what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

    G han RSI indicator har tarha se hi popular hay aur hamy es indicator key use karny ka benefit ye hota hay key agar ham es ko large time frame me use karen to ye perfect aur reliable trading signals hamy de sakta hay, long term trading ki jaye to RSI ko es key ley sab se best technical indicator samja jata hay,
    RSI indicator market key overbought aur oversold zones ko identify karny me madaad deta hay ye esy higher aur lowest levels hoty hey jes ko follow karny se trading me kabi loss nahi hota aur na hi ye levels mazeed break ho sakty hey, RSI indicator ko short term ki trading me use nahi karna chaye aur professional traders be yahi samjty hey key es indicator ka use agar karna hay to long term ki trading me hi kia karen, weekly aur monthly base par agar ham ne orders place karny ka advantage lena ho to RSI indicator hamary ley sab se best option ho sakta hay es indicator key through ham zeyada se zeyada profit target ko be achieve karny ka advantage hasil ho jata hay, long term ki trading me RSI indicator market ko long time key ley market ki condition ko hamary ley clear karta hay aur hamari es type ki trading me es waja se loss nahi hota key ham ne RSI indicator ka use kar key 1 tarha se risk ko manage be kia hota hay aur discipline ki trading be ki hoti hay.
    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	9
Size:	110.1 کلوبائٹ
ID:	12330636
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

      indicators ka istemal members ko aana chahie aur indicators members ko maximum help dete Hain aur indicators ki vajah se members ko idea ho jata hai unko apne trading kis tarah se continue karna hai Is tarah se aaye si bhi ek aisa indicators hai jisko maximum members apne trading mein istemal kar rahe hain aur aise members jinka trading se related experience achcha hai aur unko indicators ke bare mein acchi information hasil hai vah in Ka istemal karke aur profitable trading karne mein successful ho rahe hain indicators ka istemal koi member Is tarah se kar sakta hai jab uske pass experience bhi hoga without any experience Koi members indicators ka istemal acchi tarah se nahin kar pata hai indicators maximum type ke hain aur har indicator ke bare mein member ko Apna knowledge hasil karna hota hai aur use related members ko information Lena hoti hai Is tarah se members apne trade score aur bhi successful bana sakte hain aur iske alava members ko apne account per khud se Hi trading karna hoti hai kyun ke Is tarah se members apne account per trading kar rahe hote hain unmen confidence develop ho jata hai aur vah computer dance members ko profitable trading karne mein aur bhi maximum help deta hai yah members pad band kar raha hai ki vah apni trading ko kis tarah se manage kar rahe hain acchi management se Hi members apne trade score profitable banate hain
       
      • #18 Collapse

        Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

        Relative strength index indicator bahut hi jyada famous indicator hai jo Forex trading mein bahut jyada member istemal kar rahe hote hain agar aap relative strength index indicator se properly facilitate Hona Chahte Hain To aapko is related apni learning complete karna Hogi aur iski learning ko complete karne ke bad apni trading per properly apply karna hoga aur uske best advantages aur benefits Hasil karna Honge agar aap apni learning ko Jyada strong karna chahte hain to sabse pahle different indicators key learning ko demo account per apply kiya Karen aur uske bad is ko aap real account per convert kar sakte hain.

        Relative strength index indicator Hamare liye bahut sari e valuable indications provide kar raha hota hai Jin mein se main Kuchh important indications aapko deta hun jo aap relative strength index indicator ko istemal karte ho ya Hasil kar sakte hain aur apni trading Mein apply karte ho ya Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke sath sath Apne account ko safety se maintain kar sakte hain.

        dear relative strength index indicator aapko different levels ke bare mein indicate kar raha Hota Hai Jab market Mein prices bahut jyada ho jaati hai aur Market Mein buyers ka pressure bahut hi jyada hota hai to is condition ko aap over bought situation Kahate Hain relative strength index indicator aapko is situation ke bare mein properly confirmation date hai jismein aap acchi intry Lekar bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

        Iske alava Jab market Mein strong downtrend hota hai aur Market Mein prices bilkul bottom level per hoti hain aur Aisi situation main market Mein sellers ka bahut jyada pressure hota hai to aap Aisi condition mein trade Lekar bahut jyada profit Hasil kar sakte hain Aisi situation ko over sold situation Kaha jata hai jismein aap perfect point se entry Lekar bahut jyada benefits Hasil kar sakte hain.
           
        • #19 Collapse

          Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
          Dear Members:

          RSI Indicator:

          Forex business mein wese to bohot sarey indicators use hotey hein but jo Most popular indicators hein un mein RSI ka bhi apna aik name hey isliye bohot sarey new members shahid is ko na jantey hon aur jo bhi traders iske barey mein acha Knowledge & Experience rakhtey hein woh apne asaan alfaaz mein "RSI" indicator ke benefits ko bayan karen aur isko kis trha se istamal mein lakar acha profit hasil kiya ja sakta hey woh bhi bayan karen:

          [ATTACH]18835[/ATTACH]





          Salam Dear..! Apny bhut achi post ko hai mai apko mazeed iss ky bary mai information dyta hun..!
          RSI indicator bhut popular or easily used indicator hai her member iss ko easily used kr skta hai or iss py kaam kr skta hai or daily ka acha earn kr skta hai,RSI indicaotr aik Technical indicator hota hai,Kisi bhi Stock py aik graph hota hai or iss graph ki value 0 sy lay ky 100 ky beach mai hoti hai,Magar RSI mai chart per jab line banti hai tu nechy 30 per banti hai or Uper 70 per banti hai.
          RSI indicator ka graph 30 or 70 ky darmiyan yani beach mai rhta hai .RSI kisi bhi share mai hamen yh btaaata hai ky us share ki keemat ki or us ki khareedari ki mazbooti kitni hai .Yani ager bik rhi hai tu taaqat kitni hai or ager khareed ho rhi hai tu uss mai kitni taaqat hai...!
          RSI indicator mai aik line hoti hai jab wo 70 ky level ko touch kr ky nechy ki tarf rukh krti hai tu us time downtrend stat ho jata hai yaani reversal trend shuru ho jata hai or us time sell ki trade lagani hoti hai or jab 30 ko touch kr ky line wapas upper ki trf jaye tu us time hamen Buy ka trade lyna hota hai..simple fomula hai easily usedable hai nechy pic sy waziya ho jaye ga.
          Nechy pic mai chart ky nechy RSI indicator ka graph hai iss mai upper line 70 ko bhi touch krti hai or nechy ky level 30 ko bhi, clearly up trend or downtrend hamen smj aa skta hai ky market ki in future movement kis side py ho gi.
          Click image for larger version

Name:	60C03BBF-C478-44E2-97F0-B9F073C203A6.png
Views:	3
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12330643
          Last edited by ; 05-09-2020, 09:01 PM.
          • #20 Collapse

            Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

            koi bhi aisa indicator nahin hai ki jiska Koi Na Koi fayda Na Ho aur yah indicators bahut beneficial hote hain unko apni trading mein istemal karna chahie aur unko apni trading mein istemal Kar lene se pahle yah maloom hona chahie ki indicators kya hote hain aur unko kis tarah Se istemal Kiya jata hai aur indicator se related members ko agar information Lena ho to unko trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue karna hota hai aur use practice members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom Ho jata hai aur is tarah Se vah apne trading co beneficial banaa lete hain aur aise members jinke pass indicator se related koi bhi information nahin hoti unko pahle in se related information hasil kar lena chahie is tarah Se unko indicators ke istemal mein problem nahin hogi RSI aisa indicator hai ki jis ko maximum log istemal kar rahe hain indicators members for trading mein Koi khas help nahin dete aur inko istemal kar lene se members ko thoda idea ho jata hai ki market ki movement kis tarah Se ho rahi hai aur agar koi member moment ke bare mein market ko analyse karna chah Raha hota hai to vah indicators ka istemal kar sakta haimembers ko apni trading ko acchi tarah Se karne ke liye indicators per yakin nahin karna chahie vah isliye ke yah indicators members ko beneficial trading karne mein help karte hain lekin hundred percent in ki vajah Se kisi mein bar ki trade beneficial nahin Ho jaati iske liye members ko self decisions lekar apne trading ko acchi tarah Se karna hota hai
             
            • #21 Collapse

              Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

              AoA Dear friends Jasraj ke aapko pata hai ki Forex forum markeet ko samajhne ke liye is mein Kuchh indicators istemal kiye jaate hain jo hamen Market ka utaar aur charhao aur is ki rating ke bare mein Bataty hean In mein se ek indicator ka naam hai RSI Indicator hai.RSI aik indicator hy jo ap ko market ky over bought aor over sold area ky bary may btata hy aor ap es sy apni trade easily open kr skty hyn yh bot he acha helpful tool hy hr trader es ko use krta hy short trade ky ley yh best hy aur ub baat RSI strategy ki ho jay RSI ki best strategy share kernay ja raha hoon jes main app ko ager market pair koi bhe our us main time frame koi bhe ager pair higher high day raha hai our RSI indicator higher high ki bajeay higher low bna raha ho to wo app k leay aik sell ki ache indication and confirmation hoti hai same buy ka signal bhe ap ko us tarha milay to app trade kre sagty hain RSI indicator pa ap ny kafi study ke hy, agar ap ka analysis sahe hy to is ko iatamal kar k ham acha profit earn kar sakty hen lakin mera khayal hy hamen pehly demo pa practice karni chaye kiun k RSI kabi kabi wrong indication b dy jata hy aur RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hain
              app logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban piang ay
               
              • #22 Collapse

                Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                foreign exchange trading Mein aap ne bilkul theek kaha ky RSI indicator bohat famous hai is ki motive yehe Hai ky yeh humein bohat zayada pain entries offer krta Hai Jin KY in accordance hum market Mein exchange open kr KY acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain lekin pricey Yeh baat apny mind Mein rakhen ky Har Koi is indicator ko is ki statistics ky according istemal krny ki koshish nahi krta kuch individuals is ki bohat Kam mastering ki base par is ka istemal real marketplace Mein krny ki koshish krty hain aisa bilkul bhi nahi krna chaheye koi bhi indicator ho humein bohat Soch samajh kr us ka istemal apni alternate open krny mein krna chaheye ta ky hmara account bhi loss Mein Na Jae aur humein acha profit hasil krny ka moqa bhi mil jae
                • #23 Collapse

                  Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                  Ji han aapane bilkul theek ka hai ke Forex market mein bahut se indicators hote hain aur yah indicators bahut hi popular Hote Hain aur frustrating frustrating mai kam karte waqt Ham ine indicators ko use karte hain aur Ink jare se Ham Achcha Khasa fayda Hasil kar sakte hain aur Forex Ki Duniya Mein Iske bahut se benefits Hote Hain

                  Kai traders in patterns ke alava Kuchh Aur alamat Ko Bhi istemal Karte Hain jinhen indicator Kaha Jata Hai yah indicator tadad Mein Kai darjan ke hisab se hote hain lekin Ham sirf popular indicator ka hi istemal Karte Hain Ham sirf indicators ka istemal karte hain jinki vajah se Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain ismein Aise indicators bhi maujud hote hain a jinki help se Ham Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain ine indicators mein fibonacci moving average bollinger bands MACD Tara Bole paraBolec sar yah indicators bahut hi jyada popular Hain market Mein Hamen in ki movement ke sath se hi Apna Kam Jari Rakhna chahie indicators cycle ki Shakal Mein maujud Hote Hain yah indicators Hamen bahut hi acche result Dete Hain isliye Hamen chahie ki ine indicators ko use karte waqt ko acchi Tarah Se learn kar len aur use indicators ko hi use Karen Jo ke Jyada popular hai aur bahut Achcha result deta hai aur Hamen kabhi bhi Akela Ek indicator Ko istemal Nahin Karna chahie balke confirmation Ke Liye Do Ya Teen indicators istemal karne chahie Agar yah indicator Ek dusre ko confirm na Karen To Hamen chahie ki Hamen ismein Apne deal Nahin karne chahie Agar Ham ismein Apne dil kar bhi Dete Hain to uski vajah se Ham lagatar Los ki taraf Chale Jaenge aur usne usko recover karna Hamare liye bahut jyada Mushkil ho jaega
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                    Forex trading ke andar work karte hue aur RSI indicator bahut hi best indicator hai aur bahut hi Tezz indicator Hai Jab market apne trend ko change karti hai to ya indicator Hamen sabse pahle inform kar deta hai aur uske bad Ham active Ho Jaate Hain is market ke andar trade Lagane ke liye RSI indicator ko bahut jyada expert trader istemal karte hain aur is indicator ko samajhna bhi bahut hi jyada Aasan hai beginner bhi aasani ke sath Ek Din Mein samajh sakta hai aur Iske signal ko follow karke is market ke andar Ek accha profit Hasil kar sakta hai .

                    Is market ke andar Ham Rsi indicator ka istemal kar rahe ho ya FIR Ham moving average indicator ka istemal kar rahe ho Hamen chahie ki Ham is market ke andar money management ke sath work Karen aur Forex trading ke rules ko follow karte hue he is ke andar trading Karen Agar Ham ismein Forex ke rules ko follow nahin karta Uske against jakar Ham is market ke andar trade Lagate Hain To Ham is Mein jitna bhi mehnat kar le To Ham ismein kabhi bhi success Nahin ho sakte .
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                      Je dear rsi indicator stands for relative strength index. Rsi ko lagging indicator b kaha jata hai. Rsi indicator market ki past price ko use karty hoe market k future level ko predict karta hai. Bhot sary trader rsi ko profit k lae use karty hain or wo kafi had tak es ay satisfied b hain. Rsi indicator ki mainly market ko 3 stages ma convert karta hai. Jo futher explain ki ja rahi hain:-

                      1. Over sold.

                      Jb rsi ki value 0 to 30 hoti hai to es ka matlab hai k market over sold condition ma hai or agr trader es time par buy ki trade open karyn gy to wo profit hasil kar sakty hain. But ik bat note karni chahe k trader ko hamesa small lot sy he trade open karni chahe kiu k market 30 rsi sy above ja kar phr sy wapas 30's ma ah sakti hai.

                      2. Neutral state.

                      Jb rsi ki value 30 ko 70 ki darmeyan hoti hai to es ka matlab hai k market neutral state ma hai. Es state ma trader ko wait karna chahe or tb achi trade ka sochna chahe jb over bought ya over sold condition ma ponch jae. Es state ma market zayada es lae b rehti hai k both buyer or seller concious ho jaty hain apni trade k bary ma or wo apny orders hold kar lety hain.

                      3. Over bought.

                      Forex trading ma rsi indicator ki value jb 70 sy 100 k darmeyan hoti hai to eska matlab hota hai k market over bought condition ma ah gae hai or trader ko es time par sell ki trade open karni chahe. Kiu k market ma es time buyer ka influence khatam hony wala hota hai or jesy he seller ka rohjan zayada hota hai market bhot tezi sy down trend ma ah jati hai.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                        Dear Members:

                        RSI Indicator:

                        Forex business mein wese to bohot sarey indicators use hotey hein but jo Most popular indicators hein un mein RSI ka bhi apna aik name hey isliye bohot sarey new members shahid is ko na jantey hon aur jo bhi traders iske barey mein acha Knowledge & Experience rakhtey hein woh apne asaan alfaaz mein "RSI" indicator ke benefits ko bayan karen aur isko kis trha se istamal mein lakar acha profit hasil kiya ja sakta hey woh bhi bayan karen:

                        [ATTACH]18835[/ATTACH]
                        Relative strength index RSI forex market main trade kerny ky liay behtareen indicators main sy hai ky agar ham sirf RSI ko hi follow kerna shoru ker dain tab bhi Ham forex market main bahot had tak successful trade ker sakty hain ky agar hamary pas koi analysis ka option nehi hai ky ham analysis kerny main week hai aur market main trading ka bhi koi acha experience nehi rakhty tou hamain sirf RSI ko follow kerty huey trade continue ker leni chahiay ky jab RSI main jo predefined values hoti hain 30 aur 70 ki tou jab market in main sy kisi value ko bhi cross kerti hai tou hamary liay reverse order main trade open kerny ka chance creat ho jata hai ky ham same time per agar reverse order main trade open ker lety hain tou hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai

                        Kuch traders RSI main bhi apni merzi ki values set ker ky RSI ko follow kerty hain aur yeh best bhi hota hai ky agar ham default values ki bajaey 20 aur 80 values ko select ker lety hain tou phir hamain aesy time per jab market in points main sy kisi ko bhi cross ker rehi ho tou reverse order main trade open kerny per bary loss sy bhi bach jaty hain aur hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai ky yeh market ki movement ki maximum limit ky qareeb ki values hain tou ham yahan per asani ky sath reverse order main trade open ker ky profit hasil ker sakty hain jabky baqi indicators main hamain bahot care kerna perti hai ky bahot sary parameters ko mind main rakhty huey trade open ker ky continue kerna hoti hai tab hamain kuch profit hasil ho sakta hai
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                          Ji bilkal RSI indicator kisi bhi pair main bahut useful ho sakta hay. Is kay liye koi bhi time frame trading kay liye mozoon hay. Laikin shorter time frame Gold, USDZAR, BTCUSD kay liye itna mozoon nai q keh inka spread kafi zaida hay.

                          RSI indicator MT4 chart main by default open hota hay, RSI aik simple indicator hay jo new traders kay liye bahut helpful hota hay. Iski values 0 to 100 hoti hain, ye 3 conditions show and predict karta hay. Oversold, overbought and neuteral.

                          Overbought condition tab banti hay jab price resistance level tak puhnch jati hay aur waha say wapas ana shuru hoti hay, yahan say buyers exit hona shuru ho jaty hain jab keh seller yahan trade main enter ho jaty hain. Strong resistance and seller entry say selling pressure builtup hota hay jis say price down yani bearish main ana shuru ho jati hay. Aur support tak acha profit mil jata hay. Laikin ager resistance break ho jaye to phir RSI down nai ati aur price uper jati rehti hay, resistance kay break hony per buy ki trade lagani chahiye.

                          Isi tarah jab RSI 30 say nichy a jaye to ye oversold ko indicate karti hay. Yahan per seller safe exit laity hain aur buyers is hope say keh price rise hogi trade main in ho jaty hain. Buying pressure ki waja say market bullish trend banati hay aur aisi situation main resitance level tak take profit set karny say acha profit mil jata hay.

                          RSI ko helpful and useful banany kay liye is kay sath some other indicator bhi use karna chahiye aur hamesha analysis based trade karni chahiye.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                            relative strength index really a popular indicator hai is no doubt nahin hai forex trading mein bahut indicator paye jaate hain lekin in mein se relative strength index bahut hi popular indicator hai aur is ki sabse badi vajah ji hai ki jab Ham metatrader 4 ko install karte Hain to relative strength index 1 default indicator ke taur per metatrader 4 mein pahle se Hi active hota hai jiski vajah se jo bhi beginner trading ko join karta hai to vah sabse pahle ISI indicator ko dekhta hai aur ISI indicator se apni working ko start karta hai.

                            Reason of popularity:

                            Relative strength index ki popularity ka ek big reason ye bhi haikesko istemal karna bahut hi aasan hai aur koi bhi vignar isko isliye istemal kar sakta hai aur iski reading Le sakta hai isliye Jo new log trading co join karte Hain to UN logon ke pass bahut hi trading ke liye kam knowledge hota hai to vah is indicator ko bahut jyada pasand karte Hain kyunki indicator istemal karne mein kafi aasan hota hai aur jo bhi new trader aata hai vah ise help jarur leta hai aur yah pahle se a metatrader 4 mein hamen active milta hai.

                            uses of relative strength index:

                            Relative strength index ko use karna bahut hi aasan hai aur bahut se log market ki technical analysis karne ke liye indicator se help lete hain aur is indicator ko use karte hain.
                            Relative strength index ki value hum chart paper 30 se 70 mention karte Hain aur jab market mein relative strength index key value 30 se niche chali jaati hai to Ham market ko oversold samajhte Hain aur police trade ka vate karte Hain.
                            aur ISI tarah se agar market ki price 70 se upar chali jaati hai to Ham market ka vate karte hain aur aap Ham market ko overbought kahate Hain aur jab market is point se niche aana shuru hoti hai to Ham sailing trades ka vate karte hain aur is point se Ham selling trade lete Hain.

                            Relative strength index ke fayde aur Nuksanat:

                            Relative strength index ek bahut hi achcha indicator haiiski bahut se fayde bhi hain aur nuksan bhi hain agar dekha jaaye to Jo log is indicator ko samajh Kar use karte hain aur iske related experience rakhte Hain to tab hi hi vah is se good benefits Le sakte hain.
                            Relative strength index ki bahut se nuksan bhi hai jo new log working karte Hainwoh trend market mein kabhi successful nahin ho sakte hain aur vah use ho jaate Hain kyunki trend market mein relative strength index ko samajhna bahut mushkil hota hai isliye is indicator ko tabhi use karna chahie aur iske related acchi aur good practice Ho jaaye agar vah jisko use nahin karna chahie.Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	1
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12330748
                            • #29 Collapse

                              RSI indicator ky kya benefits hain?

                              Dear friend mera Sawal hai ki aap log relative strength indicator use karti hai aur Maine Dekha hai ki takrir Banna Har trader ke mobile phone ya computer mein main vah indicator use karte hain yah wala to Itna Zyada famous indicator Kis vajah Se Hai Aur Iske kitne benefits Hai kindly Jo log is per kam kar rahe hain aur is per acche tarike se kam karna aata hai UN Logon Ko vah Yahan per Iske benefits share Karen Taka Sab Logon Ko fayda ho sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: RSI indicator ky kya benefits hain?

                                Dear jab aap relative strength index indicator se related information Hasil Kahate Hain To ismein aapko bahut jyada benefits aur advantages Mil Rahe hote hain relative strength index indicator Ek Aisa indicator hai jo aapko market ke different 2 important level se related information provide kar raha hota hai dear jab aap relative strength index indicator ko properly learn Karke apni trading per small Karte Hain To no doubt aapko bahut acchi market Mein interest mil sakti hai aur aap bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Iske different level se related main aapse Kuchh information share karna chahta hun.

                                Overbought situation :

                                Jab market Mein strong uptrend hota hai aur Market Mein prices bahut jyada chal rahi hoti hai use time per aap clearly observed ka sakte hain ki market Mein buyers ka bahut hi jyada pressure hota hai to use time per market ko aap overbought situation Kahate Hain is situation main aapko Ek acchi entry Hasil karne ke liye relative strength index indicator bahut acche tarike se information provide kar raha hota hai agar aap market Mein acche tarike se entry Lena Chahte Hain To aapko bahut hi acchi entry mil sakti hai.

                                Oversold situation :

                                Dear job market mein ek strong downtrend hota hai aur might cake Mein prices bilkul bottom level per Hoti Hai To situation main aapko market Mein sellers ka bahut hi jyada pressure mil raha Hota Hai Jab Kisi chij Ki supply aur demand mein balance ho jata hai aur uski supply increase Ho Jaati Hai to automatically prices down Ho Jaati Hain same situation ko observe karne ke liye relative strength index indicator aapko bahut hi acchi indication provide karte hue is position Mein Ek acchi entry Hasil karne ke liye information provided kar raha Hota Hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X