Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.
    Assalamu Alaikum forex friend Aaj Ham Jis topic per baat kar rahe hain vah gharon kabutar paalne per Hain all over world main log pet animal rakhte Hain Ja sake murgi Khargosh Turtle Bakrey cow cat dog ect special Pakistan mein log bahut shauk se apne gharon mein kabutar(pigen) bahut shauk se palte Hain gharon ki Chhat upar log Apne kabootar rakhte Hain .
    Advantages.
    Aksar log Apne gharon ki Chhat upar kabutar palte Hain aur ine ki afzaish Karte Hain aur FIR Inko Sail Karke a in se fayda uthatehay acchi nasl ke Kabutar paalne Se 5000 se 50000 ka fayda ho sakta hai kabtar uranay per bat Jaati Hai is per 50000 se a 1 lakh ka Inam Hota Hai hai Jiska Kabootar sabse jyada udta hai Vahi winner Hota Hai aur Inam ki rakam Hasil karta hai Kabootar Palna ke disadvantage bahut zyada hai is per baat karte hain.
    Disadvantages,
    Kabootar Palna ke bahut Sare disadvantage hai in May sabse Bada disadvantage hai hi ke a ine se aapke ghar Walon Ko allergy ho sakti hai jo bahut Khatarnak hoti hai aur jab Inko Uraya jata hai To bahut se lari gharay bhe hoty hy Jo katal garat mein tabdeel ho Jaate jisse aapko bahut zyada nuksan uthana padta hai hai aur aapki Jaan Bhi Ja sakti hai aur iska disadvantages yah bhi hi kabutaron ki Ki Safai aur Dana Pani Ka khayal rakhna bahut zaruri hi munasib khurak na milane ki vajah se yah bimar ho sakte hain aur aap aapko bhi bimar kar sakte hain achi nasal ke kabootar bahut expensive Hote Hain aur Inki diet bhe special hoti hai agar Inki diet Ka Khyal na Rakha Jaaye Tu Aapka aur aur time donon West Ho Jata Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review gharon mein kabutar paalne per mubni hay kabutar paalne hak boot he acha kam hay ya to boot zaida acha kam hay ya to hak bissnies hay or dosara kam ya hay kay aghar in ko ap odaty hain to in main bie agra ap ka kabuter jeet ja tay hain to ap ko boot sa iniam mill jay ga laken in main boot se manta karni par ti hay in kee multan main boot zaida mandi lagti hay or pory punjab say waperyi aty hain or kabutar ki khrad or faroket kar tay hain ya boot acha or la javab bissnice hat
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

      ye review gharon main kabooter palny per mubani hai aj kal pet palny ka trend urooj per hai her ghr mn bht cy logo ne pet paly howay hain en mn cy kuch log kutty murghiyan
      khargoosh bakriyan aur bhens palty hain lekin aj ka hamra topic jo hia wo ghro mn kabooter palna hai kabooter palna ek hallal kam hai allah k nabi ne bi es ko ach samjha hai
      aj kal k door mn esko 2 tra cy ham dekh skty hain

      1 sab sy phely to ye k kabooter ko ghro mn palny cy allah ki rahmat hoty hjai es k elawa es ko ham hobby k toor per b paal skty hain
      ghro mn jab ham enko palty hain to subah ko ye apni awaz mn ALLAH ka zikar b krty hain jis cy gher mn brkat hoty hai

      2 ab ham es ko dosry angle cy dekhy gy wo hai busness point of view cy ghro mn kabooter palny cy ap en k ek joory ko 5000 cy le ker 70000 tak sel kr skty hain
      en k bachy jo hain wo 5000 cy sell hona start ho jaty hain laka kabooter es mn bhot keematy samjha jata hai ager ye black ho to kafi mehga hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

        Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
        Ye review ghroon mein kbooter palny per mubni hai ji han dosto ajkl pet palny ke sath ghron mein kbooter b paly jaty hein log ghron mein bkriyan kutty or dosry bht se janwar palty hein lakin humara topic ghroon mein kbooter palny per hai ghroon mein kbooter palny aik halal kam hai or isko humary nabi ne b bht acha kaha hai isko hum 2treeqon se dakh skty hein
        1:sab se phly ye ke ghron mein kbooter palny se Allah ki rehmat us ghr per rehti hai or isky ilawa isko hum hobby ke toor per b rkh skty hein lakin in ki care bht hi zroori hoti hai
        Agr hum kbooter palty hein to ye sobo ke wqt Allah ka zikar kerty rehty hein jis se ghr mein barkat rehti hai
        2:isky ilawa hum kabootron ko hum business ke toor per b pal skty hein aik jori kbootron ki 5000se 7000tak sale hoti hai
        Kbootron ke bchon ko b bht achy prize mein sale kiya ja skta hai agr kbootr blach ho to zyada achy prize mein sale hota hai.THANKX
        • #5 Collapse

          Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

          dear ap nay bahut he achay mouzu say ye review start kia hay k agar ham aam kaam ki tarah say apnay ghar main koi achi nasal k kabutar ko paltay hain to in say bhi hamain kaafi had tak aik earning ka milna possibal ho skata hay aur agar ham inhain aik shouk tak mehdood rakhtay huway rakhtay hain to phir hamain in say koi bhi faida hasil nai ho sakta hay aur na he hamain in say koi bhi faiday ki umeed rakhtay huway yeh kaam karna chaye laikin main is baray main ziada tar apnay he experience ki baat karta hoon k aaj tak maine apni life main jitnay bhi kabutar baaz daikhay hain wo sirf larrai jhagrray k ilawa aur kuch bhi hasil nai kar patay hain jisk liye unhain apnay ghar main bhi kam say kam izzat milty hay aur bahir bhi log unko aik ajeeb si nigha say daikhtay hain jiska mairay khayalsay result yahi hay k jis jis nay bhi aaj tak yeh kaam kia hay usko kabhi bhi kahin say koi respect ka milna bahut he mushkil hay aur agar hamko aisa experience hay k yeh kaam ghalt hay ya ink rakhnay aur in say kaam laina ka tareeka ghalt hay to hamain kabhi aisay kaam ko start karnay main ya aisay kaam k baray main sochtay huway aik baar phir soch laina ziada best hay k is kaam main kamai kam hay aur larrai jhagra bahut ziada hay aur agar ham iska shouk rkhna bhi chahtay hain to usk liye hamko inko aik limits main rakhnay say he ham izzat bhi apni bahaal rakh saktay hain aur in say kuch faida bhi hasil kar skatay hain aur agar ham inka shouk aik andahy tareekay say akrtay hain to is main hamari kabhi bhi izzat bahal nai reh sakty hay aur na he ham aisa karnay say kuch hasil kar skatau hain.
          • #6 Collapse

            Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

            Bahot se lug apny ghar me kabotar pahlny ka be shook rakty hey es key ley ghar key upar alag 1 jaga banai jati hay jes me kabooru ka raka jata hay bahot se kabotar esy be hoty hey jo key bahot hi achi nasaal key hoty hey jo key bahot mehngy damu farokhat be key jaty hey, magar achi nasal key jo bahot hi costly kaborat hoty hey es ki pechan karna bahot mushkil hoti hay key ley experience ki zarorat hoti hay agar kesi ne pehly kabotar nahi raky hoty to wo kabi be achi nasaal key kaborat ki pehchan be nahi kar sakty hey, kaborat bazi bahot hi purana culture raha hay aur Pakistan me ab be bahot se persons ye shok rakty hey village me be aur cities me be esy afrad ki kami nahi hay jo key kabootar rakny key shooken hon aur jes ne apny ghar key roof par es key ley koi makhsoos jaga na banai ho jo afrad kabotar pahlny ka shook nahi be rakty wo be kabotar bazi dekny ka shook zaror rakty hey, kabootar ko apny ghar me pahla jaye to es key ley bahot mehnat karny ki zarorat hoti hay jo key har koi nahi kar sakta hay, kabootaru key peeny aur kahny ka khas khayal raka jata hay aur es ki jo rehny ki jaga hoti hay ye be saaf honi zarori hay aur daily base par es jaga ko saaf rakny ki be koshish karni padti hay, es key fawayed be bahot hoty hey magar es ko pahlny key ley es key shooken afrad ko bahot mehnat karny ki be zarorat pardti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

              ASLAM O ALAIKUM DWARS,
              "GHARON MEIN KABUTER PALNA "
              Dears app sab kesy hein umeed hai ke app sab apny apny gharon mein khush hall hongein . Gee to ab ham batt kerty hein apny ajj ke review ke bary mein jo ke bohatt hi
              interesting our sab ka psand deda hai . Dears KABUTER ik bohatt hi khubsuratt Bird hai . Our Birds ko gharon mein palney se gharon mein barkatt rehtii hai .
              Birds ALLAH KI SUBHA SUBHA HAMD O SANAH KERTY HEIN jiss sy ALLAH kush hoty hein . kuch Log kabuteron ko shokiya palty hein our kuch log is ko pall ker mony bhi
              kematy hein . Log kabuter bazi ker ke kafii pesy kematy hein . Log in ko mukhtaliff rang ker ke sejaty hein . Jesy ke sufed pilla pink nila jamuni our is terhan ke our
              bohatt sy rang hoty hein jo kiye jaty hein . Abb batt kerty hein un ke namon ke bary mei jin mein sy kuch amm hoty hein our kuch khas jin ko King pigeon keha jata hai .
              KING PIGEONS,
              Archangel Pigeon
              Ghiya Pigeon
              Chaya chandana Pigeon
              Cila Pigeon
              Green gala Pigeon
              Kandon Pigeon
              Basta Domestic Pigeon
              Baste Nun Pigein .
              Abb is ke ilawa ham batt kerty hein dusry kabuteron ke bary hei jin ki kull 33 names hein jin mein se chand yeh hein
              Helmet Pigeon
              Blue check Lahore Pigeon
              German Nun Pigeon
              Dun Lahore Pigeon
              Jacobin Pigeon
              Silver Lahore Pigeon
              Black saxon Field Pigeon
              AshRed Bar Lahore Pigeon
              Ice Pigeon
              Maypie Pouter Pigeon
              Maltese Pigeon
              Yellow Lahore Pigeon
              Datail Pigeon
              Blach cahore Pigeon
              Oriental frill Pigeon
              Black crested saxon Field Pigeon
              Blue Barless Lahore Pigeon etc .
              • #8 Collapse

                Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

                Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge bahut se log apne ghar mein kabutar paalne ka bahut Shauk rakhte Hain iske liye Ghar Ke Upar alag Ek Jagah Banai Jaati Hai jismein kabutaron ka Rakha jata hai bahut se kabutar Aise Bhi Hote Hain Jo ki bahut hi acchi nasl ke Hote Hain Jo ke bahut mahange Damoh procat bhi kiye Jaate Hain Magar acche nasl Ke Jo bahut hi costly kabutar hote hain iski Piche pahchan karna bahut Mushkil Hoti Hai Ke iske liye experience ki jarurat hoti hai agar Kisi Ne pahle kabutar Nahin Rakhe Hote To vah Kabhi Bhi acchi nasl ke kabutar ki pahchan bhi nahin kar sakte hain kabutar Bazi bahut hi Purana na ulta raha hai aur Pakistan mein Ab Bhi bahut se pair songs yah Shauk rakhte Hain village mein bhi aur city mein bhi is Apradh ki Kami Nahin Hai Jo ke kabutar Rakhe Ne Ka Shauk ho aur Jaisi ne apne ghar ke roop per iske liye koi makhsoos Jagah beside ki ho vah vahan kabutar palte Hain Shauk bhi rakhte Hain Kabootar Bazi dekhne ka shauk Jarur rakhte Hain kabutar ko Apne Ghar Jagah Hoti Hai yah bhi saaf Hona jaruri hai aur daily base per is Jagah ko saaf rakhne ki bhi koshish karni padati hai Iske fayde bhi bahut Hai Magar isko khelne ke liye Iske Shokeen Apradh ko bahut mehnat karne ki bhi jarurat padati hai Kyunki Kuchh kabutar Aise Hote Hain Jab Ke Unki Baji Lagai jaati hai aur vah do Dhiraj Chale Jaate Hain aur Wapas Hua Nahin Aate isliye Ke Jab Se Chhod Diya jata hai to bad Mein Wapas Nahin Aate isliye kabutar bachon ko chahie yah ke Kabootar ko de aur uska Dhyan rakhen Kyon Ke Jo Banda kabutaron Ka Shauk Rakhta hai usko bahut mehnat karni padati hai aur minut ulagin Se Hi kabutar Rakhe Jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

                  Assalam Walekum yes dear Kuchh logon ko bahut jyada Shauk Hota Hai hai kabutar paalne ka vah log bahut nasal k kabotar rakhty hen Apne gharon ki chhatron per inke liye alag Jagah Banai Jaati Hai Hai Jahan per Ja Kabootar Rehte Hain Jin Logon Ko kabutar paalne Ka Shauk Hota Hai hai vah Inka bahut jyada Khyal rakhte Hain Main Chahe Kitni bhi Garmi Ho ho vah apni chhatron per baithkar kar apny kabotron ki dekh bhal ker rhy hoty hen kabutar Hamesha Khuli Jagah per Rahana Pasand Karte Hain isliye inke Liye baqaida net lagakar Khuli Jagah Banai Jaati Hai Hai Jahan vah aasani Se a Ur bhi sakty hen .

                  Bahut se Logon Ko yah Shauk Hota Hai hai but is Baat Ka Khyal Rakhna chahie Jo bacche studies kar rahe hain vah Aise shok ok Se Dur Rahen Kyunki Is Tarah Hua Pani studies Paar Dhyan Nahin de sakte.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeah review gharon mein kabutar paalne per Mabani hai.

                    Asslam o Alaikum friends aj ki humri guftgu ghro main kabotr rkny k topic pay mabni hain k hum apny ghro main kabort ku rhty hain or un say humy kia fiday nuksan hoty hain dosto kabot rkna swb hain ku k ya Allah ka ward karty hain Allah pak ka name lety rhty hain dusra an say ghro ki khobsuratii main izfa hota hain as main nayab Qasim ki nisal k kabotr hity hain jass main har clar k kabotr hoty hain jo zyda tar log apny ghro main rkty hain jan ki qemat atna zyda ni hota har greeb ameer asani k sth lay kr aony ghr main rkh skta hain as say buht jaldy bachy pada ho sjty hain jas say an ki tadat main buht jald izfa ho jata hain humy apny ghro main kabotr zurar rkna chye.......

                    ADVANTAGES ::::::::%%%%%
                    Dosto ghro main kabotr buht achy lagty hain ya ideal prandy hain jen ko rkny k koi nuksan ni hain bikly swb hain jass say humry ghr main ronk rhti hain ya khobsurat saf sutry har clar main har nasl main market say asani k sth available hain jen ki price bhi atna zyda nii hotii an ki taqat buht jaldy bhar jati hain.......

                    DISADVANTAGES :::::::%%%%

                    Dosto kabort ghro main rkny k koi nuksan ni hain lkn an k lay aik alag proper jaga arrange krna chye an ki dakh Bal time pay khan Pena wgra dena chye or kabort bazi ni krna chye un ko larna ya bag a ni chye kuch log an say Java khaty hain.....

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X