ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.
    dear hamko sirf banks k lain dain pay he nai baat karni chaye balk aaj kal is jadeed dour main hamain aur bhi kuch ziada facilities mil chukki hain jin say ham banks ki nisbat say aur bhi ziada faida hasil kar saktay hain aur sath ham apna keemty time bhi save kar saktay hain un ki list darj zail hain..
    BANKS VS EASY PAISA;
    dear kabhi ham sab is baat ka koi notice laitay hain to hamko is baat ka sahi pata chal sakta hay k jub kabhi ham kisi bank main jatay hain deposit karwanay ya kisi aur country main apni rakam ko send karnay k liye to hamko us wakt bahut sari mushkilaat ka samna hota hay jisk baad he hamko aisa karnay say kuch hasil hota hay is liye agar ham banks ki nisabat say easy paisa say kaam akrtay hain to haamri aisi tamaam mushkilaat ka hal nikal sakta hay hamko sirf aik shop say apnay mobile account main rakam ko transfer karna hota hay jisk baad ham usay jahan pay cahyen send kar skatay hain.
    ADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
    dear jahan pay hamko aisa karnay say bahut kuch hasil hota hay wahan pay jo kuch ahmko aik bank say mil sakta hay waisa hamko kabhi bhi easy paisa ya kisi aur mobile faclity say kabhi nai hasil hos akta hay wo is liye k ham jo kuch aik banks k through send kartay hain waisa ham kabhi bhi easy paisa ya kisi aur facility say propper tareekay say send kartay huvay kabhi satisfied nai hos aktay hain wo is liye k jub ham kisi banks say mony ko send kartay hain to hamko usk sath sath aik mukammal receipt milty hay jisay ham proof k tour pay apnay paas rakh saktay hain jub k ham jo rakam easy paisa say send kartay hain usk liye hamko kuch bhi proof k tour pay nai milta hay is liye banks ziada trusted hain.
    DISADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
    dear mairay khayal main hamko banks main janay ki bajaye easy paisa say rakam send karnay main wakt k iilawa aur koi bhi nuksaan nai hay jisk baray main ham yahan pay uska zikar kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

    Bank ke mukabale mein dusre lain dain .
    Bank account
    Bank ke bahut jyada benefits hai Ham Bank ki madad se Apna Paisa country ke andar aur country ke bahar aasani ke sath transfer kar sakte hain aur bagair kisi mushkilat ke Bank ke andar Ham Apna Paisa safe Rakh sakte hain is Mein Hamen bank interest Deta Hai jisse Ham Apne Paise Ke Upar Ek accha profit Hasil kar sakte hain Is Tarah Hamara Paisa Bank mein safe rahata hai aur uska Humko profit bhi Milta rehta Hain Uske alava Ham Chhoti Badi Tamam Tarah Ki transaction Bank ki madad se kar sakte hain . Agar Ham bank account open karte hain to bank ki taraf se Humko ATM card aur cheque book bhi diya jata hai Jiski madad se ham online shopping or offline shopping kar sakte hain . Aur ham bank account ke andar apni Badi amount bhi safe Rakh sakte hain

    Easypaisa account
    Easypaisa account ko Ham aasani ke sath open Karva sakte hain Agar Ham easy Paisa account open karvana Chahte Hain to hamare pass Ek Aadat Telenor ki sim honi chahie Agar hamare pass Telenor ki sim Hai To Ham uske upar apne ghar mein baith kar easypaisa account open kar sakte hain aur is main han 1RS se lekar 100000 Tak money ko safe Rakh sakte hain easypaisa ki taraf se Ham school fees ,tuition fees ,electricity fees aur Digar fees pay kar sakte hain easy Paisa Mein amount deposit or withdrawal ke liye Hamen Kisi Bank Mein jaane ki jarurat nahin hai Ham Kisi easy Paisa agent se bhi Apne easypaisa account mein paise withdrawal aur deposit karwa sakte hain ismein deposite ke upar Koi fees Nahin Hoti aur withdrawal ke upar Thodi Si fees Humko pay karna hoti hai .
    Jaiza ;
    bank account aur easy Paisa account donon hi popular method Hain Agar Ham ine donon Ko istemal Karte Hain To Ham in se bahut jyada fayda Utha sakte hain Kyunki easyPaisa account mein Ham other country Mein Paisa transfer nahin kar sakte hain aur bank account ki madad se Ham other countries ke andar bhi Paisa transfer kar sakte hain aur bank account mein Ham Badi Se Badi amount ko safe Rakh sakte hain jabki easypaisa mein humko bahut hi kam limit milati hai Paisa withdrawal or deposit key .
    • #3 Collapse

      Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

      Banking ky muqably ma dosry len den ky system bhi ab online ho chuky hain ap janty hain hy commercial service bahot expensive hoti hai ap agr EASY PAISA, UPAISA , JAZZCASH ki bat kren to yeh bhi actually kisi na kisi bank ky through he services provide kr rahy hoty hain.
      Agr ap ny aor in ky sources zeyada hiny ki wajah sy in sy hamen zeyada faida hota hai
      Bank ky muqably ma Easy paisa, upaisa, aor jazzjazzcash ky advantages:
      Agr ap ny app ny itwar k kisi ko bank ma paisy behjny hain to bank to itwar ko bnd hota hai lkn easypaisa, upaisa, aor jazzcash yeh weekend py open hoty hain.
      Ap in ky zareye apny paisy behj skty ho ab in ki application bhi aa chuki hain android jo aoko mazeed facilities deti hain aor ap kabi bhi kiai bhi waqat kisi ko bhi limited paisy behj skty ho koi preshani nhi hoti.
      In ki service bhi fast hoti hai koi delay nhi hota hai.
      Ap ATM card bhi hasil kr skty hain jo one link machines pr chal skty hain
      Ap inky zarye karobaar bhi kr skty ho marchent aor dealer bn ky.
      Disadvantages:

      ​Is system ka sub sy bara nuqsan yeh hain hain ky in ky charges bahbahot zeyada hoty hain baki bn ka koi nuqsan nhi hai.
      • #4 Collapse

        Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

        Banks aur dusray tareekay lain dain kay liye apni apni jagah pay bohat ehmiat rakhtay hain. Aaj kall kay dour mai lain dain bohat asaan ho chuka hai. Aur bohat ziada bhi ho chuka hai. Banks ki apni facilities hain aur degar systems ki apni facilities hain. Banks ki fees aur charges aur procedures kuch different hotay hain aur dusray tareekay mukhtalif tareekoo say use kiye jatey hain.

        Bank Account kay advantages

        Bank accounts kay zariye secure transactions hoti hain aur banks kay accounts kay zariye apnay paisay ziada amount mai mehfuz rakhay ja saktay hain aur bank accounts ko ab cheques, atms, sms mobile banking aur mobile apps kay zariye say bhi use kia ja saktay hain

        Bank accounts kay disadvantages

        Bank accounts kay main disadvantages mai bank ki availability her jagah pay na hona hain. Kabhi kabhaar aisi jaghoo pay paisay ki zarurat par jaati hai aur bank account ya atm machines he available hoti hain jiss say bohat ziada problems bhi atey hain

        Other methods kay advantages

        Jazzcash, Easy paisa, omni aur upaisa aisay methods hain Jin ko banks accounts pay privileges tou haasil hain. Kiyu kay easy paisa aur jazzcash aisay payment methods hain jinn ko mobile kay networks say he use kia jaa sakta hai. Aur ab mobile networks her jagah pay available hotay hain. Jazzcash aur EasyPaisa kay accounts bhi verified hotay hain jiss say unn ki limits barh jaati hain

        Other methods ka disadvantages

        Jazzcash, easy paisa ya koi bhi dusra method ho uss kay hack honay kay bohat ziada chances hotay hain aur ziada ter sms scams aur mobile calls scams ki wajah say bohat ziada fraud hotay hain. Other methods say payment transfer aur receive kerna tou bohat asaan hai laikin unhain cash out kernay mai bhi retailers ka hona zaruri hai ko aksar kahi available nahi hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

          Pakistan key BAnks key muqably me other microfinance banks be acha work kar rahy hey magar jo importance aur value banks ki hoti hay ye kabi be kesi microfinance banks ki nahi hoti, Pakistan me bahot se microfinance banks active ho kar work kar rahy hey magar per be ye banks zeyada services provide nahi kar sakty, Pakistan me jo sab se popular microfinance banks hey wo ye hay (Easy Paisa, Jazzcash, Omni) magar ye kabi be National bank, MCB, Habib bank, United banks jesi services provide nahi kar sakty hey, ye microfinance banks apny area me hi limited ho kar services de sakty hey jab key Pakistan key other banks national level par aur international dono levels par bahot hi achi services provide deny me kamyab ho kar work kar rahy hoty hey, agar deka jaye to har microfinance bank be state bank key under ho kar work kar raha hota hay ham kabi be kesi microfinance banks ka muqabla Pakistan key standard banks se nahi kar sakty hey, koi be esa microfinance bank nahi ho ga jes ka network be wide range ka ho, esy banks ka mawazna ham kesi be achy banks se nahi kar sakty hey, Pakistan key bahot se banks bahot zeyada loan deny ki be fahulat dety hey aur agar ham microfinance banks (easy paisa, Jazzcash) key karza deny ka jaiza len to ye bahot hi kam karza dety hey ye karza 30000 se zeyada nahi de sakty hey jab key other banks me 800000 se zeyada ka karza be leya ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear hamko sirf banks k lain dain pay he nai baat karni chaye balk aaj kal is jadeed dour main hamain aur bhi kuch ziada facilities mil chukki hain jin say ham banks ki nisbat say aur bhi ziada faida hasil kar saktay hain aur sath ham apna keemty time bhi save kar saktay hain un ki list darj zail hain..
            BANKS VS EASY PAISA;
            dear kabhi ham sab is baat ka koi notice laitay hain to hamko is baat ka sahi pata chal sakta hay k jub kabhi ham kisi bank main jatay hain deposit karwanay ya kisi aur country main apni rakam ko send karnay k liye to hamko us wakt bahut sari mushkilaat ka samna hota hay jisk baad he hamko aisa karnay say kuch hasil hota hay is liye agar ham banks ki nisabat say easy paisa say kaam akrtay hain to haamri aisi tamaam mushkilaat ka hal nikal sakta hay hamko sirf aik shop say apnay mobile account main rakam ko transfer karna hota hay jisk baad ham usay jahan pay cahyen send kar skatay hain.
            ADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
            dear jahan pay hamko aisa karnay say bahut kuch hasil hota hay wahan pay jo kuch ahmko aik bank say mil sakta hay waisa hamko kabhi bhi easy paisa ya kisi aur mobile faclity say kabhi nai hasil hos akta hay wo is liye k ham jo kuch aik banks k through send kartay hain waisa ham kabhi bhi easy paisa ya kisi aur facility say propper tareekay say send kartay huvay kabhi satisfied nai hos aktay hain wo is liye k jub ham kisi banks say mony ko send kartay hain to hamko usk sath sath aik mukammal receipt milty hay jisay ham proof k tour pay apnay paas rakh saktay hain jub k ham jo rakam easy paisa say send kartay hain usk liye hamko kuch bhi proof k tour pay nai milta hay is liye banks ziada trusted hain.
            DISADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
            dear mairay khayal main hamko banks main janay ki bajaye easy paisa say rakam send karnay main wakt k iilawa aur koi bhi nuksaan nai hay jisk baray main ham yahan pay uska zikar kar saktay hain.
            dear brother time bahut jyada critical ho kya hai aap ismein yah decide nahin kar sakte ke kaun sa Bank sabse best hai kyunki har Bank ne apne facilities Di hoti hai aur har Bank ki apni services hoti hai aap kisi bhi ek Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko yah pata hona chahie ki iske sath aur kaun sa Bank hai jo iske mukabale Mein acchi service aapko de raha hai agar aap kisi bhi Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko ismein amount transfer fees mein variation milati hai iske sath agar aap Bank Mein apna account open karvate Hain to is main aapko debit card for cashback per uh fees Deni hoti hai agar aap ismein kam karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap is main apne amount send karte hain to aapko yah pata chal jata hai ki is per kitne charges dene padte Hain agar aap aap Pakistan ke kisi bhi Bank ke bare mein information hasil karna chahte hain to yah aapko different banks ki facilities per comparison karna hota hai agar aap ismein Bank ne kam karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap ismein mehnat karte hain aapko ismein fayda sab hota hai jab aapas Mein apna bank account open karvate Hain to usmein aap ko kafi jyada fayda ho jata hai agar aap bank account ke bare mein information hasil karne ke bad kisi acche Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai kuchh banks aise Hain Jin main aapko apna account open karvane per intra bank transfer per Koi fees nahin Deni padati iske sath aap ki checkbook aur ATM card ki services free hoti hai aajkal mobile phone per messages wali service bhi aapko Bank ki taraf se free Di jaati hai yah sari facilities aapko dekhne ke bad aap apna bank account open karvana chahie agar aap jaisa re services free mein hasil kar rahe hain to aapko aise bank account mein apan karvane per majbur nahin hota is tarah aap aasani se apna account open karva ke apne paise bacha sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

              Yes dear aapane bilkul theek kaha hai aur apni information Jo review mein bhi hai no doubt bilkul aisa hi ho raha hai bahut Sare log ab Bank Mein jaane se avoid karte hain aur banking services different channel se Hasil kar rahe hain for example Is Tarah aapane easypaisa account ki services Hamare Sath introduce karvani Hai Is Tarah iske sath aur bahut sari services Hain jismein Ham Bank Mein Jaane Ke Bihari Apna target Ajit ka lete hain aur apni required facility ko Hasil kar sakte hain.

              Kyunki Jab Ham Bank Mein Jaate Hain To usmein Hamara maximum Yahi purpose hota hai ki Humne Koi transaction complete Karni hoti hai to use Wapas ke liye hamare pass easypaisa account ya FIR jazzcash account ki facility Aaj chuki hai jismein Ham apni transaction ko complete kar sakte hain jitne bhi business minded people hai vah apni Is Tarah Se Tamam projection apne mobile per hi complete kar sakte hain.

              Iske alava Jab Ham utilities Bil ki payment Ki Baat Karte The Koi se pahle just Humko Bank Mein Hi submit karvana Hota tha lekin ab Humko yah facility provide ki ja rahi hai ki Ham Apne Kisi bhi gas cash ya FIR easypaisa account se bhi will submit Karva sakte hain aur uske sath sath Aur Bhi bahut sari payment Ham Apne is account Se Hi kar sakte hain agar humne insurance ki installment per karni hai ya koi aur payment karni hai to vah bhi Ham easily yahan se Done kar sakte hain.

              No doubt Jab Ham Bank me apna account open Karte Hain To usmein Humko Kuchh interest Hasil ho sakta hai vah facility is service Neha machine nahin kar sakte Agar Ham long-term basis per Apna account open karvana Chahte Hain To uske liye Ham koi bhi Bank select kar sakte hain vah acidity Humko Is Tarah ke jitne bhi other accounts on May provide Nahin Ki ja rahi
              • #8 Collapse

                Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

                bank ki jagah hum log easypaisa k through bhi acha transactions karwa sak rhay hein deity metalic elemet kara parta angular dstance or hm zyat E ki bhat waja angular distance hamry khuch dos bas foreign nge ka buciness Hindu deity bary mama learnig karna ka horrible report open kar ka begin mama lose pop losse lata angular distance or khuch bohat whats up there lose l.a. lata Hanynasty jis Stmarbeiteilug account washllic elemen krwa ta H nasty alhabetic caracter Hidu deity hbegin mama sodiu hamry skip facts hota ha or na hi there expirince jis ki bse pop ham j karta Han dnasty hm aap look at nahin krte aur jazi mein rplacing begin kar dete Ho demo kaue bhi nahinarte ho aur aap Pakistan th Forex markt accuulatngacm nahin karte aapcts ki samajhnahin hoti hai aur aap great parcel achi make contributions kartay hain to hamari pichli lifestyles ki tamaam mushkilaat blow ham asaan hota bhi daikh saktay there apni Hindu deitymyi ka Yakeen Hona chahieHi Ham the Forex market Mein high quality Soch ke sath Aatemove mattress replacing sikhane aur twenty manta hun jisse aap starting Mein he misplaced se bacche sakeaage aaye Na ki koi change manner rasta apna I aur apna time keep make contributions Karen aap time make contributions karenge
                • #9 Collapse

                  Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

                  Dear Friends aj Kal ke jadeed dor mein Hamari Kafi Mushkalat ka Hal easy paisa aur other account ne solve Kar Diya he ab hum Ghr Beth Kar kisi Bhi waqt Kisi Bhi bank mein transaction Kar Skte Hain aur ghr Beth Kar Bijli ke bil bhi Ada kae Skte Hain
                  Bank Account ke faidey

                  Jab Ham Bank Mein Jaate Hain To usmein Hamara maximum Yahi purpose hota hai ki Humne Koi transaction complete Karni hoti hai to use Wapas ke liye hamare pass easypaisa account ya FIR jazzcash account ki facility Aaj chuki hai jismein Ham apni transaction ko complete kar sakte hain jitne bhi business minded people hai vah apni Is Tarah Se Tamam projection apne mobile per hi complete kar sakte hain
                  Easy Paisa Account ke faidey
                  ​Easy Paisa Account see hum Kisi Bhi mobile no per load kar Skte Hain kiss bhi bank account mein jab chahyen paisey send Kar Skte Hain aur Easy Paisa Account see Ghr beth loan bhi le skte Hain aur utilities bill bhi Ada Kar Skte hain

                  • #10 Collapse

                    Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

                    Assalamu Alaikum dear friend prize band aik aisa instrument hay and selling karty haiy hamy agar hum is fundamental new dealer han tohamy euro sd forex ko buying and selling ky liey selected karna chahey agarhum professionaldealer hanto hamy gold pair ko buying andselling ky liey selected karnachahey yai asakarobar han jo hamy information bedyta hain or yai hamy revel in bedyta haihke planing karlyne chahey or pher is ky hesab sy quit takkam karnachahey pher he hum targer buyingand selling karte hain to aapko forex ke takriban dokisam ke costs dekhne ko milte HainBid and ASK Dear buddies jab Ham alternate karteHain tovahan in step with hamen forex costs ok mutaliqpata hona chahie jo BID chargehotihai yah loote Hain ek price up aspect in step with likha huahota hai aur dusra price neeche likha hota hai disadvantage wala price jo ha wo haipromoting price hota hai is ko hm BID charge kahate Hain Ham Koi promote alternate lagateHainto wo BID charge se begin hoti hai usko jab bhiASK charge contact kar rahihoti hai toha jab Ham marketplace ki motion ko dekh rahe hoteHainjab marketplace motion kar rahi hoti hai to hamenyaha in step with forex ki costsfundamental aapko nazar aRaha hota hal usehony waka app hai is fundamentalinformativevedio bhi add hotihai particularly islamic factor of view sy touhumunhen solar ok apna information growth kr sakty hain iski sb sybri facilityyeh hai ok isko use krny ok liyehum apna elehda bundle bhikrwa sakty hainsimply tiktokchalany ok liye aurisy wagairajayen tou hum us lamhy ko yadgarbanay ok liye tiktokki vedio bana sakty hainya koi bhi asa second jo hamari zindagi ka critical second hohum uski vediobna sakty hain wo celebration hekioun na ho us ko buddy ok sat bhishere kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai ok is fundamental already privateness kaalternan step withlikes tab Milte Hain Jab Koi aapki video ko like yaniki Jab Kisi Ko aapki Kivideo bahut acchi Lagti Hai To vah aapki video Ko likekar deta hai aur jab vahaapki Baki bhi video dekhta hai aur usko aapki sarivideo Achhi Lagti hai tovah aapko complywith bhi kar deta hai to isiliye chahie ke Tik Tok in step with Hameshjahse aapko Aur Bhi Jyada likes aur fans mil Jaate Hain aur Dekhte hello Dekhteaap ek famous author BanJaate Hain Tik Tok ke... to men Kehaneka maksad yeHai Ki Tik Tok Ek bahut hello Achcha App hai aur Puri global mein pahla Hua app haiaur Har Kisi Ka bahut hello jyada preferred AP Ban chuka hai men Agar aapkoMera yah threadAchcha Laga to ek liur ismeinhJaate Hain aurHamare following jyada ho Jaate Hain aur ham Famous Ho Jaate HainTik Tokinternet site Chinaki internet. time bahut jyada critical ho kya hai aap ismein yah decide nahin kar sakte ke kaun sa Bank sabse best hai kyunki har Bank ne apne facilities Di hoti hai aur har Bank ki apni services hoti hai aap kisi bhi ek Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko yah pata hona chahie ki iske sath aur kaun sa Bank hai jo iske mukabale Mein acchi service aapko de raha hai agar aap kisi bhi Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko ismein amount transfer fees mein variation milati hai iske sath agar aap Bank Mein apna account open karvate Hain to is main aapko debit card for cashback per uh fees Deni hoti hai agar aap ismein kam karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap is main apne amount send karte hain to aapko yah pata chal jata hai ki is per kitne charges dene padte Hain agar aap aap Pakistan ke kisi bhi Bank ke bare mein information hasil karna chahte hain to yah aapko different banks ki facilities per comparison karna hota hai agar aap ismein Bank ne kam karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap ismein mehnat karte hain aapko ismein fayda sab hota hai jab aapas Mein apna bank account open karvate Hain to usmein aap ko kafi jyada fayda ho jata hai agar aap bank account ke bare mein information hasil karne ke bad kisi acche Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai kuchh banks aise Hain Jin main aapko apna account open karvane per intra bank transfer per Koi fees nahin Deni padati iske sath aap ki checkbook aur ATM card ki services free hoti hai aajkal mobile phone per messages wali service bhi aapko Bank ki taraf se free Di jaati hai yah sari facilities aapko dekhne ke bad aap apna bank account open karvana chahie agar aap jaisa re services free mein hasil kar rahe hain to aapko aise bank account mein apan karvane per majbur nahin hota is tarah aap aasani se apna account open karva ke apne paise bacha sakte hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review banks k mukablay main dusray lain dain per mubni hay.

                      Asslamolikum !

                      Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo bank kay ilawa dosry lan den par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han bank kay ilawa bhe or bhe boht zada asy jaga han jaga par ham zati len den kar sakty han ya hmary liye bohrt zda faida mand hoti han is par kam karna or pesy beghna wgera boht asan hota ha ham boht asani say peso ka len den asani say kar sakty hyan or is kay zada koi bara processer nahi hota ha is ma boht sari apps or networt jaty han jin ma jazz cash or easy pesa or bhe boht zada networks han jin ma kam kar kay ha apny peso ki lenden asani say kar skty han.
                      Faidy :
                      is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kays ath share kro ga to ham start karty han bank ka ilawa boht zada networks han jin ko use kar kay hanm boht asani say apna kam or apny pesy manga sakty han ya khi bhe bheg saky han in sab networks ma say kuch mashoor networks jazz cash or easy pesa han in ko istimal karna boht asan ha or is kay ismtimal say boht zada faidy hoty han or hamra kam boht asani say hota ha is ko ham apni sim par on karsakty han or ghr bethy bethy tamam kam kar sakty han khi say bhe pesy mangwa sakty han ya khi bhe begh sakty han is ko opreate kna boht asan ha or ya secure bhe boht zada ha is ma ksi kism ka koi masla nahi ata ha.
                      Nuqsanat :
                      is kay boht zada faidy kay sath sath kuc nuqsanat bhe hn jin ma say kuch ma ap sab kays ath share kro ga to ham start kaerty han ya app say ap jab bhe pesy nikalwwaty han to ap ko har bar extra charges deny party han jo boht zada han or agr i ska pin kisi ko bhe pta klag gya to ap ki sari pesy niklawla sakta ha or is ma boht zada hackers bhe han jo apko calls kar kay ap say apki transection ko apni taraf kar lety han or zaada is kay koi n uqsanat nah han.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X