Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai
    G han dear agr ap ik dafa loss krty han to ya ap ka liya ik Knowledge ka zariya hai ap is say sabak sikty han or ayda isay duhrany say guraz karty han is liya loss say sabaq siky isay dil py na lay lakin ls ka bar bar Hona b ghalt hai bas ik ghalti ik dafa he krni chya na ka bar bar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
    G han dear agr ap ik dafa loss krty han to ya ap ka liya ik Knowledge ka zariya hai ap is say sabak sikty han or ayda isay duhrany say guraz karty han is liya loss say sabaq siky isay dil py na lay lakin ls ka bar bar Hona b ghalt hai bas ik ghalti ik dafa he krni chya na ka bar bar
    Dear Kamyab insan vahi hai jo apni galtio se sikhata hai loss karna bhi ek galti Hai aur hamen chahie kya Ham is galti se sikhen aur is ko bar bar repeat na Karen hamen apni is galti ko recover karne ki koshish Karni chahie iske liye hamare pass knowledge ka hona aur experience ka hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience aaega tab hi Ham Mari loss hone ke chance kam honge to hamen chahie ke pahle Ham experience game Karen uske bad hamen trading Karni chahie.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

      Jee han loss aap ki kamyabi ka ek process hota hai. Jab bhu forex mein ap ko loss hota hai to ap ko chahye ky aap apni ghalti dekhyn aur us se skhyn ta ky bad me koi ghkti na ho aur apni jtni ghltian kr k loss kr ty hain to utna hi ap sekhyn gy aur future mein aoki trades mein boht zeads behtri askti hai. Islye loss se ghbrana nhi chahye blkeh us se sekhna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

        laws ki vajah se bhi members ko bahut jyada learning mil jaati hai kyunki members ko lesson ISI tarah Se Hi milta hai ki jab vo loss karte Hain members ke liye yah important hai ki vah apni trading ko bahut jyada acche se manage karne tu is tarah Se unko loss nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

          ji han bilkul Agar kisi bhi field mein ya kisi bhi business nahin kisi Ko loss hota hai To kuchh log aise hote Hain Jo bilkul Tut jaate Hain pareshan Ho jaate Hain aur kam karna band kar dete Hain kabhi bhi life mein kamyab nahin ho sakte aur jo log loss per sabar karte hain pareshan nahin hote vahi log apni life mein kamyab Ho jaate Hain kyunki vah loss hone per sabar karte Hain aur sabar karne walon ke sath Allah Pak hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

            Ji han Ham logon se bhi aur loss SE b bahut khoob sikhate Hain loss hamari kamyabi ka jariya hai kyunki jab Ham ek bar galti kar dete Hain to Ham bar bar galti ko nahin dohraty yahi vajah hai ki Los hamari kamyabi ki vajah hai koshish karenge is baat ko hakikat banaen ki bar bar loss na Karen
            • #7 Collapse

              Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

              Dear friend lose say humey experience hasil hota hai, lose tub humey melta hai jub humary pass knowledge aur experience na ho jub ek bar humey lose melta hai. Us ghalti ko hum dubara nahi karny dety lose say sabak sekna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

                Sometimes Logon Ko market ke andar Kafi loss Hona shuru ho jata Hai Jiski vajah se ham log ka Ho Jaate Hain Ham Logon Ne koshish karni hai ki market Mein Hamesha hi sabar ke sath kam Karen Jab ham log Sabra ke sath kam Karenge To Ham Logon Ko behtarin profit ho na shuru ho jaega
                • #9 Collapse

                  Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

                  loss ki vajah se bhi members ko bahut jyada acchi learning mil rahi hoti hai kyunki jab members apna loss kar lete hain to fir is tarah Se unko achcha idea ho jata hai ki unko trading mein loss kis tarah Se hua hai usi tarah Se Hi members ko yah bhi maloom ho jata hai ki loss Ho jaane ki vajah se unke paas kaun si aisi mistake hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss b apni ki kamyabi ka zariya hai

                    Gee dear member ape ki bate teak hain agar hamai losss hi nahi hota to ham kambi achi mehna tna kerty jab hamain loss hota hain to ya hamain ahsas dilata hain jab loss hota ahin to hamain is sa sikhna chahoya k agar hamain loss hoa hain to hamain profit bi ho gha ya isi tme momkin ho gha jab ham achi mehnat kerty hain loss ko apna leason samjty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X