jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
    hamy kabe be dosro py foruce nahi karna chaeye hamy ache learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho g then hum kam kar ky earn akr saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kr sakty hain hum isy apna life time careerr be bana sakty hain hm is mai agar lalachi ban k kam karty hain to hamara account bad ho jy ga hum is mai apny boss pa he hoty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai agar kam karty howe mistake kar dety hain to hamara account baned ho jy ga hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga ten hum kam kar ky earn kar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai news ko watch kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hamy indicators ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga then hum kam ka r ky earn kar saky gy forex mai hamy learning ko kabe be stop nahi karna chaeye forex market mai dosro py depend hny sy ham loss ho ho sakta hain is liye hamy kud py depenad karna ho ga then hum agy bar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai part time ya ful time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze syt ime table bana karakm kair sakty hain asnae ky sat
    yes dear is market mein kabhi bhi kisi par depend na Karen kyunki is market ka aapko confirm nahin hota next moment Kya hogi agar aap kisi par depend karke Koi trade lagate Hain aur is per aapko nuksan ho jata hai to aap ismein kabhi bhi learning nahin kar sakte is market mein aap learning tabhi acchi karte Hain jab aap is market Mein apne analysis karne ke bad trade open karte hain aur aap ko straight per nuksan ho jata hai to isase aapko experience hasil ho jata hai agar yah se mistake aap dobara repeat karte hain to aapko is market Mein dobara nuksan ho jata hai isliye aapko chahie kapus market Mein independent hokar analysis karte rahen agar aap is market Mein new trader Hain to aap apne analysis karne ke bad kisi senior se discuss karenge to aapko ismein instruction mil jayegi yah Jo help jarurat hogi vah mil jayegi is tarah aap is market Mein hote independent hokar kam kar sakte hain agar aap is market mein kisi par depend karte rahenge to aap kabhi bhi is market Mein acche trader nahin Ban sakte a aapko chahie kapus market Mein apni learning per focus karte rahen jab aapki learning complete ho jaaye uske bad is market Mein independent hokar kam Karen jab tak aap independent hokar Kam nahin karenge aapane self-confidence nahin aaega aur aap is market Mein acche trader nahin Ban sakte isliye aapko food mehnat karni hogi aur is market Mein dependent ke baje independent hokar kam karna hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

      Yesteryear aapane bahut acchi baat share Kiya hamen kabhi bhi dusron per depend nahin karna chahie balki apna Kam khud karna chahie aur apne kaam par focus rakhna chahie ki kis tarah mein apne kam ko acche aur aasan tarike se Sara exam de sakta hun iske liye Pak Forex forum mein bahut achcha set hai regularly hamari learning daily basis per padh rahi hoti hai aur hamare knowledge mein ho raha hai isliye main chahie Kya main apna Kam food karna chahie aur kisi par depend nahin karna chahie jab Ham kisi par depend karna shuru kar dete Hain to hamen last hota hai aur last bachne ke liye humne apne setup mein khud kam karna hai aur achcha benefit hasil karna hai iske liye kya hai ki aap daily apna transfer to complete Karen post regularly lagaen aur YouTube websites or book se apna na Karen aur aap acche aur successful trader Ban jaaye
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

        Hello dear members agar aap Forex Mein Kamyab Hona chahte hain aur apni earning ko increase karna chahte hain to aapko koshish karni hai ki Forex who understand Karen forex market ki movement ko understand Karen aur apni learning power ko strong Karen Aise trader kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte Jo Kabhi Bhi Khud Se mehnat Na Karen aur Hamesha dusron per depend Karen dusron pad band karne se Ham Forex Mein Kabhi Bhi Kamyab nahi ho sakte aur na hi apni earning ko increase kar sakte hain Hamen apni earning ko increase karne ke liye mehnat struggle aur Jyada Se Jyada apni learning power ko strong karna hai jo trader apni learning power ko strong karte hain aur Khud Se apni strategy to develop karte hain aur apni strategies to follow karte hue reading karte hain to vah Forex Mein Kamyab Ho Jaate Hain inke Agar unko loss Ho Jaaye to vah Pareshan Nahin Hote vah Hamesha Apne lost learning Hasil karte hain aur apni mistakes ko remove karne ki koshish karte hain Hamen dusron per depend Nahin Hona aur Khud Se market ka analysis karte hue apni learning power ko strong karte hue trading karni hai aur Kamyab hona hai otherwise dusron per depend karne se Ham apni learning capacity ko bhi kar lete hain kabhi bhi Ham Forex bola nahin kar sakte Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

          Assalam-0-Alikum dear forex member apki baat say agree karti hoon humhy dosro pay depend nahi rehna chiye agr humhy forex main kamyabi hasik karni hai tu humhy learning power ko strong karna chiye zyda sy zyda learning power ko increase kary increase karny k liye humhy learning pay focus karna ho ga humhy agr acha trader bana hain tu humhy market ki movement ko dekhty hoye trading karni chiye or zyda sy zyda earning increase karni ho gai jo sirf hum market ki analyse dekhty hoye trading karni ho market ki up down dekhni chiye humhy agr acha trader banna hai tu humhy learning kabi b nahi shorni chiye mehnat karty rehna chiye or learning power ko strong krna chiye humhy forex market main dosro pay depend nahi rhna chiye khud mehnat karni chiye khud mehnat kary or khud achyb trader bany forex ik aam business nahi hai yah full time business hain is main hum sara din kaam kar skty hain or apni earning achii kar skty hain us k liye humhy forex main proper time dyna ho ga
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

            Main start ma kuch ghalat logon sy mila tha wo log signals provide krty thy aur har signal k liye wo paisy lety thy wo log kuch tuky lagaty aur trading signal sale krty thy jb k un ka business trading ni signal sale krna tha ma ny 1,2 bar signals try kiye aur kuch faida hua lekin phir un k signals sirf fake thy aur loss ho rha thab sy main ny khud irada kia k ab kisi ko copy ni krna aur kisi py bi depend ni hona apny signals khud bnany hain khud learn krna ha khud trade krni ha tb sy ma khud trading kr rha hn aur ma boht behtr hon un logon su jo master traders khelwaty hain aur hain ni es liye mera experience ha jo qadr apko apny paisy ki ha wo kisi ko bi ni ha is liye apny paison ko khud istemal kro yeh dukh tu ni ho ga na k kisi ny mera loss kr dia apny acount ko khud manage kro aur apny liye profit kamao aur apny ap py fakhr kro
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

              bilkul theek kaha hai apane Hamen Forex Mein Kabhi Bhi dusron par depend Nahin Rahana chahie Hamesha yahan khud sa he kam karna cheye kabhi bhe kisi par depend nahi rhna cehye ...
              Hamesha hi bahut zeada care ke sath kam Karen aur achy sa hi study Kiya Karen Hamen Yahan per Kisi per bhi depend hokar Kam Nahin Karna chahie Agar Ham Ek dafa kisi par depend hokar kam karna start kar dete Hain To fir Ham depend hi rehte hain aur ham Khud Se Kuchh Bhi Nahin Sikh paty Hain aur Khud sikhane Ke Liye Hamen Khud Hi Kam karna hoga jab tak Ham Khud Kam Nahin Karenge Ham kabhi bhi kam main kamiyab nahi hongy hai abhi Aaj nahin kar sakte hain Forex Ek Aisa Kam Hai Jahan per Hamen Khud Hi Kam karna chahie Kuchh kam karne ke liye hamare pass demo account bhi hota hai aur uske sath hi hamare pass real account bhi hota hai agar Ham Khud Se Hi study karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle demo account par kam Karen vahan per Ham Sab sikhe kam Kis Tarah Se Kiya jata hai aur uske bad Ham real account per Aaye Aur real account per Aane Se Pahle Hamen Damo account per acchi Tarah Se Kam Sikh Lena chahie aur sikhane ke bad hi Hamen Forex Mein practice Deni chahie Hamen Hamesha hi bahut acchi quality ke sath aur bahut acchi learning ke sath Hi Kam karna aur Khud Se Hi Kam karna hoga Kyunki Jo kam Ham Khud kar sakte hain vah Koi Aur nahin kar sakta hai Hamen Hamesha hi Khud per independent ho kar he kam karna chahie na k depend rhna cehye ....
              Hamen Khud Se Hi Kam per focus karna chahie ISI Mein Hi Hamari kamyabi hai
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                Bismillah!! Sbse pehle tou hamesha yaad rakhain k kbhi ksi pai trust naa karain kisi bhe mamlay mei...apke parents bus es duniya mei hai jo apke sath sincere hain aur jo apka faida bus sochai gyn apna nahi...jab ap kisi pai depend hotay tou kbhi na kbhi vo insan apko dhokaa dai saktaa..dhokaa kise bhe wajah se dai saktaa..es duniya mein buhat km log hotay jo apkaa faida sochai gyn..Hazrat Ali ne bhe farmaya vo shakhs buhat qismat walaa hai jisay behtareen aur loyal dost milay.. ALLAH PAAK ne sbko dimagh dyaa hunaar dyaa bus istemal karne ki baat hoty..koi zyada mehnat kartaa koi km..jo zyada mehnat karaiga vo zindagi mei zyada learning karaiga aur kamyaab hotaa jayegaa jo mehnat ni karaiga usko naa learning ki samjh hogy naa hy vo kamyaab ho payegaa ...dosron pai dependent honay ka nuqsan yeh hai k ap aglai banday k hisab se chaltay apnaa view point dai nahi sako gai
                Dosron se mashwaraa zaroor lou aur madad bhe mang lou lekin nabi paak ne bhe farmaya karo voi jo tumhara dil karai...apne pai confidence rakhoo takai zindagi mei kbhi yeh guilt naa rahai k kash meine apne dil ki suni hoty tou aj mein ueh hasil kar sakta...ap har waqt learning karoo..insan ko chahie vo kuch naa kuch seekhai kyun vo cheaz usi k kaam ayegy aur zindagi mei voi bandaa kamyaab hotaa jisko khud pai aur apni mehnat pai yaqeen ho..
                Jjahan tak baat doston forex business ki hai tou yahan ap khud ki soch ko biyaan karain tou zyadaa behtar hogaa..ap apna view point dain aur koshish karain k har cheaz ko positive tareeqay se lyn takai apkaa view jab bhe koi parhay tou usay himmat milay na kqy vo mayoos ho jayee.. forex jab apki madad kar raha k ap apni earning kar saktay tou ap bhe khud pai yaqeen karo aur roz apna view point dou takai apko apki galtian nazar ayen aur ap usse seekho..aur dosron ka view bhe samjho aur sekho kabhi kabhi dosron ki baat seekh kar apko khud ki zindagi mei vo amal kar k faida ho jataa hai..buss InshALLAH forex se sbko learning tou mil rai hai aur insan bus learning kartay rahai aur koshish roz karai k vo kisi pai haad se zyada dependant na ho..ALLAH paak sbko kamyaab karaingay ameen ❤
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                  Dosro ki tarf mat dakho ager ap success chahty ho to.
                  AP ko chahyy my AP khud mhnat Kary ur kamyabi hasil Kary taaa ky AP khud kamyab ho saky.
                  Esi lyay AP ko chahyay khob mhnat Kary.
                  SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                    Ji han bilkul aapki baat sahi hai aapko chahie ke apni knowledge per depend Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Achcha practice karne ki koshish karen Taki aap trading Mein Kamyab ho sake Jo log trading Mein mehnat karte hain Vahi log acchi earning kar sakte hain aur 6 experience Aasan kar sakte hain isliye aapko chahie ke daily basis per practis karte hue aap real account trade Ki Tarah Apna demo Mein Apna trade lagaen Taki aapko real account trading Mein Koi masla Na Ho kam se kam Ladka size rakhen aur ladki ko bhi analysis Karte Rahen Taki aapko acchi training ka mauka mil sake.

                    Aapko trading Mein kamyabi ke liye experience aur knowledge ki jarurat hoti hai aapko Apne Upar depend karna chahie Jyada Se Jyada knowledge or experience Hasil Karke a apni trading ko Kamyab banana chahie aur aapko learning ko improve karna chahie Jiski vajah se aap apni trading ko Jari rakshakan aur apne aap ko ek expert trader banaa sake iske liye aapko Muqabla Jaat Mein hissa Lena chahie Aur sawalon Ke jawab dene chahie jisse aapke knowledge mein is Aasan hoga.
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                      Dusroo pay depend kernay ki bajaey khud apnay ooper trust kerna chaiye. Forex trading mai apnay business ko apnay knowledge aur learning say he seekhna chaiye aur kerna chaiye. Forex trading mai aisay bohat say learning methods hain jiss say bohat faida uthaya jaa sakta hai. Jinn mai pak Forex forum, internet pay mojud video tutorials, ebooks aur international news updates, MT4 trading terminal, aur demo account ki facilities say trading seekhna ab intehai asaan ho chuka hai jiss kay liye kisi kay shoulders ya saharay ki zarurat he nahi hoti hai. Her new commer aik proper tarteeb say Agar Forex ko seekhna shuru ker lay tou bohat asaani say isay seekh sakta hai aur kisi dusray kay saharay ki zarurat he nahi parti hai. Wesay bhi her waqt dusroo pay depend kerna koi achi baat bhi nahi hai kiyu kay her aik nay apna kaam kerna hota hai.

                      Dusroo pay depends ker kay business kiye bhi nahi jaa saktay hain kiyu kay business mai her waqt koi na koi decision laina hota hai jiss kay liye her waqt kisi aur ki mohtaaji possible he nahi ho sakti hai. Forex trading mai bhi aisa bilkul mumkin nahi hai. Her kaam ya business ki Tarah Forex mai bhi mentors banaey jaa saktay hain aur unn say guidance li jaa sakti hai laikin yeh mumkin nahi kay her aik step pay he woh available bhi ho. Dusri baat yeh bhi hai kay Agar sirf dusroo pay he depend kertay rahey gay tou phir khud kabhi bhi forex nahi seekh saktay hain. Apany seniors ki guidance zarur laini chaiye laikin Forex mai jaha ghalti ho ya koi doubt ho raha ho wahi pay unn ki guidance laini chaiye.

                      Senior ki guidance kay baghair bhi kuch seekhna mushkil hota hai. Agar koi trader yeh samajhta hai kay abhi uss ki learning mature nahi hain aur uss ko forex ki bohat achay tareekay say samajh nahi I hai tou usay chaiye kay woh pehlay copy trading ka option choose ker kay jiss say uss ka business bhi chalta rahey ga aur saath saath learning aur skills improvement ka kaam bhi chalta rahey ga. Iss tarah bhi traders acha business aur achi training saath saath jaari rakh saktay hain aur kisi dusray pay bojh bhi nahi baney gay. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say unn ka business bohat grow ker sakta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                        Assalamu Alaikum dear member kabhi bhi Hamen dusron per depend nahin karna chahie blke Hamen apni learning per focus karna chahie Kyunki Forex Ek bahut hi broad business hai yahan koi bhi kisi ki help nahin karta Agar Ham dusron per depend Karenge To Ham yahan se acchi earning nahin kar Sakenge Kyunki yah Ek Aisa platform hai jaha Har Kisi Ko sirf apni Fikar hoti hai aur Aaj Kal ke Daur Mein nafsa nafsi Ka Aalam Hai Koi bhi kisi ki help karna Pasand Nahin Karta to agr hm dusron pr depend Karenge To Ham apna hi nuksan Karenge isliye Hamen chahie ki Ham dusron per depend karne ki bjay khud learning Karen focus ke sath kam Karen Kyunki Jab Ham learning Karenge To Hamen Forex Ko sikhane Ka mauka Milega hamare pass Forex ki knowledge r experience aaega aur us knowledge or experience ko use karte hue Jab Ham Forex per kam Karenge To Ham Yahan Se Achcha kam kar Sakenge aur yahan se acchi earning Ki taraf Ja Sakenge Kyunki Jab Ham learning karne ke bad Forex forum per kam Karti Hain to. Hm acchi quality ka kam Karte Hain To Hamen yahan Se Acha bonus Milta hai aur is bonus se Ham bahut acchi trading Karke ki taraf Ja sakte hain lekin Agar Ham Khud per depend karne ki bjay dusron per depend Karenge To Ham yahan se ek to acchi earning nahin kar Sakenge aur dusra Forex per kam ko continue b nahin rkh Sakenge
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                          Assalamu Alaikum dear Forex member ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen Forex per kam karte hue Kisi Aur per dependent Nahin Rahana chahie balke apne aap ko is Kabil banana chahie ke Ham Achcha kam Karke acchi earning kar sake Kyon Ke Jab Ham dusron per depend Karte Hain To Hamara time bhi waste ota hai aur aur ham Achcha kam bhi nahin kar paate Kyon Ke Har EK ka knowledge or experience Apna hota hai aur vah uske mutabik kam karta hai ho sakta hai ki Hamara knowledge or experience aur type Ka Ho Is Tarah Hamara kam confusion Mein Hota Hai Forex ka knowledge person to person very karta hai Is Tarah Hamara kam double standard ka Hote ho jata hai aur Hamara time bhi waste hota hai ki Hamen use person se poochhne ke liye time bhi chahie hota hai aur Kabhi Kabar yah bhi ho sakta hai ki vah person busy ho aur Hamen answer Na De sake Is Tarah Hamara time bhi Sahi hota hai aur Hamara confidence bhi isliye Hamen chahie ki Ham apni learning aur knowledge Karen aur Apna experience Hasil Karen sake Ham Mein confidence Aaye Aur FIR Ham confident hokar decision Le sake aur trading kar sake isliye Hamen Ek dusre per dependent Nahin Rahana chahie Jab Ham dusron per depend Karte Hain To Hamara confidence loose Hota Hai hai aur yah Hamare liye Achcha nahin hai isliye Hamen Ek dusre per depend nahin karna chahie balki apne aap ko is Kabil Banaya ki aap apne masale Khud HAL kar sake aur aap acchi earning ko continue kar sake
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                            Right bilkul ap ny achi baat kahi humy kbi b dosron py depend ni karna chaey balky khud mehnat kar k learning k zriay kamyabi hasil karni chaey hum jb b dosron py depend karty han humry sath fruad hi hota hy hum forex m kisi py depend kar k kamyabi hasil ni kar sakty balky humary pass agr trading ki mukmal learning hy trading ka bahtreen knowledge or experience hy or hum aik mehnati trader han to hum aik perfect professional trader ban sakty han professional trader hmasha learning or trading ki mukmal information hasil karny k baad hi trade open karty han forex forum trading ka knowledge or information hasil karny k leay aik best platform hy hum yahan sy achi information or knowledge hasil kar k kamyab trader ban sakty han demo account m daily practice kar k experience hasil kar k earning kar sakty han to humy dosron py depend ni karna chaey har mehanti trader aik kamyab trader hota hy jo bahtreen earning kar sakta hy forex trading aik bot difficult or risky business hy mgr him chahan to ye humary leay asan business ban sakta hy or hum is sy pasa kma sakty han is k leay humy forex trading ko mukmal time dyna ho ga or bharpor mehnat karni ho ge
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                              J salam alaikum Forex member Forex trading Mein Hamen apni abilities ke mutabik reading karni padati hai Hamen Forex Mein kam karte hue dusron per detail nahin kar sakte Hamen Ham Hamesha apni ladusa Tuesday depend aur Bharosa Rakhna chahie Jab Ham trading Karte Hain To Hamen Jyada kamyabi apni learning skills ki base per milati hai aap dusron ke experience se fayda jarur le sakte hain Magar lazmi hai ki aap khud hi apni learning ki best per kam karte hue trading Karen Forex trading Mein trading karne ke liye Hamen Hamesha apni learning skills aur mehnat per believe karte hue trading Karni chahie Jab Ham apni abilities aur learning ke sath trading Karte Hain To Hamen Khud per confidence Hona chahie ki aap best kam kar rahe hain Jab aap reading Mein dusre ke dusra ke experience Panasonic Nahin rakhni chahie bol ke Hamen apni madad Khud Karni chahie Jab Ham apni madad Khud karna Sikh Jaenge tabhi Ham Kamyab Ho Sakenge aur Achcha seen isliye Mere Bhai Hona chahie ki Jyada Se Jyada mehnat karo acche se kam Kare Taki Ham Kamyab ho sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza : kabe be dosro py depend na kary apne learning py foruce kary

                                G Hn bilkul hmesha apni mehnat sy jeet hasil krein kbi b dusron p depend na krein hmesha learning p focus krein jitna achi apki learning hogi utna apko kamyabi mily g khud sy kam krein creativity sy kam krein hmesha apny mind ko creative mind bnaen or abilities ko grow up krein khud ko prove kr k dikhaen k ap kr skty hn bs mehnat krein seekhin jb ap seekhein gy to ap k pas itna knowledge hoga k ap dusaron p depend nh krein gy ap dusron p tb ee depend krty hn jb ap k pas enough knowledge nh hota or ap apny mind ko use nh krty hn to apny knowledge ko itna boost krein k dusron p depend krny ki need ee na rhy mind dekhein sb k pas ee hota h bs usko use krny ka trika different hota h to mind ko use krein mehnat sy kam krein achy kam ko ee appreciation milti h acha best proper way m mind ko utilize krty huwy active ho k kam krein k kamyabi mily

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X