Candlestick Ki Importance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sawal: "Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

    Dear Fox members aap sab jante Hain k jab Ham trading karte Hain to apni trading ki situation aik chart per zaahir hoti Hui deikhty hean Jo muft mein scandals ki Surat mein hoti hai aur kya usko bahut hi zyada important hasil hai trading karne ke liy Forex mein hum candle stick pattern chart per trading kertay hain tou phir humain candles ki movement ko tou samjhna hi ho ga balkay yeh kaam tou bahut lazmi hai agar hum nay forex mein profitable trading kerni hai tou kyun kay forex mein kamyabi seekhnay sae milti hai Forex trading mein market ka analysis krny k liye candlesticks ki movement ko dekha jata hai jis se trend k change hony ka pata chalta hai aur support aur resistance se trade open krny mein asani ho jati hai agr achi trading krni hai tu candlesticks ki movement ka knowledge hona boht zarori hai aur Trading Main Candles k knowLedge Ki BhoT Zyaada Importance Hai oR candeles k BaRay Min agar HymEn Kaafi Achaa knoELedge Hai To Hum Bhot Hi Achi Earning Bhi kar Saktay Hain Or pRofit Bhi Kama saktay Hain isLiYe HumEn Chaahiye k Market ki MoVeMeNts k Sath CandlEs Ko Bhi samjhen Tab hii achay Analysis kiye Jaaa saktay Hain aur forex trading may aap ko kamyaabi ose soorath may he mil sakhthi hay ke aap ko candles ka experiance ho jaaye lekin may aap no ek baath batha Doon ke agar aap hourly candles par trade open karthay hay tho is may aap ko confusion hoge agar aap 4H our D1 candles ko trade open karnay say pehlay study Kia karay our is k baadh trade open karay tho aap ko profit ka ziada chance hotha hay candle ka knowledge be hona lazmi hai agr hamre paas candle ka knowledge hoga tu hum is main acha profit hasil kr sakte hein hume is main daily demo account main work krna chaiye daily analysis ko dekhna chiaye ye hamre liye sab se acha business ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
      Assalam o Aluikum! Pyara Seniers aur Jnuniers aj mera ap sab sa ye sawal h k candlestickts kia ha, candlestickts chart ki ha aur forex trading man iski itni improtance q ha? Umeed ha ap sab bhai apna qeemti knowledge mera sath zaror share karen ga.
      Candlestick chart pattern forex market main trading ky liay best chart pattern hai jis main ham market main trade open kerny ky liay best guidance hasil kerty hain aur same guidance ky mutabiq trade open kerny per hamari maximum trades successful hoti hain hamain forex market main agar successful trading kerni hai tou hamain candlestick pattern chart ko achi terha samajhna hoga ky ham same pattern ko follow kerty huey forex market main bahot successful trade ker sakty hain candlestick pattern ka apna aik knowledge hai ky agar ham same knowledge complete hasil ker lety hain tou phir hamain kisi other option ko zarurat nehi perti hai jesy same pattern sy hasil hony wali market movement ki indications ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamain bahot acha result milta hai

      Differnet traders candlestick chart pattern ko use kerty huey market ki movement ki prediction apny apny hisab sy kerty hain kuch traders her candle kh complete hony per market ki next movement ki prediction ker lety hain jabky kuch traders differnet candles ky combination sy banany waly pattern sy market ki next movement ki prediction kerty hain tou acachi earning hasil ker lety hain hamain forex market main successful trading hi required hoti hai warna yahan per tou trade kerna itna risky hai ky hazaron dollars investment bhi minton main zaya ho sakti hai isliay hamain sambhal ker trade open aur continue kerni hoti hai jo sirf candlestick chart pattern per hi possible hai ky ham same pattern sy agar market ko visually bhi read kerty hain tou hamain idea ho jata hai ky market kis direction main move kerny ja rehi hai tou ham trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain
       
      • #33 Collapse

        Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

        dear friend, forex trading ma candles aur inki shapes bht importance rakhti hain ye vertical rectangular shape ma hoti hain jo market ki up and down moment show karti hain, ye mukhtalif shapes aaur patterns bnati hain jin k mutabik traders market ma entry aur exit points b choose kartay hain, ye diferent types ki hoti hain aur hr aik perticular action show kart ha in ma hammer, hanging man, sahooting star wagera shamil hain, jaisay hanging man market ki bearish moment ko show karti ha aur downward trend ko zahir karti ha is ki lower wick long aur upper wick short hoti ha, small body hoti ha aur open sa neechay closw hoti ha, is k ilawa mukhtalif candles combine ho ho k patterns b tashkeel daiti hain jin sa traders ko market k trend aur moment ko samajhnay ma hints ya help milti ha, candles k related information hasil kar k hi hm achay technical anaylisis kar paen gay, hmain acha trader bnnay k liay in candlesticks sa wakfiat hasil karni chaian q k market ko samajhnay k liay ye aik easy aur acha tool ha, jis sa hm situation k mutabik decisions la saktay hain, in sa hm trades open aur set kartay waqt mistakes sa bach saktay hain, in k patterns ko daikh kar achay anaylisis kar paen gay aur thek predictions kar k market ki unpredicted moments sa bach sakain gay jis sa hmara account safe rahay ga, is liay candlesticks hmari trading ki kamyabi ma aham kirdar ada karti hain, lihaza hmain in ka acha knowledge hona chaiay tb hi hm forex ma expert trader bn sakain gay
        • #34 Collapse

          Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
          Assalam o Aluikum! Pyara Seniers aur Jnuniers aj mera ap sab sa ye sawal h k candlestickts kia ha, candlestickts chart ki ha aur forex trading man iski itni improtance q ha? Umeed ha ap sab bhai apna qeemti knowledge mera sath zaror share karen ga.
          G han dear candlestick ki market mai kafi value hai aur ap es mai acha kam kartye hai tu ap es mai sara kam he in ka hai kiyu kay har aik pair jo hai us ki moments esi mai hoti hai yani kay us kay candle pay hoti hai tu candle move kartye hain tu trade move karta hai aur ap ka es mai profit aur lose show hota hao tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai start mai he cabnle pay acha kam karain ap es mai achi learning pay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ye sara kam mahnet pay hai ap es mai achi mahnet kay sath kam kartye rhain ap es mai dil laga kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai bad mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai candlstick pay acha kam karain ap es mai achi tarha read kar kay kam kartye hain tu ap kaliye kafi asani mil jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karna kafi zaroori hai ager ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ap ka kam hamesha he acha ho jata hai tu ap es mai achye kam mai dil lagya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai focus rakha karain kay ap nay candle kay barye mai janana hai aur es pay ap nay acha kam karna hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ager ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha hw kamyabi patye hain
           
          $$$ Never Give Up $$$
          • #35 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

            forex trading main market ka technically analysis karne ke liye hamare pas three types ke charts hote hain aik hota hae line chart,aik hota hae bar chart or aik hota hae candlestick chart to in sab se behtar jo hota hae wo hota hae candlestick chart jo ke bahut acha hota hae jis ke madad se hum ache tarah se analysis kar sakte hain or is main yeh hae ke yeh candlestick chart sab se zayada use hone wala chart hae jis se log market ka analysis karte hain or trade le sakte hain to bas hamen bhe is main kam karna cahiye take hum bhe is main se faida hasil kar saken hum jitne zayada is main mehnat karte hain hamare liye utna he faida hota hae or hum is main se success hasil kar he len ge bas hamen is main kabhe bhe kam karna nhe chorna cahiye jitna zayada hum is main dil se kam karen ge to hamare liye wohe to faida mand ho ga ke hum is main jo karen sahe tarah se kam kara karen hum jitna zayada is main dil se kam kar jate hain hamare liye to wohe acha hota hae or hum wahans e kuch na kuch gain bhe kar he lete hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke ache tarah se kam karte rehna cahiye jitna zayada hum is main kam karen ge hum is main success to utna he hasil kar he jaen ge bas hamen kam acha or zayada karna ho ga take hum is main success gain kar saken
            • #36 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

              Candlesticks Bzahar Taur per Hamen trading ke bare mein batati hain ke Hamari trade kis Taraf gai hai market ki movement of Hui Hai Ya down Hui Hai Kaun si currency aap Gai Hai Kaun si currency kis Waqt down gai hai candlesticks Hamen is bare mein to mum information per Baat Karti Hain ya bazahir to Ek news hi hoti hai aur yah pass mein Hoti Hai Socha Ki Koi indication nahin kar rahi hoti lekin candlesticks ko Samajh Kar trade Lagane Bhi Ek bahut badi strategy hoti hai agar aap candlesticks ke patton ko Samajh Kar Rahe trade Lagate Hain To aap bahut acche tarike se trade kar sakte hain candlesticks ka Apna pahchan hota hai aur usko Samajh Kar Rahe trade Bhi Ek Tarika hota hai aur ek San hota hai jo log candlesticks ke pattern ko samajhte Hain vah acchi Tarah Se Jante Hain ke candlesticks mein main resistance point kaun sa hota hai aur support point kaun sa hota hai resistance aur support point ke mutabik hi trade Lagate Hain Jo log itne junior-senior traders Nahin Hote aur abhi Forex Mein start Kiya hota hai unko ya nahin andala Hota ke kaun sa point resistance point Hai Kaun Kahan per support Shuru Hoti Hai To senior members Jo candlesticks ko acchi Tarah Se analyse Karte rahte hain vah yah bata sakte hain ke kaun sa violent Is Tarah ka hai aur use per trading Kaise Karni chahie ke patton ko Samajh Kar bahut se log bahut badi badi strategies banate hain aur unko follow Bhi Karte Hain hamen bhi Aisa Hi karna chahie Taki Ham success kar sake bahut Shukriya
              • #37 Collapse

                Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

                Forex market ki movement aur trend ka pata sirf hamain candle sticks bars say hi chalta hay jo keh chart per nazar ati aur banti hain. Yani jab price up jati hay to candle bar bhi up jati hay, aur market main jab girawat ati hay to price down any say candlestick bhi nichy ki taraf banti hay.

                Market price aur movement main hony wali fluctuations ko samjhny kay liye candlesticks up and down banti rehti hain. In he ups and downs say ham market kay trend aur security ki volatility and liquidity ka pata aur andaza lagaty hain.

                Technical analysis main sab say pehly hamain chart par ban'ny wali candlesticks aur inkay mukhralif kisam kay ban'ny waly patterns ka mushahidah karna hota hay. Jab ham kisi aik pattern ko samjh lain to phir ham iskay sath indicators ko bhi use karty hain. Lagging and leading indicators dono ka use kar kay he ham trend ki behter prediction kar sakty hain aur candlesticks pattern ki confirmation kar sakty hain.

                Jab hamain pata chal jata hay ke trend up ya down continue rahy ga ya keh ye reverse ho sakta hay. Is hisab say ham phir apni trading strategies develop aor plan karty hain. Q keh har candlestick patterns kay hisab say hamain trend jan'ny kay bad bhi alag strategy banani parti hay aur planning karni parti hay. Jab keh iskay bad hamain fundamental anslysis ka istemal kar kay in calculations ki mazeed confirmation karna hoti hay. Takeh ham durust trading ka faisla kar sakin. Iskay bad effective aur successful trading execution kay liye risk management aur money management karni parti hay.
                 
                • #38 Collapse

                  Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

                  Forex Mein sabse Jyada important candlestick ki hoti hai jo Banta candlestick par focus karta hai aur uska Nobita electric Karta Hai vah kam hota hai because candlestick chahie aapki trade profit or loss Mein Jaati Hai vah Usi par aur usi ko dekh kar apni history check karte ho aur Usi ke mutabik apni trading stock karte ho to isiliye Ham Sabko apna number increased karna chahie vah candlestick e learning Academy chahie kis kam ke liye aur koi YouTube per video dekhni chahie video Ko Dekhkar aapko candlestick ki lining Aaegi aur aapko different dating patheran Ka Pata chalega ki pass market mein bahut ke pattern hote hain SO aapko chahie mehnat ke sath uthate Aramco Saudi Karen aur Sab Ko Jama Khan implement kar apni dating aur learning Karen kisi se aapko kamyabi Hogi toh isliye aap Sabko kam karna chahie Aur Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Jo karta hai wahi kaam hota hai to Forex per karna Ham sab ke liye hoti hai jo band hai yahan per kam kar lega vah Kamyab Hoga because candlestick ki bahut hi important hai aapko kamyabi milati Hai Dil Ko Chhota nahin karna chahie confidence Mein Aakar mehnat Karke aur apne learning focus Karya ke Hasil karne ki koshish Karni chahie
                  • #39 Collapse

                    Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

                    Jo ya wala patren hyya sab sy acaha hy our is my ham sba ko hhot zeada faida hota hy ya sab sy bhtren patren gy ya hamaya long taime my trading krny ka hhi kehta hy our short trading bhi ham is ki waja sy kr sgty hy is ki waja sy jo hhi ham krty hy ham is ky sahi sba kuch ham kr sgty hy ya har trha k trader kliya best hy chahy is sy ham cshart trading kry ya hama is ki madat sy ham ling trading kry ham apani trade kr sgty hyour ham is ki waja sy ham kamayab ho sgty hy ya bhot hi zeada caha kam hy sahi mhanat wala kam hy is ki waja sy ham kafi zeada ham kamyab ho k ham agy ja sgty hy ya hhtren kam hy hamra our is sy ham loss sybhhi bach sgty hy our ham zeada profit bhi ham kama sgty hy jitan zeadaya acaha trading krwati hy itna kii patren nai krwa sgta hy ya sab sy bhtren hy our sab sy zeada is sy hamya faida hota h ya sab sy best kam hy is my hamara kam krna huot zeada hytren hota hy hamaya choya k js ko ham full sekh k ham is my hi ham kam kry takaya ham is my pesy achy sy ham kama sgt our ham huot zeada agaya ham ja sgy to hamaya is my kamyabi mily gi our ham agy barh sgy gy is ki madat sy our ya agr galata sekhy gy to usi hesab sy ham phr is my loss hhi zeada kry gy our ham is my loss agr ji krna chatay hy to phr is k sahu
                    • #40 Collapse

                      Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

                      Candlesticks.


                      Je dear ye ik tarha ka financial chart hota hai jo market ma kisi pair ki high or low or ese tarha open or closing ki information deta hai. Ye candle ki shape ki tarha nazar ata hai es lae ham esko candlesticks kehty hain.


                      Candlestick qualities.


                      Forex trading ma candlestick ki bhot sari qualities hoti hai or ye trader ki help karti hain market ko samajny ma or market ki density ko observe karny ma. Ye market ki information sy packed hoti hai or jis trader ko enki types ka pata ho wo market ma en sy bhot clues ley sakta hai. Ye market ki psychology ko samajny ma b trader ke help karti hain. Candlestick ki ik quality ye b hai k ye har time fram ma alag candle bana kar trader ki help karti hain k wo kb or kis point sy trade open kary. En ko traders technical analysis k tor par b use karta hai.


                      Colour and shapes of candlestick.


                      Forex trading ma ham candlestick k colours ko apni marzi sy set kar sakty hain. But normally white or green uptrend or upward movement ko show karny k lae use kaye jaty hain or black and red colour doward trend or downward movement ko show karny k lae use kaye jaty hain. Candlesticks ki bhot sari types hoti hain jo inki shapes par depend karti hai enki kuch shapes ye hain. Upper shadow, lower shadow, top part, bottom part, top close end, bottom open end, real body.


                      Why do candlesticks have different shapes
                      .


                      Market ki movemenr k hesab sy candlestick ki shape banti hai. Kiu k candlestick price k uper base karti hain. Market ki continuous movement ki waja sy candlestick ki price b change hoti rehti hai. Ye candlestick ki shapes market ki nature ko depict karti hain or bhot help karti hain market ko predict karny ma.
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: Sawal: &quot;Candlestickts ki forex trading man importance per mabni ha...

                        Dear forex me kam krny Kay Leay kisi na kisi trha apko next moves predict krna hota Hy aur us purpose Kay Leay moslty different candlesticks aur patterns indicators use hoty hen lekin candlesticks ki kafi importance hoti hy Candlesticks pattern aik sab topic hay price action theory ka. ap ko sab say pehlay price action ki theory ko study kerna chahaye aur us kay bad hi ap ko perfect idea ho sakay ga kay candle stick pattern kia hotay hain. jesay kay ham aik candle stick pattern engulfing pattern boht use kertay hain. is pattern main pehlay trend ki candle small hoti hay aur new trend ki candl big hoti hay chahye jo bhi time frame ho. yeah patter ager support aur resistance kay beach main ho to itna profit nahi deta jitna yeah pattern support aur resistance level per trade kernay per mufeed ho sakta hay candlstick patterns use karna chatey hain to hamy expert banna chahey or hamy zada amount deposit karne chahey or mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai candlestick patterns ke bohat ahmeyat hain hamy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect patterns ko achi trha utilize KR skty hen
                         
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #42 Collapse

                          Re: Candlestick Ki Importance

                          Trading candlesticks ki ki bahut jyada importance hair UK market ke moment ka batati hai hamen or graph ke phoolon ko dekhte hue Ham in loss or profit ka vate aati hai candlesticks ko dekhte hue market ke mint ko dekhte hue Ham after trade ko laga sakte hain aur apni trade se profit hasil kar sakte hain

                          Ups and downs flow of graph:

                          Trading karte hue market ke floor ko dekhte hue candlesticks ko dekhte hue Ham up and down ko feel kar sakte hain aur usko dekhte vate laga sakte hain aur agar hamari candlesticks upward ho to usmein ke hamari trade by ki hai aur agar hamari candles downwars kiye ho to usmein hamari trade sell ki hai Is tarah market ke different movement hoti hai aur different indicators ko dekhte hue different situation mein Ham apne a graph ke floor ko dekhte hue trade laga sakte hain candlesticks ko dekhte hue Ham apne profit ko point out kar sakte hain aur repeat rate ko apne concepts rakhte hue apne profit to increase kar sakte hain

                          2: types of candles
                          candlestick trading mein bahut hi type agar Ham subtypes ko understand Kare To Ham bahut acche traders Ban sakte hain aur successful trading kar sakte hain almost candal ki 18 type hai Jin me se 6 types bullish movement ko show krti 6 types Bearish movement ko show krti or 6 types reversal movement or correction ko show krti hai
                          • #43 Collapse

                            Re: Candlestick Ki Importance

                            dear traders forex chart aik aesa tool h js ki mdd sy hmm kisi b currency pair ko analyze krty hain. price chart hmein kisi b currency k mutaliq information provide krty hain k iss currency pair ka previous behaviour kia tha or next move kia ho ga.forex market 3 types k basic charts use oty hain jo k yh hain.
                            · Line chart
                            · Candlestick chart
                            · Bar chart
                            Generally charts hmein overall uss currenccy pairs mn jo transaction oti hain uss time frame mn uska overview batty hain.candle stick chart pattern sb sy zyada use ony wala chart pattern among the trader of the world h.bht sy new traders and experienced traders chart ko read krny k liye candlestick cahrt pattern ko use krty hain. line chart or bar chart ki trha candle stick cahrt patten b hmein market k high,low,opening price and closing priceand support and resistance ki indication deta h. candlestick chart pattern ko read krna easy h as compare to line and bar chart.candlestick chart pattern m ap mrzi ka color select krr skty jesy k default setting mn sell ki candle black show oti h or buy ki candle blank mtlb white color ki show ap iss ko apni mrzi k sth adjust krr skty hain.isky ilawa candlestick chart pattern mn bht zyada types ki candles use oti hain jn ko smj krr hum market mn ak axhi trade ly skty hain jesy k (spinningtop,morning star,eveningstar,doji,hammer,inverted hammer,bullish harami,bearish harami,isky ilawa or b ht zyada hain.in mn sy hrr candle k andr ak complete story xhupi oti h jo hmein buy ya sell krnya ka signal dy rhi oti h bshrtak hmary pas in candles ko use krny ka knowledge b ona chahyie.isky candlestick chart patter mn bht sary pattern use oty hain jo market k trend ko identify krny mn bht zyada helpful oty hain jesy k double top and double bottom,bullish flag,bearish flag or market mn sb sy bnny wala pattern head and shoulder patter. Hmein in patterns ko use krny ka knowledge lazmi aana chahyie.
                            • #44 Collapse

                              Re: Candlestick Ki Importance

                              Market mein candlesticks ki bahut zyada ahmiyat hai aur market mein agar ham candlesticks ko achi tarah samajh sake aur achi tarah knowledge hasil kar sake to is tarah se forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye forex trading mein jitna ho sake hamen chart mein candles ko achi tarah se samajhna chahie aur market ki movement ko bhi achi tarah se samajhna chahie aur candlesticks mein hamen market ki up aur down movement ka pata chalta hai aur forex main agar hamen candle main market ki up aur down movement ka ache tarike se pata chal jaaye tu is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye hamare liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur ek kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex trading mein hamen koshish karni chahie ke forex mein hum bagair market analysis ke kabhi trading na karen kyunki forex trading mein aisa karne se hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai jisse forex mein hamare puri mehnat waste ho sakti hai aur forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen work aur trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Candlestick Ki Importance

                                is foremost distinctive indicator ko aik sath istamal kar okay agony planning or approach bana okay buying and selling kar sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar records or expertise candle patterns or indicator Jo hum big apple istamal karny han ok bary primary hasil karny or us okay awful buying and selling begin karny to hum log anguish incomes kar sakty han foreign exchange buying and selling important candles sample jin principal sab sy vital pin bar ha jo ok help degree or resistance degree pe banti ha jis sy verify motion ka andaza hota ha ok motion kya honi ha or is okay sath jab hum RSI indicator ko istamal karny gy to to humy mazeed affirm ho jata ha okay ab motion trade ho rehe ha isi tahra doji candle bi kam karti ha jab banti ha to phr motion trade honi ki affirmation hoti ha okay ab style alternate ho raha ha is waqat humy each ahtiyat sy buying and selling karni chae ha ta okay hum log ziada sy ziada behtar planning or method sy buying and selling kar saken foreign exchange buying and selling most important candles sample ko seekena asy he ha jase market ko are searching for lana ha is ley candle patterns ki significance each ziada ha Candlestick patterns say he bullish aur bearish moves ka bhi andaza lagaya jaa sakta hai. Forex buying and selling mai Candlestick ki motion ko daikh kay apni future buying and selling ka diagram kernay kay liye Kamm say Kamm 10 say 14 Candlesticks ko analyze kerna hota hai jiss say sahi tarah say subsequent motion ka andaza lagaya jaa sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X