Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?
    Dear Members:

    Bohot sarey traders aisey hein jo keh Friday ko trading karne ko bilkul avoid kartey hein aur bohot sarey funded companies ki bhi yehi shart hoti hey keh aap friday
    ko trading nahin karengey iska kiya logic hey aur aisa kioun hota hey please isko asan alfaaz mein bayan karen.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

    my dear friend forex trading main boht se traders friday ko trading karny se es liye mana karty hain k market friday night close ho jati hai jis k bad monday ko reopen hoti hai jis main boht fast movement hoti hain or fastly trend change hoty hain aghr ap ny bullish trend hota hai tu chances hoty hain k bearish trend start ho jay or jub aysa hota hai tu apko loss hony k chances zayda hoty hain tu bahter yahi hai k ap es pareshani ko 2 din face karny ki bjay ap friday ko trade karen he na aghr kar bhi rahy hain tu apni trade main target otna he rakhen jitna ap friday night tak apni trade close kar k market se nikal jaen jis se ap achi khasi earning kar k market se nikal skty hain zayda tar trader aysa karty hain k apny tardet ko lambhy arsy main set kar dety hain jo friday ko pora nahi ho pta or pher un ki trade k sath kiya ho ga yah un ko bhi nahi pta hota hai es liye aghr friday ko trading na he ki jay tu achi bat hai ta k apko loss na ho aghr profit na ho tu forex main apko lalch kbhi nahi krna chahye q k jub ap lalach karty hain tab he ap ayse kam kar jaty hain jis se apko loss ho jata hai tu apko aghr forex main short time frame or lalach ko na karen tu ap risk se kafi had tak bach jaty hain or apni trading ko bhi bahter kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Dear Members:

      Bohot sarey traders aisey hein jo keh Friday ko trading karne ko bilkul avoid kartey hein aur bohot sarey funded companies ki bhi yehi shart hoti hey keh aap friday
      ko trading nahin karengey iska kiya logic hey aur aisa kioun hota hey please isko asan alfaaz mein bayan karen.
      Yes dear aapane bilkul theek kaha hai bahut Sare senior members aur expert numbers Friday ko trading se avoid karte hain Iske Piche bahut sari reasons ho sakti hai aur unme se kuch important reasons main aapko Bata deta hun.

      Dear sabse important reason friday ko trading se avoid karne Kijiye hai ki Friday ko trading ka last day hota hai aur use Din market close ho Jani hoti hai agar aap hi trade close Nahin Hoti aur Market close Ho Jaati Hai to usmein market sometime bahut jyada gap ke sath open Hoti Hai Jiski vajah se aapko nuksan bhi ho sakta hai Jiski vajah se a expert aur senior traders Friday ko trading se avoid Karte Hain.

      Agar aap Friday ko trading karna chahte hain to aapko chahie ki aap day trading Karen day trading Mein yah hota hai ki aap same-day Mein trade open karke aur Usi Din use trade ko Har Surat Mein close kar dete Hain agar aap Friday ko trading Karte Hain to aapko market ke last session Main Har Surat Mein Apni trade ko close karna hoga Agar usmein aapko Kuchh nuksan Bhi Ho Raha Hai To aapko koshish Karni chahie ke aap apni trade close kar den.

      Dear aapke liye yah advice ki jaati hai ki agar aapko friday Wale Din trading karni hai to aap short-term basis per apni trading ko continue kar sakte hain aur aur aap long term trading Karte Hain To fir aapko Friday Wale Din trading se avoid karna chahie Kyunki sometime market ke gap ki vajah se aapka account wash bhi ho sakta hai.

      Main ummid Karta Hun dear ke aap mere answer se satisfied Rahenge aur Friday ko trading se avoid Karenge aur Agar trading Karni bhi hai to usmein day trading ke rules and regulations ke mutabik apni trading ko complete karne ki koshish Karenge.
      • #4 Collapse

        Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

        G dear aisa aksar hota hai aur us kaaik valid reasion bhi hai aur wo ye hai kay ap friday ko trade kartye hain tu market mai kafi speed hoti hai katlab kay market fast moment kartye hain tu jis ki waja say ap kaliye masla ban jata hai aur ap es mai ager lose start ho jata hai tu ap ka kam atna khrab ho jata hai kay ap ko es mai lose he hota hai aur ap ka account wash ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur dil laga kay hamesha ap kam kartye haim tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye haim tu jub tak ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap friday ko kam na karain tu ap kaliye acha hai kiyu kay friday ki trading kafi tuf hai aur ap kaliye nuqsan daye hai tu kam ap nay karna hai tu ap acha kam karain learning pay kam karain per ap es mai ap ye daikhain kay ap nay friday ko trading nhi karni hai ager ap nay karni bhi hai tu ap ka kam hai kay ap soch samjh kay sath aur daikh kay karain ta kay bad mai ap ko es mai masla na banye aur ap ka kam acha ho pata hai tu jub ap kam achi kearning mai kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu apna kam ap achye ssy acha kiya karain aurahnet kay sath kartye hain tu ap kaliye kafi asnai ho jati hai jub kay ager ap apna kam waisye he kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban jata hai aur ap es mai nakam ho jatye hain tu apna kam hamesha acha kiya karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

          dear friend forex trading k business main friday ko market close hoti hai jis ki wjha se boht se tarders trading karny se avoide karty hain or yah boht se wajohat hoti hain q k jub friday ko trade open kar li jati hai tu next monday tak oska wait krna mushkil hota hai osk ilwa market monday ko kis trend k sath open hogi es k bary main zayda confirmation nahi hoti hai es liye zayda bahter yahi hota hai k hum market main ayse pareshani ko face karny ki bjay friday ko trade he na karen jub market close ho jay tu market ko anlaysis karen or monday ki trade search karen or monday ko trading kar k profit hasil karen jub traders lalach karty hain tab he wo olty kam kar jaty hain or ayes sort e hal ko follow kar lety hain jis k bary main kuch bhi pata nahi hota hai k kiya ho skta hai or kiya nahi jub k yahi sub se bara loss hota hai es liye aghr hum forex market ko achi trha se smjh jaty hain or lalach nahi karty hain tu hum acha weakly target hasil kar lety hain jis se hmain faida bhi milta hai es liye friady ko trade na ki jay tu bahter hai q k ayse hmary account ki bhi safety ho jati hai
          • #6 Collapse

            Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

            bhai jan aksar log friady ko trading karny se rokty hain oski wjah yah hai k friady ko market ko close hoti hai or market closing main hoti hai or osk bad market monday ko reopen honi hoti hai or jis k bad market apny trend ko change kar skti hai or hum ny jis trend ko follow kiya hota hai market osk against main na chli jay es liye aghr hum forex main friady ko apni trade hold hoti hai jis se ap forex main trading karty hain laken monday ko apko apki trade main loss show hony lag jay es preshani se bachny k liye apko chahye k ap apni trade friady ko hold na rakhen close kar den ta k ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or forex main hmaisha ap ko ayse trading krna hogi jis se apko loss ho jay apko apni trading ayse karni hai jis se ap forex main acha profit lay skjaen or achi earning karen forex main apko risk ko manage krny se kamybhi milti ahi aghr ap risk ko manage nahi karengy tu apko loss bhi abra hota hai or apko loss hota rahta hai es liye apny loss ko khtam karny or apny loss se account ko wash krwany se bahter hai k apni trade soch smjh kar karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar k acha profit hasil kar skaen
            • #7 Collapse

              Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

              Aoa dear members. Jaisa k AP janty Hain market Friday raat 1 bjy close ho jati hai because weekend hota hai. Saturday and Sunday market close rehti hai and Monday Jo dobra open hoti hai. So aksar trader trade ni krty q k 2 din me koi Bari movement ho sakti hai market me aur age bri movement hoti hai to unhe nuqsan bhe Bata ho sakta hai is kiye aksar trader Friday raat 1 bajy sy phly phly apni trade close KR lety Hain. Thanks
              • #8 Collapse

                Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                Ji Aisi Baat bilkul nahin hai aap Friday Wale Din trading kar sakte hain Hafte mein sirf Saturday or Sunday Wale Din market band Hoti Hai Uske alava Baki Tamam days market open rahti hai ismein aap Kisi bhi waqt Jab aapko Ek Achcha entrypoint mil raha ho to aap ismein trading kar sakte hain aapko chahie ki aapas mein Takkay system Ka istemal Na Karen Jab aapko koi acchi trading mil rahi ho to use Waqt hi trade lagaen aur uske bad jab trade Laga rahe ho to money management ka istemal karte hue trade lagaen kabhi bhi lalach Mein Aakar Big Lot size ka istemal na Karen agar aap ek Bada lot size istemal Karte Hain To Jab market thoda sa aapke against Jaati Hai To fir aapka account wash kar dete hai jisse aapko loss ka Samna karna padta hai aapko Chai Ki Agar aapke pass Jyada knowledge or experience Nahin Hai To fundamental analysis sirf read kar len aapko news ke Waqt trade Nahin Karni chahie news pe aap use Waqt trade kar sakte hain Jab aapke pass Ek Bada experience Ho ismein Friday Wale Din trade closed ka isliye Kaha jata hai ki is din ek to news bahut jyada hote hain aur uske bad market is Din close Hoti Hai To isliye last session mein trade karne se avoid ka kha jata hai agar aap aap Friday Wale Din Tamam trade close kar lete hain to vah aapke liye Behtar hota hai Saturday aur Sunday Wale Din Jab Koi economical news announce Hoti Hai To Monday wale din jab market open hoti hai to baz dafa aisa hota hai ki market gap ke sath open Hoti Hai Ek yah vajah bhi hai jisse aap ko roka jata hai kya Friday Wale Din Apne trade close karn de Taki aap se gap se bacha agar aap ismein Jyada time Dete Hain To aap ismein zyada knowledge Hasil Karte Hain Is Tarah aap ismein mein zyada earning kar sakte hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                  Dear forex member Forex trading may haum week Kay five days trading kartay hay aur forex trading may Friday ko last week ka day hota hay iss Kay bad rat ko market close hoti hay aur phir Monday ki Early morning market open hoti hay.
                  Zayada ter traders saray trading days may trading Kartay hay aur profit hasal kartay hay magar zayada tar traders Friday ko day trading ko prefer kartay hay the reason is that Friday ko market close hoti hay tou Jo trade open hoi hoti hay wo still wesay hi rehti hay aur Monday ki subha Pakistani waqt Kay mutabiq 230 bje open hoti hay tou opening Kay wakt nahayet tezi say market ki movement upwards aur down wards kisi ake trend ya direction may hoti hay uss wakt market may traend ya to bearish movement ho rahi hoti hay ya pher bullish movement ho rahi hoti hay tou iss situations may traders ki loss honey kay chances bohut zayada hotay hay lehaza forex trading may zayada tar traders Friday walay day ko day trading karney ko prefer kartay hay na Kay full day trading kartay hay.haumay hamesha trading may market ki movement ko analyz kartay hoye aur samajhtay hovey trading karni chahiye aur market ki movement ki next aur previous news ko analysis kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading may kisi bhi nuksaan uthatnay say mehfuz reh sakay.
                  Forex trading may traders ko bohut zayada patience Kay saath trading Karney ki zarorat hoti hay patience Agar hoga to hi haum kamyab trading kar saktay hay jald baazi hamesha nuksaan dayti hay haumay self control aur self confidence Kay sath trading karni chahiye takay haum zayada profit hasal kar sakay haumay Forex trading may trade open kernay say pehlay market ki movement ka jaiza lena chahiye aur market ki movement Kay mutabiq apni trade ka lot size small rskhna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                    Forex trading kay liye na tou kisi khaas din ki zarurat hoti hai aur na he kahi pay yeh baat mentioned hai kay traders kiss din trades ker saktay hain aur kiss dinn nahi ker saktay hain. Issi tarah yeh aik ghalat concept hai kay Friday ko trading nahi kerni chaiye. Agar aaj ki he market ko daikha jaey tou sirf crude oil aur gold mai he itni achi aur perfect movement hui hai kay traders ko bohat acha aur bohat zaida profit bhi hua hai. Forex trading market mai Friday ko sirf iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay koi bhi trade open kernay say pehlay market ki monitoring achi Tarah karain. Friday ko market Asian session mai ziada move nahi kerti laikin European session mai regular movement kerti hai. Iss liye sham 6 say 8 bajey takk trading kay liye bahtreen time hota hai.

                    Trading Friday ko iss tarah plan kerni chaiye kay woh usi din close bhi ho jaey laikin agar close na bhi ho sakey tou Kamm say Kamm aisi situation mai na ho kay Monday ko correction ki wajah say bohat ziada loss mai na chali jaey. Friday ko week ka last working day hota hai aur phir half day bhi hota hai jiss ki wajah say instaforex kay bhi offices jaldi close ho jatey hain aur phir withdraws waghaira kay liye bhi wait kerna parta hai. Iss liye members aur traders ko chaiye kay Friday ko trades Kamm kia karain aur jo bhi trade open kia karain usay safe aur secure plan kay saath he open kia karain. Apni strategies ko iss tarah plan aur apply karain kay account ki safety first ho aur profits ko next week pay lay janay mai bhi koi masla na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                      pricey pal foreign exchange trading ok enterprise foremost friday ko market near hoti hai jis ki wjha se boht se tarders trading karny se avoide karty hain or yah boht se wajohat hoti hain q k jub friday ko change open kar li jati hai tu subsequent monday tak alright wait krna mushkil hota hai o.k.ilwa marketplace monday ko kis trend ok sath open hogi es okay bary major zayda affirmation nahi hoti hai es liye zayda bahter yahi hota hai k hum marketplace major ayse pareshani ko face karny ki bjay friday ko change he na karen jub market close ho jay tu marketplace ko anlaysis karen or monday ki alternate seek karen or monday ko trading kar k income hasil karen jub buyers lalach karty hain tab he wo olty kam kar jaty hain or ayes type e hal ko follow kar lety hain jis okay bary most important kuch bhi pata nahi hota hai ok kiya ho skta hai or kiya nahi jub ok yahi sub se bara loss hota hai es liye aghr hum forex marketplace ko achi trha se smjh jaty hain or lalach nahi karty hain tu hum acha weakly target hasil kar lety hain jis se hmain faida bhi milta hai es liye friady ko trade na ki jay tu bahter hai q okay ayse hmary account ki bhi protection ho jati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                        Friday wale din market kimat kabhi jyada volatile hoti hai aur agar aap is market Mein Friday wale din trade open karte Hain to aap ko kafi jyada nuksan ho sakta hai kyunki market Mein Friday wale din maut ki vajah se aapko jyada nuksan tab woh hai Jo mar gaya tha ki against jaati hai agar aap kis market Mein Friday wali din acchi ped lagana chahte Hain to aap is market Mein soch samajhkar decision Dena hoga uske bad aapko is marpit Mein achcha result Mein jata hai jo tradus maarpeet Mein soch samajhkar trade lagate Hain unko achcha result Mil jata hai aapko dekha piece market Mein ped lagane se pahle apne analysis kar le jab aapko is market Mein acchi feed mill rahi ho yah aapki trading strategy ke liye hath se koi trade ban rahi ho to aap Friday wale din sirf vahi trade open Karen otherwise aap Friday world in trading se avoid Karen Jo trader is market Mein bridal din trade lagate Hain unko kafi jyada risk Lena hota hai isliye aapko chahie Friday wale din apni khammam trains ke sath stop loss lazmi use Karen is tarah aapka account safe rah jata hai agar aap is market mein jyada risk lete hain to Friday bol dena aankhon ka bhi jyada nuksan ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                          Insta forex mn qu ke Saturday or sunday market band hoti hy or is dinu koi kaam nhi hota, koi bhi in 2 dinu mn trade nhi kr sakta, isi lye boht sy traders agr friday ko trade krte bhi hn tu sham KO sy pehle band kr dete hn q ky agr wo trade ko jari rakhte hn tu koi pta nhi ky 2 dinu baad market ki movement kia ho or apki trade loss mn bhi ja sakti hy, is lye boht sy traders Friday evening mn trade krne sy avoid krte hn or wo dubara monday market khukne ka intezar krte hn or phir market ki movement ko dekh kr hi trade krte hn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                            Dear Members:

                            Bohot sarey traders aisey hein jo keh Friday ko trading karne ko bilkul avoid kartey hein aur bohot sarey funded companies ki bhi yehi shart hoti hey keh aap friday
                            ko trading nahin karengey iska kiya logic hey aur aisa kioun hota hey please isko asan alfaaz mein bayan karen.
                            Ji bilkul bahut se log juma ke din trading nahin karte Hain lekin kuchh log aise bhi hote Hain joki jumma ke din trading karte Hain trading karna ya Na karna har trader ki ek apni Marzi hoti hai lekin Jahan Tak main samajhta Hun to Ham jumma ke din bhi trading kar sakte hain agar hamare pass acche analyses hai to Ham kisi bhi din trading kar sakte hain iske liye hamen Koi pabandi nahin hai lekin isliye hamare pass acche analyzers ka hona bahut jaruri hai agar acche analyses nahin honge to fir hamari trading kabhi bhi Bata nahin ho sake gi acche analyzers hona hamare liye bahut jaruri hai.
                            jumma ke din market neta fee news hoti hai aur market kafi khatarnak hoti hai isliye hamen jumma ke din trading nahin karni chahie lekin agar hamare analyses acche Hain aur ham market mein main acche tarike se kam kar sakte hain to fir hamen jarur market mein entry leni chahie aur trading karni chahie.
                            💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Many traders avoid Trade in Friday, Aisa kiun hey?

                              Yes dear Apne yah Jo question Kiya Hai Ke bahut Sare traders hote hain vah Friday ko trading karne se avoid karte hain Iske Piche asel Jo Bacha Hote Gaya yah hoti hai kya fayde Wale Din Wakad bahut jyada Tej moment Karti Hai yah to market Hamare favour Mein hoti hai ya FIR Hamare against Di jaati hai aur Akshara members ke to account he was so Jaate Hain so isliye Hamen chahie ki Ham bahut jyada careful Ho Kahi trade Kiya Karen aur Hamen risky kam Se Dur Rahana chahie Akhtar trade Apne Apne trade Laga to Lete Hain Magar Friday Wale Din unko bahut jyada nuksan ho jata hai isliye vah trading karne se avoid karte hain Kyunki vah apne aap apne account ko aur apni amount ko sev Rakhna Chahte Hain isiliye vah trading karne se white karte hain aur apne account ko sev Rakh Kar Hi trading karte hain aur ham Sab Kuchh chahie ki Ham Sabhi fayde wale din bahut jyada careful hokar hi trading Kiya Karen Agar Hamen lagta hai ki market Hamare favour Mein Nahin Hogi To Hamen kabhi bhi Rakh Nahin Hona chahie Hamen Hamesha hi bahut acchi learning aur bahut acchi quality ke sath Hi Kam karna chahie Kyunki Hamari Kitni acchi quality Hogi Kitni acchi learning Hogi aur Jitna Achcha Hamara Kaun Saath Hoga Ham Usi Tarah Se Hi Karm per ke kamyabi answered kar sakte hain bus Hamen Hamesha hi Apne kam mein bahut jyada serious hokar hi karna hoga aur iski kam se Hamen Hamesha hi Dur Rahana Hoga tabhi Hamen kamyabi mil sakti hai Ham bahut acchi and began kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X