Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

    Ye depend karta hay key traders ki learning candlestick chart pattern se related ketni hay aur esy traders ko candlestick chart pattern key base par trading ka experience ketna zeyada aur ketna acha hay, agar candlestick chart pattern ko use karty howy chart ko read karny ka experience acha hay aur es me kesi kisam ki kami nahi to koi be indicator agar use na be kia jaye to traders siraf candlestick chart pattern me achy experience key base par kamyab ho sakty hey aur agar candlestick chart pattern ko use karny ka koi khas experience na ho to koshish karen key news ko be read kia karen aur sath me technical indicators ko use karny ka advantage be leya karen, indicators ko use karny ka koi nuqsan nahi hota hay magar ye bahot hi zeyada traders ko confuse zaror kar sakty hey es confusion se bachny ka tareeqa ye hay key candlestick chart pattern ki learning ki jaye aur demo account me es ka acha experience be gain kia jaye, magar ham technical indicators ko be use karny hon gey es key signals hamary ley bahot important aur trading me helpful ho sakty hey es ley market ko jes technique se be analysis kia jaye es me traders ki mehnat shamil hona zarori hay, behtreen market analyzing candlestick chart pattern key base par be ki ja sakti hay technical indicators ko use karty hoy be ki ja sakti hay aur economic news key base par be ki ja sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

      Ji bilkul jarurat hoti hai jo person abhi starting mein hai aur beginner hai jo apni learning aur experience Hasil kar raha hai uske liye candlestick ke sath Har ki jarurat hoti hai indicator ki need hoti hai so isiliye Ham Sab Ko Yahan per Apna Kam ho to karna chahie aur success hone ki koshish Karni chahie Jo Bandar Yahan per mehnat Karega wala asking Kamyab Hoga so isliye Ham Sab Ko Dil lagakar kam karna chahie aur successful hone ki koshish Karni chahie so Yahan per kam karna Hamare liye bahut hi important hai so Forex per Hamen Apna Kam Khud karna chahie Aur Dil lagakar kam karne mein Ham sabka Apna advantage hai so Hamen Yahan Pai Khud Se mehnat karykram kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banda Yahan per apni mehnat Karega vah laazmi Kamyab Hoga so isiliye Yahan per kam karna Ham sab ke liye jaruri hai aur ham sab ke liye important hai because Yahan per indicator ko use Karke Aur candlestick ko dekh kar hi Ham Kamyab ho sakte hain To Ham Sab Ko Yahan per apni mehnat per focus karna chahie because ISI Mein Hamari kamyabi hoti hai aur kisi se Hamen future mein bhi Kamyab Honge
      • #18 Collapse

        Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

        Forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur forex trading mein achi trading ke liye chart pattern ko samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex trading mein candlesticks ka acha knowledge aur achi information bhi hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading candlestick ko samajhkar start karna chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahiye k forex mein achi trading ke liye hum ache indicators ko bhi use karen forex mein achi trading ke liye ache indicators ka use hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main ham trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen our forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein work our trading ham ache confidence ke sath karen kyunki forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai forex main ache confidence ki wajah se se hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie kyunki forex main achi kamyabi hasil karne ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai.
        • #19 Collapse

          Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

          Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy g agr ham candlistick pattern ya koi pattern use kr rhy han to
          hmay indicators ki zrorat prti ha q k indicators sy ham information hasil kr skty han forex ma indicators bohat kisam k hoty han jis sy hmay
          trading ma asani hoti ha or market ko movement ka pta chalta ha...
          agr ham candlistick pattern k bary ma jana chhaty han to hmay indicators ki zror zrorat prti ha q k indicators trading ma bohat importent role
          play krty han isi liay hmay chhaiy k ham zyada sy zyada knoowledge or expereince hasil kry jitni zyada hmary pas knowledge or expereince ho ga
          ham otni achi trah trading kr skty han hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice q k practice krny sy aik to hmara
          knowledge ro expereince brhy ga or dosri traf hmari mistakes bhi kam ho jaay gi forex ma vhi kmyab hota ha jo mehnt krta ha isi liay hmay
          chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham practice kry gy hmay otna zyada faida hasil ho ga forex trading
          hmay soch smjh k krni hoti ha q k agr ham bina sochy smjhy trading kry gy to hmay loss ho skta ha or hmara account bhi band ho skta ha..
          best of luck..
          • #20 Collapse

            Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

            Forex trading me indicators bht helpful sabit hoty hain . kyukeh indicators ki madad se ap market ko aani se analyze akr sakty hain . market ko analyze karny klye zarori hy keh apko market se related sari information honi chahye aur apko market ka knowledge bi hona chahye .agar apko market ka knowledge hoga to ap market se related indicators ko bi easily samaj saken gy . indicators ki bht sari qisam hain . in me lagging indicators bi a jaty hain aur kuch leading indicators bi a jaty hain . jo bi professionals traders hoty hain wh market ke indicators ki help se trade lagaty hain . market ki trade lagany klye zarori hy keh jab tak apko forex se related confrm signals ni milty to tab tak apko trad eni lagani chhaye , apko pehly forex ke basic knowledge ko hasil karny ki zarorat hy . aur forex ka basic knowledge hasil kanry ke bad ap forex ke idicators ko bi thek tarah se samaj lety hain . jab tak ham pattern ko thek tarah se ni smajen gy to ham achi trade ni laga sakty . market ke is wakat bht sary indicators hain . laken hamen apni marzi ka indicators dhkna hoga . keh hamen knsa indicators thek tarahs e samaj ata hy aur ham usi ko future me follow karne gy aur acha bonus hasil kar sakty hain . apni investment ko loss ko bachany klye hamen indicators ko follow karna chahye ,indicator unki samaj me ni aat jo bilkul ne market me inn hoty hain unhe bht ziada wakat lagta hy . laken time ke saths ath wh is qabil ho jaty hain keh indicators ko samaj saken .
            • #21 Collapse

              Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

              candlestick chart ka use krny sy humy bht Hamen Uske policies ko kya Rakhnachahie aur Hamen Apne paintings ke unfurnished mein respect Ka Hona bahut jyadavital hota Hamen Apne facts Ek dusre se trite Kante Rahana chahie thaki Hamare regard highly Mein Masjid izafa ho sake is vajah se Insan sakta hai aurbahut Kuchh Hasil kar sakta hai the Forex the quarrel acquisition and handbill Mein kam karte taint mastering bahutjyada touchy hoti hai Hamen Apne kam ko karne ke liye Manata bahut jyadavital Hoti Hai with out Bright To Histrionic Apne paintings Mein acchi Shiksha Hts bahutjyada significance rakhte Hain ko pairs me foothold and soft sell karte hain aisy investors ke liey ny bunch bohtvital kyuke majors pairs me jo participate in se zeyda irregularity ati ha wo nyconsultation me ati hanew investors jo hotay hain wo normally majors pairs me buy and sellingkarte hain kyuke majors pairs me win and espousal karna dusray pairs ki nisbat zeydaasan ha ap majors pairs ko degar pairs ki nisbat achi mercuriality clear ki wajabehtareemagar ye lambaste first lens basic midpoint standing near ho jaye to ye bearishreversal fit ka beacon hota edibles, second year ka make known be revealed agar first year root candlekey darmeyan prime liberality inadequate near na ho to ye down-swing unsympathetic cowl candlestick chartka reproduce nahi ho ga esy develop ko yield with karny ki zarorat nahi, bearishcandle hamesha 1st date shrewd buoyant abuse root darmeyan me agar near ho to helloye half-light sombre cowl ka window ho sakta eatables. Iss absolute guys ap pioneering york bilkal tek kahaha or ap ground-breaking york always achi accounts curtailed ki ha is sy humy acha pointer mila haor ap ka toot in hasil hua ha aaj primary avant-garde york aik bew chez seeki ha satisfactory
              • #22 Collapse

                Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

                Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic candlestick chart pattern ke sath indicator ko use karna Zaroori Hota Hai se related hai
                Candlestick chart pattern ki madad se indicator coast Amal karne mein aasani hoti hai agar Ham indicator Samaj karna Chahe Ge to chat Ke Bina Unki Valley Nahin rahti trading market Mein indicator ki to type HI leading indicator lagging indicator Agar aapko market Mein trading position information aur planning karni hai to aapko lading indicator use karna chahie aur agar aap market Mein Apni trade open ko safe for secure karna chahte hain to aapko manage karna chahte hain to aapko legging indicator use karna chahie aapko isase acchi information mil sakti hai
                Forex trading mein Jab tak Achcha acchi Tanha kendle Ko Nahin Sikh Aate Hain To acchi trading nahin kar sakte hain ismein Hamen chahie ki Ham pahle candle chart ko sikhe aur different candles banti hai Jin Mein Ham acche wedding Karke Kamyab ho sakte hain candle ke different pattern Hai jismein Ham jitni pattern ko sikhane Enge Hamen utani hi trading Mein Forex trading per kamyabi Milegi isliye pen mark aur duji Candle in ka samajhna bahut hi jaruri hai ham log Baithe planning aur strategy se Ham trading mein Main kamyabi Aur acchi earning Hasil kar sakte hain
                Forex trading Mein indicator ko apni importance per jab tak aapke pass indicator ka Achcha knowledge or information Na Ho To aap beta planning ke sath strategies se trading nahin kar sakte jisse aapko loss ke chance hi jyada ho Jaate Hain photo setting Mein Hamen Jitna Jyada knowledge or experience Hoga indicator ke bare mein Hamen utna hi indicator ka istemal karne mein Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye practice karne ke liye madam account per kamyabi Hasil
                Forex trading make candle chart pattern aur indicator ko ek Sath Mile Karke acchi trading kar sakte hain aur sabse important Baat ke AAP news ko bhi follow Karte Raha Karen tabhi aap ko yah sab Mata manseta Jise aapki help kar Sakenge
                • #23 Collapse

                  Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

                  ap candle ko utha lain ap us kay barye mai pooei tarha jan laye matlab kay ap nay har aik candle kay barye mai malomat lani hai kay ye kis tarha kam atye hain es ka name kiya hai ap es kay barye mai jan laitye hain tu us kay bad ap ko pta ho ga kay indicator ka istmal tu lazmi hai aur ap kaliye kafi faidye mand bhi hai ab ye bat tu har kisi ko pta hai kay jo imdicator kay ye aik tarha kay nhi hai yani kay ye bhi khean qism kay hai tu basic maqsad ye hai kay ap es mai apna kam acha karain mahnet kay sath kartye hain tu ap ka faida kafi ho jata hao jub kay ager ap es say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla hai tu ap ka kam hai kay ap achye kam pay focus dain tu indicator kay barye mai kam karna koi mushkil kam nhi hai ager ap kay pass knowdge hai tu a indicator kay barye mai kafi acha knowldge laye saktye hain air ap es ssy sewkh saktye hain tu jhan tak acha kam ka sawal hai tu acha kam ap ko kabhi na kabhi kamyab karata hai tu hamesha ap nay mahnet kay sath kam karna hai tu ap kamyab hotye hain jub kay ap ka kafi faida bhi ho jata hai tu acha kam karain chaye ap candlest oay karain achye anylsis kay sath kartye hain bus ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath aur lagan kay sath apna kam kartye rhain
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

                    Assalamu alaikum my dear all Forex member aap market Mein maujud indicators aur Market Mein available market pattern aur iske sath sath candlestick uski importance se acchi Tarah Agah Honge. Agar aap apni trading co defective or profitable banana Chahte Hain To usmein aapko candlestick pattern Sath Sath indicators Koti Jarur istemal karna hoga Kyunki Is Tarah market ke different time frames hote hain aur vah aapko market Mein next movement ke bare mein indication Dete Hain ISI Tarah market mein jo indicator hote hain unko bhi kisi purpose ke liye istemal Kiya jata hai. Jitne bhi different type ke indicator hote hain vah aapko market ki next movement ke bare mein batate rahte Hain Ki market ki next movement kis Taraf hone ja rahi hai. Agar aap indicators ki madad Hasil Karke apni trading karte rahenge to usmein Aapka bahut jyada advantage ho sakta hai aur aap apni trading ko profitable banaa sakte hain. Lekin main aapko 1 important information Dena chahta hun ki agar aap indicator ke benefits Hasil karna chahte hain to uske liye aapko properly learning Hasil karna Hogi Kyunki jab tak aapki learning skill strong Nahin Ho Jaati aap kabhi bhi indicator ko properly utilised nahin kar sakte aur unke complete benefits Hasil karne ki position Mein Nahin a Sakte isliye sabse pahle aapko indicators ki different types Pata honi chahie aur Unka complete knowledge aur information aap ko pata Hona chahie Uske bad FIR aap indicator ko properly utilise Karke Apne fayde ke liye istemal kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

                      Candlestick chart pattern per jaruri nahin hai indicator ka use karna vahan per aapko analysis karni hoti hain lekin kisi Ko analysis ki samajh nahi aati to vah indicators ka use karte hain lekin indicators sirf market mein confirmation ke liye use hoti hain vah bhi aapko ped ki position nahin baat batati isliye indicators ko bhi use Kiya kahe lekin sabse achcha Tarika hai ki aap mujhse track per analysis Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia Candlestick chart pattern kay saath indicators use kernay ki zarurat hoti hai

                        Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Ham Logon Ko candlestick pattern ko istemal karte hue iske sath analysis ko bhi istemal karna chahie Taake ham log forex market Se Jyada Se Jyada profit Hasan kar sake Jiska Ham logon ko bahut jyada fayda Hoga aur ham Jyada profit hassil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X