VSA (Volume Spread Analysis) ki wazahat karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: VSA (Volume Spread Analysis) ki wazahat karen?

    Dear friend VSA forex main bahut zyada aihm factor hea aur main ne kafi VSA trader dekhe hain jo k khud only volume indicator pe depends krte huye trade le rhe hote hain aur kg d ko kamyab trader smajhte gain balje wo khud ko professional aur technical traders ko heard kehte hain kia ke baat darust hai*
    Kia ham vsa ko sekh jaen to ham perfectally kamyab ho sakte hain*aur hr kissi ka apna method of analysis hote hain aur iski baat ki kia guranty hai k ham vsa se market ko perfect analysis kr saken*
    Koi bhi broker aisa nhi hai jo aapko perfect volume de rha hota hai aur market men kissi bhi waqt big investment ho sakti hai aur market ka trend change ho sakta hai isliye ham ye nhi keh sakte k ham vsa se market ko poori tarah se pakar sakte hain*
    Har wo method hamare liye important aur best hai jiss se se hamen faida ho rha ho aur zaruri ni hai k sirf VSA tader he technical trader hon achy aor kamayab trader banany k liay zaruri hai k ap k pass trading knowldge aor exprince ho aor ap k market k baray mn technical anaylsis aor fundamental anaylsis achy hon tu
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: VSA (Volume Spread Analysis) ki wazahat karen?

      volume spread analysis ke madad se hum ache tarah se is main kam kar jate hain or market ko judge kar sakte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main jitna zayada dil se kam karte hain hamare liye utna he faida mand hota hae to hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna cahiye hum agar is main isko use karte howe kam karte hain to is se hamare knowledge main bhe izafa ho ga or hum kam bhe acha kar saken ge or hamen profit bhe acha he ho ga tab he to hum is main kuch na kuch gain kar len ge to bas dil se ache tarah se kam kar jate hain success hasil karne ke liye hum jitna zayada is main kam kar jate hain hum is main kuch na kuch to success hasil kar lete hain bas hamen himmat nhe harne cahiye hamen is main kam karte rehna cahiye hum is main jitna zayada dil se kam karte jate hain hamare liye utna he faida mand hota hae or hum is main matlab kuch na kuch hasil kar sakte hain to is ke liye hum agar is main mehnat karte hain to hum is main kamyab hain bas hamen is main mehnat karne hote hae jo log is main sahe tarah se kam karte hain hamare liye utna he kamyabe hote hae to bas sahe tarah se ache tarah se is main hamen kam karna ho ga take hum is main kuch na kuch hasil kar saken or is main kuch profit hasil kar len hum ko cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen
       
      • #18 Collapse

        Re: VSA (Volume Spread Analysis) ki wazahat karen?

        Hello friends kia haal ha,
        VSA stands for volume spread analysis aap is ko aisay define ker saktay hain kay it is the study of relation ship between volume and price to predict market direction
        Is ka basic concept volume.range/ spread .closing price relative to range per hay is ko basically jesse Livermore Richard Wyckoff or Tom Williams nay banaya tha may aap ko is ka full method to nahi bata sakta wo bohat lamba hay lekin is may kia ye jaata hay bar up or bar down ka volume or market spread ko use kertay hoa next movement ko guess kia jaata hay lekin ye bohat lengthy method hay kiun kay iski basics hi change hain to is ko seekhna aasan nahi hay is ko yahan per likhna mumkin nahi hy, hamesha koshish karen apne knowledge ko improve Karen apni learning ko improve Karen Is tarah Forex ko acchi tarah samajh sakte hain.
        • #19 Collapse

          Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

          ye aik bahut hi munfarid sa topic hai or issa hum apni information or knowledge main kafi izafa kr sakhty hain kunk agr hum Pakistan forex forum per dekhty haun tu humko babut hi kam esy informative threads milty hain jo unique nature kay hoty hain or senior or junior members kay liye learning ka sabab banty hain VSA stands krta hai Volume Spread Analysis kay liye ya aik proper system or study hai jis ma ap market ka Volume observe kr sakhty hain or market ki situation dekh kar market ki movement ko samjh sakhty hain or achi trade find kr sakhty hain ye analysis krny kay liye ap Volume indicator ka bhi istemal krty hain jab ap dekhty hain kay market ma buyer's ki strength bahut zyda hai tu us sorat ma buyer's ka Volume bahut zyda hota hai or isi tarah ap ap dekhty hain kay market main seller ka Volume zeada hai tu us basis per ap kafi decision laty hain
          Volume indicator ka sath sath ap market ki different situations ko measures krny kay liye kuch important candlestick ko bhi under observation rakhty hain jis sa ap market ka Volume ka idea laga sakhty hain a aik completely managed systems hota hai js ma ap market kay Volume ka idea laga kay kuch important decisions laty hain or apni trading ko effective and successful bannay ki koshish krty hain.
           
          • #20 Collapse

            Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

            Volume spread analysis aik technical indicator hai jis sy ham market mo volume ky zaryeye smjh skty hain hs ma hamen yeh information milti hai ky kisi bhi trading pair py aj kotni lot sy buy hua hua hai koi pair ya kisi bhi currency pair py selling pressure kitna hai.
            In sy hamen market py supply and deman ka bhi maloom ho jata hai aor ham aoni trade ko manage kr skty hain hain agr koi currency selling position ma ho lkn uska trend chang ho chula ho to aoko VSA ky according trade lena loti hai sath ma aoko candlestick ky info ky mutabik bhi trading krna hoti hai in sari information ky combination sy he ham achi tarding kr skty hain market ko smjh skty hain. Trafing ky leay technical ko uae krna he acha hai hen latest technology sy faida uthana chye ta ky hamen future ma acha background mile aur trading market mein ham baithe role play kar saken trading members fundamental analysis ke liye aapane a complete learning karni hai aur basic trading knowledge use karte hue Apne confidence ko increase krna hai.
            Forex market ma risk ko manage kr ky he ham achi trah sy tardes ly skty hain aor market ma earning kr skty hain hain sy trading kr ky ham market ma apny profit ko ham increase kr skty hain.
               
            • #21 Collapse

              Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

              ji members kya hal hai aapka aap thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aur ummid karti hun ki aap bahut jyada theek honge ji member aapane sahi kaha ki forex Pakistan forex mein bahut kam aisi third hamen dekhne ko milati hai Jo senior aur juniors donon ke liye informative hun aur unse Ham information hasil kar sake isliye hamen chahie ki Ham koi bhi trade Karen vah bahut jyada informative Ho volume speeds ka matlab kya hai ki hamen forex mein jute market ke movement ke bare mein aur uske bare mein ke bare mein andaza hota hai aur hamen analyse karne ki jarurat hoti hai aur ham yah sab is tabhi kar sakte hain jab hamare pass bahut jyada experience ho aur experience mein tab hasil hota hai jab Ham hardworking ke sath focus hokar apna koi bhi kam karte hain for action kam karne ke liye jaruri hai ki Ham isko maximum time de kyunki jitna time Ham isko denge utna hi hamen experience hasil hoga aur experience hasil hone ke sath hamari information main bhi ijaafa hoga isliye hamen chahie ki Ham continuesly online rehkar hardworking karke apne kaam par focus Karen aur apna self-interest show dikhayen aur is agar jis chij ke bare mein hamen nahin pata hamen chahie ki Ham apne seniors ko follow Karen unse guideline len is tarah se bhi hamare bahut jyada experience hasil ho jata hai aur hamen guideline mil jaati hai
               
              • #22 Collapse

                Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
                ye aik bahut hi munfarid sa topic hai or issa hum apni information or knowledge main kafi izafa kr sakhty hain kunk agr hum Pakistan forex forum per dekhty haun tu humko babut hi kam esy informative threads milty hain jo unique nature kay hoty hain or senior or junior members kay liye learning ka sabab banty hain VSA stands krta hai Volume Spread Analysis kay liye ya aik proper system or study hai jis ma ap market ka Volume observe kr sakhty hain or market ki situation dekh kar market ki movement ko samjh sakhty hain or achi trade find kr sakhty hain ye analysis krny kay liye ap Volume indicator ka bhi istemal krty hain jab ap dekhty hain kay market ma buyer's ki strength bahut zyda hai tu us sorat ma buyer's ka Volume bahut zyda hota hai or isi tarah ap ap dekhty hain kay market main seller ka Volume zeada hai tu us basis per ap kafi decision laty hain
                Volume indicator ka sath sath ap market ki different situations ko measures krny kay liye kuch important candlestick ko bhi under observation rakhty hain jis sa ap market ka Volume ka idea laga sakhty hain a aik completely managed systems hota hai js ma ap market kay Volume ka idea laga kay kuch important decisions laty hain or apni trading ko effective and successful bannay ki koshish krty hain.
                dear Forex me me VSA ka matlab volume spread analysis hay traders kabi be actual market price volume par trade open nahi karty, proper volume data volume key sath market ka jaiza lety aur us key bad hi ye decide karty hey key up trade open karen ya down professional traders VSA key base par hi trades open karty hey aur VSA trading technique hi hay jes key base par open kia gia har trade profit de sakta hay, Forex education me VSA ki study ko important samja jata hay aur professional traders VSA ko kamyab technique samjty hey price action mai demad zone aor supply zone k bary mai parha hai aisy hi ais mai bhi volume indicator k zarye hum ko pata chal raha hota hai k ais time market mai kitni supply ho rahe hai aor kitni demend hai kun k ais mai agar market up ja rahe hai aor volume kam hai to ais ka matlab ye hai k market ne ab down aa jana hai kun k buyyers ka volume kam ho raha hai aor market abi apna trend change kary gi aor agar market up ja rahe hai aor volume zayda ho raha hai to aus mai ye hai k market kafi zayda up jaye gi aor aus k baad down aye gi ye sab ap ko demend aor supply k bary mai batya ja raha hota hai price action mein kisi bhi currency ya commodity ki technical analysis se price predict ki jati ha. Price action mein mukhtalif charts ko parha aur samjha jata ha aur un mein mukhtalif tools aur indicators like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger bands use kiye jatay hain. VSA ka ziyada focus kisi khas candle ya bar par hota ha, jab kisi trend ya range ki supply ya demand mein farq maloom karna ho, yo VSA use kiya jata ha volume sae market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein in role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur VSA ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi
                 
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #23 Collapse

                  Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                  Volume spread analysis basic principle.

                  Dear forex trader ko pata hota hai k market supply or demand ki ratio sy chalti hai. Jb market ma buyer zayada ho jaty hain to us pair ya commodity ki price barh jati hai or resultly market up trend ma move kar jati hai. Ese tarha market ma jb seller ki ratio barh jati hai to pair ya commodity ki demand kam ho jati hai or wo market ko bear ma move karwany ma kamyab ho jaty hain. So hamy es sy ye pata chala k market ma uptrend us waqat hota hai jb market ma buyer ki ratio seller ki ratio sy zayada hoti hai. Uptrend k lae buy k order ka zayada hona zaruri hai balky seller k orders ka kam hona zaruri hai.

                  VSA hamy sekhata hai k market ki power bearish candle sy show hoti hai or bullish candle sy b but market ki weaknes hamesa bullish candlestick ki sorat ma show hoti hai. Ek sorat loss sy bachny ki ye b hai k hamesa us taraf trade open karni chahe jis side par kam trader hon. VSA supply or demand k difference ko measure karny k lae use hota hai. Forex trading ma supply or demand k difference ko find karny k lae VSA 3 vairable ka forex chart par interaction compare karta hai. 1. Price bar k uper volume ki quantity ketni hai. 2. Ye price variation yani market ka high or low point ko b es purpose k lae use karta hai. 3. Third factor jo vsa measure karta hai wo ha closing price.

                  En three information ko use karny sy experience trader market k bary ma prediction hasil karny ma kamyab ho jaty hain k market ab kis trend ma jany wali hai or wo eski base par kesy trade ko open or manage karyn gy. .
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                    Dear friends Ham topic ki taraf barhty hue discuss karen gay VSA Kya hota hai forex trading main apko har learning apki trading expiernce se milta rahat hai forex aika ysa business hai jis main apko aik time k sath sath apk expiernce main izafa hota rahat hai jis main ap har point ko khud karny k sath sath sikhty bhi rahty hain or rahi bat volume spread ki hai tu main apko en ko use karny ka tarika bata raha hun k yah kahty kiya hain un ko
                    volume:
                    forex trading main hmara bosnu hmara volume hota hai jis ko hum apni trading main invest karty madhe nazar rakhty hain jitna hmara volume hota hai otni he hum lot set karty hain zeyda lot k sath zeyda loss hota hai or kam lot par loss kam hota hai
                    Spread:
                    forex trading main spred se murad wo amount hai jo k broker har trador se wasol karta hai trading karty howe jesy k har pair main spred alag hota hai jis k liye hmain os k spred jitna broker ko commetion dena hota hai jitna spread hota hai otna he commetion dety hain aur vsa mean volume spread analysis aik bohat he advance level ki analysis ha jis ki risk reward ratio bhi achi ha or is me hamary tp bary or sl choty hain or VSA mein jo hamain signal milta ha wo kafi had tak confirm hota ha vsa me chart pr just volume indicator lagana parta ha or normally bar chart use kiya jata ha or mostly hlc bar hn to or acha ha lakin candlestick chart pr bhi ap kam chala sakty hain or trading k liye mean entry k liye bar ki spread mean bar ka size or nechy volume ko daikha jata ha vsa k 8 principal hain jis ko ap samj lain to ap trading me kamyab ho sakty hain in principal ki agy details ha ap baqi details kisi senior se ly sakty hain
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                      VSA k baray may yeh hay keh Volume spread analysis ka abbreviation hai aur yeh aik advance level ki forex ki study hai aur professional traders iss ko zaroor seekhtay hain iss ka matlab yeh hota hai kay jab bhi market mein tezi aati hai tou uss ko basically investors ka zayada miqdaar mein volume sae market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein in role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur VSA ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi VSA main bahot zyada different hy. VSA aik merhod hy jiss sa ham apni markeet ko analysis krty hain. Or ya baat b zroori ni hy k VSA 100% kaam kr sky .R ya baat k price action us sa bahot zyada best hy .q k price action sa ham kisi b pair ki movment ki khoobi ka andazaa ba asaani lgga skty hain. So vsa r price mai ya different hota hy. R vsa hamain zroori ni h k kaam dy. So price action is so best for pakistan forex forum experts price action aur VSA (Volume Spread Analysis) mein ye farq ha kay price action set of techniques ha, jab kay VSA aik alag technique ha. Price action mein kisi bhi currency ya commodity ki technical analysis se price predict ki jati ha. Price action mein mukhtalif charts ko parha aur samjha jata ha aur un mein mukhtalif tools aur indicators like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger bands use kiye jatay hain. VSA ka ziyada focus kisi khas candle ya bar par hota ha, jab kisi trend ya range ki supply ya demand mein farq maloom karna ho, yo VSA use kiya jata ha
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                        Volume spread analysis is the basic type of analysis which is basically a prediction about the market movement and in this analysis Tradus analysed at which currency has great pressure of market and which currency pair has which type of pressure if vacancy player has a bearing pressure than this type of analysis predict that the currency pair will move in by positions and otherwise if the Galaxy 2 has selling pressure in more quantity then this prediction says that a the currency pair will move in the by trend or sultry and so are the basic thing is that any analysis about the market movements is important and the volume spread analysis also according to the the volume of the market is the volume of market is according to the buying position then the technical and fundamental analysis proves that the market will move in the same direction as the volume of the market is in so those people who are trading for a long time they can judge that which type of analysis is best for our trade and which currency savers which type of analysis so I always try to make analysis according to the value of the market it would be helpful for you thank you very much
                        • #27 Collapse

                          Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                          Volume spread analysis ak bohat acha analysis hain hamy is ko istmal karny sy kamybe hasal ho jate hain hamy is ko istmal karna ho ga pher market mai hamy profit mil jata hain hum market mai jab trade lagty hain to us watk hamy market ke movement ko samjna ho ga hamy is mai yane market mai indicator ko or analysis ko use karna ho ga is tarha hmare trade hamy profit de sakte hain or hamy munfa be hasial ho sakta hain forex aik best karobar hain jo ky kabe be katem nahi ho ga hum is mai agar trading ky doran analysis ko ignore kar dety hain to hamy nuqsna ho jata hain forex ak online karibar hain hum is mai live chat kar sakt hain dear hum market mai washy t pasia be deposit kar sakty han or hum agar is mai pasia invest nahi kar sakty to hum is mai bonus py kam be kar sakty hain yane posting kar ky hum bonus hasial kar sakty hain bonus sy hum real account mai kam kar sakty hain forex aik best businss hain hum is mai mahnet karty hain tohamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai night mai be kam kar sakty han hum is mai day mai be kam kar sakty hain forex ma hamy analysis ko kabe be ignore nah karn chaey market mai jitny be analysis hain hamy in ko sihkna ho ga hamy un ky bary mai knowledge hasal karna hoga pher he hum kam kar ky faiada hasia kar saky gy or hum profit kama sakty hain forex ak best karobar hain hamy is mai ahteyt sy kam karna hoga
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                            Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap I hope ke aap sab khairiyat se Honge Aaj Ham aapko bataenge ki volume spread analysis kya hota hai aur iska forex market Mein Kya Kam Hota Hai volume separate analysis 1 technical indicator hai yah bahut important analysis Hai Isko market mein bahut acchi importance Di Jaati Hai volume spread analysis ke liye ek proper system aur study Forex education Mein vSA ki study ko bahut important Samjha jata hai proper volume data volume ke sath market ka jaiza Lete Hain Uske bad hi vah decide Karte Hain Ki vah market Mein trade ko open Karen ya na Karen volume indicator ke jariye Hamen Pata Chalta Hai Ki is time market Mein Kitni e-supply ho rahi hoti hai aur Kitni demand hai vSA se ham yah sikhate Hain Ki market ki power Barraish candle se show hoti hai aur bulish candle se bhi show hoti hai bahut se traitor volume speed analysis ko hi choose Karte Hain because vo is ke jariye se market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar lete hain volume spread analysis per focus Karte Hain tum apne kam ko acche tarike Se Kar paate Hain aurHam market Mein Ek Achcha volume observe kar paate Hain volume spread analysis Ham market ki condition ko acchi Tarah se study kar paate Hain Ki market ki price kis Taraf move kar rahi hai aap Trend mein Munh kar rahi hai ya FIR downtrend Mein Munh kar rahi hai agar Ya aap friend Mein ya downtrend mein movekar rahi hai To Ham isase Achcha Se Achcha profit Haasil kar sakte hain aur volume spread analyses ki madad se market Mein trading Ko achi tarike se kar sakte hain aur acchi se acchi earring Hasil kar sakte hain Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie becaus mehnat se Kesath Kiya Gaya kam Hamesha Hamen kamyabi ki Rah per Le jata hai
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                              Jab Ham Forex trading co join karte hain to use waqt hai market Mein trade Lagate market Hamen sabse pahle market ko acchi Tarah Se analyses karna Hota Hai Jab Ham market Kochi technical analyses kar lete hain Ham Forex trading co join kar paate hain aur use Mein acchi earning Hasil kar paate Hain Ham Forex trading co 3 type se analysis karte hain technical analysis fundamental analysis sentimental analysis in three types of Forex trading co bahut iji tarike se analysis kar sakte hain kiye three types Mein market mein bahut jyada importance Lagte Hain isliye Tamam traders ko chahie ke voh in three types ko acchi Tarah Se study karne ke vah market ko acchi Tarah Se analyses kar sake aur volume separate analyses ke jariye Forex market ko acchi Tarah Se understand kar Saken volume spread analysis se bhi Ham market ko understand kar sakte hain bahut se traders volume spread analysis Koi select karte hain market ko understand karne ke liye Kyunki voice ke jariya se market me moJude Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand kar lete hain

                              Jab Ham volume spread analysis specialist karte hain to use name Hamen properly tarike se kam karna hota hai aur use per acchi Tarah Se focus karna hota hai Jitna Jyada Ham volume spread analysis focus Karte Hain to use Waqt hi Ham market Mein Ek Achcha volume observe kar paate Hain volume 17 and analysis ki help se Ham market ki conditions ko acchi Tarah Se study kar paate Hain Ki market ki price kis Taraf Munh kar rahi hai aur is volume spread analysis to help se Ham Apne trading ko Behtar kar sakte hain aur Market Mein trade lagakar use Sakshi success Hasil kar sakte hain market Mein different situation per Hamen different types ke candlestick patterns ko use karna hota hai Kyunki vah patron Ko samajhne main Hamari bahut jyada help karte hain aur in ke jariya se Ham market trend ko acchi Tarah Se samajh paate Hain sakte hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Volume spread analysis(VSA) kea hota hai

                                volume spread analysis ke madad se hum apne lot with the account ko findout karne ke ksohish karte hain hum jitna zayada sahe tarah se is main kam karte hain to hamen is main se faida hasil ho he jat hae hum jitna zayada sahe tarah se ache tarah se is main kam karte jate hain to hum is main se bahut kuch gain kar he jate hain bas hamen is main mehnat karne cahiye ache tarah se success hasil karne ke liye hum jitna zayada is main kam karte hain to hum yahan se bahut kuch hasil kar he jate hain hamen bas is main apne kam ko ache tarah se karna ho ga hum jitna zayada is main ache tarah se kam kar jate hain to hum yahan se utna he success gain kar he lete hain to bas hamen cahiye ke hum is analysis jitna zayada karte hain to hamen bhe is main success hasil hote he hae hum is main cahiye ke hum is main mehnat karte raha karen hum jitna zayada is main mehnat kar he jate hain to hum is main ho jate hain kamyab hamen bhe cahiye ke hum is main daily basis par acha kam kara karen hum jitna acha is main apna kam kar jate hain to hum is main success hasil karte he hain hamen bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye hum is main jitna zayada sahe tarah se kam kar jate hain to hum is main kamyab ho he jate hain to hamen bhe ese he kam karna hota hae take hum bhe yahan se bahut kuch hasil kar saken hum jitna zayada is main ache tarah se mehnat kar jate hain hum kamyab ho sakte hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X