money management kaya hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management kaya hain ?
    forex market mai money management kaya hain ? is ko kaha sy learn kiya jy ga ? kaya money management karna aham hain ? agar hum is ko ignore kr ky pirce action ko watch kary to kaya hum kamyabe hasial kar saky gy ya ni ? mujy is bary mai knowledge chaey
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management kaya hain ?

    hamy is main money management kar kam karna chahey hamy market ke movement ko dakth kar is mai paisa invest karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hai hum is mai aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy market mai kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is main kamyab trader ban sakty hai or market mai run kar saky yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is mai kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai din main be kam kar sakty hai or hum is mai rat main be kam kar sakty hai forex all world main pahl cuka hai is mai usa or chian jasy bary bary mumik be involve hai hum is mai jitane be pasia invest karty hai ya hamy ise ky hesab sy profit dyta hai agar hum poor hai or hum is main pasia invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey ta ky hum is mai ache earning hasil kar saky or apne life ko bahatar bana kar apne life sy gurbat ko katam kar saky yai hamare gurbat ko katam karny ka aik acha zareya hai hum is mai halal roze kamaty hai hamy is mai expert ba kar long tram trading karne chahey agar hum new trader hai to hamy is main short tram trading karne chahey hamy kam karny ky har aik asol ko pora karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: money management kaya hain ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
      forex market mai money management kaya hain ? is ko kaha sy learn kiya jy ga ? kaya money management karna aham hain ? agar hum is ko ignore kr ky pirce action ko watch kary to kaya hum kamyabe hasial kar saky gy ya ni ? mujy is bary mai knowledge chaey
      Dear aapane Jo money management ke bare mein question Kiya Hai Mein sabse pahle money management ko define karne ki koshish karta hun aur uske bad iski importance ki taraf Aata hun.

      What is money management:
      Money management se Murad hota hai ki aap Jab lot select Karte Hain To usmein aap ki selection aapke account balance ke mutabik honi chahie. Iska matlab yah hota hai ki agar aapka account balance Jyada nahin hai to aap Kabhi Bhi Jyada Laut select na Karen aur Agar aapka account balance jyada hai to usmein aap apni lot size ki selection Jyada quantity Mein kar sakte hain.

      Importance of Money management:
      Money management Ek bahut hi important factors Hai Jiska rules and regulations ko aap follow karke apni trading ko Aasan aur profitable banaa sakte hain Kyunki Jab aap money management ke rules and regulations ko follow karte hain aur according to rule and regulation apni lot ki selection Karte Hain To usmein aapki trade aapke liye profitable aur aapke account ko completely secure banaa Deti Hai isliye aapko yah Pata Hona chahie ki aapka Jo account balance hai usmein Ham Ko Kitni lot size select karni hai aur aap apni koshish Kiya Karen ke aap Hamesha minimum lot size se apni trading ka start liya Karen

      Ignorance of money management:
      Agar aap money management ke rules ko ignore kar dete hain aur apni lot size Jyada select kar lete hain to ismein Aapka Jyada nuksan hone ka chance ho sakta hai aur agar aap ka account balance kam hai to Aapka account bahut jaldi wash bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap apni trade open karne se pahle planning kar liya Karen aur ek strategy ko istemal karte hue lot size ki selection according to your balance kar liya Karen Kyunki agar aap in rules and regulations ke mutabik apni lot size ki selection Karenge to aap ka account kabhi bhi wash Nahin Hoga aur aap ek mahfooz account ke sath apni trading ko kamyabi ki taraf lah kay Ja sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: money management kaya hain ?

        dear forex members forex trading main money management se murad yah hai k hum forex main ayse trade karen k hmain loss bhi na ho or hmra account bhi save rahy full security main apna profit lay kar market se nikal aen forex main money management k sath ap aik kamyab trading kar skty hain or achi earning bhi kar lety hain forex trading main apko secure ho kar apni trading krna hogi jis main apko apny account balance k hisab se apni trading karen jub ap apny account balance k hisab se apni trading karen tu ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain money management k sath jub ap trading karty hain tu apki trade main risk bhi kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain tu ap aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apko money amnagement k sath trading krna hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko tab acha profit milta hai jub ap planning kar k apni trading karty hain jis main ap kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain forex main hmaisha apko soch smjh kar or planning k sath trading karni chahye jis main ap acha profit lay skty hain or kamyab ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: money management kaya hain ?

          dear friend money management ka matlab trade laga tay howy ap ko asi trade kar ni hoti hai kay agr ap ko is mai loss bhi ho jay tu ap ka account save rahta hai or ap ka account wash nhi hota or ap ko is mai small lot kay sath istmal kar na ho ge or trade mai stop loss ka use kary ap ko phir apni trade mai koi zayada nuqsan nhi ho ga or na hi ap ak account wash ho ga balkay ap ko is mai kam loss ho ta hai or ap ka account bhi wash honay ka kaht ra nhi ho ta hai is lea ap ko is ka istamal zaroro kar na chahea or small lot ka bhi istamal zaror kar na chahea phir ap ka account bhi save rahy gay or ap ko zayad loss bhi nhi ho ga or ap loss km or profit zayada ho ga
          • #6 Collapse

            Re: money management kaya hain ?

            Dear forex friend management kisi bhi business ki ho haumay behtareen business karney Kay liye uss ki requirements Kay mutabiq management karna parti hay. Agar haum behtareen strategy kay mutabiq kisi bhi Kam ki quality ko better karney Kay liye behtareen management bantay hoye Kam kartay hay to Kam hamaray liye bohaut zayada profitable ho jata hay.forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs rules Kay mutabiq appni Kam karnay ki management pay focus kartay hoye Kam karna parta hay phir hi haumay behtareen results miltay hay.forex trading may jab haum money management ki importance kay hawalay say discuss kartay hay to haumary zehan may money ko theak tarekey say istamaal karna ata hay.forex trading may jab haum money management Kartay hoye trading kartay hay to haumay khyal rakhna hota hay Kay haum Jo trade place Kar rahy hay uss ka lot size haum kya select kar rahay hay. Agar haum money management Kay mutabiq lot size select kartay hay haumay zayada behter results hasal hotay hay.forex trading may jab traders money management nai kartay hay aur bagair experience Kay aur bagair knowledge Kay lot size bara rakhtay hoye trade open kartay hay to Agar unko profit ho sakta hay to wesay hi bohat zayada nuksaan bhi ho sakta hay aur as a result appka account balance khatam honay ki waja say wash ho jata hay lehaza forex trading may traders ko hamesha souch samajh Kay money management kartay hoye trading karni chahiye.jab haum trading kartay hoye money management ki importance ko samjhnay Kay bad trading kartay hay to appko zayada profit hasal hota hay.forex trading may traders self confidence ki waja say bhi money management ko kuch khas importance nai daytay hay unko lagta hay Kay jo lot size wo select kartay hoye kam Kar rahay hay wohi Best hay magr traders ki hamesha yeah bat zehan nasheen Karni chahiye kay forex trading ake risky business hay Agar app properly learning aur knowledge kay saath Kam nai kartay hay to nuksaan hota hay aur phir nuksaan uthatay hoye mazeed nuksaan uthatay hay.haumay Forex trading may mehnat kartay hoye trading karni chahiye aur apney Kam ko seriously poora kernay ki koshish kerni chahiye.jab haum apney Kam kay saath sincere hongay tou haumay kamyaabi milti hay.
            • #7 Collapse

              Re: money management kaya hain ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
              forex market mai money management kaya hain ? is ko kaha sy learn kiya jy ga ? kaya money management karna aham hain ? agar hum is ko ignore kr ky pirce action ko watch kary to kaya hum kamyabe hasial kar saky gy ya ni ? mujy is bary mai knowledge chaey
              Dear Forex member aapane bahut Achcha point raise Kiya Hai. Forex trading Mein trading karne walon ko zyada tar traders ko Money Management k bare mein nahin pata. Q k money management ek aisa important instrument hai trading ke andar, Jis k bagair ham kabhi bhi Kamyab trading nahin kar sakte. Aur apne account ko secure nahin kar sakte. Agar Ham Apne account ko secure karna chahte hain to Money Management iske liye bahut lazmi hai.

              Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	3
Size:	49.1 کلوبائٹ
ID:	12329298

              "Forex trading Mein money management system Crush the market with bigger profits and smaller losses". Money Management karke Ham jayada bara profit ko Hasil kar sakte hain. Aur uske upar hamare loss ke chances bahut kam ho jata han. Agar ham sahi tarike se Money Management Karen aur Har trade ke sath Apna Stop Loss lagaen. aAur hamesha Stop Loss asa hi nahin Laga Diya Jata, balke isko support aur resistance ke mutabik Lagaya Jata Hai. Hamesha Stop Loss Agar Buy kai hai to Stop Loss support se niche 7 pips lagaya jata hai. Aur agar sell ki trade Hai To tab resistance se takriban 7 pips Upar Karke Stop Loss lagaya jata hai. Is tarah Stop Loss lagana se aap Jyada Kamyab ho sakte hain aur Stop Loss aapke liye real money management ke Taur per kam karta hai.

              Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	5
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12329299

              Stop loss ke bare mein jyada tar members Ko Nahin Pata Hota aur vah aise hi apni trade Laga Dete Hain aur jab vah ek normal last Karte Hain To fir form ko Kahate Hain Ki Yahan per loss ho jata hai Hamen to jab tak vah Sahi tarike se money management ko follow Nahin Karenge aur Apna stop last Sahi Jagah per place Nahin Karenge to unko kabhi bhi money management Nahin Aaegi aur na hi vah is form ke upar apne aap ko bhi Gale Se bacha Sakenge.

              Money management ke sath Ek Aur Bada important factor Hai Jisko Ham is Forum per istemal Karke acchi quality working kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham ishwaram ke upar Apne a knowledge ko aur demo account ke upar practice ko Jyada badhaen aur 77 risk management ka beast Amal Karen jismein Ham Jab Bhi trade Lagate Hain To lot size Limited Jani small rakhte hain aur Hamesha yah koshish hoti hai ki aapka Jo risk hota hai vah aapke capital ke sirf do person Tak Ho isase Jyada Na Ho agar aap kis tarike se kam Karenge ab Girish management aur money management aapko bahut jyada Achcha profit de sakti hai isliye Hamen donon ko Sath Sath Lekar Chalna chahie.


              Conclusion:
              Final conclusion yahi hai ki agar aap Forex duper Kamyab Hona Chahte Hain To aapko money management or risk management donon ko Sath Lekar Chalna hoga tab hi aap is Forum Kyon per kamyabi Hasil kar sakte hain money management and risk management expert trader ki pahchan hai aur vah ISI per kam Karke is for Mein kamyabi Hasil Karte Hain.
              • #8 Collapse

                Re: money management kaya hain ?

                G dear jhan tak bat ki jatye hai tu money mangment pay tu ap acha kam jar saktye hain ager ap money managmnet kartye hain kiyu kay money managmnet ka maqsad hota hai kay ap apnye balnce kay hisab say kam kartye hain kiyu kay ager ap ka balnce es mai kam hai tu ap es mai usi hisab say kam kartye hain aur ap usi hisab say trade lagtye hain ta kay bad mai ap ka lose ho jata hai tu ap ka lose es mai zayda na ho kiyu kay ager aik bar lose es mai zayda ho jata hai tu us kay bad ao es mai jis tarha dila hai ap kam kar lain ap es mai kamyab nhi jo patye hain tu ap kaliye zarooei hai kay ap es mai acha kam karain aur ap es mai money mangmnet kay hisab say kam karain ta kay ao jub bji trade open kartye hain tu sp es mai apnye balnce kay hisab say he trade open kartye hain aur ap es mai trade ki lot size bhi usi hisab say rakhtye hain kiyu kay har kisi ko pta hai kay forex mai aik taraf ap ka profit hai tu dusri taraf ap ka es mai lose bhi hai tu ap ka kam hai kay ap es mai antazam aisa karain kay ap ko lose na ho ager lose ho bhi jata hai tu ap ki kosesh honi chaye kay ap ko es mai lose kam say kam ho ya pa ka aik target bana kay karain ta kay ap ka lose ho bhi jata hai tu ap usye recover asani kay sath kar saktye hain ager ap lose recover nhi kar patye hain tu ap aik achye trader kabhi nhi ban saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap kam hamesha money managmnet kay hisab say kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay tools kay hisab say kiya gaya kam ap ko hamesha he kamyabi daita hai tu acha kam ap karain aur mahnet kay sath kam karain aur money managmnet kay hisab say hamesha kam kiya iarain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: money management kaya hain ?

                  Jab Ham Forex trading ke andar koi bhi trade open karte hain to use Waqt Hamen vah trade money management ke sath open Karni hoti hai agar Ham money management ke rules ko follow Nahin karte hain aur is market ke andar Ham trade ko open Karte Hain To fir Hamen nuksan ho sakta hai bahut jyada log shortcut aameer banne ke liye ek Big Lot size ka istemal karte hain aur vah money management ko follow Nahin Karte stop loss ka istemal Nahin karte hain aur ek Bada take profit istemal karte hain jahan tak market ki pahunch Nahin Hoti ya FIR vahan Tak pahunchne Mein market bahut bada time Laga sakti hai Tu Is Tarah vah bahut badi galti karte hain aur Unka account aisi galti ki vajah Se wash ho jata hai ya fir Unki Jo trade Hoti Hai vah Kuchh time ke liye bahs Jaati Hai .Jiski vajah se vah Maszid profit ko withdrawal Nahin Karva sakte hai aur na unke pass free Margin rahata Hai Koi Aur trade Lagane ke liye .Ek accha profit Hasil karne ke liye money management Ek compulsory chiz hai agar Ham isko istemal Karte Hain bakaidgi ke sath To Ham Forex trading ki market se ghar mein baith kar Ek accha Paisa Kama sakte hain Agar Ham ismein lalach karte hain Sabar Nahin Karte aur money management ko bilkul bhi follow Nahin Karte Hain To Ham jitne bhi mehnat kar len Forex trading ke andar Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte hain kamyabi sirf Hamen money management ki vajah se milati hai
                  Money management ke two important tools lot size aur stop loss hai.lot size To Ham apni Har trade ke andar istemal Karte Hain To Hamen lot size ko Apne balance ke hisab se istemal karna chahie Uske bad Hamen Apne Har trade Ke Andar stop loss Ka Bhi istemal karna chahie Kyunki Agar Ham stop loss ka istemal Nahin karte tu market trend change karke Hamare bahut jyada against chal Jaati Hai jisse Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai agar aap is market se bahar Nahin nikalna Chahte to lot size aur stop loss apne account ke hisab se hi set karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: money management kaya hain ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                    forex market mai money management kaya hain ? is ko kaha sy learn kiya jy ga ? kaya money management karna aham hain ? agar hum is ko ignore kr ky pirce action ko watch kary to kaya hum kamyabe hasial kar saky gy ya ni ? mujy is bary mai knowledge chaey
                    Dear member apna trading ka sab sa important technique k bara man bat ki ha. Ager ham dakhen to gorex forum per about to 90% log loss kerta han. Ab apko herat hogi k ye sab wahen log han jinki "Money 💰 Management " zero ha.
                    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12329301

                    Asal man "Money💰Management" hoti kia ha:
                    Dear "Money Management " matlab ha k ap apna account man mojod money ko trade k doran hamara account ko safe and secure rukhta ha. Forex trading zayada ter trading apni money management k liye Stop Loss aur Take Profit laga ker kerta han.

                    1. Risk Per Trade:

                    Risk per trade ka matlab ha k kitni amount ha hamara trading account ki jo ham single trade k liye Risk leta han. Ye money ko sage kerna ki ak technique ha. Jo hamara account ko zaya hona sa bachati ha.
                    2. Never Go Without"Stop Loss":

                    "Stop Loss" apka account ko protection shield provid ker hamara account ko unexpected market movement sa prevent kerta ha.

                    3. Reward To Risk Ratio:

                    "Take Profit" level b hamen "Reward to Risk Ratio" batati ha hamara account k. Jo hamen simply ye batati ha k hamara profit k kitna percent risk relatrd ha hamara petential profit k. Risk and Reward ratio of 1:2 ka matlab ha k every two dollar per hamen One dollar ka loss ha. Expert trader hamasha Profit to Loss ratio 1:2 he use kerta han.

                    4. Better Leverage:

                    Leverage hamen opportunity deta ha k ham apna profit ka volume berhata han, jo hamara available captial per possible risk hota ha. Lakin ye hamara Risk b berhata ha.

                    5. Control Your Mindset:

                    New trader k fail hona k ak reason ye b ha k unki hamasha expectation realistic ni hoti. Unka khayal hota ha k unko investment per return bhot jald mil jaega. Lakin real man jab asa ni hota to wo mayos hota han.

                    6. Avoid Aggressive Trading:

                    Trading man zayada expectation rukhna new trader ki sab sa bari galti ha. More expectation man ap Money Management ko bhol jata ha aur ak chot loss b account k liye wash hona ka sabab banta ha.

                    Conclusion: Kabi b Money 💰 Management k baghair trading na karen werna ap b un 90% logon man shamil ho jaen ga. Aur her trade k sath "Stop Loss" lazmi lagaen.


                    Click image for larger version

Name:	IMG-20200707-WA0125.jpg
Views:	1
Size:	60.4 کلوبائٹ
ID:	12329300
                    • #11 Collapse

                      Re: money management kaya hain ?

                      hamy is mai money management karne chahey hamy knowledge or experience hasil kar ky is main kam karna chahey yai aik wase karobar hai hum is mai din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hum is mai pair or currency main kam karty hai pair ke forex mai kie iqsam hai hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai kam karna chahey hamy market ky up or down ko watch kar ky is mai paisa invest karna chahey jab market ke movement up h to hamy is main pasia invest karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hain agar hum poor hai or hum is main paisa invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey jab market down move kary to hamy is mai ahteyat sy kam karna chahey hum is main aik din mai aik account mai 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey pher he hamare posta ke limit pore ho sakte hai or hum is main acha bonus hasil kar sakty hain yai aik online karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: money management kaya hain ?

                        Dear friend Agar humein forex trading Jaise behtarin aur risky business ky andar ache aur behtreen kamyabi ko Hasil krna Hai to phir humein yahan par mojood kisi bhi point ko ignore nahi krna balky Har point ko samajhna aur follow krna ho GA kyun KY yahan par koi bhi point unimportant nahi hai Har point ko different importance hasil hai aur jahan tak money management ki baat hai to hum kabhi bhi money management ko ignore kr KY profitable trading ko possible nahi bana sakty kyun KY money management humein lot size set krna khud par yakeen krna aur sabar see kaam krny KY saath saath apny account ko secure Rakhna seekhati hai Jab Bhi hum money management ko follow krty Howe trading kren ge to aik baat Yaad rakhen hum kabhi bhi apny account ko wash nahi kren ge hum kabhi bhi depression ka shikaar nahi hun ge balky hum hmesha ache learning ko possible bana saken ge hum apny account ko Samne rakhty Howe lot size set krny ki koshish ky saath saath apni trading Mein stop loss aur take profit ki importance ko samjhen ge aur in dono ka istemal Karty Howe ache trading ko possible bnane ki Har Mumkin koshish kren ge is liye humein chaheye KY jahan hum price action ko SEEKHNY ki koshish kar rahe hain when hum money management aur risk management ko SEEKHNY ki koshish bhi karen kyun KY jo log money management ko seekh jaty hain woh hmesha risk to reward trading karny ki Har Mumkin koshish Karty hain is mein unhen profit maximum aur loss bohat Kam hone KY chances hoty hain Chahe hum new members hain ya senior members hain humein Har tarha se rules ko study aur follow kr KY khud ko kamyab bnane ki koshish krni chaheye isi mein hmari behtari ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: money management kaya hain ?

                          dear forex trading main money management ki boht ahmiyat hai q k es se hum apni trading ko profitable bana skty hain or achi trading kar skty hain tu hmain apni trading main har hal main money amnagement k sath trading karni chahye jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain apni trading main proper planning k sath karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                          money management k sath trading karny main boht se faidy hain jin main sub se pahly apko apni trading main risk ko bhi manage karny main asani hoti hai loss bhi kam se kam hota hai or ap achi earning kar skty hain es liye hmain apni trading main money management ka khyal rakhna hoga jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain.
                          1: Small lot ka use:
                          forex main apko apni trading main money management k sath trading karny k liye small lot k sath apni trading karen jis se ap achi trading kar skty hain loss bhi kam se kam hoga or ap achi trading bhi kar k kamyab ho skty hain
                          2: Stoop loss ka use:
                          ap forex main apni har trade main stop loss ka use karengy jis se apka account secure rahy ga or ap apni trading main acha profit lay skty hain or forex main hmaisha he hmain stop loss ka use krna hoga jis se ap ko loss bhi kam se kam hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: money management kaya hain ?

                            aoa dera members. money mnagement bhe techniwues me sy ek technique hia jis ki buniyad p ham kamayab trading kr sakty hian, moeney management sy matlab hia k ham apny acoutn balance ko samny rakhty hoey trade krain, ager hamary acount me amount kam hia to hamain lalach me hargiz ni parna cheye balky ap acount k hisab sy trade krni cheye m koshish krain k lot size jitna ho skaty kam rakhain, and agr apky acount me amount ziada hai then ap big lot p trade krain but sirf usi time jab ap ko full confidence ho,, thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: money management kaya hain ?

                              Dear forex me basically money management apko account safety Kay leay ki jati Hy money management ka mtlb Hy Kay forex me Kam krny Kay leay AP ko apny account me trades execution Kay proper procedure ko follow karna apny balance Kay accordingly. Forex me money management ki bht zada importance hoti Hy Jo moslty big Capital wali accounts me required hoti Hy is lekin small account me bhi iska kafi role hota Hy agar AP ko money management Kay rules Kay mutabik is me kam krna Hy to best way me apni trade execution krna hogi money management Kartay huye trading krtay hy to hamy khyal rakhna hota hay Kay hum Jo order execute Kar rahy hay us ka lot size account capital Kay according hay ya nahi. Agar hum money management Kay mutabiq lot size select krtay hay humay zada behter nataaij hasail ho skty hay.forex trading may jab traders money management nai krtay hay aur bagair experience Kay aur bagair knowledge Kay lot size big rakhtay hoye trade open krtay hay to Agar un ko jitna profit ho sakta hy ISI trha hi bht zada nuksan bhi ho skta hay aur result ap ka account balance nill hony ki reason sy account wash ho jata hay lehaza forex trading my traders ko hamesha bht zada carefully apny capital ko manage krna hota Hy.Jo bhi forex me money management ko ignore krty hen unko forex me end results bht badly face krna prta Hy kyun Kay forex me jab at without money management rules ko follow keay working krty hen to apka account slowly slowly capital decrease hona shuru ho jata Hy small losses ki waja sy jis sy at the end aik bht bara loss ka samna krna prta Hy Jo recovery Kay leay aik extreme effort mangta hy
                              منسلک شدہ فائلیں

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X