dear mujhay aaj tak is baat ki smajh nai aa pai hay k jub ham aik govt ki job kartay hain to us main hamko kisi kisam ka koi nuksaan k chance bhi nai hota hay jub bhi hamko aik month ki last date milty hay to ahm usi job k baray main apni seelry ko hasil karnay k liye run kartay hain jiska hamko har month k start lay kar end tak wait rehta hay aur jiska milna bhi must hota hay laikin jub ham forex markeet main kaam ko start kartay hain to ahmko isk baray main koi bhi 100 percent guarantee nai hoty hay k hamko is say acha earn ho ga ya phir lose ho sakta hay aur aksar aisa bhi daikha gaya hay k ahmko ziada tar is markeet main knowledge na honay ki wajha say lose ka bhii samn akarna parta hay jub ham jis job main kaam akrtay hain ham us main agar aik din main kam bhi kaam akrtay hain to ahmko tab bhi uski selllery achi aur time k hisaab say wasool ho jaty hay in dono main itna differnce honay k bawjood bhi hamain aisa q lagta hay k forex markeet phir bhi aik job say achi hay aisa q hota hay aur aisa q hay jisk liye ham forex markeet ko acha samjhtay hain aur job ko peechay chor saktay hain iski details k sath wazahat kara dain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим