Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

    assalamu alaikum dear friend Forex forum mein Kai log aise hain go as mein galat information share kar dete hain jaise kafi logon ko nuksan hota hai aisa galat information se woh apna nuksan karte hain is liye aap ko chahie Pak form main aap ko behtarin tarike se work karna chahie ismein apna acha knowledge aur experience share karna chahie Ham ismein jo bhi information send Karen aur apne doston se share Karen usmein hamen behtarin knowledge aur acha experience share karna chahie jisse logon Ka fayda Ho hamen apne member ko nuksan nahin pahchana chahie Bal ke unki help karne chahie unse apna knowledge aur experience share karna chahie woh bhi as se fayda hasil Karen Pak form hamare liye behtarin opportunity hai aur hamen ismein hamesha acha work karte rahana chahie Ham ismein agar acha kam karenge aur dusron ki bhi help karte rahenge hamen aise fayda hasil hoga yah hamare liye best business hai ismein Ham mehnat se kam Karen is best opportunity se hamen fayda hasil karna chahie hamara ismein kamyab hona sirf hamare acche knowledge or experience per depend karta hai Ham ismein hardworking se kam karenge isko apna behtarin time denge to Ham ismein kamyabi hasil karenge aur is business mein join hone ke liye hamen mehnat se isko time Dena hoga hamari kamyabi sirf form mein bhi mahnat se kam karne par depend hoti hai hamesha best information send Karen aur apne member ki help karte Rahe Hain jisse aap ka bhi fayda hoga kyunki knowledge dusre logon ko bantne se Kam nahin hota Bal ke barhta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

      Fake Information in Forex

      Fake news hamen ziadatar fake traders se bhi milti hein aur iske sath sath aaj kal ke dour meinbohot hi ziada groups ban gaye hein to aapane Udhar bahut jyada advertisementDekhi Hogi Forex trading ke related ke Aap Hamare pass Aaye Ham aapka accountmanage Karenge 50 ,50 profit ke upar to yah Ek bahut Bade fraud log hote hainInko Khud to Forex trading Mein Koi profit Hasil Nahin Hota aur yah dusron kokya profit le kar denge Kyunki Agar yah Ek professional trader Hote To yah Khudapni investment Karke Ek bahut bada profit kamate Inko yah advertisement karneki jarurat na Prati agar aap active mind Hain To fir aapko Forex trading keandar koi bhi fraud manager loot Nahin Sakta aur agar aap kisi ke analyses keupar signals ke upar Aankh Band Karke trade Lagate Hain To yah bhi aap bahutbadi Hamakat karte hain aap ose Waqt Tak Ek acchi trade Nahin Laga Sakenge useWaqt tak aap signal ko follow nahin kar Sakenge jab tak aapko Khud Forex tradingka knowledge Nahin hoga to isliye agar aap ismein kam karna chahte hain aurkuchh Paisa Kamana Chahte Hain To aapko chahie ki aap khud Forex trading kaJyada Se Jyada knowledge hasil Karen aur Khud Se mehnat Karen yah Ek Aisabusiness hai jismein aap Agar mehnat Karte Hain To ismein aap apne ghar meinbaith kar Kisi bhi waqt unlimited earning Hasil kar sakte hain ismein aapkoZyada investment karne ki bhi jarurat Nahin Hoti Thodi Si investment se ap Badaprofit Le sakte hain
      . Magar Lazmi hay Kay haumay trading Kay liye usswaqt hi news pay focus karna chahiye takay haum fake news say bach Jaye aurapni Trading kartay hoye zayada profit hasal kar sakay.forex trading may zayadatar traders trading Kay liye sirf news pay hi believe kartay hay aur uss news koverify bhi nai Kartay hay aur market ki movement Kay mutabiq trading kartay hayfake news ki waja say traders ko nuksaan hota hay. Fake news hamarabohat nuksan Karthi hai is ja sath tamam member ka or Pak forex forum ko benuksan hota hai Is ka sath broker ko be nuksan hota hai
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #48 Collapse

        Re: Jaiza: Fake Information Kay Nuqsanaat

        dear ye bat tu hai kay aisa aksar hota ha kay information laina hoti hai tu us mai kafi fake information hoti hai jis ki waja say ap ko es mai kafi nuqsan uthana parta hai kiyu kay ye trading hai tu es mai ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai real information pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha hota hai jub kay ager ap nay kisi ki di howi khabar pay trade open kar diya tu ap kaliye kafi mushkil ho jata hai es mai acha kam karna atna asan nhi rhata hai tu ap nay apna kam karna hai tu ap khud es mai mahnet kar kay kam karain na kay ap kisi kay khainye pay trade lagain ya trade mai risk lain kiyu kay es mau nuqsan sirf ap ka he hota hai tu apna kam achye say acha kartye hain tu ap es mai kamyab hai warna tu ap kisi kay khainye pay chaltye hain tu sirf ap ka es mai nuqsan ho ga faida koi nhi hai acha kam mahnet kay sath karain aur kamyabi pain shukriya.

        اب آن لائن

        Working...
        X