Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay
    Easy Paisa microfinance bank Pakistan ka shumar largest banks me ho raha hay Pakistan me es key customers bahot zeyada hey aur daily base par es me ezafa be ho raha hay, Easy paisa Pakistan key largest telecommunication network Telenor ka lunched kia gia bank hay es bank key advantages aur disadvantages par bat karna zarori hay ta key jo persons abi tak easy paisa microfinance bank key bary me information nahi raky un ko achi information aur guidelines mil saky,

    Advantages: 1. Telenor bahot hi wide range ka network rakti hay aur har choty bardy cities me es ka use be ho raha hota hay es waja se kesi be place me ham kinu na majood hon ham easy paisa microfinance bank se funds ki transaction karny me kamyab ho sakty hey, es key ley hamy kesi khas place me jany ki bilkul be zarorat nahi hoti hay,
    2. Easy paisa account open karna bahot asaan hay aur es ki minimum limit be 100 rs hay jes par bonus reward be free mints me har roz mil sakta hay,
    3. ye bank bahot hi kam withdraw aur sending fees leta hay es waja se funds sending me bahot bachat ki ja sakti hay,

    Disadvantages: mery khayal me digital funds investment ka ye behreen bank hay es key koi be nuqsanat nahi ho sakty hey, es bank me agar funds sending ya receiving se related es bank me kesi kisam ki mushkil account holder ko hoti to zaror me es ka ya zikar yaha par karta magar esi koi bat nahi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

    International level pay micro banking bohat developed ho chuki hai aur developed countries mai microfinancing ka rujhan bohat purana hai. Pakistan mai bhi ab microfinancing ka time aa chuka hai aur bihat say idaray iss mai bohat achi services bhi day rahey hain. Telenor Pakistan nay Pakistan mai mobile banking aur phir ussi ko commercial banking mai convert kay liye sub say pehlay step lia tha jiss ki wajah say aaj Pakistan mai Telenor easy paisa kay customer ab bohat say dusray microfinancing institutes say bohat he Ziada hain. Easy paisa bank ab aik bohat popular aur kaamyab banks mai kaafi up jaa raha hai. EasyPaisa bank ki facilities aur terms and conditions ko Agar daikha jaey tou facilities bohat ziada aur bohat achi hain jab kay terms aur conditions bhi totally customer friendly hain

    Advantages

    Easyoaisa bank ab her uss city mai mojud hai jaha EasyPaisa ki franchise mojud hoti hai. Easy paisa bank account ko bohat araam say apnay easy paisa mobile account say attach kia jaa sakta hai aur her qisam ki utility services Kay bills aur woh sub services jo kisi bh commercial bank mai milti hain wohi same facilities ab EasyPaisa banks aur easy paisa mobile accounts mai bhi available hoti hain. EasyPaisa accounts kay zariye ab online shopping bhi bohat asaan hai aur her barey online shopping venture kay saath EasyPaisa attach honay ki wajah say payment kerna bohat he asaan ho chuka hai.

    Disadvantages

    Easy bank account ho ya EasyPaisa mobile accounts ho inn ki maintenance bohat ziada rehti hai jiss ki wajah say aksar jaghoo pay services ka bhi issue rehta hai. EasyPaisa ki daily limits aur monthky limits abhi bhi dusray options ki nisbat kaafi Kamm hain. EasyPaisa ki promotions bohat ziada aati rehti hain laikin unn ka duration kuch Kamm he hota hai aur jaldi khatam ho jaati hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

      Easypaisa Microfinance Bank Telenor company ka money transfer, balance recharge, topup bill payment aor koi bhi financial transaction krny ky leay use hota hai.
      Easypaisa pakistani mobile wallet, mobile payments, aor branchless banking services provider system hai. Easypaisa ko 2009 ma telenor pakistan ny Tameer bank ki sharakat sy bnaya hai.
      Iska headquarter Lahore ma waqy hai.
      Advantages:
      Jesy ky oehly bhi discuss kia ja chuka hai in ka sub ay bara faida
      1. Branchless banking system hai. Jisy ap weekend py bhi raqam deposit withdrawal ky leay baasani access kr skty ho.
      2. Easypaisa digital payment system hai jo QR code ky zareye payment ma istemal ho skta hai.
      3. Ap kisi bhi mobile company ky through apna easypaisa digital currency account bna skty ho aik cnic py aik he account bn skta hai.
      4. *786# code use kr ky ap independent services use kr skty ho. Kisi bji waqat kisi bhi jaga pury pakistan ma ap paisy baasani behj sakty ho.
      5. Easypaisa mobile application install kr ky ap bahot multiple payment options ko use kr skty ho.
      6. Discount offers QR promotion code ky zareye avail kr skty hain.
      7. Easypaisa ATM card bhi use kr skty hain.
      Disadvantages:
      Easypaisa account use krny ma insecure hai. Aor in ky transaction charges zeyada hai is sy apky sath fruad ho skta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

        Advantages

        Friend Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki microfinance Bank bahut hi jyada abhi use Hote ja rahi hai yah Jyada Bank UK financial bank Hain unko bahut log use karte hain uske sath sath Jo microfinance Bank Jaise Ke easypaisa jazzcash Is Tarah ksdl connect aur Iske alava up Omni ke sabhi se bahut jyada popular ho chuki hai to isliye ismein bahut jyada transaction ki Jaati Hai Iski madad se aap bijali ek Jagah se dusri Jagah payment bhi bhej sakte hain aur iska yah bhi sabse bada Tarika hai kya aap Kisi bhi normal Shop se jakar apni amount ko nikalwae sakte hain isliye aap iska Jyada istemal aapko easy Bana Deta Hai Kyunki aap isko use karke bahut jyada aasani Hasil kar sakte hain bahut hi accha Tarika hai jisse aap apni payment ko Basani apne pass sefali Mehboob bhi Rakh sakte hain aur usko istemal main bhi le sakte hain

        Disadvantages

        Dear friend Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki microfinance Bank bahut jyada istemal kiye Jaate hain lekin is ka sabse bada masala Yahi banta hai ki iski limit bahut hi kam hoti hai jaise ki aap hi Rizwan are ki limit 50000 ke kareeb Hoti Hai Jab Ke agar aap Bank ka istemal karen to bank Kesariya aap rojana Lakhon ki payment transfer kar sakte hain to isliye microfinance Bank ki limit Bhi Jyada honi chahie Taki log easy istemal kar sake aur apni payment ko Basani Jyada Se Jyada Ek Jagah se dusri Jagah per send kr sakeen
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

          Introduction :
          dear friends Easypaisa ya Telenor microfinances Bank Scandinavia or Asia main mojod telecommunication ki bari company Telenor ki mushtarka malkiyat hai ye OR ye dunya ki bari maroof secured company Ant Group jo AliBaba ki shakh hai us k sat connected hai ye pakistan ka pehla bank hai jo jadeed banking ki service de raha hai ye pakistan main kam kar raha hai our is ka head office karachi main hai ye digital banking ki saholyat de raha hi is ka clients ki tadad taizi se bahr rahi hai

          Easypaisa ka agaaz :
          dear friends telenor microfinance Bank ne 2009 main history create ki jab is ne Easypaisa money transaction System banaya ye Pakistan ka pehla branchless Bank hai our pehla GSMA mobile money service hai jo k pakistan bhar main virtual banking k toor par kam kar raha hai our is bank k agent takreeban pore pakistan k chote bhare shehron main mojod hain ye banak logo ko money transaction ki fori service paish karta hai is k digital transaction method ne logo ki zindgi main iqlab barapa kar diya hai

          Features and services :
          dear friends ye bank bohat sari services de raha hai kuch niche di gai

          • Telenor karobari loan
          • telenor sarmaya loan
          • Telenor Gold card loan
          • telenor apni chahat loan
          • telenor agri financing
          • telenor dairy financing
          • telenor stock financing
          • credit card


          is k ilawa lelinore aap ko digital banking ki tamam services money transaction khizon ki online kharidaari tax and bill payments international Remittance jesi beshumar secured services b paish par raha hai

          Advantages :
          dear friends is k buhat ziada Advantages hai jo k niche diye gay hai

          • dear friends telenor aap ko andron and beron mulk fast money transaction ki saholat de raha hai
          • telenor microfinance bank se aap kisi b kisam ka karza asaan shryet par hasil kar sakte hai
          • telenor agri dairy our stock financing ki saholat bhi paish karta hai
          • telenor microfinance bank credit card bhi de raha hai
          • ye bank digital wallet be deta hai jo fully secured hota hai
          • is ko aap pakistan main kahi b use kar sakte hai ye online hai


          Disadvantages :
          dear friends is k kuch Disadvantages bhi hai jo niche diye gay hai

          • dear friends ye aik online bank hai is liye jaha internet nahi hoga waha is ko use nahi kar sakte hai
          • is ki har transaction par fee hoti hai our kuch agent to deposit ki fee bhi lete hai
          • pakistan k bahar is ki koi value nahi hai
          • is ki money limits buhat kam hain aam account par 50000 and tasdiki account par 5 lakh is se zyada nahi
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

            Dear aapane bahut hi important topic Apna review describe karne ke liye Hamare Sath share kiya hai no doubt current situation mein main ja banking facilities bahut Sare customer ko utilise kar rahi hai aur bahut Sare customer is facility se bahut jyada advantages Hasil kar rahe hain Telenor company aapko iji paisa microfinance Bank ki facility de rahi hai jismein aapko bahut jyada valuable services provide kar rahi hai.

            yah internet ki basis per banking services ho rahi hoti hai jismein aap apni complete banking Apne easypaisa account se kar sakte hain iske sath sath aap ko Internet se different features available hote hain jismein aap Kisi bhi Jagah baith kar apne mobile se hi different payments kar sakte hain aur uske sath sath agar aap Koi payment Hasil karna chahte hain to vah bhi aapke liye easily available ho sakti hain.

            Jab aap easy Paisa microfinance Bank Mein jakar Apna account open Karvate Hain To usmein aapko bahut Sare benefits available Hote Hain. Jab aap apni sim per easypaisa account open karte hain to usmein bhi aapko bahut sari facilities mil rahi Hoti Hai Pagal ample aap pure Pakistan mein kisi bhi easypaisa account per free money transfer kar sakte hain iske sath sath aap different utilities bill aur different Chalan uski payment bhi aasani ke sath kar rahe Hote Hain.

            Aap apne easypaisa account se pure Pakistan mein kisi bhi Jagah Kisi bhi Bank Mein Apni amount transfer kar sakte hain aur currently is situation ke koi bhi extra charges aapko Nahin dena padte.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

              Asslam o Alaikum friends ap sub dosto ko pata hain easy pasia account ab humri zuart ban gia hain asi tra eassy pasia microfince bank buht kamyab bank ban chuka hain jo logo ko har lihz say apni facilities say pasendeda bina chuka hain as bank main logo ko saving k sth telnr sim ka har problem ka har ho jata hain as wqt telnar pakistan ka sub say bhra telecommunications ban chuka hain jass ki ranges pory pakistan main hain or har city har ghao tk available hain as wqt pakistan main buht zyda taelnr ko use kaya ja rha hain jass ki franchise banks or other facilities main din ba din izaf hony k sth logo k itmad or tadad main bhi buht zyda izafa ho rha hain as lay humy as sim ko istaml krna hye jass pay hum kud aanai k sth ghr bethy eassy pasia ka account create kr skty hain us account pylay asani k sth aik dusry ko pasy sand krny k sth koi bhi eclotronic ka bill ada kr skty hain apny passy ko save kr rhty hain humy as pay passy saving pay other mints bhi milty hain hum asani k sth ghr k bhar local shob say withdraw bhi krva skty hain as account ko kud hi create kr skty hain as k buht fiday hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

                International level pay micro banking bohat developed ho chuki hai aur developed countries mai microfinancing ka rujhan bohat purana hai. Pakistan mai bhi ab microfinancing ka time aa chuka hai aur bihat say idaray iss mai bohat achi services bhi day rahey hain. Telenor Pakistan nay Pakistan mai mobile banking aur phir ussi ko commercial banking mai convert kay liye sub say pehlay step lia tha jiss ki wajah say aaj Pakistan mai Telenor easy paisa kay customer ab bohat say dusray microfinancing institutes say bohat he Ziada hain. Easy paisa bank ab aik bohat popular aur kaamyab banks mai kaafi up jaa raha hai. EasyPaisa bank ki facilities aur terms and conditions ko Agar daikha jaey tou facilities bohat ziada aur bohat achi hain jab kay terms aur conditions bhi totally customer friendly hain

                Advantages

                Easyoaisa bank ab her uss city mai mojud hai jaha EasyPaisa ki franchise mojud hoti hai. Easy paisa bank account ko bohat araam say apnay easy paisa mobile account say attach kia jaa sakta hai aur her qisam ki utility services Kay bills aur woh sub services jo kisi bh commercial bank mai milti hain wohi same facilities ab EasyPaisa banks aur easy paisa mobile accounts mai bhi available hoti hain. EasyPaisa accounts kay zariye ab online shopping bhi bohat asaan hai aur her barey online shopping venture kay saath EasyPaisa attach honay ki wajah say payment kerna bohat he asaan ho chuka hai.

                Disadvantages

                Easy bank account ho ya EasyPaisa mobile accounts ho inn ki maintenance bohat ziada rehti hai jiss ki wajah say aksar jaghoo pay services ka bhi issue rehta hai. EasyPaisa ki daily limits aur monthky limits abhi bhi dusray options ki nisbat kaafi Kamm hain. EasyPaisa ki promotions bohat ziada aati rehti hain laikin unn ka duration kuch Kamm he hota hai aur jaldi khatam ho jaati hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

                  Easypaisa aik level ki app hay yee aik bank account hay connection chal rahe hain aur ham apni exchanging se us sy Kitna benefit gain kar sakte hain essentially gold aur raw petroleum exchanging karte tint Hamen request aur flexibly ka Jyada Khyal Rakhna padta hai agar ine donon items Mein Kisi Ki request kam ho jaaye a to vahan per flexibly ka Jyada issue aata hai aisi circumstance Mein Hamen Aise items per exchanging karte tone bahut jyada cautious rehna padta hai Forex exchanging Mein kam karte tone Hamen flexibly and request ka bahut jyada mawazna karna padta hai tabhi Ham apni exchanging Se Achcha benefit Le sakte hain fundamentally Hit Bhi Ham exchanging karte hain to Request aur Gracefully ky rules ko zarur judge karna padta hai ki market mein kisi item waja se US doul sahi bat ki hai foreign exchange simple sub se zyda jis ki regard hai wo dollrs ki hai or sub se sturdy cash jo foreign exchange rule hai wo dollr he hai or aghr mumble yah kahen ok foreign exchange ka over all enterprise he dollrs ok ser preferred hai tu es important kuj galta nahi hoga q ok foreign exchange ki marketplace totlay dollr preferred depnded hai or esi ok sath pass karti hai foreign exchange important jitny bhi airs doolrs ok sath hain sub tenet he buying and selling boht achi metal jati hai or marketplace bhi achi development ok sath
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

                    Easypaisa micro Finance bank sy apmoney mangement kar sakty Han aur apny Account sy Transaction ko easier possible banaa sakty Han aur Aap apne Telenor easypaisa account se pure Pakistan mein kisi bhi Telenor easypaisa account mein apni amount free deposit Karva sakte hain aur iski against aapko Koi charges Nahin Dena Hote Telenor easypaisa account open karne ke liye aapko simply procedure ko follow karna hota hai jismein sim aapke naam per honi chahie aur aap Kuch hi minut Mein Apna easypaisa account aasani ke sath open kar sakte hain aur us py apna aik set up banaa sakty han

                    Easypaisa account se aap apne utilities bill uski payment bhi apne mobile se hi kar sakte hain aur agar aap aap apne mobile par koi load karna chahte hain to vah bhi aapko facility is available Hoti Hai iske sath sath Pakistan ke different departments Mein miscellaneous payment ke liye bhi aap easypaisa account ko istemal karte huye apni payment kar sakte hain aur Telenor easypaisa account Use karte hue aap different banks mein bhi apni amount deposit Karva sakte hain Jiski vajah se aapko Bank jaane ki jarurat Nahin Hoti Jab aap apne easypaisa account mein koi amount deposit karvana Chahte Hain To ismein aapko different outlets provide ki Ja Rahe hote hain jo aapko without any charges aapki Telenor ki sim mein Main amount deposit Karke Dete Hain Jo aap utilise girls ke different service ko Hasil kar sakte hain aur apny easypaisa account sy faida utha sakty han

                    Disadvantages
                    Easypaisa account ka ka sabse bada masala yahi hai ki ismein Jab Bhi aap payment dalwat Hain To aapko free Dali Jaati Hai Lekin Aap Ko Kisi bhi retailer se nikal banae Jaate Hain To aapko per 2000 ke 20 rupaye charge Hote Hain Jo ke Kafi jyada hai to Iske alava company ko chahie ki is fees ko kam Karen tar ke sare log se fayda Hasil kar sake aur apne kam kimat Mein Apni Inc rakam ko nikalwae sake aur dalva saken

                    Thanks.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

                      microfinancing ka time aa chuka hai aur bihat say idaray iss mai bohat achi services bhi day rahey hain. Telenor Pakistan nay Pakistan mai mobile banking aur phir ussi ko commercial banking mai convert kay liye sub say pehlay step lia tha jiss ki wajah say aaj Pakistan mai Telenor easy paisa kay customer ab bohat say dusray microfinancing institutes say bohat he Ziada hain. Easy paisa bank ab aik bohat popular aur kaamyab banks mai kaafi up jaa raha hai. EasyPaisa bank ki facilities aur terms and conditions ko Agar daikha jaey tou facilities bohat ziada aur bohat achi hain jab kay terms aur conditions bhi totally customer friendly hain

                      Advantages

                      Easyoaisa bank ab her uss city mai mojud hai jaha EasyPaisa ki franchise mojud hoti hai. Easy paisa bank account ko bohat araam say apnay easy paisa mobile account say attach kia jaa sakta hai aur her qisam ki utility services Kay bills aur woh sub services jo kisi bh commercial bank mai milti hain wohi same facilities ab EasyPaisa banks aur easy paisa mobile accounts mai bhi available hoti hain. EasyPaisa accounts kay zariye ab online shopping bhi bohat asaan hai aur her barey online shopping venture kay saath EasyPaisa attach honay ki wajah say payment kerna bohat he asaan ho chuka hai.
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Easy paisa microfinance bank par mubani hay

                        Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki microfinance Bank bahut hi jyada abhi use Hote ja rahi hai yah Jyada Bank UK financial bank Hain unko bahut log use karte hain uske sath sath Jo microfinance Bank Jaise Ke easypaisa jazzcash Is Tarah ksdl connect aur Iske alava up Omni ke sabhi se bahut jyada popular ho chuki hai to isliye ismein bahut jyada transaction ki Jaati Hai Iski madad se aap bijali ek Jagah se dusri Jagah payment bhi bhej sakte hain aur iska yah bhi sabse bada Tarika hai kya aap Kisi bhi normal Shop se jakar apni amount ko nikalwae sakte hain isliye aap iska Jyada istemal aapko easy Bana Deta Hai Kyunki aap isko use karke bahut jyada aasani Hasil kar sakte hain bahut hi accha Tarika hai jisse aap apni payment ko Basani apne pass sefali Mehboob bhi Rakh sakte hain aur usko istemal main bhi le sakte hain
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X