath mehnat bhi zaya jati hay es liay jab bhi koi information milay forex trading k hawalay say ho currency pairs pay trade open karnay k signals mil jain ya forum k kisi bhi issue k hawalay say ho usay pehaly verify karen verify karnay k liay bohat say tariqay hain kisi senior member ki help lain ya moderators ki help lain aur achi tarha say verify kar lain jab aur pata chal jay k information main kuch bhi ghalat nai hay bilkul sahi information hay to usay baqi k logon k sath share karen ta k fake information say koi apna nuqsan na karway
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

              aoa dear friends, fake information bhe ek bht bara factor hia jis ki waja sy aksar logo ko losss ho jata hia, isliye hamain cheye k fake new sy bacha jaey. aur na hi fake new phalilani cheye taky dosry log bhe ksi bary nuqsan sy bach sakain. fake news ziada tar trends k oppposit hoti hian is lie ham asani sy andaza laga sakty hian konsi new fake hai ya nai. isliye hamain trends ko hi follow krna chaye jo new trends ko follow ni kr rai hamain asi new ko follow nii krna cheye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                dear friend agr ap fake information ki baate kar rahy hai tu ap ko batao ya bohat bara nuqassn hai is lea kay ap ko fake information ap ka account bhi band kar sahk ti hai or ap ko bara loss bhi kar wa sahk ti hai is lea ap ny information per complete jaqeen na kary khud say mahnat kary ku kay agr ap dosro per rahy gay or khud ki mahnat ko ignore kary gay tu ap ko bara loss ho sahk ta hai or ap kay pass acha profit hasil kar nay kay chance bhi km hoty hai is lea ap khud mahnat kary achi tarha say forex ka knowledge khud hasil kary ap nay senior say or koi bhi baate ho tu apny senior say zaror is kay bary mai pochy or phir usi per amal kary or trading mai expert ho nay ki zarorat bohat is lea mahnat ko jari rahk kay
                 
                Last edited by ; 05-07-2020, 04:25 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                  fake information k boht se nuksanat hai jo k apki wjha se kisi ko boht bara loss face krna parh skta hai forex main aghr koi forex ka acha knowledge rakhta hai tu un ko chahye k forex ka exact knolwedge sub k stah share karen ta k kisi ko loss na ho forex forum sub se best platform hai jahan par hum forex ki informataion share kar skty hain or dosron ko forex k bary main guide kar skty hain jo log sahi information share karty hain wohi forex main apny kam ko bhi bahter karty hain q k un ko forex k bary main malomat lay kar apny kam main asani milti hai or ap forex main kamyab ho kar achi trading karny main asani hoti hai es liye apko chahye k forex ki sai information share karen jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar sky aghr apki wjha se koi apni trading sai krta hai tu es ka apko bhi sawab milta hai or apk kam main bhi barkat parhti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                    forex market mai kam karna asan nahi hain hamy is ky bary mai full knowledge hasial kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hai hamy is mi mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy eg forex mai hamy informative kam karan ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai hamy ahteyt sy kam karna ho ga hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik asa karbar haian jo hamy experience be deta han or hamy acha bonus be deat hain hum is mai strugle karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik best karobar hain hum isy apna life time career be bana sakty hai is mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve haon forex business pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai mahnet karty hai to hamy kamaybe hasal h jy ge yai aik legal or kabe be bnad na hony wala acha business hain hum is mai agar mistake kar dety hain to hamara account ban ho jy g hamy is mai apne mistakes ko avooid kar ky kam karna h ga then hm kam kar ky earn kar saky gy forex aik world wide business han is mai hamara koi be boss nahi hain
                    الحمد لله رب العالمين

                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                      forex trading main fake information se boht bara loss ho skta hai aghr ap kisi ko inforamtion dety hain forex k hawaly se tu kbhi bhi forex main kbhi bhi fake information share na karen q k jub ap forex main forum work karty hain tu apko kbhi bhi fake information share na karen q k juniors forum par posts karny se he forex ki learning karty hain tu aghr wo koi fake information share karengy tu un ki wajah se un ki trading bhi khrab ho skti hai apki trading main apko jis trha se profit milta rha hai yah mil skta hai un ko he forex forum main share karen ta k un ki trading bhi apki trha se achi ho forex forum aik best platform hai jahan se ap forex k bary main information hasil kar skty hain tu jitny bhi members forex k bary main knowledge rakhty hain sub ko chahye k wo forex main zyda se zyda information share karen jis se ap forex main achi trading kar bhi skty hain or apni trading sikha bhi skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                        Assalam o alikam dear memb forex market mai kam karna asan nahi hai hum ko as k mara ma full knowledge ho na lazime ha q k galt knowledge kr na sa agly member ko mistake ho jate ha forex market ma hum kam kr k easy sa piasy bhe earn kr sakta ha aur forex market ma kam kr na fake information sa member k knowlege ma mistaker ho jate ha aur log dispoint ho jata ha.china jasy country ma koi mistake ni ha aur as waja sa wo aj tarke kr rah ha forex market as asy market ha jas ma hum easy kam kr sakta ha forex market ma koi kise k boss ni ha waha par har koi khud kafle ha
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                          Ji haan Dosto Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston fek information bhi bahut bada factor Hai Jiski wajah se Logon Ko nuksan Ho Jata Hai isliye Hamen chahie ke fake news share karne se bache aur na share Karen Dal Ke dusron ko bhi Yahi Kahenge vah fake news share na Karen iski vajah Se Hamare account wash ho sakta hai doston Hamari fake news failane se dusre logon ko bhi nuksan ho sakta hai isliye Hamen chahie ke could be lost se bache Aur dusron Ko Bhi bataen fake news share na Karen doston fake news jyadatar Trends ke opposite hoti hai isliye Ham aasani se Pata Laga sakte hain ki kaun si news fake hai aur kaun si Nahin isliye doston Hamen Trends ko follow karna chahie aur jo newsstands ko follow nahin karti Hamen Aisi news ko follow nahin karna chahie Kyunki Aisi log news hi Hamen loss Karva sakte hain.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                            assalam o alikam dear member forex market mai kam karna asan nahi hai hum ko as k mara ma full knowlege ho na lazime ha q j galt knowledge kr na as agly member ko mistake ho jate ha forex market ma hum kam kr k easy sa piasy bhe earn kr sakta ha aur forex market ma kam kr na fake information sa member k knowlege ma mistake ho jate ha aur log dipoint ho jata ha. china jasy country ma koi mistake ni ha aur as waja sa wo aj take kr rah ha forex market as asy market ha jas ma hum easy kam kr sakta ha forex market ma koi kam kr na sa hum knowlege agy share karta ha aur sath piasy bhe earn karta ha.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

                              What is Fake information in Forex trading
                              Sabse pahle main is chiz ko explain Karun ga ki yah fek information kya hoti hai Tu Jab aap Kisi social media par istemal karte hain Telegram ka istemal karte hain ya FIR WhatsApp ka istemal Karte Hain To aapane Udhar bahut jyada advertisement Dekhi Hogi Forex trading ke related ke Aap Hamare pass Aaye Ham aapka account manage Karenge 50 ,50 profit ke upar to yah Ek bahut Bade fraud log hote hain Inko Khud to Forex trading Mein Koi profit Hasil Nahin Hota aur yah dusron ko kya profit le kar denge Kyunki Agar yah Ek professional trader Hote To yah Khud apni investment Karke Ek bahut bada profit kamate Inko yah advertisement karne ki jarurat na Prati agar aap active mind Hain To fir aapko Forex trading ke andar koi bhi fraud manager loot Nahin Sakta aur agar aap kisi ke analyses ke upar signals ke upar Aankh Band Karke trade Lagate Hain To yah bhi aap bahut badi Hamakat karte hain aap ose Waqt Tak Ek acchi trade Nahin Laga Sakenge use Waqt tak aap signal ko follow nahin kar Sakenge jab tak aapko Khud Forex trading ka knowledge Nahin hoga to isliye agar aap ismein kam karna chahte hain aur kuchh Paisa Kamana Chahte Hain To aapko chahie ki aap khud Forex trading ka Jyada Se Jyada knowledge hasil Karen aur Khud Se mehnat Karen yah Ek Aisa business hai jismein aap Agar mehnat Karte Hain To ismein aap apne ghar mein baith kar Kisi bhi waqt unlimited earning Hasil kar sakte hain ismein aapko Zyada investment karne ki bhi jarurat Nahin Hoti Thodi Si investment se ap Bada profit Le sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X