Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?
    Technical indicators ka use har trader karta hay aur koi be esa trader mery khayal me nahi ho ga jo key indicators se help na leta ho, mera question ye hay key kia traders ko life time ye indicators help de sakty hey aur traders ko be en par barosa karna chaye ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

    Dear Forex trading me indicators ka bht role and task hota hai kyunki Forex trading main aap ko basic trend ki movement ki information aur aik acha entry point dene ke liye aap ko Forex trading indicators ka use karna chahie Forex trading main aap ko indicators per trust karne ke ilawa Koi option nahin hota kyun ky Forex mein Kam Karne wale members ko ye baat janty hongy ky Forex indicators basically hamen aasani se market mein trend ko samajhne ke liye develop kiye jaate Hain jis se Ham acha kam karen to amaze me acha kam karne ka fayda ho sakta hai indicators ko use Karne wale members mostly profit mein rehte Hain acha kam karne se hi Forex trading main aap ko kamyabi hogi indicators technical analysis ke liye bahut important hote hain iske sath sath different indicators ke different hai hote hain jis mein wo aapko kafi chizen identify kar sakta hai jis se aap Forex trading mein best entry lene ke bad acha profit hasil kar sakte hain

    dear Forex trading mein indicators ko sirf tab use karna chahie jab aap Forex trading ke indicators ko properly understand kar len Forex trading business hai jis mein Kam Karne wale member Sagar proper learning karna shuru kar de to indicators ki madad se kafi help ho sakti hai is liye koshish karenge Forex trading Baki kar ke aap acha worker ke mehnat aur lagan ke sath apna Kam karte rahen aapko me fayda hoga.
    Last edited by ; 06-07-2020, 04:28 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

      G han dear technical anylsis kay hisab say kam karna kafi had tak kamyabi miltye hai tu ap ka kam hai kay ap trading mai har aik tools kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap forex mai mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap trade lagtye hain tu ap har aik tools kay barye mai jan kay trade lagya karao kiyu kay mahnet kay sath kam ap ko kamyabi dailata hai tu acha kam karain aur technical anylsis kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap tool pay kam zayda kiya jata hai tu ap kaliye kafi faida daita hai tu tools kay hisab say ap kafi had tak kamyab ho jatye hain kiyu kay kafi had tak better kam hota hai kay ager ap anylsis kay hisab say kam kartye hain aur khas kar ap technical anlysis kay through kan kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay bad mai ap tools kay hisab say trade lagtye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu kam hamesha achye say acha kar kay he har koi kamyab ho jata hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Technical indicators ka use har trader karta hay aur koi be esa trader mery khayal me nahi ho ga jo key indicators se help na leta ho, mera question ye hay key kia traders ko life time ye indicators help de sakty hey aur traders ko be en par barosa karna chaye ya nahi?
        Indicators
        forex trading main hum log indicator istamal karty han jis sy hum log ache trading kar sakty han par hum log indicator ko ache tahra nini seekety han or na he samjety han is tahra hum log ache trading ni kar sakty han jab tak market main koi khas news na aay to hum log indicator pe 100 percent barosa kar sakty han jab k market main news ka time ho to us waqat humy wait karna chae ha indicator pe trading na karny q k us waqat news pe depend karta ha wo kis tahra movement karwati ha important news market main both ziada movement karwati han is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge or khas tor par important news k time q k is waqat market main both tazi hoti ha jis ki waja sy market main both ziada movement hoti ha jo k up side ya down ho sakti ha ya phr donu side bi ho sakty ha or news ki waja sy indicator bi apni situation or apni information change kar laty han is ley humy indicator ko istamal karty waqat humy market ko ache tahra samj k trading karni chae ha forex trading main hum log jtni ache planning or strategy sy indicator ko istamal karny gy to humy utna he fayda ho ga is ley humy both ziada soch samj k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken forex trading main indicators ki both ziada importance ha par jab tak hum log in ko seek or samj ni laty han hum log in main kam ni kar sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada indicators k bary main knowledge or information hasil karny or in ko sab sy pehly demo account main istamal karny ta k humy ache tahra samj aay k hum log kase indicator ko istamal kar k ache earning kar sakty han par jab tak hum log acha knowledge or information hasil na kar lan or demo account main practice na karny tab tak humy direct indicator pe depend ni karna chae ha
        • #5 Collapse

          Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

          Dear Forex friend Mere knowledge ky according humein totally technical indicators par depend krny ki koshish nahi krni chaheye kyun ky is waqat markeet ki situation theek nahi hai aur na he is waqat markeet mein working krna acha profit dy raha hai humein agar markeet ko samajhna hai aur is Mein acha result Hasil krna Hai to is ky liye humein technical indicators ky saath saath fundamental method ka bhi istemal krna ho GA means yeh KY humein indicators ky saath saath news ko bhi read krny ki koshish Karni ho ge news ky according indicators ka istemal kr KY apni trade market Mein open krny ka risk lyna ho GA Agar hum fundamental aur technical dono methods ko follow kren dono ko apni trading Mein samajhny ki aur istemal krny ki koshish kren to hmare liye market ko samajhna time ky saath saath easy ho Jae ga aur hum acha analysis kr saken ge kyun KY forex ki market Mein trade open krny KY liye ache analysis ka hona bhi bohat zayada zaroori hai acha analysis hmari trading ko loss Mein Jane se bchata hai aur humein acha faida hasil krny mein ache guidance provide krta Hai yeh hmare upar depend krta Hai ky hum apny kaam ko Kis tarha see effective bnaty Hain aur profit haisl krny ki koshish Mein kis hud tak hum kamyab hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

            forex market mi indicator ke muskil iqsam hain hamy in ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky ache earning gain kar skay gy hamy soch samj kar market mai kam karna ho ga then hum kam kar ky agy bar saky gy hamy market mai RSI indicator ko or CCA indicator ko use kar ky kam krna ho ga hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex k smjan aik di ka kam nahi hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamra account band ho jy ga hamy is mai soch samjkar kam karna ho ag forex aik best business han hamy market mai indicator ko kabe be ignroe nhi karna chaeye yai kabe be band na hny wala acha business hain hum is mai apny bos kud ap he hoty hain yai aik world wide business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is ko samjn aik din ka kam nahi hain hamy is mai analysis ko be use karna ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account bnd ho jy ga forex mai hum agar lalachi ban ky kam akrt yahi nto hamy loss ho jy ga forex aik legal busines hain hum is mai apne marze ky mutbk tem table bana kar kam kar sakty hain then hum kam akr ky earn kar saky gy forex market sy
            الحمد لله رب العالمين

            • #7 Collapse

              Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

              Trading mein do qisam ke analaysis istemal hote Hain joki a fundamental aur technical analysis ke naam se jaane jaate Hain. Agar Ham baat karte hain technical analaysis ke to Ham yah analysis indicators charts aur trading tools ki madad se Hasil karte Hain aur usko apni tamam trades may implement karate Hain. Chahe technical analysis Hoon yeah technical indicators reality base chat ko show kar aate Hain lekin trade ki asali movement fundamental issues ki vajah se aap up and down hoti hai. Isliye aapko fundamental analysis or technical analysis donon ko follow karna hoga tab aap ki success hundred percent ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                bhai jan forex trading main techniacal indicators apko market ko smjhny k liye mashwra dety hain jis main ap market ko smjhny main os se help lety hain aghr ap forex main kamyab trading krna chahty hain tu apko apny analysis par trading karni chahye q k apko indicator kbhi kbhi 100 % pridiction nahi deti hai jis ki wajah se apko loss ho skta hai tu aghr ap forex main kamyab hona chahty hain or achi tarding krna chahty hain tu apko apni trading k liye market ko achi trha se apni ability ko follow kar k smjhna hoga osko follow karna hoga tab ap zayda achi trading kar skty hain es k ilwa market main laging indicators bhi hoty hain jo apko loss krwa skty hain tu apko chahye k ap fake indicators ki bjay apny analysis ka use karen or apni trading karen ta k ap achi or miyari trading karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain q k apko wesi he trading karni hoti hai jitni apko ati hai aghr ap wo method ka use karen jo apko ata he nahi hai tu ap kbhi bhi achi trading nahi kar skty na he hum kamyab ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                  aoa dear members forex p trading krty hoey ap indicators ko follow krty hian jis sy apko market k trends aur uski movement ka pata chalta rehta hia. inhi indicators k hisaab sy ap market ki movement ko predict kry hian aur apni trane krty hain. to ham ye keh sakty hian k yeh indicatore hmain help to kr sakty hian but kabhi 100 % theek ni ho skty because market me aksar unexpected movement hoti rehti hian so jab unexpected movement hoti hia to wo indicator ko ghalt sabit krti hia. is liye indicators k sth sath hamain apna analysis bhe krna parta hia aur decision bhe hamara apna hota hia
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                    indicators siraf hamari help karta hai ta k ham trading market ki next movemet ko guess kar saken lekin is indicator par 100% barosa ham aoni analysis k bad hi kar sakte hai ku k agar ham indicators k through he trading karna shuru kar de to koi bhi aisa indicator nahi hai jo k 100% drust reading de aap ko apna knowledge or experience bho use karna chaiye ta k loss hony k chances kam se kam ho so trading me kamyaab hone k lie zrori hai k aap k pas us indicator k bare main mukamal knowledge ho jo k aap apni trading main use kar rahe hai our phir aap k pass analysis our acchi stratgey bhi mojod ho ohir hi aap kisis acchy natijhy par pohach sakte hai ham bagair proper positive signal ya opportunity k kisis bhi indicator par bharosa nhi kar sakte hai jaisay k baaz okaat agr ham RSI indicator ko hi dekhen to indicator show karta hai k next market bullish rahe gi lekin market indicator ki reading k ult chali jati hai our haam bohat zyada nuksaan bhi utha sakte hai issi trha ham agr moving average ko dekhe to aksar market moving average ki real reading k ulat hi jaati hai is liye ham just apny knowledge our experience par bharosa kar k achi analysis kar k he market me profit le sakte hain blind trading guess trading ya bss kisi indicator ya robot par brosa kar k kamyabi nhi milti hai
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                      pricey foreign exchange friend Mere understanding ky according humein completely technical signs par depend krny ki koshish nahi krni chaheye kyun ky is waqat markeet ki scenario theek nahi hai aur na he's waqat markeet mein working krna acha profit dy raha hai humein agar markeet ko samajhna hai aur is Mein acha end result Hasil krna Hai to is ky liye humein technical signs ky saath saath essential method ka bhi istemal krna ho GA manner yeh KY humein signs ky saath saath news ko bhi examine krny ki koshish Karni ho ge information ky according indicators ka istemal kr KY apni exchange market Mein open krny ka chance lyna ho GA Agar hum essential aur technical dono methods ko observe kren dono ko apni buying and selling Mein samajhny ki aur istemal krny ki koshish kren to hmare liye marketplace ko samajhna time ky saath saath clean ho Jae ga aur hum acha analysis kr saken ge kyun KY foreign exchange ki marketplace Mein alternate open krny KY liye ache evaluation ka hona bhi bohat zayada zaroori hai acha evaluation hmari trading ko loss Mein Jane se bchata hai aur humein acha faida hasil krny mein pain guidance provide krta Hai yeh hmare upar depend krta Hai ky hum apny kaam ko Kis tarha see effective bnaty Hain aur earnings haisl krny ki koshish Mein kis hud tak hum kamyab hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                        Dear forex member Forex trading esa behtareen business hay jiss may Agar appko proper knowledge aur learning hoti hay tou app easily koi bhi trade open kar saktay hay aur koi bhi analaysis kartay hoye trading may zayada kamyaabi hasal kar sakty hay lehaza forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye analaysis aur indiactors pay ake limit tak hi bharosa rakhna y Kyun Kay koi bhi analaysis aur koi bhi trading Indicaters appko hundred percent surety fraham nai Kar saktay hay trading may kamyaabi ki appko hamesha apni abilities aur apni skills pay depend Kartay hoye successful trading karni chahiye aur haumay analaysis bhi karney chahiye magar zayada bharosa market ki movement ko daikhtay hoye trading Karney pay rakhna chahiye .

                        Forex trading may zayada achay aur experienced traders hamesha trading kartay hoye analaysis ko istamaal kartay hay aur zayada expert traders Technical analysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay.haumay trading may apni learning aur experience ko barhatay hoye Kam karna chahiye takay haum trading may zayada say zayada experience hasal kar sakay.

                        Forex trading may haumay discipline Kay saath saath practice ki bohut zayada zarorat hoti hay jab app trading may discipline aur practice ko shamal kartay hoye trading may Technical Indicaters ka istamaal kartay hay to appko zayada achay aur behtareen results miltay hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Technical indicators ka use har trader karta hay aur koi be esa trader mery khayal me nahi ho ga jo key indicators se help na leta ho, mera question ye hay key kia traders ko life time ye indicators help de sakty hey aur traders ko be en par barosa karna chaye ya nahi?
                          forex market Mein jitne bhi trader kam kar rahe hote hain unko Jo indicator milte Hain UN per hundred percent depend nahin karna chahie kyunki is market Mein Koi bhi aisi chij available nahin jis per aap hundred percent depend Karen is market main aapko heart rate ke sath stop loss use karna hota hai kyunki is market main aapko market ki matki confirmation hundred percent Koi indicator bhi nahin de sakta market Mein jitne bhi technical indicator hai vah aapki help kar rahe hote Hain market kisi bhi taraf moment kar sakti hai aur aap ko nuksan de sakti hai isliye aapko chahie ki jo bhi trade open Karen uske sath Star plus use Karen is tarah aap is market mein aasani se kamyab trader Ban jaate Hain agar is market mein aap apne account per bahut jyada lete hain to uski vajah se aapko nuksan ho sakta hai aapko chahie kapus market Mein trading plan banaa Le aur uske liye hath se kam karte rahen agar aap is market Mein achcha Kam nahin karti to aapko ismein kabhi bhi kamyabi nahin milati acchi trade lagane ke liye aapko is market Mein khud mehnat karni hoti hai aur aapki trading strategy jitni best hogi aapko is market mein itna hi fayda hota rahega agar aap is market Mein mistakes karte rahenge to aapko kabhi bhi kamyabi nahin milegi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                            No doubt indicators Hamari bahut jyada help karte hain aur ham ko market ki next movement ke bare mein properly indicate krty rahte hain Agar Ham indicators ki proper learning Hasil karne ke bad Inko apni trading Mein apply Karenge to yah Hamari bahut jyada help Karenge aur ham in se bahut acche tarike se utilise ho sakte hain.

                            Lekin dear iske sath sath aapko Apne mind Mein yah bhi Rakhna chahie the Jab Ham Forex trading Mein trade Laga Lete Hain To usmein sometime market ki movement unexpected Ho Jaati Hai Aur unexpected movement hone per market mein Main available jitni bhi indicators hote hain ya aap ke jitne bhi analysis hote hain vah galat sabit ho sakte hain aur is situation mein Main Market ki movement totally unexpected Ho Jaati Hai Aur aur usmein expert traders ko bhi nuksan ho jata hai isliye Agar aap yah Kahate Hain Ki Ham Ko hundred percent technical indicator per Bharosa karna chahie to use Hawale se main aapko yah Kahana Chahunga ki Ham Ko kabhi bhi hundred percent Bharosa nahin karna chahie Kyunki Forex trading Ek unpredictable business hai ismein senior aur expert traders ko bhi nuksan ho sakta hai.

                            Isliye Jab aap trading kar rahe hote hain to aap apne mind mein kisi bhi Kishan ki 100% Assurance na Karen aur profit ke sath sath nuksan Ko Bhi Apne mind Mein rakhkar trading Kiya Karen Kyunki agar aap just Apne mind Mein profit ko Rakh kar trading karte hain aur kisi reason ki vajah se aapko nuksan ho jata hai to usmein aapke liye bahut jyada tension Ban sakti hai aur aap is business se mayush ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia traders ko 100% technical indicators par barosa karna chaye?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Technical indicators ka use har trader karta hay aur koi be esa trader mery khayal me nahi ho ga jo key indicators se help na leta ho, mera question ye hay key kia traders ko life time ye indicators help de sakty hey aur traders ko be en par barosa karna chaye ya nahi?
                              Forex trading business mai indicators ka use bohat say traders nahi kertay hain. Mai nay apni trading mai aaj takk kabhi bhi indicators use nahi kiye hain laikin phir bhi achi trading hoti hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur traders ko aik baat apnay zehan mai bitha laini chaiye kay indicators khud say na tou movement kerwatey hain aur na he movement ka Bata saktay hain. Indicators sirf previous movements ki base pay andazay bataatay hain jo traders khud bhi laga saktay hain. Traders jab khud trends ko daikh kay analysis kertay hain tou woh bhi previous movements ki base pay future movements ka andaza he lagatay hain aur current movements unn ka pivot hoti hain.

                              Forex trading mai traders trading terminal pay traders bohat kuch ker saktay hain Agar traders seekhnay mai ziada time dain aur yeh sub cheezain seekh laitay hain tou unhain forex trading career mai bohat faida ho sakta hai aur future mai jab takk trading kertay rahengay uss waqt takk unhain yehi learnings aur experience kaam ata rahey ga. Trading terminal bohat ziada tadaad mai indicators mojud hain aur unhain use kernay say koi loss ya nuqsaan nahi hota hai laikin bohat say traders kay liye woh sub bohat complex hotay hain. Mai nay khud bhi sub indicators parhay hain aur seekhnay mai time lagaya hai laikin at the end yehi samajh I kay jitna chart ko clear rakha jey utna he ziada faida hota hai aur trading asaan rehti hai. Manual analysis aur trends say ziada behtar trading ki jaa sakti hain aur results ziada achay aur jaldi mill jatey hai.

                              Jaha takk technical indicators pay bharosa kernay ki baat hain tou jiss trader ka account 1000 ya 10000 dollar ka ho aur woh long term trading kerta ho tou uss kay liye indicators bohat faida mand hotay hain laikin 100 ya 50 dollars waley account kay liye indicators kay results laitay laitay swings ki wajah say accounts wash ho jatay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X