Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

    G han acha knowledge aur acha trading experience ki waja se hi achi trading ho sakti hay na to knowledge key baghir kesi trader me ability majood hoti hay key wo achi trading kar saky aur na hi experience na hony ki waja se traders se achi trading ki umeed lagai ja sakti hay, agar Forex market me achi trading ho sakti hay to us key ley zarori ye be hay key discipline key sath trading ki jaye aur knowledge aur experience ka hona be traders key ley zarori hay, Forex market ko risky aur hard esi waja se samja jata hay key es me knowledge aur experience key sath discipline key baghir trading ki koi value hi nahi hoti hay agar esi trading ka koi faida hota hay per traders ko profit hota to koi be traders experience aur knowledge hasil karny key ley etni zeyada mehnat karny ki koshish bilkul be na karta magar kamyabi key ley jaha traders key ley zarori hay key knowledge hasil kary wahi par zarori hay key trading ka experience be gain kia jaye aur sath me discipline ki trading be apni kamyabi key ley zaror ki jaye, professional traders me bahot se other qualities key sath ye be quality hoti hay key esy traders pehly acha knowledge aur acha experience gain karny key bad hi Forex market me trading ka risk leny ki koshish karty hey, achi trading karny key ley luck ki zarorat bilkul be nahi hoti hay agar esa mumken hota to bahot se traders successful hi hamy nazar aty magar ham agar worldwide me traders ki performance ko deken to bahot se traders hamy knowledge aur experience key baghir trading karny ki waja se fail hi nazar aye gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

      Acchi trading karne ke liye experience aur knowledge zaruri hai ?
      Agar ap ais market ke andar ek Achcha profit Hasil karna chahte hain to aap ke liye zaruri hai ki aap is market Mein zyada Se Jyada knowledge or experience gained Karen Agar aapke pass knowledge or experience Jyada hoga to app forex trading ki market ke andar acche acche decision ley Sakenge agar aap is Mein acchi planning kar lete hain to aap is market ke andar success ho saktay hai aur ek Achcha profit Le sakte hain .

      forex main hum ketnay balance kay sath hum trade laga sktey hain ?
      Yah chiz depend Karti Hai Hamare knowledge or experience ke upar Agar Ham ismein knowledgeable Hain bahut jyada knowledge rakhte forex trading ka aur hamare pass bahut jyada experience Hai To Ham Thodi Si investment ke sath kam balance ke sath Ek bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar hamare pass Forex trading ka knowledge Nahin Hai to hamare pass Chahe Kitna Jyada balance Kyon Na Ho Ham is market Se Kabhi Bhi Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte to isliye Agar Ham ismein Thodi investment ke sath Bada profile chahty Hain To Hamen chahie ki Ham ismein knowledge or experience Hasil Karen aur uske bad Forex trading ke andar work Karen
      agar trde lgatay howay humain es main loss ho jata hain to kea humain trade ko closs kar deana chahey ?
      Jab Ham koi bhi order place Karte Hain To hum jo hi trade Lagate Hain To Hamari trade loss Mein Chali Jaati Hai vah loss se Hamen bilkul bhi tension Nahin leni chahie Kyunki vah Ham use broker ka spread pay Karte Hain Tu Jab market Hamare Haq Mein Aati Hai To fir Hamari trade blue Ho Jaati Hai aur jab Hamari trade blue Ho Jaaye To Hamen Sabar se kam Lena chahie aur trade ko kaatne mein bilkul bhi jaldbazi nahin Karni chahie Ham bahut jyada yah Galti Karte Hain Ki Jab Hamari trade loss Mein Hoti Hai To Ham Ek Lamba se sabar karte hain aur jab Hamari trade profit Mein a Jaati Hai To Ham ose jaldi se Kat Dete Hain Jiski vajah se Ham big profit Lene se reh Jaate Hain To isliye Hamen Sabar se kam Lena chahie Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai .
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

        g han pricey ap big apple bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agree krta hun foreign exchange trading maina ghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apni buying and selling essential zayda se zyda information ko gain krna hoga or apni buying and selling principal enjoy ko bhi advantage krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain ap foreign exchange major tab tak achi buying and selling nahi kar skty jub tak ap ok bypass buying and selling ka understanding or experience acha hoga jub apk pass trading enjoy acha ho tu he ap achi buying and selling kar skty hain or acha income lay skty hain forex fundamental jub ap posting work karty hain tu ap foreign exchange predominant kamyab ho skty hain or apka understanding bhi gain hota hai or achy experience ok liye apko demo account foremost apni trading ki practice karni chahye jis se ap apni buying and selling ka acha revel in advantage kar skty hain or achi incomes kar skty hain forex foremost hmain apni buying and selling ko bahter karny okay liye en factors par do elements par apni buying and selling karni chahye jiss e ap apni trading fundamental kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr apka information or revel in kam hai tu he apko buying and selling primary loss hony ok possibilities zayda hoty hain tu kamyab hony ok liye apko enjoy or information ko advantage krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

          Assalamu Alaikum dear Forex member aap sab log ummid hai ky khairiyat se Honge acchi trading karne ke liye Hamary pass experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Forex trading Ek bahut hi broad business hai ek international level ka business hai aur is vajah se iski knowledge bahut broad hai agar Ham yahan se acchi trading karna chahte hain to hamare pass bahut jyada knowledge or experience Hona chahie Kyunki Jab Hamare bahut Achcha experience or knowledge Hoga To Hamen market ki situation ko samajhny main asani Ho gi Jitna Jyada hamare pass experience Hota hai itna zyada hamare pass forex trading key skills hongi aur jb hm experiences ko use karti huay trading Karenge Ham yahan se achi trading kar Sakenge market ki movement ko follow karte hue trading kar Sakenge profit ki taraf ja Sakenge isliye Hamen chahie ki Forex ki Knowledge ko gain Karte Rahe r experience lety rhy r Forex trading kae experience hm different sources se le sakte hain ya to Ham Google se Forex ki knowledge or experience Le sakte hain Google se video Dekh ker experience Le sakte hain aur dusra HaMein Forex ny demo account ki. Aik opportunity provide Ki Hai yaha per daily basis per kam Kar Ke Bhi Ham Forex trading ki knowledge or experience gain kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

            walaikum aslam my dear forex member g han forex k liye knowledge or experience bht important hain or ye apko apne seniors se leni chahiye iske ilawa agr social media se information lena chahty hain to youtube per ap search kr skty hain forex ki trading kesy ki ja skti hai ya account kesy bnana hai ya or register kesy krna hai ye sb information youtube videos per mojood hoti hai is se apki knowledge me mazeed izafa ho ga iske ilawa ap jb kam krna start kren gen to mazeed experience gain kren gen or jo factor na smjh aen wo bhi ajaen gen... THANKS
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

              Yes dear AP ke bath bilkul teak hai hamy achi trading karny ka lay khuch Kam karny hoty hain pher he ham acha result hasal Kar sakty Hain . trading .main kamyabi hasal Kary ka lay zurarai hai ka ham menath or achi lagan SC Kam Kary or is ke learning jari raky ta ka hamara experience gain ho or hamy acha bonus Mily .pher he ham forex main kamyab ho sakaty Hain
              Dear forex forum main Kam Kary ka sath sath AP ko learning ke be zurarth hai learning ka lay AP Pak forex YouTube website use Kar sakty HainDera ap na bohat achi bath share ke Hain mehnat bohat important hai kisi be Kam ko complete karnay ka lay.My dear forex forum member post ke quality achi honi chay or spelling mistake be nai honi .
              Learning or Experience.
              Dear all Kam AP ko lazmi karna part ga pher he ap is set-up main kamyab ho gay . Sub SC paly ap learning Kary gay us ka lay AP ko YouTube. Website. Trading Book . Article. And Latest news Jo trading ka bary main hain in ko regulary watch karna ho ga pher AP ka Experience gain ho ga or ap ko acha benefit Mily ga . Dear Menath or lagan SC Kam Kary or kamyabi hasal Kary.
              Knowledge. Dear koi be Kam ho us ko complete karnay ka Kay us ka complete knowledge hasal karna partha hai pher ja ka acha result milta hai. Trading karny ka lay hamy apnay senior SC knowledge hasal karna ho ga . Pher ham us setup main Kam kar sakty Hain.
              Practice.
              Last ches hai practice .
              Trading main agr ap successful trader bana chaty Hain to AP ko is Kam main Regular practice ke zurarth hai . Practice ka sath sath AP na maximum time Dana hai is network ko acha benifit hasal karna hai.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                yes of course dear i agree with you achi trading k liye hame ache knowledge and experience ki zarorat ho gi agar hamre pass acha knowledge and experience ho ga tab hi ham achi earning kar saken ge is liye koshish karen k trading ko start karne se pehlye aap is ko achi trha jaan len our demo par iska experience hasil karen kam se kam ap k pass is ka basic knowledge hona chaiye ta k aap apni pehli trade par hi nakam na ho jaye us k bad wakat k sat sat aap ka experience level high ho jay ga our aap achi earning kar sakte hain

                why we need knowledge and experience:

                dear friends trading main kamyaab hone k liye hame knowlegde and experience ki zarorat hoti hai agar aap k pass acha knowledge and experience mojod hai to aap zayda se zayda der tak market main survive kar sakte hai our apna experience use kar k acha profit bhi hasil kar sakte hain for example aik shaks k pass acha capital mojod hain lekin dosry k pass acha experience and knolwedge and capital chota hai to aap k khayal main kon sa shaks acha trader bane ga ? g han wohi acha trader hai jis k pass acha experience hai wo apne knowledge and experience ka agar thik istamall karen to wo apne chote se capital se bhi bar profit hasil kar sakta hai lekin dosra shaks bar bar galti kare ga our low experience and knowledge ki wjha se apna big capital bhi loss kar le ga isi liye trading main sabse pehly knowledge and experience ki hi zarorat hoti hai

                where we get knowledge and experience :


                dear friends knowledge and experience gain karne k bohat se zariy hai agar aap acha knowlegde hasil karna chahte hai to aap internet se help le sakte hai bohat sari stes aap ko free and costly traidng course karwa rahi hai aap un k course kar sakte hai YouTube par aap seniors k lecture b le sakte hai aap mobile trading aap se bhi apne knowledge main izafa kar sakte hain is k ilawa mere khayl me sab se ach atarika pak forex forum par learning hai jaha aap apne seniors ki halp se apna knowlegde and experience level high kar sakte hiain
                our experience hasil karne ka sab se asaan tarika demo trading account hai jaha aap free trading kar k apna experience level high kar sakte hai our ache trader ban sakte hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                  Assalamu Alaikum Forex member ji han bilkul theek Kaha aapane acchi trading karne ke liye knowledge or experience Ka Hona bahut jyada jaruri hai aur knowledge Hamen tab mil sakta hai ki Jab Ham dusron ki post ko acchi Tarah Se Reet Karen aur Har Ek chij Ko land karne ki koshish karen Jab Ham dusron ki post acchi Tarah rate karte hain aur learning karte hain dusron Se To Hamara bhi achcha experience Ho Jata Hai Hamari knowledge badh Jaati Hai Jo Ham dusron se bhi share kar sakte hain aur experience Hamara Sthan badhta hai ki Ham Jyada posting karte hain Jyada acchi posting Jab Ham Karenge To Hamara experience bhi acche ho jaega aur ham expert trade abhi Ban sakte hain aur ham trading main bhi bahut jyada mehnat karke hi expert hote hain Kyunki trading Kitna Aasan Kam Nahin posting to Insan kar leta hai lekin trading karna bahut Mushkil the trading main aapko bahut Kuchh sikhane ki jarurat padati hai jo jo Insan trading co sikhata Hai Vahi expert hai aur vah Apna lost bhi bahut kam karvata hai jo log blouse ko recover kar lete hain vah bhi expert Raider hai aur loss ko recover karna bhi bahut jyada important hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Jab Ham trading karna chahte hain to hamare pass Achcha knowledge or experience Hona bahut jaruri hai aur Bina knowledge or experience ke Ham Yahan per bilkul bhi nahin Kamyab ho sakte aur accha profit Kabhi Hasil nahin kar sakte hain doston aapko is platform per apni abilities per Bharosa Rakhna hota hai aur mehnat ke sath Apne knowledge or experience ko Yahan per share karna Hota Hai Doston Agar Ham Chahte Hain Ki Ham trading mein jyada profit aur bonus Hasil Karen To Hamen apni learning per Jyada focus karna hoga Jyada se darling account per practice se karna Hogi tab hi Ham Yahan per Achcha profight Hasil kar sakte hain Forex trading main Vahi Banda Kamyab hota hai jo ke acche se kam karta hai aur uske pass Achcha knowledge or experience Hota Hai Vahi Bata is Mein Kamyab hota hai Jiske pass knowledge or experience Nahin Hota book kabhi bhi Kamyab Nahin Hota isliye Mere Bhai aapko chahie ki aapke pass knowledge or experience Hona bahut jaruri hai aur iske liye aapko mehnat aur Lagane se kam karna hoga aapko senior member se helpline Hogi unko follow karna hoga tabhi aapke pass Achcha Priya aur knowledge aaega isliye Mere Bhai aapko chahie ki aap acche se kam Karen aur mehnat se kam Karen Lagane se kam Karen Taki aap Karya ho sake aur Pyare bhai jaan Forex trading kamyabi Ki jamanat Hai Aapka knowledge or experience ki improvement Hoti Hai Jab aap during karna chahte hain To Hamen sabse Jyada knowledge aur experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki Hamen Nahin Pata Chalta ke Ham Ne Forex trading mein kis jagah action Mein Apni learning skills aur abilities ko focus karte hue reading karni hai aur yah bhi Kaha jata hai ki Forex trading karne ke Kuchh basic rules Hai Jin Mein basic rules hai ki Hamen proper knowledge Hona chahie frocks ki drums and Ramona logi ke bare mein Hamen Pata Hona chahie Hamen proper learning karke hi trade Karni chahie Iske alava Hamen frocks Mein kam karne kya proper experience bhi Hona chahie tabhi Ham Achcha profit Kama sakte hain aur Agar Ham proper Labh Nahin Forex periods ke bagair trading Karenge To Hamen lost ke chance jana hai to loss ko control karne ke liye aapko chahie ki aapke pass laws ko control karne ke bare mein bhi knowledge Hona bahut jaruri hai To Mere Bhai aap minut Karen acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                      Assalam-o-Alikum dear forex member g bilkul achy trader bany or achi trading karny k liye humhy buth zyda mehnat ki zarort hai trading karny say phly humhy apni learning skill achi karni ho gai phir humhy real account pay kaam karna ho ga forex main hum apni learning demo account pay achi kar skty hai demo accounat pay humhy daily ki post ki limit ko pura krna ho ga or zyda sy zyda mehnat karne ho gai demo account pay na sirf humhari learning achii hop gai balky humhra experience b increase ho ga or axha trader banny k liye humhy rules ko follow karty hoye tradin karni ho gai us k liye hum market ki movement ko dekhna ho ga achii trading k liye humhy mehnat karni ho gai apni learning skill ko acha krny k liye
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                        Hey forex members! Agar hm achi tarding karna chahte hain toh hmein pehle experts banna chahye take market ki movement ko smjh kar kam karen hmein pehle expert trader banna hoga take market ki movement ko smjh saken. Or achi earning kar saken or isko leave kar sakein forex business ek online business hai jo hm 24 ghante me or din raat kisi bhi wakt ghar bethay kar sakte hain. Achi learning hasil karte huay hm kamyabi hasil kar sakte hain. Or hmein ismen lalach nahi karna chahye lalach se hm loss ki taraf jate hain. As it is said that greed is curse. Hm ismen market k utar charhao ka baghor jaiza letay rahein. Agr hm tukka system se karte hain to is se apka account band hojaye ga. Hmein knowledge or experience hasil kark trading karni chahye. Hmein tarding lgane se pehle SL and TP ki optionlgani chahye. Kyunk yeh option hmare account ko wash honay se bachati hai. Hmein is option ko ignore nahi karna chahye. Hmein forex k rules and regualtions ko follow karte huay real tradinh open karni chahye. Hmein daily base oar apna target complete karna chahye. Daily target 50 posts or 4 threads hain. Daiily posting complete krni chahye t ake hmare account mein acha binus jama ho. We can also do forex trading as a part time job.Tradinh bohat dhyaan se lganji chahye agar choti c bhi mistake hojaye toh bht loss hojata hai or nakami ka samna karna parta hai and it leads to account washing. Achi trading k liye apna knowledge or experience zaroor barhayen. Senior or expert traders se rabta rakhen. Unse mashwara len or apne experts ki post or threads ko achi tarah parhen. Market ki movement ko analyse karein or daily news watch karen. Tamam indicators ko follow kren. Rules or regulations ko bhi follow kren. Apni learnig or knowledge ko increase karte huay apne experience ko barhayen.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                          Dear Forex number Agar Ham Chahte Hain Achcha bouns ismaile Achcha profit Hath se Ho To Hamen chahie Forex trading MN mehnt kry knowledg Hasil Karen Jitna knowledge aapke pass Achcha Hoga utna hi aapka Achcha profit Hoga unke aapki earning aapke learning py depend hai isliye aapko chahie Forex trading mein jyada Se Jyada mehnt Karen knowledge Hasil Karen experience Hasil Karen apni communication skills ko improve Karen Apne technical tools ko improve Karen Jab aapki technical skills acchi ho jayegi to aap Achcha bonus Milega isliye Si Koshish Karna chahie forex platfrom py mehnat kar k knowledg Hasil Karen hardworking se kam Karen acchi quality ke posting kry taky aap Achcha bouns forex platfrom py only wo he log kam kr skty jin k pas knowledg or skills hoti h is liye forex trading MN knowledg ka hasil
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                            Ji bilkul Agar Ham acchi trading karna chahte hain to hamare pass Achcha knowledge or experience Hona bahut important Hai Kyon Ke Agar hamare pass knowledge Nahin Hoga To Ham apni trade ki acchi aur strong analysis nahin kar Payenge Aur Is Tarah Hamari trade ke loss ke chances Honge isliye pahle Hamen learning Karni chahie knowledge Hasil karna chahie Forex ke rules and regulations ko samajhna chahie tha ki Ham mistakes ko avoid Karke kam Karen aur Hamara kam quality ka ho innovate avoid formative kam Karen Taki kam ki quality increase ho aur ham acchi earning kar sake Apne knowledge or experience ke liye Hamare liye demo account best option hai Jahan per Ham mistakes Karke usko theek karte hain aur apni learning Karte Hain dusron Ki posting ko trade karke learning karte hain Jaoge dusre members Apna experience share Karte Hain Is Tarah Hamari learning hoti hai aur ham apni mistakes ko thik karte hue kam Karte Hain Is Tarah Ham acchi earning kar sakte hain Jab hamare pass learning aur knowledge Hoga To Ham apni trait ko Har Tarah Se save Karenge analysis Karenge gay risk management Karenge is Tanha trade ke loss ke chances kab se kam Honge aur Hamen profit Hoga isliye knowledge or experience Hona bahut important hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                              jab tak hamare pass trading karne ka skill aur trading se related knowledge nahin hoga To Ham kabhi bhi Kamyab nahin ho sakte jab tak hemiyen use chiz ke bare mein knowledge bhi nahin hoga Ki humne is Pr work karna hai aur kis tarah work karke kamyabi Hasil karni hai isliye hamare liye yah baat zaruri hai ka Ham kisi bhi business ko start karne se pahle use per research Karen aur achcha knowledge gain Karen aur iske sath sath apna experience banaya jab hamara experience increased Ho jaaye hamen business related full knowledge Ho jaaye to tabhi Ham as business may enter hun aur enter hone ke bad hard work Karen aur apne hard work se khud ko use Business mein Kamyab banaa hai ISI tarah Forex business hai agar Ham ismein kamyabi chahte Hain To Ham is per hardworking Karen aur isase badhkar yeeh ke Ham demo account per practis Karen Ham jitna jyada demo account ko time doesenge hamen utna hi jyada fayda hoga demo account 1 practice account hai jis per Ham practis karte hain aur trading se related knowledge hal karte Hain trading se related hamara jitna jyada knowledge increase hoga hamen utna hi jyada fayda hoga aur iske sath sath hamen trading ka skill aata Ho jab hamen trading karne ka still aata hoga to tab Ham bahut acchi trade kar sakte hain aur acchi trade se accha profit gain kah sakte hain ham trading karna Koi aam baat nahin hai iske liye hamen hard-working karni hogi aur hardworking ke bad hi Ham achcha bonus banaa payenge aur hardworking se Hi Ham apne success ko possible banaa sakenge agar Ham Kamyab Hona chahte Hain To hamen yah baat apne palle bandh lini hogi ki Ham hardworking Karen aur khud ko Forex Ki duniya mein Kamyab banaen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai

                                Ji han bilkul Hamen Apna trade karne se pahle knowledge or experience ka Hasil karna Jaruri hota hai agar aapko knowledge or experience nahin hai to aap Kabhi Kam Yad Nahin ho sakte isliye aapko chahie Jyada Se Jyada time trading ko de mehnat Karen aur Achcha trade Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur acchi aur Nahin karne Ke Kabil banaa Saken aapki mehnat aur Achcha trade hi aapko Kamyab banata hai aur acchi aur Nahin karne ka mauka deta hai jo se aapko kamyabi milati Hai Agar aapke pass knowledge or experience nahin hai to aap trade Mein Kamyab Nahin ho sakte aapko demo account se practis karna chahie aur apne analysis ko experience wala banana chahie jisse aap Kamyab ho sake aur apne trade ko Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa sake Agar aapke pass trading ka knowledge Nahin Hai To aapko pahle step by step knowledge ko Hasil karna chahie demo kaun se practice karni chahie aur Market Analysis sarson Khas karna chahie Taki aap acchi trading ka sakain aur Achcha earning karne ke Kajal Ban sake.
                                🌼 Never Give Up 🌼

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X