" Ye Review Honda Ki Company Kay " CG 125 " Par Mabni Hai "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    " Ye Review Honda Ki Company Kay " CG 125 " Par Mabni Hai "
    Asslamualeikum

    Aj Me Jis Bike Ki Knowledge Ly Kr Peesh hwa Houn Ye Ek Bhut Hi Acha Bike Hai Umeed Karta Houn Keh Ye Bike Ap Sb Ko Bhut Pasand Aye Ga.
    Bike Ka Naam : “ Honda CG 125 “
    Bike Ki Deegar Malomaat :

    Is Bike Ka Engine Hai : Engine 4-Stroke Single Cylinder Air Cooled

    Is Bike Ki Displacement Hai : 125 cc

    Is bike Ki Bore & Stroke Hai : 56.5 x 49.5 mm

    Is Bike Ki Compression Ratio Hai : 9.0:1

    Is Bike Ka Clutch : N/A

    Is Bike Kay Gears Hain : Transmission 4-speed

    Ye Bike Kesy Start Hoti Hai : Starting Kick start

    Is Bike Ka Frame Kis Cheez Say Bana : Frame Diamond Type Steel

    Is Bike Ki Dimensions : (Lxwxh)

    1911 Ground Clearance 140 mm

    Is Bike Ki Petrol Capacity : 9.2 L

    Is Bike Ka Tyre at Front Hai : 2.50 – 18

    Is Bike Ka Tyre at Back Hai : 3.00 - 17

    Is Bike Ka Dry Weight Hai : 99 KG

    Advantages Of This Bike : ( Is Bike Kay Fawaid )

    Ye Ek Normal Use Wala Bike Hai Iska Engine Bhut Zaida Powerful Nhi Hai Sports Bike Ki Nisbat Or Yeh Bhut Tez Chalti Hai…Or Bike Ki Fuel Average Bhi Thk Hai Ziada Nhi Hai

    Disadvantages Of This Bike : ( Is Bike Kay Nuksanant )

    Ye Bhut Tez Chalti Hai Jis Ki Wajah Say Bhut Say Accidents Bhi Ho Jaty Hain..


    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

    HIfriends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review honda company ki quat 125 CG per mubni hay dosto ya boot acha motercycle hay or is ka engean boot zaida power full
    or is kay engen ki do sal ki werintey bi hay or ic ki pheli theen services bilkol free kar kay datay hain or in main or ya to boot power full hay or ic ki speed to boot zaida hay aghar ic
    ki speed zaida hay or ic kay petrol ka kharvcha to boot zaida hay aghar ap nay bi motercycle lana hay to ap bi honda ki compeni ka quat 125 cg lay lo or ap or kanjoci na karo or ap
    ya motercycle lain or zingi ko enjoy kar lo ak din to mar gana hay to ic liay ap enjoay kar lo jab ka khal na karo zingi main mogan kar lo to ya boot achi baat hay
    • #3 Collapse

      Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

      dear main bhi is bike ko use karta hoon is bike k bahut saray faiday hain jin say hamko aik sakoon sa milta hay agar ham kisi aisi car ya bike ko use kartay hain jis main hamko dourane safar kabhi bhi koi pareshani ka samna nai hota hay to hamko aisi bikes ka zarur sab ks ath zikar share akrna chaye aur agar hamray explain karnay say kisi aik bhi banday ko faida hota hay to ahmko usk baray main bahut ziada khushi milege aur ham aik sakoon sa feel kraingay un main say aik bike yeh bhi hay jiska name hay honda cd 125 jiska aaj tak mayaar bhi wahi hay aur iska safar karnay ka aik apna he mazza hay.
      ADVANTAGES;
      dear agar ham is bike ki new ho ya old ho buy kartay hain to ahmko iski faciliries bahut sari mil sakty hain aik to yeh safaer k douraan hamko bahut sakoon daity hay jis main ham jitna bhi safar kar lain hamko kabhi koi thakawat feel nai ho sakty hay aur agar ham is main baat kartay hain petrol k kharchay to wo bhi sab say kam main bahut ziada safer karty hain aur sath sath iski resale value bhi bahut he achi hay jub hamko isay sail karna hota hay to phir bhi is say koi lose nai hota hay.
      DISADVANTAGES;
      dear agar ham is bike ko aik baar buy kar laitay hain to hamko isk buy karnay main koi bhi nuksan nai hay.
      • #4 Collapse

        Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

        Yes dear brother aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane Honda company ke Ek bahut hi famous motorcycle aur Jiski aajkal market mein bahut jyada demand hai uske bare mein aapane bataya Hai Honda CG 125 Ek bahut ki top class ka motorbike hai ya Tamam motorbikes Mein sabse top per ja raha hai Kyunki iska engine Paida hone ki vajah se aur iski shape Hote Pyar hone ki vajah se ismein market ki bahut jyada demand hai aajkal Agar Ham Dekhen to iska bahut jyada market chal rahi hai Tamam Chhote bikes Mein yah sabse top per hai aur kaun sabse Jyada powerful hai dear brother Honda CG 125 Sabse Pyara motorcycle and Kiska sound bahut hi Jabardast hai agar aap ja rahe ho Road per to iski awaaz bahut hi Pyari hoti hai aur iski speed Tamam motor bike se jyada hoti hai.

        Dear lekin aajkal Agar Ham ismein market ki price Deccan to Honda City 15 ki price bahut jyada hi hai aur yah Aam Logon ke kharidne ke Mein Nahin Aata Agar Ham in bikes Mein Dekhen to sabse mahanga Ja Honda CG 125 hai lekin yah motorcycle bahut powerful hai ismein agar Ham isko Jyada overspeed Karenge to ismein Girne ke chances bahut jyada hote hain vaise to iski Road Garib bahut hi Sab bardast Hai Lekin ismein Garmi ke chance bahut jyada hote hain agar aap ismein overspeed Karenge to aapko bahut hi hai Dehat ke sath kis ka istemal karna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
          Asslamualeikum

          Aj Me Jis Bike Ki Knowledge Ly Kr Peesh hwa Houn Ye Ek Bhut Hi Acha Bike Hai Umeed Karta Houn Keh Ye Bike Ap Sb Ko Bhut Pasand Aye Ga.
          Bike Ka Naam : “ Honda CG 125 “
          Bike Ki Deegar Malomaat :

          Is Bike Ka Engine Hai : Engine 4-Stroke Single Cylinder Air Cooled

          Is Bike Ki Displacement Hai : 125 cc

          Is bike Ki Bore & Stroke Hai : 56.5 x 49.5 mm

          Is Bike Ki Compression Ratio Hai : 9.0:1

          Is Bike Ka Clutch : N/A

          Is Bike Kay Gears Hain : Transmission 4-speed

          Ye Bike Kesy Start Hoti Hai : Starting Kick start

          Is Bike Ka Frame Kis Cheez Say Bana : Frame Diamond Type Steel

          Is Bike Ki Dimensions : (Lxwxh)

          1911 Ground Clearance 140 mm

          Is Bike Ki Petrol Capacity : 9.2 L

          Is Bike Ka Tyre at Front Hai : 2.50 – 18

          Is Bike Ka Tyre at Back Hai : 3.00 - 17

          Is Bike Ka Dry Weight Hai : 99 KG

          Advantages Of This Bike : ( Is Bike Kay Fawaid )

          Ye Ek Normal Use Wala Bike Hai Iska Engine Bhut Zaida Powerful Nhi Hai Sports Bike Ki Nisbat Or Yeh Bhut Tez Chalti Hai…Or Bike Ki Fuel Average Bhi Thk Hai Ziada Nhi Hai

          Disadvantages Of This Bike : ( Is Bike Kay Nuksanant )

          Ye Bhut Tez Chalti Hai Jis Ki Wajah Say Bhut Say Accidents Bhi Ho Jaty Hain..
          Ji han dost aapane acchi baat batai hai Honda 125 bahut hi Achcha bike hai jismein aap bahut jyada enjoy ke sath apni journey start kar sakte hain ismein aap Jyada Se Jyada miles average Hoti Hai jismein kam fuel ke sath aap Jyada Safar kar sakte hain isliye aapko yah bike bahut hi fayda Deti Hai Iski power bahut jyada hoti hai aur iski power sports bike Ki Baat kam hoti hai lekin average Jyada hoti hai isliye iski Jo disadvantages hote hain is Bike ka nuksan ho Jaaye bahut Tej Chalti Hai Jiski wajah se Bhav se accident ho sakte hain aur iske sath sath aapko yah bacchon Ko Nahin Dena chahie Kyunki iski speed bahut jyada hoti hai aur yah bacchon ke liye Jyada nuksan Ka 22 ho sakta hai accident ho sakte hain isko aise aapke sath chalana chahie Kyunki iski speed bahut jyada hoti hai aur Is Tarah aap ka Thode Waqt mein jyada Faisla Hatya karne ke liye use hota hai agar aapane koi Lamba Safar karna hai Lamba journey karna hai to aap 125 use kar sakte hain.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

            Advantages

            Dear friend aap ki baat bilkul theek hai Honda CD 125 yah Ek bahut hi Achcha motorcycle hai bahut hi jyada istemal Hone Wali yah bike bahut hi Tej Chalti Hai uski high-speed ki vajah se log Kis Ko Pasand Karte Hain aur is ki awaaz ki vajah vajah se bhi bahut Sare log isko Pasand Karke Aate Hain iski bahut hi acchi Awaaz hai aur Iske alava yah aapko acchi price Mein Mil Jata Hai Jis Se aap long drive per bhi Jana Chahe Jyada Dur Ka Safar karna Chahe to use Kariye kar sakte hain Kyunki aap Agar CD 70 ko Honda 125 ke sath compare karen to yah bahut hi Achcha model Hai Jaise ke Agar aapko 100 kilometre Se Jyada Ka Safar karna ho to aap CD 70 per nahin kar sakte aapko bahut Mushkil per Jayegi lekin agar aap cd125 per Karenge to vah aapko jaldi vahan Le Ja sakta hai aur aap easily pahunch sakte hain to isliye Ek bahut hi Achcha aur Behtar motorbike hai jisse aap aap maja Hasil kar sakte hain

            Disadvantages

            Dear friend a motorbike 125 ka disadvantage yahi hai Kyunki yah bahut jyada speed se chalta hai to is vajah se bahut Sare accident bhi hote hain aur iska dusra nuksan yah hai ki yah fuel consumption is ki bahut jyada hai agar CD 70 per litre 70 kilometre Karti Hai To yah 125 35 km per litre Karta Hai Tu Jo keh bahut jyada consumption hai jisse aapko bahut jyada dalvana padta hai aur uske alava iska sound bahut jyada hai to bahut jyada sound hone ki vajah se kuch log isko Pasand Nahin karte
            • #7 Collapse

              Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

              Fayda

              Pyare dost ji han bilkul Honda ki cg125 motorbike bahut hi acchi motorbike hai aur iski qualities bahut hi jyada hai Jaise ke high speed hone ki vajah se aap is per speed Mein Achcha Safar kar sakte hain jaise ke cd 70 per aap Kitni speed Mein Nahin Safar kar sakte Jitna aap cg125 per kar sakte hain aur uske alava iski speed smoothly bahut hi Achcha hai aur market value bahut acchi hai aap Jab Marji isko sale bhi kar sakte hain yah aapke pass net cash Ki Tarah Hai Jab aapko Paisa Koi jarurat ho aap isko foreign sale kar sakte hain market Mein iski value bahut jyada hai aur is main Japan car engine hone ki vajah se ek bahut hi quality aur aap ko Hasil Hoti Hai Kyunki ismein quality bahut jyada behtar hai jisse aapko bahut jyada benefit Hasil hota hai yah long-term aapka engine use hota hai Jaise ke 10 se 15 Sal Tak aapka Intezar bahut hi behtarin rehta hai kharab Nahin Hota Japan ki machinery fit hone ki vajah se bahut jyada quality wala hai

              Nuksan

              Pyare dost CG 125 ka nuksan Ya Hai Kyunki high speed hone ki vajah se is se accident bahut jyada hote hain aur iski break leather break Hai To is vajah se jaldi break bhi nahin lagti aur iska sabse bada masala yah hai ki yah bahut jyada Shor karta hai Jis Se chalane wala Khud bhi disturb hota rahata hai Jyada Awaaz ki vajah se Banda disturb hota rahata hai aur iska main masala yah hai ki iski fuel ki consumption bahut jyada hai ya per later 35 kilometre Karta Hai Jab Ke Honda CD 70 per litre 70 kilometre Tak Karti Hai To isliye iski Kyunki consumption bahut jyada hai
              • #8 Collapse

                Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

                Assalamu Alaikum friend Honda CG 125 bahut hi Achcha motorcycle hai Iske bahut hi khasiyat hain Jiski vajah se log Ja motorcycle bahut shauk se rakhte Hain aur Jain hone Ja motorcycle Rakha Hota Hai vah Isko bahut hi Saja Ke a rakhte Hain aur koi kasar nahin chhodate Kyunki Ek to Ek motorcycle ki price bahut jyada hai is vajah se log bahut Khayal rakhte Hain aur dusra hi Ke Logon Ko is motorcycle ka chalane ka shop bhi bahut jyada Hota Hai Iski price bahut jyada hone ki vajah se bhi log isko khareed Te Hain iski Khoj khasiyat ke bare mein main aapko batata hun Taki agar aap yah motorcycle kharidna chahie to iski specifications Dekhkar aapko Sab Kuchh pata chal Jaaye
                CG 125 ka engine 4 stroke Hota Hai jo ki power ke liye aur se bahut behtarin hai iska colour Hamesha rate Hota Hai aur SK silencer ka colour black Rakha Gaya Hota Hai yah donon colour SB bahut hi Acche Lagte Hain Jiski vajah se company ne Yahi colour select kiye hue hain aur log Yahi colour dekh kar isko Jyada khareed Hain SP final drive roller chain hoti hai Jo motorcycle ko chalane mein mother Deti Hai bahut hi jyada kirdar Hota Hai yeah motorcycle 125 cc hai aur iski speed bhi bahut hi jyada hoti hai Ajay Speed ke mukabale mein dusre Motorcycle se bahut tej hai ya Kisi dusre motorcycle ko Aage Nahin nikalne deta Iske shocks bahut Jabardast hai you aapko jump lagne Se bachate Hain Kyunki Agar shokes Sahi Na Ho To aapko jump Lagte Hain aur aapke Jaisa mein bhi Dard shuru ho jata hai isliye company ne motorcycle k shokes bahut hi acche banae Hain Taki customer ko koi Shikayat Na Ho
                Iske 4 gas Hote Hain Jyoti Har motorcycles ke same Hote Hain Iske Tanki mein petrol ki mikdaar 9.2 litre hoti hai Jab Ke a 2 litre petrol ismein reserve Rakha jata hai Taki aap Raste Mein Kahin petrol khatm hone ke bad Mushkil 8 ka Samna Na Karna Pade aur aap reserve Laga kar aasani se apni Manzil Tak pahunch Saken
                Honda CG 125 ki price
                125 ki price 157000 is Waqt Pakistan mein chal rahi hai aur is price mein Log motorcycle ko khread bhej rahe hain
                • #9 Collapse

                  Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

                  Honda Cg 125 Honda ky bikes mein bhut hi zeada chalny wala ek bike hai. Jo ky taqreban har 10 mein se 5 bandon k pas to zarur hota hai. Kyn k is ko leny ky bht FAIDAY hain ye ek bhut hi paidar bike hai aur kabhi bhi ap ko bhut jldi dhoka nahin deta.​Aap bht se logon ko dekhyn gy jnho ne ye salon se rkha hva hai. Ajkal gaon ky log zeada tar yehi lety hain. Kyn k unk liye ye bht mufeed hai. Har rasty se ba asani se guzar jata hai.
                  Iska engine bhut hi mazbut bnaya gya hai jo ky jald khrab nahin hota aur salon tak ap ka sath nibhata hai.

                  ADVANTAGES.

                  1)Ye bhut hi paida bike hai. Ksi bhi rasty se aap ko koi dhoka nahin de ga. Aur aap ka sath de ga. Jaldi khrab hkny wla engine nahin hai.
                  2)Taqatwar engine. Iska engine bht taqat war hai. Jtni onchi dhalwan ho ye asani se paar kar jata hai.
                  3)Speed bhi achi hai. Agar aap kahin jldi phnchna chahty hain to ye apko jaldi phncha skta hai.
                  4)Gaon mein zeada tar matti wghera hoti h. Isk tyres is trha k hain k wo hr rasty se asani se guzar jaty hain. Aur slip nahin hoty jldi.​

                  DISADVANTAGES.

                  1)Iski qeemat bohut zeada hai jo k ab tqrebn 1 lakh 30 hzar tak hai.
                  2)Mileage baqi bikes k muqable mein kam hai kyn k iska engine bara hai.
                  3)Har koi yeh bike afford nahi kr skta.
                  4) Agar koi seejh rha hai to use chahye k is pe start na le.
                  • #10 Collapse

                    Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

                    dear brother aapane Jo review Honda CG 125 ke bare mein Diya hai yah bahut hi best motorcycle hai kyunki yah Honda company ki taraf se sabse jyada famous motorcycle hai kyunki iski power bahut hi jyada hoti hai aur iska naam aap jiske samne pi lete hain usko ki qualities ka pata chal jata hai ki unke Pakistan mein sabse jyada use hone wala Honda CG 125 motorcycle hai aur iski demand bahut jyada hai jaise ke yah sirf do hi colour mein available hota hai ek iska red colour market mein bahut jyada use ho raha hota hai iske sath yah black colour may be available Ho Gaya hai iski demand bahut jyada hai jiski vajah se yah kafi jyada costly motorcycle hai isko agar aap purchase karna chahte hain to aapko yah pata hona chahie ki is motorcycle per aapko itna Paisa lagana padta hai jisse aapko kafi e acchi gadi bhi mil sakti hai kyunki iski fuel consumption bahut jyada hoti hai jab ke iski power bahut jata hai agar aap is motorcycle per long drive ke liye Jana chahte Hain tujhe aapko bahut hi jyada speed ke sath lekar ja sakta hai hai is motorcycle per aapko Safar karna hai to aapko yah pata hona chahie ki aise motorcycle per aapko apne sath safety gears use karne chahie kyunki yah motorcycle bahut thi powerful hai aur uski speed bahut jyada hoti hai agar aap yah motorcycle drive karti hui helmet use nahin karte to aapko ismein kisi bade nuksan ka samna karna pad sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

                      Dear aapane bahut Jabardast information Honda 125 se related Hamare Sath share karte hue Hamare knowledge mein increment Kiya Hai Kyunki Jab Ham Honda 125 purchase karna chahte hain to is related Kuchh important information hamare pass atleast honi chahie Jiski vajah se Hamari purchasing perfect ho sake Kyunki Jab Ham Honda 125 purchase Karte Hain Tor se related hamare pass Kuchh important information honi chahie Jo Hamare Liye faydemand sabit Ho Kyunki Jab Ham Koi chij per change karte hain to see related jitni bhi important information aur services Hoti Hai unko Jarur acche tarike se learn karne ke bad hi Humko apni purchasing complete Karni chahie.

                      Faidy :

                      Dear jab aapke pass Honda 125 hota hai to aap is per easily different places per travel kar sakte hain aur Jis location per local transport Nahin Ja sakti aap use area ko easily travel kar sakte hain Iske bad Jab aap is ke expenses ko local ya FIR special booking se compare karte hain to aapko bahut jyada economical feel hota hai aur aap is per travelling karte ho ya bahut jyada comfortable Hote Hain. Honda 125 no doubt Ek bahut hi expensive bike hai lekin agar aap iski quality scores ki price se compare Karte Hain To yah aapko bahut jyada expensive feel Nahin Hota.

                      Nuqsan :

                      Dear jab aap Honda 125 pa travel kar rahe hote hain to sometime aap bahut jyada speed Mein Ja Rahe hote hain Jiski vajah se aapko Kuchh problem ho sakte hain aur aap ka accident bhi ho sakta hai aur aap ko Jyada injuries ho sakti hai isliye is per travelink karte hue aapko bahut jyada careful Hona chahie aur yah bahut jyada expensive bike Hota Hai Isko Har member easily afford nahin kar sakta.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: &quot; Ye Review Honda Ki Company Kay &quot; CG 125 &quot; Par Mabni Hai &quot;

                        Asslamolikum !

                        Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek bike par mabni ha jis ka nam "CG 125" ha ham apny is jawab ma is bike kay bary ma tafseelan bat kary gan to is kay faidy or nuqsanat par bat kary gan to umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.

                        Introduction
                        :
                        Honda CG 125 ya honda cg japan ki honda ki tyar karda ek asi musafir motorcycle ha ya japan ma 1976 say 2008 tak padawar ma the or 1992 ma pakistan ma iski pedawar jari ha CG asal ma japan ma tyar kia gya tha lekn akhir kar yurpi mandi ka makahaz 1985 ma brazil, or 1992 ma pakistan or W or M odel kay liye turki chala gay CG 125 ma 124 CC (7.6)makab 4 stoke or our head walo singel salender enguine diya gya jo barso kay bad thora sa tabdeel hoa ha.

                        Advantages :
                        is bike kay bohat zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is bike ki milage bohat zada achi ha or iski brake bohat achi ha or iski seats kafi comfartable or achi han or ya bike bohat stylish ha kafi good looking ha ia bike ma har wo cheez majood ha jis ko 125cc bike ma hona chayia or ya bike chalny ma bohat achi ha lamby safar ma amm bike ki nisbat is pay thakawat kam hoti ha or is bike ki speed kafi zada ha.

                        Disadvantages :
                        is bike kay bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin ko ma apky sath share kro ga to ham start karty han is bike ki age multi ko behtar bnaya ja sakty to bohat zada acha ha or iski ikhtatami karkardgi kafi kam ha or iska apna motor cycle number tak nahi ha or iska abhi tak digital disply nahi ha analog ab acha nahi hota agr digital disply zada behtar hota or is bike ki speed kafi zada hony ki urat ma kfi accidents hoty han or isky zada nuksanat nahi han.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X