" Ye Review " Shalwar Kameez " Kay Fashion Par Mabni Hai "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: " Ye Review " Shalwar Kameez " Kay Fashion Par Mabni Hai "

    Ye review shalwar kameez par mubni hai.Ap ko jaisy pata ho ga ke shalwar kameez humara qoumi libhas hai. Es libhas ko hum Pakistanies roz mara life mai tu pehnte hai sath mai jo kushi ke tehwar ho like shadi, functions, dawat, fotgi or hark has lamho mai es ka use hota hai. Yeh brands ap ko acha suit provide karti hai shalwar kameez ke
    · Alkaram Studio.
    · Khaadi.
    · Bareeze.
    · HSY Studio.
    · ChenOne.
    · Gul Ahmed.
    · Junaid Jamshed.
    · Nishat Linen.

    Click image for larger version

Name:	suit.jpg
Views:	1
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12331147

    Advantages (Faiday)
    1- Es ko Pehen ke ap apny qoumi libhas hone ka haq ada kar rahe hai.
    2- Ap es mai kudh ko aram dah mehsoos karte hai.
    3- Es ki quality ka kapra ap ko har color mai mil jata hai
    4- Shalwar kameez mai ap ny pasand ke design banwa sakty hai like kurta, karhai hath se kiya howa kam.
    5- Ap es ko khas mouqa pay apny aziz ko toufa dy sakty hai jis se woh ap ki es kushi ko kabool karta hai.
    6- Ap es ko har tarha ki apni pasand or jisam ki fitting ke hisab se silwa sakte hai.

    Disadvantages (Nuqsan)
    01- Ap ko ager kapra ka pehchan nahi hoga tu ap ke suit ke color fade ho sakte hai
    02- Ap ko pata hona cheye kon sa tailor ap ka acha shalwar kameez ka dress bana sakta hai.
    03- Ap jab take s ko promote nahi kare ge tu ap ko es ko pehen ke acha nahi lage ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ,
      Yeh review Shalwar Kameez k Fashion per mabni hai ;

      Dears , Ajj ka hamara yeh review Shalwar Kameez k Fashion per mabni hai .
      Introduction ;

      jab Ham salwar kameez Ki Baat Karte Hain To ismein Pakistan ki pahchan aapko Najar Aati Hai Jab Ham out of country Jaate Hain aur Hamesha salwar kameez istemal kar rahe Hote Hain To Humko ismein product feel ho raha hota hai Kyunki yah Pakistan mein bahut famous hai aur aap usko Pakistan ka National dress Bhi Kya sakte hain .
      Salwar kameez ke Hawale se aapko different option Hoti Hai Jab aap usko istemal karna chahte hain to aap Kis Ko vote Bhi Karva sakte hain aur iske sath aapko Pakistan mein bahut Sare Aise platform mil sakte hain jismein aapko yah ready condition Mein available hote hain fraction example junior per aapko prospect design aur perfect quality mein salwar kameez available ho sakti hai .
      Kuchh Aisi countries Hain Ki for example Agar aapko Gulf countries ko experience Hua Ho To westerly Dubai Mein Jab aap Jaate Hain aur vahan per agar aap salwar kameez ko dekhte hain to usmein aapko Ek nuksan Najar Aata Hai Kyunki Dubai Ke Log salwar kameez ko ek Achcha dress Nahin samjhe take lekin Uske Piche iski aur bahut sari restaurant ke Ko Kuch Aise log Se Hain Jo ke kram me kal active Mein Shamil Hai Aur vah salwar kameez ka istemal karte hain Jiski vajah Se vah Har salwar kameez istemal karne ko Achcha vah Kaun Sa Ada Nahin karte .
      Lekin Aisa Pakistan mein Ham to salwar kameez Ka istemal Karna chahie Kyunki yah Hamare country ki pahchan hai aur iske sath sath Ham isko point Hai Jab To Ham Khud ko bahut confortable mahsus karte hain isko carry karna bhi bahut hi Aasan hai aur iske sath sath Hai Har Banda Khud Ko mehsoos karta hai aur jab aap nimas ke liye Jaate Hain To aapko tab bahut jyada ismein relation Mil Jata Hai isliye bhai aapko Sahi aap salwar kameez ka Jyada Jyada istemal Karen sake aap Jindagi Kamyab Ban sake vaise bhi salwar kameez Hamare bujurgon ka Libas hai isliye Agar ise pehnate Hain To Hamen Apne bujurgon ki Kuchh yaden mahsus hoti hai .
      Shalwar Kameez ki Aiksam :

      Anarkali suit

      Afghanistan suits

      Pashtun suits

      Peshawari shalwar suit

      Balochi suits

      Phiran, poots and shalwar

      Punjabi suits

      Sindhi suits .

      ADVANTAGES:
      Shalwar kameez Kay advantage bohaut zayada hay sab say pehlay tou yeah dress sab ki range may hota hay rich ho ya poor ya average income walay logg sab apney apney budget Kay mutabiq iss dress ko purchase Kar saktay hay aur shalwar kameez ko Wear karna bohaut zayada asan hota hay appko market may shalwar kameez ki vasee range dastyaab hoti hay app apni choice Kay mutabiq iss ko khread saktay hay shalwar kameez may app ko bohaut acha lagta hay aor app shalwar kameez ko modernize kartay hoye bhi istamaal kartay hay shalwar kameez appko market say ya online branded bhi mil sakti hay agar appko shalwar kameez ko new fashion Kay mutabiq stich Karwana ho to bhi appko easily market say darzi mil Jatay hey aur app apni pasand Kay mutabiq stich karwa saktay hay.shalwar kameez jab Kidz wear kartay hay to bohaut zayada cute lagatay hay jab koi foreigners atay hay Pakistan tou wo bhi bohut shok say shalwar kameez ko Wear karna pasand kartay hay over all shalwar kameez internationally bhi bohaut zayada popular hay.
      Disadvantegs:
      Shalwar kameez esa behtareen dress hay jiss Kay disadvantegs nai hay Agar haum iss dress ko apney gharo may tayar kartay hay to haumay yeah bohaut sasta par sakta hay magar jab app kisi boutique say ya kisi designer say shalwar kameez purchase kartay hay to appko yeah bohaut costly parta hay lehaza yeah haum pay depend karta hay Kay haum kiss chez ko prefer kartay hoye shalwar kameez buy kartay hay.

      • #18 Collapse

        Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

        Dear members assalam walekum Jaisa ke aapko pata hai ki aaj ka Mera review salwar kameez per mummy hai aaj main aapke sath salwar kameez ke bare mein Apna knowledge share karunga salwar kameez Hamari Pehchan Hai salwar kameez Ek easy suit Hai jisse Ham Pednekar Khud Ko Halka mahsus karte hain Baton uthne Mein Kisi Kishan Ki Koi rukawat Nahin Hoti e chal bar quiz Mein ham log bahut hi Khubsurat Nagar Aate Hain aajkal to mutra ki Jhanki design wali salwar kameez banvae ja rahi hai Pakistan mein salwar kameez ka istemal sabse Jyada Kiya Jata Hai namaj padhne ke liye salwar kameez use ki Jaati Hai salwar kameez na sirf balon ke liye Bal ke bacchon ke liye bhi salwar kameez banvane chahie is bacche aasani se baith sakte hain pencil jeans mein bacche tang Hote Hain isliye in ke liye salwar kameez night best Hai Raat Ko Sone se pahle bacchon ko salwar kameez Par Na Kar chalana chahie Taki vah iji se Soch sake iji hokar so sake salwar kameez Hamara Komal Awaaz hai salwar kameez ke aajkal Muslim designs a rahe hain Kuchh log to yah design bahut hi shauk se banwat Hain salwar kameez pahan na bahut hi Jaruri Hota Hai salwar kameez Jyada 6 Jan istemal Karte Hain salwar kameez ke bahut se fayde Hain nuksan bilkul Bhi Nahin Hai
        Salwar kameez ke fayde
        Salwar kameez pahnane ka dear members sabse bada fayda yah hai hai ki salwar kameez ke istemal se Ham aasani se baith uth sakte hain salwar kameez Hamara Islami Divas hai salwar kameez ka fayda sabse bada yah hai ki garmiyon Mein isase Garmi ki chid Atka mahsus hoti hai salwar kameez ka istemal bacche bahut shauk se Karte Hain Kyunki vah Baithe Uthe aur garmiyon mein to bacchon ko sirf Sharma queasy use karvani chahie tan ke bacchon ko Aadha dalegi salwar kameez bhi Hamara lovers hai
        • #19 Collapse

          Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

          ham sab yeh bat janty hain keh shalwar aur qameez hamar qoumi libas hy , hamen isko promote karna chhaye . agar ham aj se kuch arsa past ki traf jaen to duniya me shalwar qameez ko ni mana jata tha matlb jo log bht ziada advance thy aur jo angreez hain .wh yeh samajty thy keh shakwar qameez ach alibas ni hy .wh isko libas e ni samajty thy aur jb hm me se koi foreign country me jata to pent shirt pehn kar jata takeh ham apni achii look dy saken .
          jb se Imran Khan pakistan ka prime minister bana hy to is ek bandy ne shalwar qameez ko pori duniya me introduce karay .jb bi hamara wazeer azam kisi dosry mulk ke dory py jata hy to ham dhkty hain keh wh shalwar qamez me hota hy ,yeh koi choti bat ni hy .yhe hamara culture hy aur hamen apny culture ko e promote karna chahye .wh log aur wh qoum duniya ke naqshy se mit jati hain jo apni riwayat ko aur apni saqafat ko bhol jati hain . hamen apnu qaomi libas py fakhar mehsoos karna chahye .agar libas pehn se koi izat hoti to hamar wazeer azam kbi bi kisi dosry mulk me ja kar shalwar qameez me speech na kar rha hota ,even united nation ke ijlas me bi jahan sb pent shirt me thy , sirf yhe banda shalwar qameez me tha .jsi se pori duniya me ek impact gia keh pakistan ka bi koi culture hy . ham dhkty hain keh bht se log abi bi jo bary shehron me rehty hain wh isko thek ni samajty laken aesy log sense bi ni rakhty. ab se bara faida jo mje shalwar qameez me mehsoos hota hy wh yeh keh ham khud ko khula dhulaa mehsoos karty hain .
          • #20 Collapse

            Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

            Asalmoalikum maira review "SHILWAR KAMEEZ" py mabni hy

            INTRODUCTION
            Shilwar kameez hamra traditional hmara qomi libas hy jis ko kapry sy tyar kia jata hy yae shilwar jo nechy k hisy or kameez oper waky hisy ko cover karti hy
            Is ki bhut se quality hain sardio k ley alaida or garmio k ley alida kapra hota hy
            Or in kapro ki b age kae iksam hain
            Kameez ki samny or side py pocket or centre mai button lagy hoty hain
            Is k sath sath shilwar mai oper waly hisy mai nara dalta
            Har elaqy mai mukhtalif design paya jata hy
            Or is ki bhut c iksam hain jin mai
            Punjabi kurta
            Punjabi suit
            Sindhi suit
            Balochi suit ( jis ka design sab sy alaida hota hy is ki shilwar mai bhut zaida kapra lagta hy)

            FAWAID
            SHILWAR KAMEEZ pehnyny k kae fawaid hain phyla yae k yae aik khula libas hy ap is mai ghutan mehsos ni karty
            Yae market mai easily avalbe hy or is ki bhut c variety hain ap apni istatat k mutabik khareeb sakty hain
            Or yae dress wasy hmary ley fakhar b hy keu k yae shilwar kameez Hmary NABI or Sahaba ka dres hy
            Is dres nai normal banda b khobsorat lagta hy
            Ap isy zaida arsy tak istemal lar sakty hain

            DISADVANTAGES
            Is ko maintain karny k key apko isy bar bar istery karna parta hy jis oy kafi mehnat lagti hy
            Agr by etiati sy kapra phat jae to pora jora zaya ho jata hy
            Is ki silwany ki kafi zaida rate chal rhy hain
            • #21 Collapse

              Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

              ji members kya hal hai aapka ummid karti hun ki aap sab thik honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge yah new salwar kameez ke bare mein hi chuke salwar kameez hamara stop till band hai aur yah takriban har ko hi banta hai aur iski bahut jyada important hasil hai salwar kameez ka istemal itna jyada hai ki har Koi isko banta hai salwar kameez chahe maar dohari aurat ladki ho ya ladka baccha hai baccha har kisi ko hi suit karti haisalwar kameez peene se ek insan bahut jyada khubsurat lagta hai aur yah Maharaj ka khel baat hai salwar kameez bahut pyare hote hain salwar kameez aajkal to branded bhi milte Hain aur salwar kameez readymade mil jaate Hain salwar kameez koshish bhi karva sakte hain aur salwar kameez readymade bhi mil jaate Hainaamtaur per jyadatar salwar salwar kameez ka fashion har Ghar mein hai lekin usko jyadatar vah log istemal karte Hain Jo middle family se taru rakhte hain aur unko istemal karne mein koi bhi pareshani Paisa nahin aati wo log jo salwar kameez ji ka istemal nahin karte vah bhi kabhi kabar aise function Jo salwar kameez ke liye bahut jyada jaruri hote hain vah salwar kameez ka istemal karte hain hamen chahie ki Ham bhi salwar kameez ka istemal bahut jyada Karen aur swarg mein Sama ja bahut suit bhi karti hai
              • #22 Collapse

                Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                pricey shalwaar kameez aik aisa libaas hay jis important hamko yeh pehn kar kisi bhi kisam ki koi pareshani nai hoty isk pehnnay say hamaray jisam ka koi bhi aisa hissa nai hay jisay koi aur daikh sakta ho agar ham pent courtroom pehntay hain to hmain is baat ka aehsaab hota hay okay us say bhi hamra jisam apnay aap he bahir ki tarf jhankna shuru kar daita hay jis major jub ham apnay he ghar primary jatay hain to ahm bahut ziada sharm mehsoos kartay hain laikin aaj ok is dour most important yeh aik trend ban chukka hay agar aaj koi shalwaar kameez pehnta hay to usay log kehtay hain okay yeh bahut he historic soch rakhnay wal hay isay experience he nai hay laikin agar ham apnay previous ki tarf jatay hain to hamko is baat ok baray foremost pata chalyta hay ok sharm o haya kia hota hay aur libaas say kaisay apnay jisam ko dhanpa jata hay.FAIDAY;
                dear jub ham apnay jisam pay shalwaar aur kameez jaisay libaas ko pehntay hain to hamain apnay jisam ka koi bhi hisaa kisi ko dikhanay okay kabil nai bachta hay aur agar ham koi bhi aur libaas pehntay hain to hamko us fundamental kisi na kisi hisaay say sharm sense hoge jis most important hamain baad important soch aaty hay okay hamko aisa libaas nai pehnna chaye tha is say barra aur kia faida ho skata hay okay is libaas say hamaray jisam ka har aik hisaa dhanp jaata hay aur ham aik mehfooz jisam ok sath kahin bhi ja saktay hain laikin maine daikha hay ok log ab aisa libaas pehnnay predominant sharm mehsoos kartay hain aur jo is wakt sab say ziada trend tarakki kr gaya hay usay ham pent court docket ka title daitay hain,NUKSANAAT;
                dear mairay khayal aur mairy soch ok mutabik shalwaar aur kameez ok libaas fundamental hamko kisi kisam ka koi bhi nuksaan nai hay qk jub hamara sab kuch dhakka huwa hay to hamko is principal nuksaan wali baat ka koi bhi fikkar nai karan chye.
                • #23 Collapse

                  Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                  Wha wha jnb kia hi bataan hin shulwar qameez ki becauae main to is fashion ka dewana ho giya hn because kuch arsa pahely ki baat hai mjhy pentshirts pahemmany ka shock dill mein utha aour min pher shalwar qameez sy pentshirts py convert ho giya ,,,,
                  Pher kia hona tha wohi hova jo aik desi bandy k sath hota hai jb wo angraizi libas pahnta hai wo sb ko pta hai k pents waly bandy un ko main bechara hi khe sakta hn ,,,,pher main ny jlad hi shalwar qameez py agiya aour mart marty bacha because us mein to mjhy jakar kr rakh dia tha ,,,,
                  Hamari shalwar qameez zinda baad aour sb sy barh kr yeah k yeah hamain besharmi aour beheyai phelany sy bacahata hai brcause ye khula khulla hota hai aour hawadar hota hi ,,,pents shirts mein to aisy mahsos hota hai jaisy nanga chal raha ho because us sy jiam k her aaza ayyan hoty hain,,,,,toba toba
                  • #24 Collapse

                    Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                    Shalwar and kameez hum log pehentay hein jo k contributors ko nunged into hone ka samna karnapad sakta hai isliye aapko hamesha theForex markettradingbest records associated with the Forex market buying and selling proportion Karen aur hamesha totalcorrect aur high-satisfactory records shape mein proportion Karen faux records proportionKarne faux records proportion Karnewalemeationmembers ka shape meinbahut nuksan ho sakta hai unka account bhiblock ho sakta hai iske sath sathaapko koi bhi informationform mein milati haito aapko chahie ke pahle Khualisticmanner mein lekar a sakte hainform mein milati haito aapko chahie ke pahle Khudusko affirm Karenaur in line with usko right realistic manner meinleayp ko es maikafi nuqsan uthana parta hai kiyu kay ye buying and selling hai tu es maiap nay kam karnahai tu ap ka kam hai kay ap es mai actual records paykam kartp nay kisi ki dihowi khabar pay changeopenkar diya tu ap kaliye kafi mushkil ho jata hai es mai acha kam karna atnaasannhi rhata hai tu ap nay apna kam karisi kay khainye qsan sirfap ka he hota hai tu apna kam achye say achakartye hain tu ap es mai kamyab haiwarna tu ap kisi kay khainye pay chaltyehain tu sirfarketplace meinitna achcha Dal nahin karte aap kuchh aap is marketplacemein agar acchi Mein karte hain aapko ismein fayda hojata hai aap ki aap tobahut hello jawabis marketplace nakeliye aapagar is maarpeet mein time laga kar wapas marketplace Mein soch samajh Kar kam karnahoga agar aapke byskip acchi records hai to aap sabse pahleaace Meinfayda hoga agar aap is marketplace Meingetting to know entire nahin karte to aapko is marketplace Mein fayda nahin hogaSB aapkochahie ki aap is marketplace aapkotime lagana hai to aapko soch samajh Kar kam karna hoga jomodern-day marketplace Mein soche samjhebagair kam kar rahe hote hain unko is makanhota rahein achchakam Karen agar aap is marketplace Mein achcha kam karte hain to aapko ismein accherecords bhi hasil Ho jati haiuske horrific aapko is marketplace mein haorrific aap khush marketplace Mein achcha kam karsaktehain is marketplace meinaapko time lagana hota hai uske horrific aapkoismein kamyabimil jaati hai magar uskin kar sakte to aapHo ismein ka foremost bhinahin Mil sakti aapko chahieki aap is marketplace mein time lagana hoga tab aay Online Trading ok corporations okliaybohat say log indicators createky hain foreign exchange buying and selling ok hawalay say bhi indicators aksar miltay hainlogonko kuch new investors kikoshish hoti hay ok indicators mill jain to un pay buy indicators ok hathonapna nuqsan karwa bethty hain aur fauxindicators ko hello proportion bhi kar daitay hain pals ok sath hello. mery khayal foremostagar kisi member ko indicators miltay
                    • #25 Collapse

                      Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                      Asalam.O.Alikum
                      Shalwar Kameez Pakistan ka qoomi libas hai. Ye humri punjab ki pehchan hai jo k Pakistan ma zyda tar Punjab ko show krwata hai. India k punujab m b shalwar kameez pehni jati hai.
                      Pakistan ki alg hi pehchan hai culture k sath shalwar kameez b boht matter krti hi. Shalwar kmeez ma insan nafees personality wala lgta hai. Is say body b cover rhti hai.
                      Shalwar kameez boys k liye:
                      Shalwar kameez asi dressing hai jo lrky b pehnty hein. Aye din shlwar kameez ka style b neya ata jat hhai or Larky b isko new fashion k according pehnty hein. Different designing k sath koi b Event ko Pakistani boys isko pehnty hein or har event k lehaz say carry karty hein
                      Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12334214

                      Shalwar Kameez girls k liye:
                      Shalwar kameez ma girls ki body cover rhti hai or society b usko achi nazar say tahzeeb wali nazar say dekhta hai. Girls shlwar kameez k sath dupata b pehnti hai jo usko dhanp k rkhta hai or lrki achy ghr ki tameez wali samjhi jati hai. Jasa k kaha jata hai k lrki ki sharam usko gehna hoti hai. Or wo khud ko Islam k sath ly kar b Chalti hai.
                      Hum sub ko chahiye k hum apny culture ko kabhi peechy na chory
                      Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12334215
                      • #26 Collapse

                        Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                        Ye review shalwar qameez py mabni hy
                        Introduction:​Shalwar kameez Pakistan ka komi libas hy. Pakistan me zyadzyada tar log shalwar kameez phnty hyn.
                        • #27 Collapse

                          Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                          Assalamu alaikum dear friends shalwaar kameez aik aisa libaas hay jis main hamko yeh pehn kar kisi bhi kisam ki koi pareshani nai hoty isk pehnnay say hamaray jisam ka koi bhi aisa hissa nai hay jisay koi aur daikh sakta ho agar ham pent court pehntay hain to hmain is baat ka aehsaab hota hay k us say bhi hamra jisam apnay aap he bahir ki tarf jhankna shuru kar daita hay jis main jub ham apnay he ghar main jatay hain to ahm bahut ziada sharm mehsoos kartay hain laikin aaj k is dour main yeh aik fashion ban chukka hay agar aaj koi shalwaar kameez pehnta hay to usay log kehtay hain k yeh bahut he old soch rakhnay wal hay isay sense he nai hay laikin agar ham apnay past ki tarf jatay hain to hamko is baat k baray main pata chalyta hay k sharm o haya kia hota hay aur libaas say kaisay apnay jisam ko dhanpa jata hay.
                          FAIDAY;
                          dear jub ham apnay jisam pay shalwaar aur kameez jaisay libaas ko pehntay hain to hamain apnay jisam ka koi bhi hisaa kisi ko dikhanay k kabil nai bachta hay aur agar ham koi bhi aur libaas pehntay hain to hamko us main kisi na kisi hisaay say sharm feel hoge jis main hamain baad main soch aaty hay k hamko aisa libaas nai pehnna chaye tha is say barra aur kia faida ho skata hay k is libaas say hamaray jisam ka har aik hisaa dhanp jaata hay aur ham aik mehfooz jisam k sath kahin bhi ja saktay hain laikin maine daikha hay k log ab aisa libaas pehnnay main sharm mehsoos kartay hain aur jo is wakt sab say ziada fashion tarakki kr gaya hay usay ham pent court ka name daitay hain,
                          NUKSANAAT;
                          dear mairay khayal aur mairy soch k mutabik shalwaar aur kameez k libaas main hamko kisi kisam ka koi bhi nuksaan nai hay qk jub hamara sab kuch dhakka huwa hay to hamko is main nuksaan wali baat ka koi bhi fikkar nai karan chye.
                          • #28 Collapse

                            Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                            Asalamalaikum:
                            Dosto me umeed karta hun ky ap sab kheriat se hon ge r aj ao ne hmary sath
                            1 bhut hi acha review share kia h jo k shLwar kameez par mabni h to dosto jese k hm sb janty
                            Hn k shalwar kameez pakistan me sb se zyda phny jany wala dress h r pakistan me tkribn 95%
                            Log shalwar kameez hi ohnty hn shalwar kameez hmara national dress b h shalwar qameez
                            Hmara hmara national dress b h ici wja se jb hm ksi bhr waly ko shalwar kameez phny dekhen
                            To hme bhut proud feel hota h hmary han shalwar jameez k bhut sary brands hn jo k bhut e awla
                            Kisam k shalwar kameez tyar krty hn to chaliye sb ic k khuch fawaid r nuqsan ki vat krty hn

                            Advantage:
                            Dosto jese k ap sb janty hn shalwar kameez hmara qoomi libaas h r ic ly pakistan me
                            Zyda tar log icy hi phnty hn to ic ka 1 faiwa ye b h k ye bhut eassy h shalwar qameez me bnda
                            Comfortable mehsoos krta h r icki or achi bat he k ye Hr city se asani se mil jty hn r hr koi afford
                            Kr skta h sardio k ly moty kpry hoty hn r garmio k ly patly kapry hoty hn

                            Disadvantage: Dosto jese hm janty hn k hr cheeze k fawaid k satg sath khuch nuqsanat hoty hn
                            Lkn shalwar qameez ka koi b nuqsan ni h lekin aj kl shalwar kameez k bhut se brand bn gaye
                            Hn jin ki qeemat b bhut zyda h r wo hr bndaa afford nahi kar skta
                            • #29 Collapse

                              Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                              dear shalwaar kameez aik aisa libaas hay jis main hamko yeh pehn kar kisi bhi kisam ki koi pareshani nai hoty isk pehnnay say hamaray jisam ka koi bhi aisa hissa nai hay jisay koi aur daikh sakta ho agar ham pent court pehntay hain to hmain is baat ka aehsaab hota hay k us say bhi hamra jisam apnay aap he bahir ki tarf jhankna shuru kar daita hay jis main jub ham apnay he ghar main jatay hain to ahm bahut ziada sharm mehsoos kartay hain laikin aaj k is dour main yeh aik fashion ban chukka hay agar aaj koi shalwaar kameez pehnta hay to usay log kehtay hain k yeh bahut he old soch rakhnay wal hay isay sense he nai hay laikin agar ham apnay past ki tarf jatay hain to hamko is baat k baray main pata chalyta hay k sharm o haya kia hota hay aur libaas say kaisay apnay jisam ko dhanpa jata hay.
                              FAIDAY;
                              dear jub ham apnay jisam pay shalwaar aur kameez jaisay libaas ko pehntay hain to hamain apnay jisam ka koi bhi hisaa kisi ko dikhanay k kabil nai bachta hay aur agar ham koi bhi aur libaas pehntay hain to hamko us main kisi na kisi hisaay say sharm feel hoge jis main hamain baad main soch aaty hay k hamko aisa libaas nai pehnna chaye tha is say barra aur kia faida ho skata hay k is libaas say hamaray jisam ka har aik hisaa dhanp jaata hay aur ham aik mehfooz jisam k sath kahin bhi ja saktay hain laikin maine daikha hay k log ab aisa libaas pehnnay main sharm mehsoos kartay hain aur jo is wakt sab say ziada fashion tarakki kr gaya hay usay ham pent court ka name daitay hain,
                              NUKSANAAT;
                              dear mairay khayal aur mairy soch k mutabik shalwaar aur kameez k libaas main hamko kisi kisam ka koi bhi nuksaan nai hay qk jub hamara sab kuch dhakka huwa hay to hamko is main nuksaan wali baat ka koi bhi fikkar nai karan chye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: &quot; Ye Review &quot; Shalwar Kameez &quot; Kay Fashion Par Mabni Hai &quot;

                                INTRODUCTION:
                                Assalam I Alaikum! Aj ka topic shalwar kameez pay mabni hai. Shalwar kameez hamara qoumi labaas hai. R sab sy bari baat yeh kay Islam mai aurat ka labaas hi shalwar kameez hai.mard ho ya aurat shalwar kameez mai khobsorat lgta or yeh bohat hi khobsorat labaas hai.Is mn Insaan apny ap ko bohat easy or comfortable feel krta hai. Log isay event mn bht shoq sy pehantay hain jesy k jumma mubark, eid, shadi etc
                                ADVANTAGES:
                                Shalwaar kameez k bohat sy advantages hain
                                1:pehnany mn khobsorat lgti
                                2: is sy insaan bohat comfortable feel krta hai
                                3: sab sy mzzay ki baat k isy har age k log carry jar sktay hain chahay chotay bachay hun, baray hun ya bari age k hun yeh sb age kay logo k liye best hai.
                                4: isay hum bary events like shadi, birthday parties, r eid etc pay hum log easily pehan skty hain
                                5: bari brands mai yeh bohat hi khobsorat available hoty hain.
                                6: isay har koi easily khreeb skty hain ku k in ki price bht hi reasonable hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X