ye review paidal chalnay per mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review paidal chalnay per mubni hay..
    dear is dor e jadeed main ham sab is baat ko mukammal tour par bhool chukkay hain k agar ham apnil sehat aur life ko acha bannay k liye kuch din k hisaay main paidal nai chaltay hain to ham apni sehat aur saths ath apni life ko achay tareekay say sanwaaar nais aktay hain qk jub tak hamari body fit nai hoge hamaray pass jitnay bhi resources hain haamray pass jitni bhi incom aaty hay sab ki sab baikaar hay jub tak ham psysicaly fit nai hain usk liye hamko paidal chalnay say bahut saray fawaid bhi hasil ho saktay hain aur ham bhut sari bimarion say bhi bach saktay hain.
    ADVANTAGES;
    dear is dour main is wakt main ham sab yeh baat bhool chukkay hain k ahmko kuc safar paidal k tareekay say bhi karna chaye aur agar ham har din k hisaab say paidal chaltay hain kisi bhi sawari ka wait nai karty hain ya usk use nai akrtay hain to ham apni life main bahut sari asaanian bana saktay hain jis main agar ham ko gais jaisai stomach ki bimari hay to wo bhi aisa karnay say khatam ho sakty hay ham phir say sehat mand ho saktay hain jis main agar hamko sugar hay to usk bhi sab say acha solution yahi hay k hamko usk liye ziada say ziada paidal chalna chaye agar ham morning k time pay paidal chaltay hain to hamara heart bhi achay tarekay say pump karga aur ham khud bhi har din say sehat mand hos aktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear agar hamari body aisi hay jis main hamko paidal chalnay main koi bhi takleef ho sakty hay to ahmko is paidal chalnay say kuch bhi nuksaan ho sakta hay jisk liye zaruri hay k ahmko isk khayal rakhtay huway aisa soctay huvay walk akrni chaye isk ilawa is walk main aur kuch bhi nuksaan nai hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

    ASALAM O ALAIKUM
    "PAIDAL CHALNA" (WALKING)

    PAIDAL CHLNA "SUNNAT E NABVI " h.
    "IBN E SINA " kehty hn K "PAIDAL CHLNA INSAAN K LIYE SEHAT H" .
    ADVANTAGES:
    subah subah jb hm uth kr walk krny k liye jaty hn tou mind bht fresh ho jata h sakoon or dili khushi milti h , body fully active ho jati h. mind jb fresh hota h tou achy achy ideas
    aty hn tou insan positive souchta , is tarah se positive souch k sath positive way me apni life me agy brhty hn.
    WALKING na sirf hmari body ko mzbout bnati h, hmari immunity ko bhi behtr bnati h. energy consumption (energy ka estemal) ko bhi speed up krti h. ye CALORIES ki consumption30 % tk consumption ko
    increase krti h. ik din me ik kilometers tk pedal chlna hmari body ki charbi (FAT) ko 0.3 kilograms tk km krta h.
    TENSION khtm hoti h. skin glow krti h, jawan rehti h. vitamin D ki kmi ko pura krti h.
    "NATIONAL AGENCY PUBLIC HEALTH ENGLAND" KA kehna h k 30 saal ki omar k logon ko lazmi walk krni chahiye,kmz km 30 mints tk . ye Agency ye bhi kehti h k 40%
    log ik month me 10 mints bhi walk ni krty.
    walk krna 15% amwat (death) ko km krti h. ik RESEARCH k mutabiq rozana 3 miles - hours walk krni chahiye.

    BIMARIYUN SE BCHAO :
    1)DEPRESSION km hota h .
    2)DEMAGH PURSAKOON rehta.
    3)BLOOD PRESSURE ko control krti h.
    4)PEYRON (FOOT) me drd ko khtm krti h.
    5)MUSSELS kmzoor ni hoty.
    6)FAT (MOTAPA) se bchati h.
    7)SUGAR. STROKE .
    8)DIABETES .
    9)HEART DISEASES .
    10)OSTEOPOROSIS.
    11)BLOOD CHOLESTROL KO REDUCE krti h.
    12)URIC ACID se mehfooz rkhti h.
    13)URIC ACID se bnny waly fat or cholesterol ko khtm krti h.
    14)AND DISEASES IN OLD AGE.
    agr hm adhy ghanty ki walk krein tou in tamam bimariyun se bcha ja skta h.
    WALK KRNY KI EHTIYATI TDABEER:
    WALK krny k nuksanat bht kmm hn , lekin ehtiyati tdabeer (PRECAUTIONS) zror apnai chahiye.
    1)agr kisi ko heart attack, asthma, heart or lungs problems hn tou osko walk slowly krni chahiye.
    2)walk k waqat apni sans ki hold ni krna chahiye.
    3)bht sardd , khushk or zyada nmmi wali jagah pr sans ni leni chahiye.
    4)grm or martub( humid) hawa me sans leni chahiye.
    5)diabetic patients ko chahiye k wo exercise ability test krty rhyn ta k unko lungs, blood or glucose level ka pta chlta rhy.
    6)khana khany k bad thori si walk zror krni chahiye , agr hm walk ni krty tou jo khana hm khaty hn tou wa SHIFFA or BADAN ka JUZZ bn nay ki bjaye bimariyun ka sbabb bnta h.
    7)EMPTY STOMACH WALK:
    kuch researches k mutabiq walk empty belly krni chahiye, ye bat theek bhi mani jati h or ghlt bhi . agr subah kuch kha kr walk krny lgy hn tou khany k 1.5_2 HOURS bad walk krni
    chahiye, or agr khany se phly walk krein fat ko km krny k liye tou,
    1) WHEY PROTEIN 1 SCOOPE pani k sath leni chahiye.
    2)BCAA 5g supplements leni chahiye.
    in dono me se ik zror use krein ta k mussels thek rhyn k wo burn na hun .
    • #3 Collapse

      Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

      Dehdal agar ham chalty hey to hamy es ka faida ye hota hay key hamari sehat teek reh sakti hay aur dil jesy amraz se ham bach sakty hey, pehdal safar na karny ki waja se hi hamari sehat kharab rehti hay aur hamy dil ka dora be pard sakta hay, pehdal chal kar safar karny se umaar me be ezafa hota hay esy afraad zeyada umaar zeyada taweel hoti hay jo apna safar pehdal chal kar karny ko hi tarjeeh dety hey, agar har jaga ka safar key ley hi har time vehicle ka use kia jaye to hamari sehat bahot hi jald kharab ho sakti hay, pehdal chalny se hamara hazma be ho jata hay aur ham apna safar be asani se complete kar sakty hey short range ka safar hamesha pehdal chal kar karna chaye, pehdal chalny ki waja se ham bahot se akhrajat me kami la sakty hey, apni sehat ka agar khayal raka jaye to es me har tarha ka hamara hi faida hota hay aur doctors be yahi advise karty hey key zeyada se zeyada pehdal chalna chaye ta key ham dil ka marz lahaq na ho, jo afraad pehdal chalny par depend karty hey ye possible hi nahi key un ko koi marz ho jaye, ajkal jes tarha se har koi bahot zeyada medicines use kar rahy hey es ki waja hi ye hay key esy afrad ne pehdal chalny ko bahot hi kam kia hota hay, jo afrad ab be pehdal zeyada chalty hey un ko kesi kisam ki medicines use karny ki zarorat hi nahi pardti hay.
      • #4 Collapse

        Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

        Dear friends haumay apni achi sehat kay liye aur khud ko active rakhnay Kay liye kabhi kabhar haumay padal bhi chalna chahiye Kyu Kay haum luxurious Kay itney zayada aadhi ho gye hay Kay ab haumay khud ko easy aur comfort may rakhnay ki aadat ho chuki hay Kay haum padail Chaney ko prefer hi nai kartay hay padail chalna hamari sehat kay liye bohaut zayada acha hota hay Kyu Kay haum khana kha Kar Ghar pay hi beathay rehtay hay jiss ki waja say haumay bohaut Sari diseases ka samna karna parta hay aur haum stomach aur Gastric Kay mareez ban saktay hay iss liye haumay apni masrofiat may say kuch time khud Kay liye bhi nikalna chahiye aur haumay Walk Karney Kay liye Ghar say bahir nikalna chahiye padail chalna hamari sehat kay liye bohaut zayada acha hota hay haum fit rehtay hay aur iss tarha haum bohat sari beemariyoo say bach saktay hay.

        Advantages:

        Dear friends padail chalna hamari sehat kay liye bhi bohaut zayada acha hota hay haumay appni masrof zindgi may say kuch time haumy padail bhi chalna chahiye haum har wakat apni gari ya bike ka istamaal kartay hay jiss ki waja say haumay padail chalnay ki aadat nai rehti hay Jo bilkul sahi nai hota hay Kyu Kay haum lazy aur comfort Kay aadhi ho jatay hay haumay padail chalna bohaut mushkil feel hota hay magar haumary ake haftay may ake ya do din May padail chalna chahiye takay hamara blood pressure control may rahay aor padail chalnay ki waja say hamara blood cerculate hota hay jiss ki waja say hamari sehat achi hoti hay.

        Disadvantegs:

        Padail chalna sehat kay liye bohaut acha hota hay magr kuch Logg easy bhi hotay hay jin say padail bilkul bhi nai chala jata hay kuch loggo ko legs may pain Ki waja say bilkul bhi padail nai Chala jata hai magar doctor in loggo ko padail chalnay Kay liye recommend kartay hay Kyu Kay Agar legs may pain hota hay to padail chalnay ki waja say Unka blood circulate hota hay aur chalnay ki waja say inki legs ka dard bhi theek ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

          Dear aapane bahut hi perfect review Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Paidal chalte hain to ismein hamare body ke liye bahut jyada advantages or benefits or Rahe hote hain isliye Humko daily basis per koshish Karni chahie ke Jitna ho sake Ham Paidal Chale Agar hamare pass itna time nahin hai aur ham daily basis per apni life mein bahut jyada busy hain aur Hamari activities bahut jyada hai ki hamare pass time nahin Hota aur ham daily Paidal Nahin chal Sakte to uske liye Humko Subah uthkar Jarur walk Karni chahie Kyunki agar aap apni life mein Kuchh Aisa time nahin nikalenge Jis per aap vahan Nahin Karte to usmein aapki body ko bahut sari problems ho sakti hain aur aap mein bahut sari diseases ho sakti hain Jiski vajah se aapko doctor ke paas Jana Hoga aur aapke vahan per bahut Sare expenses bhi ho sakte hain aur iske sath sath aapki health ka bhi nuqsan ho ga.

          Dear Kuchh aap Aise Aise members Honge Jo Apna business karte hain aur Unka business point Apne Ghar Se Jyada Dur Nahin Hoga Aise members Ko Main yah advice karna Chahunga ki Jab aap Subah apne business per Jaate Hain To aapko Paidal hi Jana chahie aur Iske bad jawab sham ko Wapas Aate Hain To usmein bhi aapko koshish Karni chahie ki aap Paidal Wapas Aaye Mein apna personal experience aapke sath share kar raha hun Ki Main Bhi same ISI strategy par depend karta hun aur ismein mujhe bahut jyada advantages mil rahe hain mein koi bhi weight gain nahin kar raha iske sath sath mein main Kafi fitness Apne aapko feel karta hun.
          • #6 Collapse

            Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

            No doubt dear aapane bilkul sahi kaha hai aajkal Ham Agar Dekhen to ismein Paidal Chalna bahut hi kam kar diya gaya hai aur Vakya ismein bahut jyada kam ho gai hai aur ham dekhte hain ki aajkal walking bahut kam Log Kahate Hain Jis Leja se bolun ke sehat kharab ho rahi hai aur ham Dekh Rahe Hain ki aaj kal Jis Tarah Ki force Ham kha rahe hain isase Hamari sehat per bahut jyada Asar ho raha hai do Agar Ham ismein Achcha kam Karenge aur ismein ham working Karenge To Hamen iska jyada fayda ho sakta hai.

            Dear agar office mein Paidal Zafar Karenge to Uske aapko bahut jyada fayda hote hain lekin Agar aapane long road per jana hai to iske liye aap Ko Kisi bhi chij per Safar karna Jaruri Hoga aapko liye Jyada safe Rahega aapane Agar short-distance per Safar karna hai to iske liye aap Paidal week kar sakte hain jisse aapko bahut jyada benefits hote hain Diye Paidal Chalne Se Insan ki sehat bahut jyada acchi rahti hai aur yah Paidal Chalna Sunnat nabvi bhi hai Tu Agar Ham ismein Paida chalkar Apne Safar ko apni Manzil Tak pahunch Jaenge To Hamen iska bahut fayda Hoga Hamari sehat acchi Rahegi


            Dear Ham dekhte hain ki jo log ismein Jyada sehatmand hote hain vah Paidal Safar nahin kar sakte unke liye Jyada Mushkil ho sakte hain aur aap Jab Paidal Safar Kar Rahe hote hain to aapke pass koi bhi 50 hone chahie Jab aap ismein safety Maihar Sath Rakhenge to aapko iska jyada fayda ho sakte hain otherwise Paidal Safar karna Mushkil bana sakte hain to aapko ismein proper agyat ke sath kam karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

              G han bhai jan ap ki bat thek hai aj kal new technology ki wja se logo ko cars aor motorbike pe sawari kran shruru kr di di hia logo ne chalna phirna chor diya hai jis ki waja se un ki sehat bht kharab ho jati hai is liye agar ap ko sehaht mand aor tandrust rehna hai to ap ko daily walk krni chahiye aor har waq bike ya car pe travels na krain balke apni sehat ka bhi kahayal krain aor daily ki routine me apne sehat ka khayal rakhain ao rwalk kraintab hia p sehat mand rah sakhtey ahin wrna ap ki sehat kharab ho jaye gi agar ap ase hi bike aor cars pe chalty rahe to ye waqia faida bht deti hai lekin bnde ko sehat ka khayal rakhna chahiye apni taraf se tab hi bnda apne ap ko sawar sakhta hai aor smart ban kr rah sakhta hai
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #8 Collapse

                Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                AssalamO Alaikum.​ Dear member aap ne intehai important review hmary samny pesh kia hai. Is par baat krna bhut zaruri hai. Ajkl ky dor mein chahy banda ameer ho ya ghreb us ky pas ek sawari zarur mojud hoti hai chahy wo car ho bike ho ya bicycle. Ajkal logon ne paidal chalny ki adat ko bhula dia hai.​Aur aam sarkon pe paodal chalny walon ki tadad cars aur bikes ki tadad se kam nazar any lag gae hai. Bhut hi kam log hty hain jo har kam mein chalny phirny ki adat apnaty hain. Walking bhut hi ehm aur healthy hai aap ki sehat ky liye.​Aap ko rozana morning walk karni chahye. Agar aap ksi wjha se morning walk pe nahin ja skty to aap ko chahye ky kam az kam sap sham time ko walk ky liye ksi road ka rukh kar len ya ksi khait waghera ki traf chaly jaeyn.​Is se yeh hota hai ky aap agar roz yeh adat apna lety hain to aap apni body ko pehly se zeada fit mehsus karty hain.

                Walking ka insan ki physical health pe bhut acha asar parta hai.​Aadmi ka motapa kam hojata hai. Walking se aap ki extra fats burn hoti hain. Aur aap kuch hi arsy mein aony aap ko pehly se slim smart mehsus karny lagty hain.
                Walking ky insan ki mental health par bhi acha asar parta hai.​Jab woh rozana walk krny jaye aur agar morning walk pe banda roz jaye to fresh air se uska dimagh bhi taza hojata hai. Aur uski soch ko nikhar milta hai.​Banda apny aap ko bhut light mehsus karta hai. Aur bhut si tensions release hoti hain.
                Hum sb ki paidal chalny ki adat apnani chahye aur din mein koi ek khas waqt makhsus kr lena chahye jis mein hum paidal chalyn aur kich waqt zondagi ky baqi jhanjhton se nikal kar nature se bhi mehzuz ho sakyn.​
                • #9 Collapse

                  Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                  Asslam o Alaikum my dear brothers umeed krta hn ap sub dost khariyt say hogay or mahnat k sth apna apna work kr rhy hogay dosto aj say kuch arsa phly jab dunia atna zyda modarn ni thii tu log oadal safer kya krty thy jab k us wqt hajh or umra bhi kafi dino ka hota tha ku k logo k pass na hi havi jahaz tha na hi buss thi na hi car motorcycle wgra agr koi thory buht thii tu wo buht kam logo k pass thy sawrii jab k aksr log padl safe kya krty thy padl safer krny k apny mazy or fiday hain jo us wqt logo ki shaht tbeyt buht hi achi hiti thi jas ki waj say un ki death age 100 so sall say arm say above hotii thi us wqt be maria atna zyda ni hun krtii thii jab k aj kal humy dunia ki har facilities available hain har ghr main sari hain buss hain airplane hain train hain har facilities jab k log ab bhi pdl safer ni krty jas ki wja say bemar hoty hain humy padl safr krna chye us say humri body active hoti hain......

                  ADVANTAGES ::::%%%%%%

                  dosto padl safer krny say ap ki tbeyt k sth shat achi rhti hain ap ko Bemaria ni lagti ap ki nazr thk rhti hain humy exercise krn chye padl safr say khoon gardsh krta hain inshan har wqt active rhta hain us ki agr bhrti hain us ki body main taqat ati hain wo kabi jaldy bhora ni hota usy Bemaria ni lagtii......

                  DISADVANTAGES ::::::::%%%%%

                  dosto padl safer krna jatn thk hain uthna mushkil bhi hain Jab k aj kal ga to Wal safe Minto main hita hain ab padl chlny ki himt ni rhii aj kal buht modern door hain log padl chlty huy shrm feel krty hain apni insult samjty hain aj har ghr main ap I sawri ghari ka hona zurari hain wrna log aik dusry ko haqeer samjty hain.....
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                    Asalmoalikum maira yae review paidal chalny py hy har koi is bat sy wakif hy k ham agr paidal chalyn to hmari sahet achi rehti hy. Aj sy 50 60 saal b phyly ki baat karin to log paidal e safar karty thy jin sy unki sahet kafi behtr rhi paidal safar k bhut zaida fawaid hain ap subha subha uthyn or us wakat ap paidal chalyn ap ka minde bhut fresh ho jata ap ki sahet mai rohaniat aa jati aksar log khany k bad walk karty hain k khana hazam ho jae jo k aik achi adat hy agr ap rat k khany k bad walk karty hain to ap ki sahet bhut achi rehti hy ap agr paidal safar kar rhy hain to ap ka minde fresh rehta hy sath sath ap ki hadian mazboot hoti hain ap mai chusti barkara rehti hy ap ka pait ni barta ap fresh hawa lyty hain jis sy apko kafi fawaid miltu hain ap ka depression kam hota hy ap ka checharath pan khatam hota hy ap k muscle sae rehty hain wo kamzor ni hoty ap heart atack sy bachy rehty hain keu k walk sy admi bhut c dil ki bemarion sy bacha rehta hy ap ka hazma hota rehta hy normal routine py har ksi ko chaey k kmzkm 30 mint walk kary keu k international health organisation b yae kehti hy k hamy kmzkm itni walk karni chaey agr ap ko heart ya koi or bemari hy to ap sath pani rakhyn or aysta aysta chalyn apny sans ko normal routine py rakhyn agr ap ka sand phoolna shoro hota hy to ap ruk jaen rest karin or phr dobara walk karin sab sy acha tareka to yae hy k nazdik nazdik ka safar ho to hamin paidal e karna chaey na k bike py paidal safar k kuch nuksan ni han kuch etiati tadberr hain ap sath pani rakh lyn. Agr garmi hy to gami sy bachao k ley chatri rakh lyn or weran jaga py na jaen akaila dhyk k ap ko koi b nuksan puncha sakta hy Piadal safar k bhot fawaid hain yae adat khud mai b or apno mai b dalin
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                      dear friends aaj ham Jaise topic per baat karte hain vah paidal chalne per hai paidal chalna aapke sehat ke liye bahut achcha hai morning vahan bahut jaruri hai aaj ke daur mein insan ko working machine banaa Diya Hai ke pass apne liye time hota hi Nahin Hai paidal chalne ke advantage barbad karte Hain, Advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, paidal chalne ka sabse bada advantage Hai ke aapki body heat hoti hai aur aapki body mein blood circulation jyada hota Hai jiski vajah se aapko high blood pressure sugar aur bahut si bimariyan Nahin lagti paidal chalne ka ek advantage yah Hai ki aapko bahut jyada pasina aata Hai jiski vajah se aapka weight bhi loss hota hai paidal chalna bhi ek exercise ka kam karta hai specially aap jab morning Nahin hua karte Hain to yah aapke liye aur aap kaise hit ke liye ye bahut effective hota Hai paidal chalne ka ek advantage hai aapko bhari bharkam machine aap exercise Nahin Karni padati paidal chalne ka ek advantage yah hy kya aapke calories bahut bahan hoti hai aur aapko apni calories count nahin karna Patti ke humne Aaye din mein kitni calories li Hai paidal chalna sunnat nabe hai paidal chalne ka ek advantage hai ki aap ki speed bahut jyada ho jaati Hai jo aapki sehat ke liye bahut acchi hai paidal chalne ke liye advantage per baat karte hain. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,, paidal chalne ke liye aapke pass pahnane ke liye acche jhooth hone chahie yah is ka disadvantage hai paddle walk per jaate Hain to aapke walking joggers bahut acche hone chahie kyunki aapke power relax rahenge to aap jyada chal payenge aur aap kahenge Nahin paidal chalne ke liye aap acche se uska istemal Nahin karte to aapke paon mein swelling ho sakti hai yah is ka disadvantage hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                        Salam dear membersJay number aapane bahut achcha top car Mercedes cast gaya hai jo ke paidal chalne per mummy hai jaise kya aapko pata hai ki bahut jyada logon ko doctor bhi kahate Hain ki aap pedal chlen unki health ke liye kafi achha hota hai agar aap khud ko fit rakhna chahte Hain perfect chahte Hain to aapko chahie kyon paidal chale vah bhi early morning Ho jab Ham paidal chalte Hain vah karte Hain to isase hamari hi kafi change jata hai aur jo log hote hain unko chahie ke paidal Safar Karen active rahenge sehat ke liye paidal chalna jaruri hai..

                        ji member jaisi kya aapko pata hai kaise Koi disadvantages bhi hai kuchh logon ko doctor Mana karte Hain kyon ko paida nahin chalna chahie kafi witness Ho jaati hai isliye UN logon ko chahie ki Doctor ki ab ek Hi Kam Karen Jo unke liye sahi ho is tarah aapko chahie ki ho samajh ke kam Karenis tarah aapko chahie members ko logon ko doctor ne Mana Kiya hai unko chahie kaisa kam bilkul bhi Na Karen Jo unke liye dangerous khatarnak sabit Ho..
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                          aj ka review paidal chlne pe mabni h........🚶*♀️🚶*♂️Ap sb ko pta hi h k paidal chlne k kitne faide hain........krna aik aesi activity h jis k beshumar faide hain or yh bht hi asan bh h.....apko ziada mushakat bh ni krni prti ...aj main apko walk krne k beshumar faide btaoun gi... yh topic apki sehat or information gain krne k liye bht hi intresting or faidemand sabit hoga...
                          Faide
                          :
                          aap aik heart patient hain to thori bht walk apke liye kafi achi h yh apke blood ki circulation ko barhata h ...walk krne se apki bones strong hojati hain....or apki bones or muscles flexible hote hain or ap aram se movement kr skte hain.....research k mutabiq jo log roz walk krte hain....unka internal system strong hojata h or apki life barhti h.....walking apka mood boost krti h yh aik aesa time hota h jb ap walk krte hain to while walking ap sochte hain thinking krte hain or apke 60 percent problems k solution find hojate hain or yh stress kam bh krti h jiski wjh se apka mood acha hojata h.....Iska aik sbse bara faida to yh h k yh apka extra weigh reduce krti h......
                          research k mutabik jb insan ki age bari hoti jati h to unki sleep time kam hota jata h or neend na ane k problems hote hain...walk krne se ap thak jate hain or apki sleeping problems se jaan chut jati h or ap tassali se so skte hain....yh apki breathing process ko acha rkhta h jiski wjh se apko breathing problems nhi hotin...or yh apke brain problems ko solve krti h or apki memory achi hoti h....disadvantages:
                          Agr ap slim hain or ziada walk krte hain to yh apki calories burn krtdeti h jis ki wjh se ap skinny hojate hain...or bht ziada walk krne se apki tangun main drd bh ho skta h........
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..


                            Introduction :


                            A. oa doston umeed h apko hmesha kiki trah hmra yh review bhi bht pasnd ayy ga. jesy k ap janty hn k aj ka hmara yh topic paidal chlny pp mabni hy is leay hm. is mn wohi baten discuss kren gy jinjin s hmen pta chal skysky k aya paidal chlna hnary leay kitna zarori hy r is mn hmary leay kya faida ho skta hy r kya nuksannuksan ho skta hy.. to is leay hn in k kuch advantages and disadvantages idr hi discuss kr len gy. Jo hmary review ko smjhnysmjh y k leay madad gaar sabit hun gy.....

                            Faidy:

                            paidal chlny k bht s faidy hn. hmari achi sehat k leay bht hi zyada zarori h k hmny paidal chlna cheay.. is s hmari body ki exercise bhi hoti rhti h Jo h ak sehat mand admi k leay bht zarori hy... bht cc bemar Ian bhi aesi hoti hn jin mn hmen doctors paidal chlna kaka khty hn... jis ss saaf zahir hota h kk is sy Hmar leay kitna faida hy.. ap paidal chlny s bht fit rhty hn.. kbi apko thank mehsosmehsos nh hoti. agr ak dfa ap chlny lg jaenjaen to apko bd mn khen b chlny mn dushwari nh hoti. paidal chlny wali adat ak bht hi a hai adat h is leay hmen cheay k hmhm zyada s zyada oaidalpaidal chlen ta k hm apny kam. asani s kr skensken..........

                            Nuksaan:

                            har chez k kuch faidy hoty h isi tra iais k nuqsan bhi pay jaty hn.. bht s doctor bemar hi halat mn paidal chlny s mna krty hn.. I smeay hmen us time mn ruk jana cheay... bht s logon ki legs mn pain hony lg jata h q k woh apni limits s zyada hi paidal chlty rhty hn. bht ss logon mn paon k Dard ka msla bhi ata h r is ki bhi yhi wjawja s k woh log kbi koe sawari istamal nh krny r Dard ya taqleeftaqleef hony par bhi paidal chlty rhty hn.. lrki on ko bhi paidal chlna cheay likn agr yh bht door jana ho to apny sath ksi ko le k jana cheay........

                            Conclusion :

                            jesa k apny dekha k paidal chlny k bht s faidy r nuksan hn to is s yh sabit hota h k aj trf yh hmary Lea achi cheez bhi h r sath sath is k kuch nuksan bhi hn. hmen hmesha achi sehat k leay is tra k nuksan s Bach a cheay ta k hm ak lambi zindgi jee sken.. hmen cheay h k ghr k qareeb krny waly kam paidal kren.. Park mn walk kren r ghr k pas masjid mn b paidal hi jaen ta k ap apni achi sehat bar qarar rakh sken.......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                              Assalam o Alaikum friends
                              Jaisa ke paidal chalna insan zaat ke liye sab se best he kyon ke insaan aj kal paidal chalne se keh raha he ke kon paidal chale is liye ye unki galat fehmy he.
                              Advantages
                              Paidal chalne se insan ke naseen khulti hain bemari se bachta he jism khul jata he tawanai barh jati he subah subah paidal karne se saara din khushgawar guzarta he.
                              Disadvantages
                              Mera ye khiyal he ke paidel chalne se koi nuksan to nahen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X