Maximum ketny lot size key sath trading karni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Maximum ketny lot size key sath trading karni chaye?

    lot size ko apni marzi ke mutabiq r mareekt ko analsis kr ke hi set krna chae jab kis election ka jahan tak query hai to Sawal se most important aapko yah batana chahta hun Ki lot measurement ki choice completely rely kar rahi hoti hai aapke account stability ke sath Agar aapka account stability jyada hai to usmein aap lot measurement ki decision Jyada kar sakte hain lekin agar aap ke account mein stability bahut kam hai to usmein aap lot dimension ki choice Jyada nahin kar sakte usmein aapke account ki leverage bhi kam Hogi.dear most important aapko iske sath sath yah batana Chahta Hun Ki Jab aap gold aur crude oil per buying and selling kar rahe hote hain to aapko chahie ki aap Hamesha minimal lot dimension ke sath buying and selling Kiya Karen aur Agar aapka account round a hundred US Dollars ka hai to usmein aap lot measurement kis decision 0.01 ki choose Kiya Karen yah aapke account ko bilkul protected rakhti hai agar change aapke favour Mein a jaati hai to usmein aap lot measurement ki decision ko make bigger kar sakte hain.Agar lot measurement ki determination Jyada rakhte Hain To usmein no doubt aapko bahut accha earnings ho jata hai aur iski towards agar aap lot measurement ki decision kam rakhte Hain To aapko income bhi thoda Hoga lekin ismein aapko yah fayda Hoga Ki aap ka account Jyada se Rahega aur usmein aap ko nuksan hone ke hazard bahut kam Honge aur aap hazard administration ke policies and rules ke mutabik apne account per kam karne ki function Mein Honge.Lot dimension resolution ke liye aapke skip sabse necessary cash administration ke regulations and rules hai aapko lot dimension choice ke liye cash administration ke regulations and guidelines ko exact studying ke awful observe karna hoga js sa aapki lot measurement resolution bahut high-quality ho jayegi aur aap Hamesha acchi buying and selling karne ki role Mein a sakte hain aur iske sath sath aapka account bilkul Mehfooz rahega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Maximum ketny lot size key sath trading karni chaye?

      Dear memebrs , apki trade lot size pay depend kar rhe hoti hy keh apko kitn aprofit ata hy aur kitn aloss hota hy , yeh sb apki lot size ki waja se hota hy . Agar apko lot size ki information hy to ap achi trade laga sakty hain . forex me trading karny klye apke pas bht ziada knowledge aur experience hona chhaye , agar apke pas knowledge hoga to ap market ka bi thek tarah se analysis kar sakty hain . aur market ke analysis me lot size bht important hy . agar ap bilkul new hain aur apko trade ki information ni hy to apko choti lot select karni chahye takeh loss ka risk minimum ho saky , aur apki profit ho jay . laken agar ap start me e lot size ko bht ziada rakhty hain to yeh bht riski hota hy apki sari investment aur bonus loss me ja sakta hy . laken jo professional hain wh bari lot tab use karty hain jab unka analysis strong strong hota y . agar strong analysis na ho to kabi bi bari lot lagany ka risk ni lena chahye , agar ap new hain to apko forex ki basic learning ka pata hona chahye keh konsy pair pay konsi lot lagani hy aur kitn abari lagani hy . waisy jo currency pair hain ap un pay ziada lot laga sakty hain , laken silver , gold , crude oil pay ap ziada bari lot ni laga sakty kyukeh inki movement bht ziada hoti hy , yeh ek jhatky me apko bbht ziada profit bi day sakti hy aur bht ziada loss bi day sakti hy . laken bsic chez yhe hy keh apko forex ka knowledge hona chahye takeh apko lot size selection me koi problem na ho .
      • #33 Collapse

        Re: Maximum ketny lot size key sath trading karni chaye?

        yah members ke account balance per depend kar raha hota hai ki kis member ke pass kitna balance hai aur jin members ke pass maximum balance hota hai to members maximum lot size ka istemal kar sakte hain lekin members ko apni trading mein maximum lot size ka istemal nahin karna chahie aur isase avoid karna chahie agar members maximum lot size ka istemal kar rahe honge tu is tarah Se members ko nuksan bhi maximum ho jaega isliye members ko bahut soch kar apni trading ko acchi tarah Se manage karne ke liye small lot size Ka istemal karna chahie lekin agar members maximum profit ki lalach kar rahe hote Hain to yahi vajah hai ki members small lot size ka istemal nahin karte aur members maximum lot size Ka istemal karke aur apni trading ko acchi tarah Se beneficial banane ke liye bahut acchi tarah Se struggle kar rahe hote hain lekin is tarah Se ki jaane wali trading main members ko maximum loss ho jata hai members ko apni trading bahut soch samajh Kar karni chahie aur members ko apni trading mein kabhi maximum risk nahin Lena chahie agar members call lot size ke bare mein confusion ho rahi ho to members kauwa ki aur member se help lekar apni trading ko acchi tarah Se continue kar lena chahie aur jo log help lekar apni trading co continue karte Hain aise members ke liye trading karne mein koi bhi problem nahin hoti aur is tarah Se members ko apni trading mein bahut acche results bhi a Rahe hote hain ya members per depend karta hai ki vah apni trading ko kis tarah Se acchi tarah Se continue karte hain aur kis tarah Se acche results hasil karne mein successful hote Hain
        • #34 Collapse

          Re: Maximum ketny lot size key sath trading karni chaye?

          say pehli baat to hay k ham aisay sawal ka jawab apko kabhi bhi sahi aur propper tareekay say samjha nai saktay hain wo is liye k agar haamray account ki equety bahut he kam hay aur ham apko batatay hain k ahmko forex markeet main kaam akrnay k liye kam say kam 10standard lots say kaam ko start karna sab say ziada best hay to aap usay kabhi bhi afford nai kar skatay hain agar ham is markeet main apnay account apnay knowledge k hsiaab say kaam akrtay hain phir uski sahi calculations kartay hain to ham is markeet main sahi earning karnay k kabil hain aur agar ham is main tukkay say kaam ko baghair sochay samjhay kartay hain to hamara is markeet k baray main bhi janna fazool hay aur ham is markeet ko kabhi samjh bhi nai saktay hain is liye hamko sab say pehlay apnay account ko strong kartay huway is makret main kaam ko start karna sab say ziada lazmi hota hay trading main hum log jtna bari lots istamal karny gy utna risk ziada ho ga or jtna hum kam lots size istamal karny gy to risk bi kam ho ga humy ziada risk ni lana chae ha humy log ko small lots sy trading karni chae ha ta k loss ho bi to humy kam sy kam ho ta k hum log ahsani sy recovery kar saken risk ziada lan gy or humy loss shukriya.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Forex market me agar trading ki jaye to sab se zeyada best trading karny key ley ham ketny lot size ka use karna ho ga agar ham zeyada kam lot size karen gey to hamy ketna faida ho saky ga aur agar ham market me higher lot size ka use karen to hamy ketna faida hasil ho sakta hay?
            Forex trading ain jab tak ap nay apni trade ko proper risk management sy nahi lagao gy tu ap ko nahi pata chaly ga kay kon sa lot size ap kay leye behtar hai or kon sa ap nay lot size lor leverage lay kar achi trade kar skaty hain. Esl eye koshish karain jab be ap trade karain apni trading main skills ka behtar use karain or apni trade ko proper risk management sy karain or kam sy kam lot size yani 0.01 ka lot size use kar kay apny account ko secure or profitable bana sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X