Jaiza: Unprofessional aur Professional trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

    un professinal aur professional traders mai boht difference hota hai, professional trader baqaida ik forex trading plan kay tat trading krta hai, sabar se kaam lyta hai, apnay liye ik profitable strategy ko develop krta hai, forex market kay analysis kay opper achi command hasil krta hai jb kay non professional traders ka attitude boht hee non serious aur negative hota hai, aur in mai jo professional traders mai khobain hoti hai in mai nai hoti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

      hamen forex k forum par professional way mein kaam krna chahiye isi mein hamari kamyabi hai lekin profession work bhi asani se nahi ho jata us k liye hamen mehnat krna parti hai hamen learning seekhni parti hai tab jaa kr hamen experience hasil hota hai tab he hum aik professional work kr skaty hain professional kr k liye hamen chahiye k hum pehly demo account pr kaam kr k experience gain keren or phr achi tarhan learning kr k he hum real account pr kaam shuru keren si mein hamara benefit hai or isi tarhan hum kamyab ho sakty hain.

      Unprofessional trading:-
      Unprofessional trading new traders hi karty hain jo ky scalping trading without experience aur knowledge ky karty hain. aur aeisi strategies ka use bhi karty hain jss ki unhon ny kabi practice hi nahi ki hoti hai aur na hi kabhi planning ki trading ko tarjeeh di hoti hai. unprofessional trading bohat hi ziayada Forex market mein traders karty hain aur iss ka nuqsaan bhi traders face karty hain. discipline aur bagair profit/loss targets ky agar trading ki jati hai tou iss ko har condition mein har haal mein hi unprofessional trading hi samjha jata hai.
      Professional trading:-
      professional trading se Murad hota hai ki Jab aap trading ki koi proper learning aur knowledge Hasil karny ky baad is field Mein inter hoty hain aur is kam to properly professionals Ki Tarhan karty hain aur daily basis per iss mein Apne target ko set Kar ky unko achieve karny ky liye different strategies aur planning ka istemal karty hwey apni trading ko complete karny ki koshish Karty Hain. Professional trader Hamesha Apne experience ki base per hi banty Hain.
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

        Assalam o Alaikum Dear Members!.....
        Kese hain Aap umeed Hai ke Aap SB kheryat se honge Dear Members Unprofessional and Professional trading main Different Bauth sara hai jo ke es trhn se hai......
        UNPROFESSIONAL TRADING:
        Dear members Unprofessional trading woh Hoti hai jo Ke new trader krte hain jinke pass Forex trading ka knowledge and experience Nahi hota Hai woh without knowledge and experience ke trade open kar lete hain jis ki bina par onko loss hota Hai or nuksaan ho jata hai easi Trading ko Unprofessional trading kahte hain ....
        PROFESSIONAL TRADING:
        Dear members Professional trading woh Hoti hai jo Good Knowledge and Good Experience wale krte hain onke pass Good Knowledge and experience hota Hai woh Soch Smjh kar ache se trading krte Hain woh Sabr se trading krte hain Woh Jaldbazi se kaam Nahi krte hain woh Market ki movement ko Dekh Kar trade open krte hain ease trader Professional trading krte hain enko Professional trader kahte hain.....

        • #34 Collapse

          Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

          forex trading main unprofessional traders and professionals traders main trading experience ka he difference hota hai jo apni trading experience ki base par professional or unprofessional hoty hain jin ko hum seniors members and juniors members kah skty hain en main bus trading experience ka he farak hota hai or har member pahly junior or unprofessional traders he hota hai or sub ayse he step by step or day by day he forex main senior or expert trader banta hai jub k sub he yah donu categories main traders aty hain es liye hmain bus apni trading ability ko gain krna hai or juniors se seniors tak ak safer krna hai or aghr hum apny kam se apna tajurba hasil nahi karengy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye hmain aghr fore main kamyab hona hai tu hmain apni trading ko bahter karny k liye hard work krna hoga or forex ki learning krna hoga or jub hum trading main profit hasil karty rahengy tu ayse he humara tajurba zayda hoga jis se hum apni trading ko bahter se bahter kar skty hain or achi earning kar skty hain
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

            Experts forex exchanging ke andar information or experience ka istemal karta hai aur feeling ko control karta hai aur sabar se kam leta hai yah merchant bohat ziada master hota hai aur ye effective dealer hota Hai agar Ham bhi proficient broker Banna Chahte Hain To Hamen chaeye ki Ham Forex exchanging ka ziada se ziada information haasil krein aur jo Ham information Hasil karte hain forex exchanging ka to uska test humko demo account ke upar karna chahie aur hit Ham demo account se ek aucha benefit haasil karne slack jyee ordinary to Fir ham Humko genuine record ke upar work karna chahie vah genuine record ke upar ham work karte hain ya fir demo account ko uper practice Karte hain To hamein cash the executives ke sath kam karna hota hain and agar Ham lalach karte hain feeling ko control nahi karty Hain To fir Hamen ismein sirf aur sirf nuksan hota hai aur ham proficient merchant kabhi bhi nahin Ban Sakte forex exchanging ke andar log nakam Hote Hain ye transitory broker Hote Hain Jo ke Kuchh time ke liye Forex exchanging ko join karte hain ismein speculation karte hain aur Apna Paisa squander karte hain misfortune karte hain aur uske awful fir Forex exchanging Ko Chhod Dete hai yah Log demo account ke upar practice bilkul bhi nahin Karte aur na hey genuine record ke upar cash the board ka istemal karte tint kam Karte Hai.
             
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

              forex buying and selling major unprofessional investors and experts buyers fundamental trading revel in ka he difference hota hai jo apni buying and selling revel in ki base par expert or unprofessional hoty hain jin ko hum seniors contributors and juniors participants kah skty hain en main bus buying and selling enjoy ka he farak hota hai or har member pahly junior or unprofessional investors he hota hai or sub ayse he grade by grade or day by day he forex main senior or professional dealer banta hai jub ok sub he yah donu classes major buyers aty hain es liye hmain bus apni trading potential ko benefit krna hai or juniors se seniors tak ak safer krna hai or aghr hum apny kam se apna tajurba hasil nahi karengy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye hmain aghr fore major kamyab hona hai tu hmain apni buying and selling ko bahter karny okay liye tough paintings krna hoga or foreign exchange ki learning krna hoga or jub hum trading predominant income hasil karty rahengy tu ayse he humara tajurba zayda hoga jis se hum apni trading ko bahter se bahter kar skty hain or achi earning kar skty hain
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

                Assalamu alaikum friends ummid karta hun theek hone se honge aur aapki trading bhi acchi chal rahi hogi friends professional aur and professional trading real friends sabse pahle to aapko Jana chahie ki professional aur unprofessional ismein difference kya hai to Jo professional hai vah bilkul aap aise aap usko aisa samjhe ke is mein aap bilkul Mahira bilkul aap matlab shakal phool hai aur aapko bahut jyada is per hamara tha aap kam kar pahle bhi karte rahenge kar sakte hain ya kar rahe aur kshetra ke sansar rahe hain aur do anpadh do log hote hain jinko kisi chij ki Koi samajh nahin hai aur vah aisi vah to kaise kam karte rahte hain jiski usko unko bhi samay nahin hoti hai aur aage Jo padhne wala yah dekhne wala yah kisne vah post papdi hai vah usko usmein vah Koi latest nahin hai usko kuchh samajh nahin a Rahi to professional aur unprofessional jyotinettrading hai sabse pahle agar apne personal form Punjab aapane trading karni hai to aapko professional hona zaroori hai professional jab tak aap nahin honge to aapko fayda nahin hoga aap vah Jo aapke mein hardik hai uska pura nahin hota sakte to pravesh ke liye Joy professional training karne ke liye aapke professional training honi chahie to professional training aapko apni senior se Mil sakti hai aap learn karne se main karne se hardworking karne se aur maje ki baten dilchaspi lene se to aapko professional ismein kar sakte hain to meri bhi aap sabse darkhaast hai kya aap sare koshish karke professional trading Karen sikke kam Karen aap jab proposed dekh Rahe Hain to usko aap padhe hai usko dekhe vah post bhejne wala vah vah usko kya kah Raha hai jab tak aap post ko sahi samajhte usko answer nahin karenge yours per reply nahin karenge to aapko bhi samay nahin aaegi ki main Kya send kar diya aur agale padhne wale vah bhi kahenge kisne ****l ji time ye ki isliye aapko jab bhi trading karni hai to usko professional 3 kaise karen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Jaiza: Unprofessional aur Professional trading

                  Assalam o Alaikum dear friends trading business ek esa business hai jo k har kisi k liye free hai har koi ise free join kar sakta hai our apni marzi ki investment kar k start kar sakta hai so is business main har tarah k log involve hai jin main students Job holders job less har tarah k log hai lekin is business mian traders ki 2 Types hoti hai

                  Professional Traders
                  Unprofessional /gamblers

                  Professional trader ::

                  dear friends professional trader ese trader hote hai jo trading ko as professional join karte ha ye trader trading ko pehle acchi trah sekhte hai is ka knowledge and experience hasil karte hai our mehnat karte hai trading business k about har chiz ka jaiza lete hai or proper money manage krte hai ese trader blind trade nahi karte ha balke market ko properly analyse karte hai our Good strategy banate hai our agar loss ho jay to us ko apne skills ka use kar k recover karne ki ability b rakhte hai our trading hamesha fresh mid se karte ha our ye trader risk ko manage kar k trader karte ha our profit hasil karte hai professional trader hi is business main kamyab ho sakte hai

                  Unprofessional/Gamblers ::

                  dear friends dosri type k traders un professional hote hai ye trader trading ko as a part time ya as just funn join karte hai our ya to in k pass bari investment hoti ha ya phir just mamoli investmet k sat trade krte hai our in ki koshish hoti hai k bar rik liya jay our quick profit hasil kiya jaye ese trader trading k basics k bare main nahi jante hai our na hi in k pass trading k about koi experience hota hai so wo blind trade karte hai jis se agar un ko loss ho jy to loss recover nhai kr sakte hai is tarah ese tradr ho sakta hai by chance koi bara profit hasil kar len lekin agar wo market main trade continue rakhte hai to ye trader is business main fail ho jate hai our loss haisl karte hai
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X