Analysis ko behtar kesay bnain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ko behtar kesay bnain?
    Dear forex friends main aap logon say yeh pochna chahta hon k ham nay jab forex market ka analysis karna hay to us analysis ko behtar kesay karen? please explain in detail
    If you work hard no body can stop you from success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

    G dear ap acha kam kar saktye hain jub kay ap kay anylsis bhi achye ho saktye hain tu ap ka kam hai kay ap candle kay barye mai aur chart kay barye mai apna knowldge barha dain kiyu kay sara kam jo hai anlysis mai wo hota he esi pay hai kay ap candles pay kam karain aur apna knowldge acha kar lain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet kay sath kartye haim tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye haim tu ap ka acha kam ye he hai kay ap es mai acha anlysis karnye ki kosesh karaim aur us kaliye zaroori hai kay ap apna knowldge increase kartye hain tu ap ka faida ho jata hai yani kay ap ka kam acha ho jata hai jis kay bad ap forex mai jub bhi trading kartye hain tu ap ki trading kafi achi ho jatye hai tu apna kam hamesha acha kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath kiya karain aur ap kosesh kiya karain kay achye anylsis aur achye chart kay sath kam karain ta kay bad mai ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay anylsis kay hisab say kam ap ka kafi better hota hai jis pay ap kam kartye hain aur ap ko ye faida daita hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jatye haim tu mahnet kay sath jitna acha kam kiya jata hai atna he faida hai ager ap es mai mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye masla hai kay ap es mai acha kam nhi kar saktye hain aur ap es mai na he kamyab ho patye hain tu ap mahnet pay acha kam karna chatye haim jub kay ap es mai mahnet kar kay kamyab ho bhi jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye kisi bhi qism ka masla na banye aur ap acha kam kar kay es kai kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

      Market analysis power ko mazeed behtar karny key ley learning karny par focus karna chaye aur members ko demo account me apni market analyzing power ko strong banana ho ga, weak market analysis key base par market ko samjna asaan nahi hota hay agar mazeed learning nahi ki jati to traders apni market analysis karny ki quality ko behtar nahi bana saken gey, expert traders successful hoty howy be demo account me 2 wajoohat ki waja se posting karty hey, 1 esy traders apni market analysis ko demo account me batter karny key ley mehnat karty hey aur 2nd market ki movement ko be understand karty hey, technical aur fundamental analyzing hi important hoti hay aur agar traders ki ye analyzing power weak ho to traders key ley profit earn karna mushkil hota hay, agar kesi indicator ko be samjna ho to es key ley be demo ka hi use kia jata hay, without demo account key ham apni market analysis karny ki quality ko acha nahi kar sakty hey aur na hi without demo account use key hamy market ko analysis karny me maharat hasil ho sakti hay, fundamental analysis key ley economic news key base par demo account me practical trading ki jaye to es se be hamari analyzing power me ezafa ho sakta hay jo traders market ko analysis bahot kam had tak kar paty hey esy traders successful nahi ho sakty traders me ye ability majood honi chaye key agar us me koch kami ho to es ko pora karny ki zaror koshish karen khas kar market analysis karny par hamy maharat hasil honi chaye es key baghir kamyabi ka sochna be nahi chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

        Aoa members. Forex market ek asi market hai jis me trends continuously change hoty rehty Hain. So hamain market ko proper follow krna part hai hai is liye hamara analysis b strong hona cheye. Ham market k trend ko dekh k ye Jan sakain k market ki next movement Kia honey wali hai . Market ka analysis different methods sy Kia jata hai. Candles use KR k . New ko follow KR k. Indicators laga k . And market k trends ko follow KR k. Yeh Raman methods use krty honey ham apna analysis I krty Hain so ham jitna ziada sy ziada in cheezo ko use krain gy hamara analysis b itna hi strong ho ga aur ham lari trading b behtar ho gi aur ham profit b achy sy acha bana salty Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

          Behtar Analysis ky leay Zaroori Eqdaam

          jesa ky ao sub janty hain ky trading ky leay market ky bary ma understanding hona zaroori hai apko is ky leay tthree type ky analysis ki smjh ho tb ao kamyab hho skty hain
          1. Fundamental analysis
          fundamental Analysis ky leay hamry pas news ky released hony aor uski previous aor forecast reading ka maloom ho aor yeh bhi pta hona chye ky is news ka impact kya ho ga aor kis kis currency pair aor instrument py iska impact dekha ja sky ga
          2. Technical Analysis
          Trading members forex market ko smjhny ky leay sub sy important technical analysis hai is sy he hamen market ky trend ka andaza ho skta hai previous history aor current situation ka pta chlta hai aor ham prediction ly kr hypothesis bna skty hain future trade management kr skty hain is ky leay hamen
          Market ky Candlestick chart pattern trendline line indicator oscillator different candles ky bary ma information ho tb ham successful trading kr skty hain support and resistance ko use kr ky exit aor entry point decide kr ky achi planning sy achi earning ki ja skti hai
          3. Sentiments of market
          Market ky bary ma dosry trading members investors aor liquidity providers ki thinking aor behavior ky bary ma janny ko market sentiments kaha jata hai in ka bhi markrt py bahot impact hota hai market makers ki manipulation bhi effect krti hai market ko.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

            forex trading main ap analysis ko aghr bahter krna chahty hain tu ap ko practice krna hoti hai jub ap market ko smjhny ki practice karty hain tab he ap forex main market ko achi trha se anlaysis kar skty hain es liye apka kam practice se he acha hota hai apko market ko analysis karny k liye sub he trading tools ka use karna hoga jub ap trading tools ko achi trha se market ko smjhny k liye apply karty hain tu he ap forex main achi market ko smjh skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain es liye hmaisha he ap ko kamybhi k liye market ko smjhny ki ability ko strong krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain market ko smjhny or anlaysis karny k liye apko 3 trha k analysis k sath market ko smjhna hota hai jis se hum achi trade find out kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main apko loss bhi tab he hota hai jub ap market ko smjh nahi skty hain or market ko analysis bhi nahi kar skty hain es liye apko soch smjh kar apni trading karni hogi or hmaisha he market ko anlaysis kar k he trading kran hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

              Exercise:

              Dear agar aap chahtey hein keh aap apne analysis ko ziada se ziada better banayen to uske liye apko ziada se ziada exercise ki zarurat hoti hey aap ko chahiye keh aap forex mein demo Account par ziada se ziada exercise karen Matlab aap analysis karen aur phir unko demo account par apply karen is trha se aap jitna ziada demo account par apne analysis ki exercise karengey aap utna hi ziada taizi ke sath apne analysis ko behter banane mein kamiyab ho jayengey isliye hamen chahiye keh hum apne analysis ko kafi had tak improve karen aur tab tak hum trade hi na karen jab tak keh hamare analysis perfect na ho jayen aur uske liye hamen din raat mehnat bhi karna hoti hey aur achi trha se practice bhi karna parti hey tab hi hum kamiyab ho saktey hein aur achi money earn kar saktey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                my dear friend forex market ko aghr ap analysis karty hain or apni market ko smjhna chahty hain tu ap jitni practice karengy otna he ap market ko achi trha se smjh skty hain aghr ap market ko achi trha se smjhengy nahi tu ap kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he ap achi trading kar skty hain achi trading k liye apko market ko smjhny ki ability ko strong krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apka expiernce jitna acha hoga otna he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or aghr ap market ko smjhna chahty hain tu apko demo account par trading ki practice karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main ap jub tak market ko smjhny ki practice nahi karengy tab tak ap market main profit nahi lay skty na he ap achi earning kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                  Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                  Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston forex market mein agar aap analyse karna chahte hain aur Market ko samajhna Chahte Hain To aap jitni practis Karenge utna hi aapke liye Achcha hoga utna hi aap market ko acchi Tarah samajh Sakenge doston Jitna aap market ko samjhe Ayenge Nahin to aap Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi aap acchi trading kar sakte hain agar aap acchi trading karna chahte hain to market ko samajhne ki ability ko strong karna hoga jisse aap Kamyab ho sakte hain aur acche earning kar sakte hain Forex mein aapke pass acchi learning Hona bahut jaruri hai agar aap forex market ko acchi Tarah samajh na Chahte Hain To aapko chahie Kadam account per practice Karen Jyada Se Jyada time demo account ko Den tabhi aap acchi practice kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain jab tak aap is market Ko Nahin samajh Jaenge aur na hi demo account per practis Karenge to aapke pass acchi learning Nahin Hogi to aap kabhi bhi acchi earning nahin kar Sakenge aur na hi Kamyab Ho Sakenge.THANKX
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                    Dear forex member Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement aur trends aur news ka knowledge hasal karna bohat zayada lazmi hota hay aur iss Kay liye haumay analaysis ki zarorat hoti hay. Forex trading may analaysis ki three types hoti hay.jinko haum trading may kisi bhi situation may istamaal kartay hoye trade open ya close kartay hoye profitable trading Kar saktay hay.forex Trading may three types of analysis hay
                    FUNDAMENTAL ANALYSIS
                    TECHNICAL ANALYSIS.
                    SENTIMENTAL ANALYSIS.
                    First may fundamental analysis hay jiss ko takreeban sab hi traders trading may istamaal kartay hay aur iss ki waja say achi trading kar saktay hay.iss type of analaysis may apko market ki movement ki news aur trends ka pata chalta hay ake tarha say haumay pridiction hoti hay Kay haum nay kiss currency pair pay ya commudities pay market ki kis movement ko daikhtay hoye trade open karni hay.
                    Technical analysis ko expert aur experienced traders hamesha trading may istamaal kartay hoye trading kartay hay.iss type of analaysis ko istamaal kartay hoye trading may achi earning hasal hoti hay magar zayada tar traders fundamental analysis aur technical analysis ko ake sath hi istamaal kartay hoye achi earning hasal kartay hay.sentimantal analaysis pay haumy international market pay political issue aur big investors Ki speech ka effect hota hay Jo haumay iss type of analaysis kay through pata chalta hay.forex trading may haumay apni mehnat aur mustkill mizaji Kay zariye Kam karna parta hay aur apni learning aur knowledge ki base pay haum analaysis kar saktay hay aur analaysis kartay hoye haum market ki movement aur trends ka mukamal knowledge hasal kar sakty hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
                      Dear forex friends main aap logon say yeh pochna chahta hon k ham nay jab forex market ka analysis karna hay to us analysis ko behtar kesay karen? please explain in detail
                      Dear aapane question kiya hai ki Ham Apne analysis ko kaise perfect aur behtarin bana sakte hain to use Hawale se main aapko yah batana Chahta Hun Ki Sabse pahle aapko analysis ki types Pata honi chahie aur uske bad FIR aap ko pata Hona chahie ki aap kaun si type ko kaise behtarin banaa sakte hain. Isliye main aapko step-wise iska answer deta hun.

                      Analysis ki sabse important type fundamental analysis hote hain agar aap fundamental analysis ko behtarin banana Chahte Hain To uske liye aapko completely focus news per karna Hota Hai Kyunki market Mein jitni bhi news a Rahi Hoti Hai vah market ki prices per bahut jyada effect karne wali hoti hai agar aapko news ke bare mein pata chal jata hai aur aapko idea ho jata hai ki market mein aane wali news kaun si commodity ki price ko fluctuate Karegi aur kis trend Mein iski prices hone ja rahi hain to aap apne fundamental analysis ko perfect banaa sakte hain.

                      Technical analysis bhi ek important type Hai analysis ki Jisme aapke analysis depend kar rahe hote hain candlestick uski information aur Market Mein maujud indicators per agar aap aap Technical Analysis ko perfect banana Chahte Hain To aapko market Mein banne wali different types of candlesticks ki complete learning Hasil karna Hogi aur iske sath sath market Mein jitne bhi indicator Hain unke bare mein main complete knowledge Hasil karna hoga Kyunki Agar aapko idea ho jata hai ki market ki next movement technically kis Taraf hone ja rahi hai to aapke technical analysis perfect ho sakte hain.

                      sentimental analysis market Mein expert log kar rahe hote hain aur yah totally depend kar rahe hote hain sentiments per expert trader is ko behtarin banane ke liye market ke different sentiment per focus Karke Inko perfect aur best banaa sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
                        Dear forex friends main aap logon say yeh pochna chahta hon k ham nay jab forex market ka analysis karna hay to us analysis ko behtar kesay karen? please explain in detail
                        Analysis ko behtar bananay kay liye sub say best jagah ya option demo trading account hai. Jaha pay traders apnay analysis ko improve ker saktay hain. Jiss trader kay analysis best hotay hain wohi kaamyab trader hota hai. Analysis ko samajhna bohat zaruri hai kay analysis basically kia hain. Analysis ka asaan aur sada sa Matlab tajzia hota hai. Hum apni daily routine life mai her waqt her maamla mai analysis ker rahey hotay hain. Jaisay kay mulki halaat ko he lay lain. Her Pakistani mulki halaat ko daikh kay analysis ker raha hota hai kay abhi jo situation hai iss say furute mai kia kia faraq parey ga aur kia kia tabdeeli aey gi. Tou yehi analysis business mai bhi kiye jaa rahey hotay hain jinn say bus8ki mojud a situation ko daikh kay businessmen agalay qadam kay barey mai plan ker rahey hotay hain. Jaisay aik garments ki shop wala mosam kay hisaab say garments purchase ker raha hota hai aur season kay end pay sale ko daikh daikh kay aur weather change ko observe kertay huay apnay garments ko change kerna shuru ker laita hai aur uss kay saath saath woh pichlay season ki demands aur sales ko daikh kay he buying kerta hai takay usay loss na ho. Bilkul aisay he forex trading mai hota hai. Traders current aur previous market movement ko daikh kay trading ko plan kernay liye analysis kertay hain.

                        Analysis ko acha kernay kay liye Forex mai demo account pay kisi aik pair ya commodity ka chart open ker kay uss ko maximize ker lain. Uss mai time frames ko change ker kay movement kay graph ko daikhtay jaey. Market ki uss waqt ki movement bhi show hoti hai aur saath saath purani movement bhi show ho rahi hoti hai aur traders ko trend nazar atey hain. Unhi trends ko daikh daikh kay traders analysis ker laitay hain aur apni real trading kay liye plan aur strategy develop ker laitay hain. Yeh analysis ko behtar kernay ka simple aur as an sa tareeka hai jisay mazeed complex kernay ki zarurat he nahi hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                          expensive agar aap chahtey hein keh aap apne evaluation ko ziada se ziada better banayen to uske liye apko ziada se ziada exercising ki zarurat hoti whats up aap ko chahiye keh aap forex mein demo Account par ziada se ziada workout karen Matlab aap evaluation karen aur phir unko demo account par practice karen is trha se aap jitna ziada demo account par apne analysis ki exercise karengey aap utna hi ziada taizi ke sath apne analysis ko behter banane mein kamiyab ho jayengey isliye hamen chahiye keh hum apne evaluation ko kafi had tak improve karen aur tab tak hum change hi na karen jab tak keh hamare analysis perfect na ho jayen aur uske liye hamen din raat mehnat bhi karna hoti hiya aur achi trha se exercise bhi karna parti good day tab hello hum kamiyab ho saktey hein aur achi cash earn kar saktey hein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                            forex market mein aapane agar apne analysis ko achcha karna hai to uske liye practice sabse jaruri hai practice makes a man perfect agar aap is baat ko follow karte Hain to is market mein aasani se aap acche trader Ban sakte hain aapko chahie kapus market Mein apni learning per focus Karen jab aapki learning complete ho jaaye uske bad aap is market Mein dam account banaye aur apni learning ko apply Karen is market mein aap itni jyada practis karte hain aapko is market ka itna achcha experience asik ho jata hai uske bad aap is market mein aasani se kamyab ho jate Hain Jo trader is market Mein minut nahin karte unko kabhi bhi kamyabi nahin milati agar aap is market Mein hard work karte hain to aapko ismein achcha result Milana start ho jata hai forex market Mein apne analysis ko achcha karne ke liye aapko apne analysis cricket maintain rakhna hota hai Taki aap is market mein jo analysis kar rahe hote hain unka aapko pata chale ki aapane kaun si aisi mistake ki hai jiski vajah se aapki trade per nuksan hua hai aise hi jo tradus market Mein trade lagane ke liye achcha decision dete Hain unko kafi jyada fayda ho jata hai jo traders market Mein soch samajh Kar kam karte hain unko kafi achcha result Mil jata hai agar aap is market Mein chhed lagane se pahle planning karte hain to aapko ismein nuksan nahin hota Jo tradus market Mein mistakes karte hain unke nurses kabhi bhi acche nahin ho sakte aap jitne jyada practice karenge aapke analysis strong hote jaenge aur aap is market Mein apne account per aasani se achcha profit bana sakte hain agar aap is market Mein apne analysis karne ke bad apne senior se discuss karenge to aapko usmein kafi acchi deadline mil jaati hai jiske bad aap apni correction karke is market Mein apne andar se strong banaa sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis ko behtar kesay bnain?

                              Dear friend Assalamu Alaikum jawab market Mein kam Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki aapke pass market ke related Sabhi Achcha experience or knowledge maujud Ho Kyonki market Ke Acche nlcs aap Sabhi kar sakte hain Jab aapke pass Achcha experience Ho acche NLC karne ke liye jaruri hai ki aap market ke bare mein Achcha Kisi Ne sakte ho isliye jaruri hai ki aap acche indicators ka istemal Karen market ke trend ko Maloom Karen Forex factory per jakar vahan per news ko read Karen Jab aap ine sabhi chijon ko red karne lag jaenge to aapko Maloom ho jaega ki Kaise aap ek beta aur acchi trade karte hain to straight ko Hasil karne ke liye Jaruri hota hai ki aap market mein chat open karke usmein per Ne acche indicators ka istemal Karen aur indicators ke jariye market ka trend Maloom Karen market Ka Jab aapko trend Maloom Ho Jaega To aap Baki se acchi earning Hasil kar sakte hain aur Forex trading main aap Kamyab ho sakte hain to isliye acche Anil se aapko Kamyab banaa sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X