ye review loptop par mubani ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review loptop par mubani ha ?

    "Asalmoalikum"
    TOPIC
    "Laptop"
    Dear forex member mai umiid karta hn ap sab khyriat sy hon gy maira review laptop py mabni hy jo k ail electronic appliance hy or computer ki jaga istemal kia jata hy

    "History"
    Alan Kay ny 1976 mai Xeror PARC mai kam karty hoy Laptop computer knidea ko samby laya or ist Dynabook ka nam dia .April 1981 mai Adam Osborne k tyar karda Osborne Awal mai phyla portable computer tha or phyla laptop computer k tor py jana jata hy is ka wazan 24.5 pounds tha.

    "ADVANTAGES"
    Laptop k kafi zaida fawaid hain khas kar k student or business man k key
    1 Ap is ko kaen b ly k ja sakty hain or apna kam kar sakty hain
    2 ap gar k sath sath is apni gari ya safar k doran istemal kar sakty hain
    3 Laptop computer ki aik replacement hy computer jab light hoti thi tb ap ise kar sakty thy lkn laptop ko agr charge hy ksi b wakt istemal kar sakty hain
    4 is k andar kafi memory hoti hy jis py ap bhut kuch save kar sakty hain
    5 students ko study mai yae bhut zaida advantages dyta hy keu k online lecture k sath is ki madad sy difrent project py kam karty hain
    6 mobile k sath agr compare kia jae to is py net ki speed bhut taiz ati jo apko kafi madad dyti hy
    7 computer ki nisbat yae bhut kam space consume karta hy
    8 ap study k sath sath is py movies darmar dhyk sakty hain or game wagera b khylnsakty hain

    Laptop aik bhut achi electric device hy lkn is ki kafi care karni parti hy. Keu k grny sy uae jald kharab ho jata hy is k sath sath is mai bateries lagi hoti hain agr ap laptop ko charging k doran use karty hain to unki life jald khatam hoti hy
    Or price k hisab sy dhyka jae to in ki price kafi zaida hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review loptop par mubani ha ?

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Laptop par mabni hai ;

      Dears , Ajj ka hamara review hai Laptop .
      Introduction ;

      Laptop ki ehmeyat se ham kabi be inqar nahi kar sakty hey laptop me har tarha key software ka ham kamyabi key sath aur kesi desktop computer se be asani se use kar sakty hey, desktop computer ko use kar key hamy ghar par ya office me majood rehna zarori hota hay magar laptop latest technology hay jes ko ham kesi be jaga par le kar be ja sakty hey aur es ki battery timing be etni zeyada hoti hay key ham ne jo be work karna hota hay wo asani se ham 4 ya 6 hours me complete kar sakty hey aur hamary laptop ki battery time etni hi achi hoti hay key es ko 1 jaga par charging laga kar hamy use karny ki zarorat hi nahi hoti, laptop key bahot hi zeyada advantages hoty hey es ko ham ghar me be use kar sakty hey aur office me be aur agar ham safar me hon to per be laptop ko ham apny sath le kar ja sakty hey, laptop es ley zeyada use kia jata hay key es work jo key lazmi complete karna ho to es key ley computer ki jaga laptop ka use kia jata hay, agar ham shop par hoty aur ghar me zeyada time hamy nahi milta to apny laptop ko ham shop par be rak sakty hey aur agar ham student hey to hamary ley laptop ka aur be zeyada faida hota hay, laptop gaming key ley be use karna bahot hi acha hay ajkal bahot hi latest technology key laptop market me available hey jes ki performance old computers se bahot hi zeyada hay.
      Laptop hamen different price range man different spacification k sath market man available ha. Ab her ameer gharib iska use aur iski purchasing power rukhta ha. Laptop hamen market man 2nd hand man available hota han jisko ham kam price man zayda achi spacification k sath le sakya han.
      Aj kal "smart phones" na laptop ki market per kuch had tak effect kia ha, lakin ab students aur businessmen k liye zayada importance rukhta ha, jo kabi kam nahe ho sakti ha.
      Laptop k kuch acha brand ye han, Apple, Dell, HP, Nova k laptop bhot zayada famouse han. Aur man b abi Nova k laptop k oper ye post ker raha hon. Laptop na hamari zindgi man bhot important part bana liye ha, jo laptop k bagair kabi pora nahe ho sakta.

      ADVANTAGES ;

      laptop ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga tu ham start karty han laptop pa ham bohat sa kam kar sakty han jese ka ham us pa movies dekh sakty han aor ham is par apna bussnes bhi kar sakty han laptop office ma bhi majood hota ha ham isku har jaga la kar ja sakty han.
      DISADVANTAGES ;

      laptop ka faidy hona ka sath sath is ka kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga agar hama laptop ko lamba arsa tak apna pas rakhna ha tu hama is ka kayal rakhna ho ga aor laptop bhi achi quilty ka lana ho ga agar ham achi qulity ka laptop nahi leta tu ya jaldi hi karab ho jay ga.
      • #18 Collapse

        Re: ye review loptop par mubani ha ?

        Assalamu alaikum dear friends laptop aik bahut he latest technology hay jisk use say ham bahut asaani feel kartay hain agar hamaray pass aik achi company ka laptop hay to ham internt is pay achay aur fast tareekay say use kar saktay hain jis main agar iski battery achi hay to hamko isk off honay ka bhi kam say kam khatra hay qk aik achay laptop ki battery maximum 3 say 4hours aik time main laptop ko run kar skaty hay jis main agar ham koi online kaam kartay hain to hamko is main electricity k fail honay ka bhi koi dar nai hay aur ham aisay main apnay kaam ko bhi propper tareekay say run kar saktay hain is liye hamko sirf internet k use k liye har haal main achay laptops ka use karna chaye jis main hamko iska bahut ziada benfit mil sakta hay laptop k kuch aisay bhi functions hain jin main ham iski light ko dim kartay huway is main say apni ankhona sahi tareekay say use kartay huway care kar saktay hain aur agar hamaray pass koi free time hay to ham is main say kisi achay result wali hd movies ko mukammal daikh saktay hain jis main iski battery haamra sath day sakty hay aur agar hamko facebook ka use karna ,forex markeet k baray main analsys karna hay ya hamain is main whatsapp ka use karna hay to iski big screen say hamko bahut achay tareekay say uski samjh aaksaty hay aur agar ham iska sahi use kartay hain to ahmko iska koi bhi nuksaan hay ham isy apnay sath kisi safar k douraan bhi lay ja saktay hain jis main hamko iska aur bhi ziada faida milta hay jis sy hamko isk kisi kaam k douraan main koi nuksaan ki gunjaish nai hay to aisay faidamand cheez say hamko har haal main faida hasil karna chaye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: ye review loptop par mubani ha ?

          Asalam o alikum dear member

          Introduction..

          Dear apny hmary sath bht e zaida Acha topic share Kia or kafi zaida interesting topic share Kia ha laptop ka Bary ma. Laptop AK bht e zaida achi technology ha. Laptop. Laptop hmary AK bht zaida Kam any Wali chez ha laptop pr hn koi b business asani ka sath krskty hain ku ka laptop ko hm asani sy chla skty hain yh AK book ki trah hota ha tu Issy khi b lay k jaksty hain kuch log bht zaida online business krty hain laptop pr. Unky liye yh bht zaida Kam Wali chez ha bht c company apna laptop provide krti jo unka office ma krty hain. Is trah laptop ka bht sy fayde hain.

          Fayde..

          Aj Kal ka dur ma laptop ak bht zaida istimal hony Wali chez ha laptop ko chrge Kia jata ha or pir hm asani ka sath isy chla skty hain is pr hm koi b game asani ka sath khel skty hain or is pr hm Apna koi b business asani ka sath krskty hain kr kuch log jo AK kisi office ma Kam krty hain tu company unko AK achy laptop provide krti H jis pr wo easily apna Kam krty hain is pr hm koi apna business asani ka sath krskty hain. Kuch log online business laptop pr e krty hai is ka ilawa hn laptop pr online video CL b krskty hain hm laptop pr whatsapp facebook b use krskty hain is M ilawa hmary pas agr internet ho tu hm laptop pr koi movies koi drama kuch b dkh sakty hain laptop ko hm asani ka sath utha kr khi b lay k jaksty hain. Isko carry krna bht asan hota ha ajkal hr kisi ka pas laptop mojjod ha.

          Nuqsanat..

          Laptop ka fayde ka sath sath is ka nuqsan b hain. Laptop bht expensive hty hain...hr koi iny afford ni krskta ha is ka ilawa agr laptop chrge na ho tu hm is ka use ni krskty hain or agr hmny koi business krna ho or agr internet na ho tu hm tb b koi km ni krskty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X