Own strategy then having a plan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yah my dear earning ager ache kerni hy to pher app ko planing ache kerni ho ge our tab hr app acha oder laga sagain gy our trading main app ko success miky ge our expert trader ban sagarn gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading busienss men success hail krny ky liy aik achi strategy ka hona boht zarori hy or aik achy plan ka bhi hona boht zarori hy aik achi strategy na kr ap proper planning sy achi earning hasil kr sakty hen
      • #18 Collapse

        own stratergy then having a plan i think ye ishara ye dy rahy ha n k pahle apni stratergies bna li jay or us k bad ksiis plaining ki taraf jaya jay to hi behtsr ha hamre ly warna to hm kuch b nh kar sakty sirf loss khany k illawa apka kya khayal ha is bare ma
        • #19 Collapse

          yes brother a good trader must be a good planner but i would like to tell you that to becoming successful trader in this forum you should be discipline and and good decision maker because in Forex trading you will have to take right prompt decision at right time to avoid suffering from loss so we should be discipline and good planner.
          • #20 Collapse

            forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko surely loss hi hoo gaa forex keey bareey meey learning leena bohet hi essential heey jo keey achi earning kaa sebub bentaa heey ager aap begair knowledge aur experience liyee forex meey kaam kareey geey tu definitely
            • #21 Collapse

              Re: Own strategy then having a plan

              Dear sir may bi iss bath say mutafiq hoon quen kay aap ki apni strategy aap ko bahtar kar sakti hay to iss kay liay lazmi hay kay pahlay aap iss ko seekho us kay baad hi treading karo to bahtar hay waysay aap kisi or ki strategy bi use kar saktay ho laykin us kay liya bahtar hay kay aap iss ko sirf demo may use karo.
              • #22 Collapse

                Re: Own strategy then having a plan

                اصل پيغام ارسال کردہ از: gyhdic پيغام ديکھيے
                kisi bhe stretgey ko use kerny say lehly usy demo per test zarur ker lo ager usny apko her bar practice mein faida diya hai ten he us stretegy ko use kero werna isay real account per apply na kero
                Dear pehlay ap es bat ko samjain kay woh kya cheezain zarori hai jis se ap apni strategy ko bana skaty hain. tu ap ko bata do us kay leye zarori hai kay ap ko apny pairs ka sahi pata ho kis pay ap kam kar sakty hian. jab ap ko apny pairs ka pata ho a tu phir ap us kay analysis karinor phir sahi se apni trade ko demo pay use karian or phir aisi trades se door rahain jis se ap apni judgment ki base pay open karty hain.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Own strategy then having a plan

                  Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye hamare pass Ek strategy honi chahie jab tak Ham aap acchi aur Kamyab strategy per Kam Nahin Karenge tab tak Hamen profitability ko increase karna Hamare liye Mumkin Nahin Hai Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye strategy ko increase karna bahut jyada jaruri hai jab tak Ham strategy ko increase Nahin Karenge tab tak kam Aage Nahin badh Sakte Forex Mein Aage badhane ke liye strategy Ka Hona bahut jyada jaruri hai Jab Ham Ek kamyabi study ji per kam Karte Hain To profitability bhi increase hoti rahti hai jisse na sirf Ham market ko capture kar sakte hain balki Achcha munafa Hasil karne mein bhi Kamyab Ho Jaate Hain isliye Hamesha Yahi koshish Karni chahie ki ek acchi strategy per kam karna chahie jab tak acchi strategy per Kam Nahin Karenge tab tak Ham Aage nahin kar sakte aur na hi Ham Kamyab ho sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Own strategy then having a plan

                    Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko khud he strategy kar k khud he planing kar k earnings karni ho gee. Iys only depends on you, what you do for yourself. Agr ap Forex me kamyaab hoona chahtey hain to apko khud he planing k sath work karna ho ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Own strategy then having a plan

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MShafiq پيغام ديکھيے
                      Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko khud he strategy kar k khud he planing kar k earnings karni ho gee. Iys only depends on you, what you do for yourself. Agr ap Forex me kamyaab hoona chahtey hain to apko khud he planing k sath work karna ho ga.
                      Har trader jo trading mai kamyab hona chahta hai us ka aik plan hota hai jis ki base pay woh work karta hai mehnat karta hai. apny analysis ko karta hai or discussion or knowledge ki base pay woh acha work karna chahta hai tu us kay bad he woh phir achi trading kar pata hai. jab tak woh apny plan ko sath lay kay chalta hai tu woh kamyab rehta hai. us ko pata hota hai kay us nay kaisy trade karni hai or kaisy apni trading sy us ko acha result mil sakta hai. woh plan trader kudh banata hai. jab tak ap kudh plan bana kay dear chalo gy tu ap ko bhout acha experience karny ko mily ga jis sy ap apny mazeed mistake ko recover kar kay earning kar sakty hain.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X