mahnati insan hi kamyab hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnati insan hi kamyab hota hai?
    forum main hamain mhnt ka rk hi hum sucess ho sakty hain so hamain forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum achiearning karein gay mhnt kar k hi hum apni mhnt kar pahl hasil kar katy hain aur sbr say hi trade karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur forum m ain k am karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

    Forex Trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Hamen chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen aur khob mehnat bhi karen.
    • #3 Collapse

      Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

      Assalamu Alaikum ji friend aapane bahut acchi baat Kahi Mehnti Insan hi Forex Mein Kamyab hota hai Kyunki mehnat kamyabi Ki Kunji Hai To agr Ham Chahte Hain Ky Forex Mein Kamyab Ho To Hamen chahie ky hm yaha mehnat se kam Karen Apne Kam ki limit ko pura Karen Apne Kam ki quality ko achha rakhen Is Tarah Hamen Acha bonus Milega aur jab Ham mehnat se us bonus ke sath trading Karenge To Hamen acchi earning Hogi aur ham kamyabi ki taraf Ja sakte hain tu zaroori hai ky Forex Mein mehnat karna kbhi Bhi Na chhode
      • #4 Collapse

        Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

        G han hum jo kam bhe karty hainagar hum us men mahnat nahin karty hain tu hum as men kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex kay her kam men achy tarah say mahnat karny chahey kun kay mahnat nah karny say hum kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kamyaby hasil karny kalia bahut dil alga kar kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

          GSahi Kaha aapane Jo log pagal karte hain aur niche se upar ki taraf Jaate Hain vah Hamesha Kamyab hote hain Kyunki vah bahut hard worker hote hain vah Jante Hain Ki Kis Tarah Se hardworking Karke vah niche se upar Aaye hote hain aur unko Pata hota hai ki hardworking ki kimat kya hoti hai Kis Tarah Se hardworking Karke Insan Hote ko Kamyab Bana Sakta Hai Is Tarah Ke Log Apne goals set Karte Hain Jis ki madad Se vah Apna target achieved karte hain Agar target achieved karne mein vah sarasi mehnat kam Karte Hain To unko Ehsas hota hai ki vah yah galat kar rahe hain Is Tarah Se vah Apna target achieved nahin kar sakte hard worker ki pahchan kamyabi banti hai aur vah kamyabi usko uski mehnat per yakin hota hai aur vah yakin se apne kam ko Karta rahata Hai Chahe usko na Kami Ho starting Mein lekin vah yah samajhta hai ki apni kamyabi uski mehnat mein hai isliye koshish Kiya Karenge hard-working Se Kabhi Bhi left na hone ki koshish Ho vah Hamesha positive Soch Ho Jab aapki Soch aapko Aage Lekar Jaane Ki Baat Karegi to aap Aage chal sakte hain Agar aapane Ek Kadam Aage badhaya to next Kadam aapka automatically increase hoga kamyabi ki taraf
          • #6 Collapse

            Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

            Assalamu alaikum kya hal ha dosto umeed krta hn keh ap khariyat sa hn ga or apni forex trading acha tareeka sa kr rha hn ga main ap ko yeh btana chahta hn keh jb insan mehnat krta ha to wo kamiyab ho jata ha q keh mehnat he kamyabi ki kunji ha Allah Hafiz
            • #7 Collapse

              Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

              Dear pak Forex member main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge isiliye ham mentee insan Ban sakte hain agar Ham mehnat ke sath kam karenge aur apna Kam waqt per pura karenge tu is tarah Ham achcha bonison karenge isiliye ham trade lagate waqt achcha focus rakhen aur jaldbazi na Karen aur post mein aur trade lagate waqt lalach na Karen to hamen launch ho sakta hai isiliye frocks hamen mehnat se kam karne ko kahta Hai aur hornest hokar kahta Hai yah aap mehnat Karen aur kamyab honge
              • #8 Collapse

                Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                ji han mere bhai main aap kis baat se agri hun ke Pakistan forex forum ho ya koi bhi kam ho to is per mehnat insan hi kamyabi hasil kar sakta hai agar ham log mehandi Hain agar ham log is per apni mehnat gujari rakhte hue is per kam karte Hain to Ham log kabhi bhi Na Kam nahin Ho sakenge isliye hamen chahie ki ham log use per jyada se jyada hardworking ke sath kam karen to hi ham log is pareshani ke sath kamyabi answer kar sakenge agar ham log is per hardworking ke sath Kam nahin karenge to ham log is pareshani ke sath apni earning ko increase nahin kar sakenge isliye hamen chahie ki ham log agar is per jyada se jyada fast running chahte Hain to iske liye mein chahie kya ham log jyada se jyada is per minut bhi fast Karen kyon ke hard work is key to success agar ham log hardworking ke sath kam karenge to hi ham log is per kamyabi hasil kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                  Kisi bhi bussiness m kamyabi hasil Karny ky liay humen chahiay keh hum apni learning ky sath sath mehant bhi karni chahiay q keh jitna jyada hamen apni learning ko increse karna chahiay utna ziada mehnat bhi karna important hai.mehnat ky begair hum kbhi bhi kamyab nhi ho sakty isliay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen Demo account per trading ki practice Karen aur seniors ko follow Karen aur ziada say ziada mehnat Karen aur market ki movement ko samjhen aur market ki prices ko follow karen.issay hum apni learning ko increse kar ky achi earning gain Kar sakty Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                    assalamu alaikum dear friends I hope you are define I am also find one thing given my order on those people become a successful trader in the folks who are hard worker so you need to work very hard because hard work is the key of success thank you Allah Hafiz
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                      g han, mehnti insan hi kamiyab hota hai. For example, Agar aap forex trading forum pe posts upload krty hein aur mehnat sy kaam kr k regularly fifty posts pr day k hisab sy upload krty hein tu us week k end pe forex trading forum ki taraf sy aap ko bonus milta hai. Yeh bonus wo reward hota hai jo aap ki ek week ki mehnat ko wajja sy aap ko milta hai. Isi lye mehnat krty rehni chaheye taa k zyada sy zyada kamiyabi mil saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                        dear member ummid karta hun aap sab khairiyat honge main aapko ek baat batana chahta Hun Ki mehandi insan hi hamesha kamyab hota hai jo insan jyada mehnat karta hai use utna jyada hi Sila milta hai aur vah bahut jyada hi mehnat ka Sila pata hai ISI vajah se hamen chahie Ham bhi mehnat Karenjitni jyada mehnat karenge utna jyada fayda agar har insan kam yad hota hai jo jyada mehnat karta hai jo jyada mehnat nahin karta vah kamyab nahin hota use hamesha loss hi hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                          Assalamualaikum! Dear forex friends umeed krta hun k ap sb khariyat sy hungy.
                          G bilkul thek Kha k mehnat sy he insan kmyab huta hy jo shaks mehnat nh krta wo kbhi kmyab nh huta jitni mehnat kryn uska otna ajar zarur milta hy zyada mehnat kryn hy tu Hama uska zyada sila Mily ga jo shaks mehnat nh krta wo kbhi kmyab nhe huta islye Hama chahye k Hama mehnat krni chahye 😊😊😊
                          • #14 Collapse

                            Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                            Ji han friend aapane bilkul achcha question Kiya hai mehanti insan he kamyab hota hai yah baat bilkul sahi hai kyunki har chiz mehnat ke sath hi chalti hai Jo log mehnat karte hain vahi log hi kamyab hote hain kyunki mehnat ke bagair Koi kam bhi aasan nahin hai isliye hamen mehnat ka Daman kabhi bhi nahin chhodana chahie mehnat ko har Hal mein sath lekar chalna chahie koi bhi aisa Kam nahin hai Jo mehnat ke Bina mumkin Ho har kam message mangta hai aur Main se Hi theek hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mahnati insan hi kamyab hota hai?

                              Assalamu Alaikum their friends kaise ho aap log Amit karta hun aap sab theek Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge Ji Aaya Baat bilkul theek hai Forex trading Mein maintain Sani Kamyab hota hai jo Jitne Bhi Jyada mehnat Karta Hai vah Tarah Jyada profit Hustle Karta Hai is business Mein Har Insan mehnat Karke Kamyab ho sakta hai Vikas hard work is the key of success Jo Banda mehnat imaandari ke sath kam Karta Hai Jalwa De nahin karta lalach Nahin Karte awaaz mein Kamyab hota hai usmein chahie kab Achcha knowledge experience and Karen aur apne Jyada Se Jyada improvement

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X