what importance to practice.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what importance to practice.....
    forex trading main practice ki kiya ahmiyat hai or apko forex main achi practice ka kiya benift milta hai forex main kitny time tak practice karna hmary liye achi trading karny k qabil bana skta hai ? explain karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what importance to practice.....

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
    forex trading main practice ki kiya ahmiyat hai or apko forex main achi practice ka kiya benift milta hai forex main kitny time tak practice karna hmary liye achi trading karny k qabil bana skta hai ? explain karen
    No doubt practis ki bahut jyada importance hoti hai aur aur Jab Ham Kisi Kaam Ki practis karte hain aur uski Baat use kam to practically Karte Hain To Hamara kam bahut acche tarike se complete ho sakta hai isliye Humko chahie ki Ham kam karne se pahle uski practis karne Jab Ham practis Karte Hain To usse Humko Kuchh benefits Hasil ho sakte hain Jo Main aapko briefly indicate kar deta hun aur ummid karta hun aapko bahut information mil Jayegi Jis Ke bad aap practis karna start kar denge.


    Benefits of Practice:
    Package karne se Humko Kuchh benefits Hasil ho sakte hain Jo Main aapko Bata deta hun.


    Mistakes Eliminated:
    Jab aap practis karte hain aur Apna Kam start karne se pahle apni practice to complete kar dete Hain To iska matlab kya hota hai ki aap apni mistake ko eliminate kar dete Hain Kyunki Jab aap practice karne ke bad Apna Kam karte hain to usmein aapko Pata Hota Hai Ki Is Tarah Ki mistake aapse ho sakti hain to aap usmein bahut jyada careful Hote Hain.


    Easy to Achieve Targets:
    Practice karne ke bad aap Jab koi bhi kam practically Karte Hain To usmein aapke liye target to achieve karna bahut Aasan ho jata hai Kyunki Jab aap practis kar lete hain to aap ko pata chal jata hai ki aapane kam Kis Tarah complete karna hai aur apne target ko Kis Tarah Hasil karna hai.

    Solutions of Mistakes:
    Jab aap practice kar rahe hote hain to aapke samne kuch problem Aate Hain Jin ki vajah se aap se mistake ho jaati hai aur Vahi kam Jab aap practically kar rahe hote hain to aapko Pata hota hai ki Ham Ko yah problem I Thi Aur iska Humne yah solution nikal liya tha isliye aapko apni problems ke solutions search karne Nahin padte aur aap ko Unka solution already Mil Gaya Hota Hai.


    Dear kiske sath sath aapane yah bhi question kiya hai ki Ham to kitna time practice karni chahie to Iske Hawale se main aapko yah batana Chahta Hun Ki ya totally depend kar raha Hota Hai Har member ki apni capability is per ke vah Kitni jaldi practice Karke apni learning ko strong banaa leta hai aur real account per kam karne ki position Mein a Jata Hai Kuchh members Aise Honge Jo jo within few weeks Mein Apni practice se Achcha kam kar sakte Honge aur kuchh members Aise Hote Hain jinko Jyada time lag sakta hai aur unko Kuchh month practis karna padh sakti hai isliye yah Har Bande ki Mental capacity per depend kar raha Hota Hai.
    • #3 Collapse

      Re: what importance to practice.....

      Dear member practice makes a man perfect. Aapke sawal Ka jawab sirf kisi ek line mein mukammal ho jata hai ki agar koi bhi trade trading terminal per jitni zyada practis karta Hai demo trading account per to vah utna hi expert ban jata hai. Ek trader ke liye trading expert iski bahut ehmiat hoti hai hai aur kabhi bhi usko practice avoid nahi karni hoti ye balke jari rakhni hoti hai. Isliye practice ko bahut ehmiat Hasil hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: what importance to practice.....

        aoa dear friends, jaisa k ham janty hian k koi bhe kam ho us me jitni zoada hamari paractice ho gi ham utna hi ziada sucessfull ho sakty hain. isi tarha trading me bhe hamari practice ziada sy ziada honi cheye. beecause jitni ziada hamari paractice ho gi hamai kamyabi k chances utny hi ziada hon gy, aur ham ziada sy ziada profit kama sakty hian.
        so kch important point neechy discuss kiye hian jin sy hamain paractice k faido k mutabiq pata chal sakta hai.
        1- experience.
        paractice krny sy hamara experience barhta hai and ham different situation ka smana pany experience ko samny rakh k krty hian to hamain loss k chances bht kam hoty hian.
        2- mistake elmination.
        ham sy jo mistakes hoti hian jin ki waja sy hamain loss bhe hota hai bar bar paractice kr k un mistake ko khatam kr sakty hian taky hamain loss bhe na ho.
        3- easy to achieve targets.
        hamari jitni ziada paractice ho gi utna hi jaldi ham target ko achieve kr saty hain because paractice krnyn sy hamari speed barh jati hia so ham jaldi apna kam kr ky jaldi hi apna target ache=ieve kr lety hian.
        4- solution.
        ham sy jo jmistakes hoti hian ya phir koi bhe problem ka samna hota hia to ham ny jo paractice ki hoti hia us ki madad sy ham us problem ko na sirf face krty hian balky usy solve bhe kr lty hian.
        5- strategies.
        paractices krny sy hamain sifferent situation me sifferent strategies ka bhe pata chal hata hai jis sy ham bary loss sy back sakty hian balky profit bhe earn kr saklty hian.
        • #5 Collapse

          Re: what importance to practice.....

          Dear forex friend practice kisi bhi Kam ko poora kernay may bunyadi hasiyat rakhti hay.jab haumay kisi bhi Kam ko perfect aur successful way may karna chahtey hay to haumay uss Kam say related knowledge aur learning kay saath practice Karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay.forex trading may jab haum practice ki bat kartay hay to haumary zehan may hamesha demo account ki practice ati hay .jab haum Forex trading may demo account pay practice Kartay hoye real account pay trading kertay hay to haumay bohut zayada kamyaabi hasal hoti hay . practice ake insan ko perfect bnati hay.forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada experience Kay saath practice ki bohut zarorat hoti hay.app trading may jitni ziada mehnat Kay sath practice kartay hay haumay hamesha kamyaabi hasal hoti hay.forex trading may haum jab practice kartay hoye trading kartay hay to haumay bohat help milti hay apni mistakes ko identify karney ki aur phir un mistakes ko haum apni practice ki base pay khatum karney ki koshish kertay hay aur forex trading may perfection Kay sath trading kartay hoye Kamyaabi hasal kartay hay.agar haumay trading may practice hoti hay to haumay apna Kam karnay may faida hota hay haum acha Kam kartay hay aur apni skills ko apni mehnut ka sath practice Kay saath improve kartay hoye quality wise acha aur positive Kam ko prefer kartay hay.
          • #6 Collapse

            Re: what importance to practice.....

            Dear forex members, Forex business ek aesa business a jismy hm jitne ziada mehnat k rhy gy ,jitna ziada knowledge gain karhy gy ,utna ziada profit gain karhy gy.R forex members, forex business my kamyabii hasil karny k liay kam ko smjhna bht ziada zaroori a ,r kam ko hm tab e smjh sakhy gy jb hm kam ke ziada sy ziada practice krhy gy,Practice ka SB sy acha method demo trading account ko follow karna a ,demo trading account b real account ke trh e hta. Lenin demo trading account practice k liay hota a ,posts k liay nae ,Demo trading account sy hm bht ache practice hasil kar sakty hay ,r isk elawa seniors members ke post ko study kark b hmhy bht ziada practice kar sakty hay r knowledge gain kar sakty hay, To dear forex members ,ek kamyab traders bnany k liay yay bht zaroori a k hm ziada sy ziada mehnat karhy ,ziada sy Ziada time forex business ko day ,is trh hmhy kam ke ziada sy ziada practice o ge r hm ziada sy ziada profit hasil kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: what importance to practice.....

              Forax trading main practice intahaai zarori hai bagair practice k koi bhi trader accah trader nhi ban sakta hai is liye hame chahiye k trading ki practice daliy karen our experience our knowledge ko bharaye agar ham bgair trading experience main market me enter hon ge to nakaami k ilawa kuch nahi mile ga so trading business me practice bohat zyada zarori hoti hai our practice ham demo account par bhi kar sakte hai our real trading acount par bhi leking real par practice karna risky ho sakta hai ku k loss ka bohat khtra rehta hai is liy koshish karen k daily bases par aap demo trading account use karen

              why practice is necessary :

              dear friends jaisy k ham sab jante hai k trading aik risky business hai is liye is me loss k chances bhi bohat zyada hote hai siraf wohi log is me accha profit hasil karte hai jin ko trading k bare me acche se pata ho our in k pass acha trading knowledge our experience mojod ho agar aap trading k bare me research kare to aap ye jan jye ge k daily 70% traders loss hasil karte hain ab ye sawal uthta hai k agar trading iak profitable business hai to phir itna loss ku is ki iak hi wjah ho sakti hai k jab trader bgaiar trading experience k traidng start kare to us k paas trading ka knowledge kam ho ga is traha wo galtiyan kare ga jis se usy loss ho ga wo bagair analysis k big lot size use kare ga our just guess trading kare ga is liye hame practice karte rehna chaiye our hame demo accout daily base par use karna chiye ta k hamara experience increase ho our ham risk free traidng kar sake our accha profit hasil kar sken
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #8 Collapse

                Re: what importance to practice.....

                G dear practice kay bina aik bat ap yad rakhain kay ap ki trading kabhi achi nhi ho patye hai kiyu kay ap achi trading karna chatye hain aur ap active ho kay acha kam karna chatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap achi practice zaroor iar liya karain kiyu kay bina practice kay tu trading karna kafi mushkil kam ho jata hai aur ap kaliye acha kam karna atna asan nhi rhata hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam jarain aur practice ap hamesha jartye rhain demo account pay bhi ap ka kam hao kay ap mahnet kay sath acha kam jartye hain tu ap kamyab hotye hain kiyu kay demo account aik aisa account hai kay jis mai kam kar kay sirf ap ka faida he ho ga kiyu kay es mai ap ka lose tu hona nhi hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain per ap ka kam hai kay ap achi practice kay sath acha kam kartye hai tu ap kafi faida laitye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam mahnet kay sath karain per kabhi ap practice karna na chorain bina practice kay ap kabhi kamyab nhi ho patye hain ye bat tu confirm hai na
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: what importance to practice.....

                  dear kisi bhi business mein learning ki bahut zada importance hoti hai isi tarah foreign exchange mein agar aap learning karna chahta hai to aap Forex trading mein learning se aik professional aur expert trader Ban sakte hain forex mein working Karne wale members hamesha achi learning say hi Forex trading mein kamyab ho sakte hain basically kamyab trader wo hota Hy jo consistently achcha profit Le sakta hai agar woh Forex trading main proper working karne ke sath achi working karne ke liye learning ko focus karta hai Forex mein learning per focus Karne wale members hamesha kamyab Ho jaaty Hain learning ke liye kafi sare methods hote hain
                  Learning Kay faidy aur Demo account ka use for learning
                  Forex trading mein working karne ke liye aapko aik behtarin facility jo demo account per learning ke liye Di jati hai woh aik best hai Forex trading mein learning ka kyun ky Forex trading mein working aap ko aik asa platform chye hota Hy Jahan ap basic learning kr saken is is purpose Kay leay demo aik asa platform chahie hota hai bus learning ke liye Jahan Forex trading mein acchi learning karna chahte hain to aap Koi chahie ki Forex trading ke dam account mein beginner level se learning shuru kar den kyun ki koi bhi traders start mein jab tak demo per learning nahin karta hua real account mein achi trading nahin kar sakta aapko basic trading tools aur basic trading techniques ke bare mein information hona bahut zada important hai yah chez aap ko Forex trading mein kamyab karti hai aur long time trading ke liye bahut zada important hoti hai.
                  Learning from forum
                  Dear Pak-forum bhi basic trading learn karne ke liye hamare pas aik acha platform form hai jis Par agar Ham acha kam karen ge to Forex trading ma acha working karne ka faida Le sakte hain is liye main acha kam karna hai to Pak-forum pay ham kam kar sakte hain aur achi working karne ka aap faida le sakte hain aap ko senior se guidedence bhi mil sakti hai jis me ap Kay kisi bhi problem se related aap kisi kism ka question forum me kr skty hn is me aap apne solutions Le sakte hain apne problems ka is ke sath sath aap ko broker se related information forum mein maujud hai forum bhi aik best option hy learning ke liye Forex sy related
                  • #10 Collapse

                    Re: what importance to practice.....

                    Trading practice ki ehmyat aur es key value ko ham nazar andaz nahi kar sakty hey, kesi be new traders ki trading performance me trading practice ki bahot zeyada ehemyat hoti hay aur esy traders khud ko demo account ki trading practice key base par grow kar sakty hey, expert trader koi be esa nahi ho ga jes ne trading ki proper aur long time tak practice nahi ki ho gi, agar ham aaj trading practice ki importance ko nahi samjy gey aur ham kesi kisam ki trading practice nahi karen gey to ham future me Forex market key achy traders nahi ban saken gey, hamary ley trading practice Forex learning teacher ka kam deti hay, Forex business me knowledge aur learning ki jo value aur importance hamari nazar me hoti hay trading practice ki be etni hi ehmeyat aur value honi chaye,
                    Trading ki learning hamari es time tak complete hony ka sawal hi peda nahi hota hay jab ham knowledge key sath trading practice ki be koshish nahi karen gey, trading practice ko agar Forex business ki study key sath hi ki jaye to es ka bahot zeyada faida ho sakta hay aur esi trading practice ki bunyad par hi traders ko kamyabi milti hay aur traders Forex market key qualified traders be ban jaty hey, jes tarha complete learning ham step by step karty hey trading ki practice be hamy step by step karni chaye, first step me hamy indicators ko samjna chaye aur 2nd step me news ko esi tarha hamary ley 3rd step strategies ki learning ka hona chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: what importance to practice.....

                      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                      Ji han dosto yahan per bht hi achi bat ki ja ri hai dosto koi bi kam kerny ke liye practice ki bht zyada zroorat hoti hai or trading mein practice or bi zyada zroori hai agr ap bary nuksaan se bchna chahty hein too is market mein practice bht hi zyada zroori hai or is mein ap hi ka faida hota hai ap jitni practice krein gy apky pas utna hi knowledge or experience hoga or ap is platform pr acha profit or bonus hasil ker skte hein isi liye humein chahiye ke is platform per kam start kerny se pehle achi trha practice ker len or achi learning hasil ker ke kam kerna shoro krein taky hum loss se bach sken or acha profit hasil ker ke aik acha career bana sken ap jab practice kerty hein to apky pas na sirf knowledg ata hai blky apko kam kerny ka bi pta chl jata hai or ye b k apny apny target ko kis trha complate kerna hai or isi trha ap acha profit hasil ker sken gy. THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: what importance to practice.....

                        dear friend forex trading mai kamyab honay kay lea practice most important thing ku kay practice kay bageer ap log kabhi bhi kamyab nhi ho sahk tay or ap ager achy trader bana chahty hai or apni trading ko best kar na chatay hai tu ap ko demo account per zayad asay zayada practice kar ni chahea ap zaror kamyab ho ga or ap ko zaror ap ki trading mai acha profit mill y ga or ap zaror beat or ferfect trader ban sahk tay hai is lea ap ni demo account per prectise ko jari rahk kay or ap ki trading bahter say bahter ho jay ge or ap achy say achy market ko analysis kar sahk tay hai is lea ap agr acha profit or bset trader bana chatay hai tu ap ko demo account per practice kar ni ho ge ku kay ap ko is say knowledge bhi milly ga or ap ka experience bhi increase ho ga or wasy bhi
                        practice make a men perfect
                        • #13 Collapse

                          Re: what importance to practice.....

                          Assalam o alikum dear member umeed hain ap theek hoon gaye.koi b kam karnay k lea practice ki bari ziyad zaroorat hoti hain or tarding main practice or b ziyada zaroori hai agr ap baray nuqsan say bach na chahtay hain to is lea practive makes man perfect ye aik bohat mahoor saying hain jab humra app learning aur knowledge ho ga too hum kise bhe kam ma kamyab ho sakta ha as laya hum ko koi bhe kam kr na k lay hum ko learning k sath sath knowledge bhe ho na chaya jas humra pass knowledge ho ga too hum kam ma practice bhe kra ga too hum as kam ma kamyab ho saktya hain
                          • #14 Collapse

                            Re: what importance to practice.....

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                            forex trading main practice ki kiya ahmiyat hai or apko forex main achi practice ka kiya benift milta hai forex main kitny time tak practice karna hmary liye achi trading karny k qabil bana skta hai ? explain karen
                            Practice makes the man perfect. Yeh simple si baat aur quote Agar apnay liye aik guideline bana li jaey tou bohat ziada faiday aur sukh haasil kiye jaa saktay hain. Life mai jab bhi kuch seekhna ho ya samajhna ho tou practice ko apna weapon bana laina chaiye kiyu kay practice kay baghair kuch bhi seekhna mumkin he nahi hai. Forex trading ho ya koi bhi aisa business jo pehli baar shuru kia jaa raha ho tou uss kay liye practice he sub say ziada ehmiat rakhti hai. Jitni ziada uss kaam ki practice shuru shuru mai uss kaam kay start mai ki jaati hai utna he uss ka faida bhi hota hai.

                            Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur aik proper planning aur strategy iss business ko seekhnay kay liye bhi banani hoti hai phir uss pay ammal ker kay apni learning aur knowledge ko barhana hota hai aur step by step seekhnay say shuru ker kay kaamyabi ka safar kerna hota hai. Forex trading ko kisi bhi soorat mai baghair learning aur experience kay easy nahi laina chaiye laikin experience aur learning ko bhi kabhi chorna nahi chaiye. Forex mai jo bhi basic knowledge aur learning haasil hoti hai usay practically seekhna aur samajhna he asal mai forex mai kaamyabi ki nishaani hoti hai.

                            Demo trading account mai new aur junior traders ki practice unhain real life aur real trading mai bohat ziada kaamyab ker daiti hai. Instaforex ka 100 $ka demo trading account bohat he acha source of learning aur source of practice hai. Her trader ko iss pay mehnat kerni chaiye. Practice kay baghair traders ki trading ko sirf tukka trading ya phir chance takers traders he kaha jaa sakta hai jinhain khud bhi apnay business kay results ka na tou andaza hota hai aur na he kuch pata hota hai. Practice kernay kay liye traders ko demo account mai timings set kernay chaiye aur apnay practice kay sessions bananay chaiye jaisay kay traders ko forex market kay tamaam sessions mai he trading ki practice zarur kerni chaiye. Asian session ho ya European session ho ya phir USA session ho traders ko inn mai practice kerni chahiye kiyu kay real trading mai inn mai say kisi bhi session mai trade open ya close kernay ka moqa mill sakta hai jiss kay liye traders ko apni tayari poori rakhni chaiye. Practice kay liye traders ko MT4 trading terminal pay laazmi focus kerna chaiye takay real trading mai uss say complete faida uthaya jaa sakey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what importance to practice.....

                              Asalam o alikum friends ap ny bot achi bat pochi hy forex trading ko ziada tar traders asan karobar samjty han jb k ye aik bot hi mushkil karobar hy is m agr humy successful hona hy to humy trading ki practice karni ho ge trading ki practice forex trading k liay bot zyada ahmiat rakhti hy ham agr practice kiay bagar hi trading start kar lyty han to humy yahan sy koi profit hasil ni hota q k practice aik asi chez hy k is k bagar ham kbi b kisi kam m b kamyab ni ho sakty aj kal ziada tar log trading ki practice kiay bagar or usy thora bot samj k hi trading start kar lyty han asy traders profit hasil karny k bjaiy apni investment ka b nuqsan kar lyty han humy forex business ki trf sy trading ki practice k leay aik bot bara platform dia gya hy jis m ham trading ki practice kar k isy mukmal tor par sekh sakty han or wo hy demo account q k demo account m b market ki movement wahi hoti hy jo real account main hoti hy is m na to humy investment karni hoti hy or na hi humy profit ya loss hota hy bas is m ham asani sy trading ki practice kar sakty han or humy aik kamyab trader ban ny k leay humy aik din ya aik month practice ni karni hoti humy daily basis py km az km b 2 ganty or km az km b 2 sal tk practice karni chaey or trading ko sekh kr samj kar trading start karni chaey or humy tb tk practice karni chaey jb tk k hum aik perfect trader na ban jaian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X