How to use candles in forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: How to use candles in forex?

    Assalamu Alaikum dear Forex member sabse pahle to aapko yah sikhana Hoga ke candlesticks hoti kya hai candlesticks Ek Aisa chart hota hai jo ke MT4 Mein Hota Hai Ham Kisi bhi pair ke candlestick chart ko dekh sakte hain candlestick chart ko dekhne ke liye Chahat ke option per Jana padta hai mahaj is currency ka bhi aap Chahe pattern nikal sakte hain vahan Kuchh wave ki Shakal mein aap and down candles Bani hoti hai Kuchh candles Upar ja rahi hoti hai aur Kuchh Nahin ja rahi hoti hai Kuchh market ko support kar rahi hoti hai aur kuchh resistance de rahi hoti hain aise hi yah market ka trend chalta rahata hai Weekly market Apne prices ko show Karti rahti hai ke kitne Aaj Aaj chijen buy hui hai aur Kitni chijen sale Hui Hai aise hi Ham market ka analysis Karte Hain aur Market ki movement ko dekhte hain Kuchh candles white hoti hai aur kuchh candles black hoti hain Jab Koi candle black hoti hai aur vah niche ki taraf Jaati Hai To iska matlab hota hai ki aaj market ka trend niche ko ja raha hai yani ke sell ko ja raha hai aur vaise hi Jab white candle banti hai aur vah Upar ko Jaati Hai To iska matlab hota hai ki market ab Upar ja rahi hai aur uska trend buy ka hai ISI Tarah yah Silsila Friday Tak chalta rahata hai aur FIR Friday Wale Din Raat Ko Ek Baje market close Ho Jaati Hai FIR Saturday aur Sunday ko close rahti hai use Din Apna koi bhi order na lagaen use Din order Lagane se avoid Karen Kyon Ke trading karna 1 tricky kam hai ismein Ham risk Lete Hain aur risky Bina per Ham business Karte Hain business Hamara fayde Mein Bhi Ja sakta hai aur nuksan mein bhi ja sakta hai yah Ham per depend karta hai ki Ham market ko kitne acche tarike se Jante Hain candlesticks Mein Ham bahut se indicators ko bhi istemal kar sakte hain jaise ke moving average aur maCCD Ankola gane se Kafi acche signals mil Jaate Hain Iske alava Hamen trendline bhairu Lagani chahie jisse Hamen 90% prediction Hasil Ho Jaati Hai Aur vah Hamare liye sabse Behtar hoti hai ummid hai aapko candlestick chart ke bare mein acchi information Mili Hogi Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: How to use candles in forex?

      Forex mein achi trading ke liye candlesticks ko samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai aur candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein koshish karni chahiye k forex mein ham candlesticks ko achi tarah se samjhen jiski madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading mein achi trading ke liye ache indicators hote hain isliye forex mein hamen trading ache indicators ki madad se karne chahie jis ki madad se forex mein ham ache trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex trading ache confidence ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein hum kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein achi trading ke liye fresh aur active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading mein hamen fresh aur active mind ke sath trading karni chahie aur forex mein trading sabar ke sath karni chahie aur forex trading mein hamen apni trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
      • #18 Collapse

        Re: How to use candles in forex?

        Forex tarding karty hoay aap ko Idea hona Chaye kay aap nay kaha per Candle pe Trust karna hai or kaha per aap ko market main indicator ka Use karna Hai ku kay market dono ke He respect karty hoay Movement karti hai iss liy humy lazmi ye Khyal rakna Hota hai bazdafa Market main aisa hota hai kay market ke Movement kuch aise ho jati hai kay marekt main na Toh indicator kam aty hain or na he Ap ko candle ka Koi effect dykny ko milta hai iss liy aap ko chaye hota hai kay market ke movement ko understand kiya krein.

        Candles kay Different pattern hoty hain jinn ka Use kar kay aap ko market main entry lyna Hoti hai or aap ko Market main aise entry he Perfect entry hoti hai,Candles market Ke Current Direction ko show karti hain jin kay Use say Humy market main Iss waqt kiya ho raha Hai iss ka Idea laga Sakty hain lekin inn ko Hum Next Movement or lonfg movement kay Liy tab Use kar sakty hain jab humy market main Long Entry lyna Ho or Hum Chart ka analysis Long Time Frame per karein toh tab Candles Ka Use hum boat Achy say lar sakty hain or acha Profti gain kar sakty hain.
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #19 Collapse

          Re: How to use candles in forex?

          Assalamu Alaikumdear friend jab ham trading karte Hain to hamen candle aur analysis ke base per hi trading karni hoti hai jab tak Ham candle ko read nahin kar lete market ko ache se analysis nahin kar lete fundamental analysis and technical analysis ka use nahin kar lete tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen Forex mein mehnat ke sath kam karna hoga demo account per practice karne hogi Jo log demo account per practice nahin karte apni learning ko improve nahin karte ho kabhi bhi Forex mein kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading aisa online business hai jismein mehnat aur learning ke sath kam karne wale log hi kamyab hote Hain jab tak Ham apne kam ko acche se nahin kar lete tab tak Ham Forex mein kamyabi ko bhi possible nahin banaa sakte trading karne se pahle hamen sabse pahle market ko analysis karna hoga jab tak Ham market ko analysis nahin kar lete tab tak Ham market ki taraf se achi entry ne point nahin Le sakte aur na hi achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Ham hamesha samajhdar hi ke sath trading karne chahie kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nahin karni chahie
          • #20 Collapse

            Re: How to use candles in forex?

            Market main candlesticks ka use karne se hamen market mein bahut zyada learning hoti hai agar ham market mein candle ka use karke trading karte hain to Ham Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain Ham market mein candles aur analysis ki madad se market mein acha profit hasil kar sakte hain jab tak Ham candle ka use karke trading nahin karte tab tak Ham Forex mein achcha profit hasil nahin kar sakte Forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga without analysis ke without learning ke without experience ke Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain forex market mein vah log kamyab hote Hain Jo mehnat aur learning ki wajah se kam karte hain agar ham learning ke sath kam karte hain ache experience and knowledge ke sath kam karte hain fundamental and technical analysis karke trading karte Hain Ham acha profit hasil kar sakte hain otherwise I'm kabhi bhi acha profit hasil nahin kar sakte market ko samajhna aur apne analysis ko strong banane har kisi ke bus ki baat nahin hota Ham basically trading analysis ke basis per aur candle ki basis per karte Hain jab Ham candle ko read karke trade open karte Hain to Ham achcha aur strong signal ka use karke trading karte hain tabhi hamen acha profit hasil hota hai
            • #21 Collapse

              Re: How to use candles in forex?

              Dear members , forex market ko analyze karny klye apko candles ke bary me information hona bht zarori hy. jab bi ap market me enter hoty hain to ap ko bht sary pairs dhkny ko milty hain jo apny buying ayr selling ke signals dy rhy hoty hain jab bi kabi ap ek pair ko open krty hain to apko kuch candles bani hwe nazar aati hain , yeh candles apko help karti hai keh ap market ko kaisy analysys katy hain , market ko analysis karny kle apke pas itna knowledge hona chahye keh ap forex signals ko analysis kar saken candles ki 2 typs hoti hain . ek bearsih candle hoti hy aur ek bullish candle hoti hy ,agar ap pair ki movement ki bat karne to yeh ya to buy me jata hy aur ya to sell me jata hy , iske ilawa koi r chance ni hy iska , candles bi hamen kisi bi pair ke buying aur selling ke sigals ko show kar rhy hoty hain , jab bi kabi ap aesi candle ko dhkty hai jo oper ki taraf ja rhe hoti hy to aesi candle ko bearish candle kehty hain r yeh oper ki taraf jana is pair le buying tren dko show karta hy , jab bi kai yeh candle oper ja rhe hoti hay to iska matlab hy keh market me is wkat buyer ne overcome kar rkha hy aur apko buying ki trade lagany pay profit ho sakta hy , laken jab ap kisi aesi candle ko dhkty hain jo musalsal nechy ki taraf ban rhe hoti hay to aesi candle ko ham bullish candle kehty hain , yeh candle show karti hay kehis wakat selling ka trend bht ziada hy aur market me selling traders ne overcome kar rkha hy , jab bi ap kabi aesi trade selling pair pay lagaty hain to pko profit ke hony ke chance bht ziada hoty hain.isi lye dear members , candles ko analyze karna bht zarori hy .
              • #22 Collapse

                Re: How to use candles in forex?

                dear friends forex trading ek international currency market hai our ye 24 hour on rehti hai is mai kisi b currency ki price aap ko ek chart par show hw rahi hoti hai jis ko dekh kar aap trade kar sakte hai market main 3 types k chart hote hai

                Bar chart
                Line chart
                candlestick chart



                dear friends in main se sab se asaan our smjh main aajne wala chart candlestick chart hota hai our ye sab se zayda use kiya jane wala chart hota hai candlestick k use ki sab se bari waja is main banne wale paterns hai ku k market jab b safar karti hai candlestick kuch paterns banti hai our agar hame in pattern ki samjh aa jay to ham achi earning kar sakte hai is k ilawa har candle b apni ek value rakhti hai agr hame candles ki b smjh aa jaye to ham just candle dekh kar b market ki next movement ka andaza laga sakte hai
                market main mandrja zail candles ban sakti hai

                1: Bullish Candlestick
                2: Bearish Candlestick
                3: Doji Candlestick
                4: Hammer Candlesticks
                5: Hangman Candlestick
                6: Pin Bar Candlestick
                7: Morning Star Candlestick
                8: Evening Star candlestick
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: How to use candles in forex?

                  candle main point hai trading karnye kaliye aur anylsis kay karna kaliye tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai candle kay barye mai zayda knowldge kay sath kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay ap es mai acha kam kartye hain tu kamyab ho jatye hain tu kosesh karain kay ap candle kay barye mai janye aur acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye rhain per ap ka kam hai kay ap candle kay barye mai knowdge hasil kar lain tu better hai kay ap candle kay hisab say acha kam kartye hain kiyu kay sarye kamo mai ap ko pta hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu better hai tu ap candle kay barye mai kam kartye hain tu ap candle kay hisab say kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hain tu acha kam hamesha kartye rhain aur ap ka k hai kay ap trading kartye hain tu es mai ap anylsis kartye hain bahot shukriya apka..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X