Ye review Notebook banany par mubani hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Notebook banany par mubani hay
    Notebook banany ka business bahot hi profitable hay aur es business ko start karny key ley etni zeyada investment ki zarorat be nahi hoti kam budget key hoty howy be ham small notebook making business start kar sakty hey, agar ham es business me mehnat karen to hamara ye karobar bahot hi wide ho sakta hay aur hamara network nationwide par successful ho sakta hay,

    Advantages: 1. es business ko start karny key ley zeyada budget ki zarorat nahi hoti notebook machine buy kar key ham ye business start kar sakty hey aur es key cover ka design be khud hi bana sakty hey jo key koi mushkil kam nahi hay,
    2. Start me ye business start karny key ley proper training hasil karni chaye aur esa area es key ley select karna chaye ta key ye business time key sath wide range par pehl jaye,
    3. kesi tarha agar ye business kamyab ho jaye to hamara es business me experience bahot acha ho sakta hay aur es key bad ham ye sab cheezy be bana sakty hey,
    -note books
    -record books
    -graph books
    -drawing books

    Disadvantages: Ye business fail ho to nahi ho sakta hay magar jab tak mehnat na ki jaye ye business local area me agar kamyab be ho jaye to owner ko zeyada munafa nahi de sakta hay es business ka country me popular aur kamyab hona bahot zarori hay agar mehnat na ki jaye to ye business fail be ho sakta hay, Notebook machine buy karny key ley investment ki zarorat hoti hay aur es key ley area be zeyada hona zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Notebook banany par mubani hay

    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review nootbook banany pay mubni hay dosto main nay notebook banaei hay main to ic main har apni zindgi main har new hony waly wakia ic main lakta hon or ic main zaida to alama iqbal ki poetry bi lakta hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Notebook banany par mubani hay

      Notebook banany ka agar apna business start kia jaye to es key ley investment ki to bahot zeyada zarorat pardti hi hay es me mehnat aur workers ki be bahot zarorat hoti hay magar ye business bahot hi profitable ho sakta hay notebook ka business ham akeely bilkul be nahi kar sakty hey es key ley bahot zeyada workers aur sath me materiel ki be zarorat hoti hay, agar ye business karny ka plan ho to sab se pehly notebook banany wali kesi company key sath as a worker kam karna chaye ta key es business me koch experience hasil ho jaye es key bad agar notebook banany ka kam kia jaye to experience ki waja se es business me nuqsan nahi kia ja sakta hay, agar baghir hi kesi notebook banany wali company key sath kam key baghir ham ye business start karty hey to es me bahot zeyada risk hota hay aur es business me har sorat me hi experience na hony ki waja se hamy nuqsan ho ga, pehly ye dekna chaye key hamary pass investment es business ko start karny key ley ketni hay aur hamary pass es key ley koi achi si jaga ka hona be zarori hay, notebook banany wali machine ko buy karny ki be planing karni chaye aur es me use hony waly materiel key bary me acha khasa experience hona chaye ta key kesi kiam ka nuqsan na ho saky, notebook banany ka business es ley acha hay key har jaga par notebook ka business bahot acha chalta hay esi koi market hi nahi hay jes me notebooks ki shop majood na ho.

      اب آن لائن

      Working...
      X