trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?
    friends forex trading main ham bohut mehnat karty hain mager hamen utna profit kabhi bhi nahi milta ha jitni ham mehnat say kam karty hain kia koi asa din bhe ayy ga jis say ham apni soch say bhi ziada achi earning kar saken ya nahi..?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے

    Dear profit tab milta Hai jab aapke pass experience Hoagar aap chahte Hain ki aapko achcha profit Mile to uske liye apni learning aur knowledge ko jyada time dena hai jitna jyada aap learning Karenge utna hi jyada aapke pass knowledge or experience aaega aur aap market ko acchi tarike se analyse kar sakenge market ke bare mein knowledge aapko demo account se mil sakta hai aapko chahie ki damru Kaun per regular hokar aur different strategy se vahan per trading Karni chahie tha kya ko trading ke bare mein sari information Ho jaaye jab aapke pass experience aaega to aap Yahan per jyada se jyada profit kar sakti hain.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

      Assalam o alaikum hmai trading ma bilkul bhi ghabrny ki zarurt ni ha humai just ismy kuch galtiyan kr dety ha jis sa hum utna profit ni hasil kr paty jitna hum sochty ha
      • #4 Collapse

        Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

        Trading Mein Hamen Agar Achcha profit Nahin ho raha To Hamen ismein ghabrane ki jarurat Nahin Hai Hamen se Masjid bahan ki Jay Ho the Hamari apni hi mistake ki vajah se Hamen thoda lost ho jata hai isliye main chahie kya mission Kapda Nahin balki aur mehnat Inshallah Hamen Achcha profit Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

          hamy market ke movement ko dakth kar is mai trade lagane chahey hamy 100 dollars par trade lagane chahey hamara balance acha ho ga to hamy is ka profit be acha he hasil ho ga ham market ko achy sy learn kar ky ka kam karna chahey hum apny document ko verify karwa kar account banaty hain hamy apny document ky har aik level ko verify karwana chahey
          • #6 Collapse

            Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
            Dear profit tab milta Hai jab aapke pass experience Hoagar aap chahte Hain ki aapko achcha profit Mile to uske liye apni learning aur knowledge ko jyada time dena hai jitna jyada aap learning Karenge utna hi jyada aapke pass knowledge or experience aaega aur aap market ko acchi tarike se analyse kar sakenge market ke bare mein knowledge aapko demo account se mil sakta hai aapko chahie ki damru Kaun per regular hokar aur different strategy se vahan per trading Karni chahie tha kya ko trading ke bare mein sari information Ho jaaye jab aapke pass experience aaega to aap Yahan per jyada se jyada profit kar sakti hain.
            Dear friend app ki baat bilkul theek haiachcha bolo nautanki aata hai jab hamare kam ki quality acchi hogiisliye agar aap chahte Hain ki aapko achcha bolo Mile to uske liye aapko learning aur knowledge ke sansar apna experience bhi jyada karna hoga kyunki jab tak Ham learning karte hain aur itni jyada lagne karte hain apna hi hamara knowledge or experience jyada hota hai jiski vajah se yah ham is per kam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
              friends forex trading main ham bohut mehnat karty hain mager hamen utna profit kabhi bhi nahi milta ha jitni ham mehnat say kam karty hain kia koi asa din bhe ayy ga jis say ham apni soch say bhi ziada achi earning kar saken ya nahi..?
              yes dear aapki baat theek hain ke trading mein humne jitne acche profit ki ummid hoti hai tu utna hi hota hai but hamare kuchh aur shortcomings hote Hain jisko Ham mistake se bhi ke sakte Agar Ham apne mistakes ko khatam Kare to hamari kamai bhi acchi si acchi ho sakti hai dear aapko yah baat To Bata chalu hua hamen chahie kis rajya se mehnat Karen apne time ko acchi tarike se spasht Karen knowledge gain karke acchi experiences ke base per hamen chahie ki market ko bhi study rakhi market per najar rakhne ke bad hamen chahie ki jyada se jyada time bhi yahan per spend kar liya Kare To Ham acchi kamyabi hasil kar sakte hain.
              مرشد
              • #8 Collapse

                Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                forex market in international market has Jo Hamare hisab se move nahin Karti Hamen is market ki movement ke sath sath Chalna hota hai yahan per market ka jo trend chal raha hota hai Hamen usi ko follow karte hue is market Mein trading karna hoti hai lekin Agar Ham Yahan friend ke against Chale Jaate Hain To fir hamen bhi gloss ko kese karna hota hai isliye always koshish ki Jaaye ki market ki trend ko follow Karen Aisa possible Nahin Hota ke Jitna profit Ham Chahte Hain is market Se Bana sake Kyunki Ham Apne analyse ke according trade karte hain aur FIR Hamen Jo profit Hasil ho raha hai usko accept Karte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                  Market ko understand karny par hi ye depend karta hay key hamary expect karda profit target achieve be hoty hey ya nahi, ham ne limit se be zeyada profit ka target set kia hota hay jo key bahot mushkil target sabit hota hay esy targets bahot hi kam pory hoty hey hamy zeyada profit earn karny ka expect be nahi karna chaye apny experience key mutabeq hi traders ko profit key ley expect karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                    Dear member Jaisa ke senior member is Baat Ko acchi Tarah Se Jante Hain ki aap Agar money management ke hisab Se Apna Tod size use karte hain aur Market ko hai na dise Karke apni pet open Karte Hain Tujhe 3 Jaane aapko For spreading se bahut hi Achcha profit Hassan hota hai isliye Hamen chahie ke Ham Forex trading Mein Hamesha experience aur information Ek dusre ke sath share Karen Taki Jisko Bhi Jyada submission on experience Hoga vah Itni Teji se ismein kam kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                      Dears agr ap ko profit nae mil raha to ap zror koi mistake kar rahe hean ya phir ap ny forex ko abi tak samjha e nae hea es leay phly ap ko chaey k apni learning achi kren apna knowleg badhaean aur apni zeyada prectis demu p kren take apko bhter nkowleg hasil ho expiriencse zeyada
                      Last edited by ; 06-07-2020, 09:31 PM.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                        Trading mein profit knowledge aur experience se milta hai umeed se Nahin milta ap ko forex mein jtna ziada knowledge aur experience hota hai aur experience se forex market ko samjh kar analysis se trading karain gey ap ko ziada profit ho ga aur agr knowledge aur experience kam hai jtni marzi umeed karain profit Kam hi hota hai aur loss ziada hota hai learning knowledge aur experience se profit ziada kar saktay Han
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                          Forex faike nahi hai yah aapko jhuthi ummid nahin deta balki aapki kamyabi per depend karta hai aapki mehnat per depend karta hai aur har insan ko har Fox mein Kam Karne wale ko uski ability per bonus Diya jata hai ki uske andar kitni e kitni capability hai vah yah kam kar sakta hai ya nahin Jo Ham usko bonus de rahe hain vah iska hakdar hai ya nahin yahan per nainsafi nahin hai
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                            traders jaisa soch rahe hote hain unke sath trading mein vaisa nahin hota kyunki trading ke bare mein members ko kuchh bhi maloom nahin hota ki unki trading pass Ho jayegi ya FIR nahin hogi kyunki market ki movement ke bare mein koi member bhi sahi se nahin Bata sakta hai aur yahi vajah hai ki trading karna ek kafi risk hai aur yeh risk sabko Lena hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main hamen jitny achy profit ki umeed hoti ha utna kyon nahi milta?

                              Dekhain aisa nahi hota agar kisi ko kaam k bare main acha se sari information aur experience hoga to profit bhi acha hoga lekin agar Apki starting hai aur apko lagta hai profit utna nahi ho raha jitna apko lag raha tha ya hona chahiye to is main ghabrane ka mayoos hone ki zarorat nahi had kaam mehnat mangta hai koi baat nahi aj utna profit nahi hoa agli baat ho jaega to pehle we zyaada mehnat karna chahiye news par bhi nazar rakhni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X