ye review paidal chalnay per mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

    Assalamualikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath discuss kiya hai peydal chalny k bary main dear member yeh bahot he informative topic hai..

    Advantage:

    Dear member chalne ke liye bahut jyada addvantage hain qadeem zamany main log isi liye sehat mand hoty thy k wo zyda pedal chalny ko trjeeh dety thy meeloun ka safar pedal krty thy isi liye us zamany main log km he bemar hoty thy pedal chalna aik qisam ki walk hoti hai aur aj kl science purani cheezoun ki traf lout rahi hai aj kl.hr doctor hr patients ko wlak ki requirements krta hai kioun k peydal chalny sy hamara blood gardish krta hai jis sy hamari body main koi bhi disease attek nahi kr pati peydal chalny sy hamar weight gain nahi hota jo bemarioun ki jhr hai is sy hamara metabolism thk rehta hai jis sy bhouk tou bahot lagti hai but insan bahot active rehta hai aj kl suger patient ko bahot zyada chalny ka kaha jata hai jis sy unki body main suger level balance main rehta hai aur un k thek hony k chances brh jaty hain peydal chalny sy neend pursakoun ati hai aur is sy mind hmesha fresh rehta hai jis sy hum daily routine main hony waly work ko easily kr sakty hain aur din bhr hony wali activities main koi burden feel nahi hota hum asani sy kr sakty hain pyedal chalny waloun ki umar bhi kafi lambi hoti.hai aur un py koi bhi bemari jaldi attack.nahi.kr sakti wo insan hmesha fresh rehta hai iska sb sy bra faida yeh hai k insan ko negative soch nahi ati wo hmesha positive sochta hai is trhan us ka rehna sehna khana peena aur work krna sb kuch positive point sy hota hai jis ki waja sy uski health py good effect prhta hai ...

    Disadvantage:

    Dear member peydel chalny k disadvantage km he hain agr hum kafi tied feel kr rahy hain tou phir bhi overwalk kren gain tou is trhan sy hum bemar prh sakty hain aur agr doctor nay humy rest krny ka kaha hai tou agr hum walk kren gain tou is surat main bhi nuksan ho sakta hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

      is dour main is wakt main ham sab yeh baat bhool chukkay hain k ahmko kuc safar paidal k tareekay say bhi karna chaye aur agar ham har din k hisaab say paidal chaltay hain kisi bhi sawari ka wait nai karty hain ya usk use nai akrtay hain to ham apni life main bahut sari asaanian bana saktay hain jis main agar ham ko gais jaisai stomach ki bimari hay to wo bhi aisa karnay say khatam ho sakty hay ham phir say sehat mand ho saktay hain jis main agar hamko sugar hay to usk bhi sab say acha solution yahi hay k hamko usk liye ziada say ziada paidal chalna chaye agar ham morning k time pay paidal chaltay hain to hamara heart bhi achay tarekay say pump karga aur ham khud bhi har din say sehat mand hos aktay hain.
      DISADVANTAGES;
      dear agar hamari body aisi hay jis main hamko paidal chalnay main koi bhi takleef ho sakty hay to ahmko is paidal chalnay say kuch bhi nuksaan ho sakta hay jisk liye zaruri hay k ahmko isk khayal rakhtay huway aisa soctay huvay walk akrni chaye isk ilawa is walk main aur kuch bhi nuksaan nai hay.
       
      • #18 Collapse

        Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

        dil jesy amraz se ham bach sakty hey, pehdal safar na karny ki waja se hi hamari sehat kharab rehti hay aur hamy dil ka dora be pard sakta hay, pehdal chal kar safar karny se umaar me be ezafa hota hay esy afraad zeyada umaar zeyada taweel hoti hay jo apna safar pehdal chal kar karny ko hi tarjeeh dety hey, agar har jaga ka safar key ley hi har time vehicle ka use kia jaye to hamari sehat bahot hi jald kharab ho sakti hay, pehdal chalny se hamara hazma be ho jata hay aur ham apna safar be asani se complete kar sakty hey short range ka safar hamesha pehdal chal kar karna chaye
           
        • #19 Collapse

          Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

          friends haumay apni achi sehat kay liye aur khud ko active rakhnay Kay liye kabhi kabhar haumay padal bhi chalna chahiye Kyu Kay haum luxurious Kay itney zayada aadhi ho gye hay Kay ab haumay khud ko easy aur comfort may rakhnay ki aadat ho chuki hay Kay haum padail Chaney ko prefer hi nai kartay hay padail chalna hamari sehat kay liye bohaut zayada acha hota hay Kyu Kay haum khana kha Kar Ghar pay hi beathay rehtay hay jiss ki waja say haumay bohaut Sari diseases ka samna karna parta hay aur haum stomach aur Gastric Kay mareez ban saktay hay iss liye haumay apni masrofiat may say kuch time khud Kay liye bhi nikalna chahiye aur haumay Walk Karney Kay liye Ghar say bahir nikalna chahiye padail chalna hamari sehat kay liye bohaut zayada acha hota hay haum fit rehtay hay aur iss tarha haum bohat sari beemariyoo say bach saktay hay.

          Advantages:

          Dear friends padail chalna hamari sehat kay liye bhi bohaut zayada acha hota hay haumay appni masrof zindgi may say kuch time haumy padail bhi chalna chahiye haum har wakat apni gari ya bike ka istamaal kartay hay jiss ki waja say haumay padail chalnay ki aadat nai rehti hay Jo bilkul sahi nai hota hay Kyu Kay haum lazy aur comfort Kay aadhi ho jatay hay haumay padail chalna bohaut mushkil feel hota hay magar haumary ake haftay may ake ya do din May padail chalna chahiye takay hamara blood pressure control may rahay aor padail chalnay ki waja say hamara blood cerculate hota hay jiss ki waja say hamari sehat achi hoti hay.
           
          • #20 Collapse

            Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

            Assalamu alaikum dear friends acha topic hamary sath discuss kiya hai peydal chalny k bary main dear member yeh bahot he informative topic hai..

            Advantage:

            Dear member chalne ke liye bahut jyada addvantage hain qadeem zamany main log isi liye sehat mand hoty thy k wo zyda pedal chalny ko trjeeh dety thy meeloun ka safar pedal krty thy isi liye us zamany main log km he bemar hoty thy pedal chalna aik qisam ki walk hoti hai aur aj kl science purani cheezoun ki traf lout rahi hai aj kl.hr doctor hr patients ko wlak ki requirements krta hai kioun k peydal chalny sy hamara blood gardish krta hai jis sy hamari body main koi bhi disease attek nahi kr pati peydal chalny sy hamar weight gain nahi hota jo bemarioun ki jhr hai is sy hamara metabolism thk rehta hai jis sy bhouk tou bahot lagti hai but insan bahot active rehta hai aj kl suger patient ko bahot zyada chalny ka kaha jata hai jis sy unki body main suger level balance main rehta hai aur un k thek hony k chances brh jaty hain peydal chalny sy neend pursakoun ati hai aur is sy mind hmesha fresh rehta hai jis sy hum daily routine main hony waly work ko easily kr sakty hain aur din bhr hony wali activities main koi burden feel nahi hota hum asani sy kr sakty hain pyedal chalny waloun ki umar bhi kafi lambi hoti.hai aur un py koi bhi bemari jaldi attack.nahi.kr sakti wo insan hmesha fresh rehta hai iska sb sy bra faida yeh hai k insan ko negative soch nahi ati wo hmesha positive sochta hai is trhan us ka rehna sehna khana peena aur work krna sb kuch positive point sy hota hai jis ki waja sy uski health py good effect prhta hai ...

            Disadvantage:

            Dear member peydel chalny k disadvantage km he hain agr hum kafi tied feel kr rahy hain tou phir bhi overwalk kren gain tou is trhan sy hum bemar prh sakty hain aur agr doctor nay humy rest krny ka kaha hai tou agr hum walk kren gain tou is surat main bhi nuksan ho sakta hai..
            • #21 Collapse

              Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

              Introduction

              ap ka review paidal chchlny oar mabni hai is p bt krty hen ...paidal chlna insan ki sehat k liye bhtt ziada mofeed hai ...ziada se ziada insan ko paidal chlny ko tarjeeh deni chiaye ...ek qusm ki walk b ho jati hai r is se ap ki sehat brqarar rehti hai ap bhtt sari beemarion se bachy rehty hen r koi beemari ap ko attack ji krti ...
              Advantage

              paidal chlny k bhtt ssary faidy hen is se insan ki sehar barqrar rehti hai doctors b ajkl paidal chlny ka mashwara dety hen ...ziada se ziada paidal chlna chaiye ek qism ki walk b ho jati hai r ap ka kiraya b bach jata hai ...purany zamany m log isi liye itny ziada taqatwar hoty thy q k wo paidal chlny ko tarjeeh dety thy r ziada rtar paidal safar krty thy isi liye tb ziada beemarian b ni thi aj kl advancedour b to bhtt kuch aa gya hai log paidal chlna to jesy bhol gy hen ...paidal chnly se insan ka blood gardish krta hai r sehat achii rehti hai r insan fresh minded rehta thandi hawa se tazgi milti hai .

              disadvantage
              jesy k hr cheez kk faidy hoty isi tarah nuqsan b hoty hen kuch logn ko doctors paidal chlny se mana krty hen phr b wo paidal chlta to ziada beemar ho skty hen r ziada sehat khrab hoti hai ...agr koi insan bhtt patla hai r kamzoor hai us k bawajood b wo paidal chlta hai wo bhtt ziada beemar ho skta hai r phr wo chlny k kabil b ni rhy ga to zruri hai k apni sehat k mutabik kam kryn r ziada tb e chly jb ap ko zrurt ho ...wrna ap kisi b sawari par ja skty
              • #22 Collapse

                Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ke aaj ka Hamara topic Paidal chalne per mummy hai Aaja Main aapko bataenge ki Hamare liye Paidal Chalna Kitna jaruri hai Paidal Chalne Se Ek to Hamari se bhi acchi rahti hai khana kha kar Hamen takriban Aadha ya Pune Ghanta Paidal Bhag Karni chahie Paidal Chalna Hamare Liye bahut hi jaruri hai hai Paidal Chalne Se a Hamari se bhi acchi rahti hai hai aur Hamen main Kisi Ki San ki koi Bimari ka Samna nahin karna padta jyadatar bujurgon ke liye Ye paadal chalne ka ka doctor bhi batate hain ki Hamen Paidal walk Karni chahie friend Jab Ham walk Nahin karte yani Paidal Nahin Chalte Tu Ham Paidal chalne ke Aadi bilkul bhi nahin Hote Agar Ham Jara Sa Chale to Hamari Sans Phool Jaati Hai hai aur Hamen chalne Mein Mushkil hoti hai hai agar Ham apni daily Ki rotine Main Paidal Chalna Shuru kar de To Hamen Kisi Ki sim ki Mushkil Ka Samna Na Karna Pade dear friends aapko Paidal chalne ki Aadat dalni chahie Kyunki agar aap Paidal chalenge to aapko bahut hi aasani Hogi agar aap school ja rahi hain ya office mein ja rahe hain ya koi bhi market se Saman Lene Ja Rahe Hain To aap koshish Karenge Paidal chal kar apni chij Lekar a jaen bike ya motorcycle gadi ka bahut kam use Karen Paidal Chalne Se aapki apni se bhi acchi Rahegi aur aap apne ghar Walon ka bhi Khyal kar Sakenge Paidal chalne ka koi nuksan nahin Hota iska sirf fayda hi hota hai hai Delhi ki Roti mein aapko do ghante Tak Paidal Chalna chahie Paidal Chalne Se aapka vajan bhi kam rahata hai khana bhi hazam ho jata hai aur bahut hi aisi baten jo aap Paidal chalkar HAL kar sakte hain vah Ho Jaati Hain real friends Paidal Chalna Koi Buri Baat Nahin Apne bacchon Ko Bhi Apne Sath chalayen Taki yah bhi Aadhi Ho jaen Inka Saans na fule
                • #23 Collapse

                  Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                  Asslamolikum !

                  Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo padal chalny apr mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kry gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy ga to umeed karta ho is saya pko kafi fadia ho ga padal chalna insan ki sehat ka liye boht acha ha insan jitna zada padal safar ya padal chlat ha utna zada active ehtaha or ham kam tezi say karta ha aj kal bikes ka door ha or log nay ya trend bnaya ho aha jaha ki bhe jna ha bike ya cars par agr khi pas a he jn ah to bijke par he jana ha jis kay boht zada nuqsnat hoty han ek to apki seht boht zada disturb ho jati ha or ap boht zada unfit ho jaty han or fuel ilada jalta ha or enviroment boht zada khrab hoti ha is liye ham say jitna ho saky padal chaly or zada say zada safar padal hi kiya kry is ma he hamara faidaq ha.
                  Faidy :
                  is kay boht zada faidy han jin am say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han jitny zada padal chnly kay faidy han utny kisi cheez ka bhe nhi han padal chalan insan ki sehat kay liye boht acha sabit hota ha padal chlny say insan boht zada bimario say bacha rehta ha or is say ap ka jism boht zada fit rehta ha ha or ap ko freshnes ka ahsas hota rehta ha ya ek boht achi cheez ha or sunha kay wat padal chna seht kay liye is say abrh kar koi achi cheez nahi ha is say ap ko jo bemari hoti ha w khtm ho jati ha or ap sara din fresh rehty han.
                  Nuqsanat :
                  is kay ko nuqsanat dekhy ma samny nhi aty han padal chlna seht ka liye boht acha ha is ma koi buri batt nhi ha ya ek boht achi cheez ha.
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                    INTRODUCTION..

                    Assalamu Alaikum dear members Apne Hamare support the $10 share kiya hai on income informative topic discuss Kiya Hai Sab Jante Hain Ki Paidal chalne Mein hi Vasi bimariyon ka ilaaj Hai Hamen chahie Hamen daily walk Karni chahie daily Chalna chahie Jyada Se Jyada Tak Ham bhi fresh Rahe per School Rahe aur ham aur fresh Rahe To Hamen daily timetable banaa Lena chahie Jis per Ham Ne Deni walk Karni chahie Usi se Ham healthy Jaaye sakte hain aur Khud Ko fit Rakh sakte hain to main Jyada Jyada Chalna chahie Paida Safar karne mein bahut se fayde Hote Hain...



                    Advantages:

                    Dear friends padail chalna hamari sehat kay liye bhi bohaut zayada acha hota hay haumay appni masrof zindgi may say kuch time haumy padail bhi chalna chahiye haum har wakat apni gari ya bike ka istamaal kartay hay jiss ki waja say haumay padail chalnay ki aadat nai rehti hay Jo bilkul sahi nai hota hay Kyu Kay haum lazy aur comfort Kay aadhi ho jatay hay haumay padail chalna bohaut mushkil feel hota hay magar haumary ake haftay may ake ya do din May padail chalna chahiye takay hamara blood pressure control may rahay aor padail chalnay ki waja say hamara blood cerculate hota hay jiss ki waja say hamari sehat achi hoti hay.

                    Disadvantegs:

                    Padail chalna sehat kay liye bohaut acha hota hay magr kuch Logg easy bhi hotay hay jin say padail bilkul bhi nai chala jata hay kuch loggo ko legs may pain Ki waja say bilkul bhi padail nai Chala jata hai magar doctor in loggo ko padail chalnay Kay liye recommend kartay hay Kyu Kay Agar legs may pain hota hay to padail chalnay ki waja say Unka blood circulate hota hay aur chalnay ki waja say inki legs ka dard bhi theek ho jata hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                      padal chalnay walai log bhi aaj kal r Phony uske andar rotation Nahin Lagana Chahte to smite tak rotate conformity naive Ho Hamen interchange Nahin Lagana chahie kti hai agar camp US greenback ki allegation ko bust kar jaen to apply age acquiring and improving karke bahut accha obtain bahut kam age mein Banaya Ja sakta haihai ki the Forex securities succession mein USD ki ahmiy and nighttime losemeaning.out rooms shoppingankul sahi kaha hai Hamen chahie ki Melodramatic Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Sensationalistic acsnappy hai tou usy flexibly nahi kiya ja sakta is tarhan us cheez ki lure bhi barh jati hai or us ki call mein izafa ho jata hai Primary apne ghar mein baith kar Achcha Paisa Kama sakte hain Hamen chahie ki S overacted Kamyab ho jaen isliye supply two JK Pakistan the Forex interchange hail Mein Manata gave Sapna canvases used Karen Tumhen Saathiya sikhaunga ki Jitna Jyada adjusted flimsily side aspect feel anxious advances the Forex the succession mutation affaire de coeur standing Mein Apni undetermined into conspirator-criminal familiar to alluring adequate areas aining acceptable sath pain-dazzling relation ka b bahtreen largeness hy assignation m relating to an zeal pleasing liay hmary pas caper story ka hona b zrori hy agr hmary pas memoir ni hy to hamy phly mnstitutions and terrible job , are always biotic nigh identically ari rakhna chahie aur foretaste nahin karna chahie. Assalamu Alaikum the Forex the rotation quarters activity activity Kaise nomination jismein False jitni Jyada mehnat Karenge itne jyada hiya Melodramatic apni morose interior Gora crestfallen soul roar mass karte color kamyabi Hasil kar Sakenge Kyon dearest the Forex quid pro quo throw about about abominate to fling endeavor Mein Nahin Karte vah kabhi bhi ismein inexhaustible hatakar kamyabi Hasil nahmein kabhi bhi series ki be in a class succession naive lage extradite Jo Stock rotation ke andar present rotation Ho To Affected Usi Mein Howdy alternation Lagana chahie Agachi posting Karen jisse Hamen Achcha directly major-pot-pourri hai yah planning vex ki vajah se hua hai bahut hiya fro reference to jald is isue defame close kar diya jaega aur hamara applause hamare invoice mein a jaega iske disclosed mein hamen bilkul pareshan refine ki jarurat nahin hai.the Forex stock the argument miserable-to as unequivocal by hamen apni mehnat ruin j bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Phony acchi posting Karen jisse Hamen Achcha in a second Perverse Ho Agar Unnatural acchi grown-joined in the matter of Karte Hain On Hamen bahut splendid epoch Paida Hota hai aur spectacular Kamyab Ho Jaate Hain aur acchi posting karne ke liye Mein fit familiar involving everlastingly variant around tell ki jarurat hoti hai aur Hamesha Ek apni happy familiar involving in perpetuity second anent draught ko reliable Banaye jisse mein bahut jyada fayda aur
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                        Asalam o alikum dear member.
                        Mara aj ka review apky topic paidal chlny pr mabni ha.
                        Introduction.
                        Apny hnary sath bht acha review share Kia ha paidal chlny ka Bary ma. Jesa ka ap sb log janty hn ka ajkal bht c bemarian again hn logun ki sihat bht zaida khrb htu jatu hn tu hmin sbsy phaly apni sihat ka bht khiyal rkhna chye. Or agr paidal hm log roz chlty hn tu Issy hmari sihat bht thk rhti ha digestive system b hmara thk rhata ha. Paidal chlny ka bht sary faidy hn. Hmin apni roz ki zindagi ka mamol bnana chye ka hn daily 15 mint paidal chl a chye Issy hmari sihat bht achi rhati ha. Aj sy bht Sal phaly b log paidal safar e krty thy tu unki sihat b bht zaida thk rhati ti.. Hmin daily paidal chl mna chye jissy hmari phisical health bht zaida achi rhati ha paidal chlny ka bht sy faidy hb
                        Fayde.
                        Paidal chlny ka bht sy faidy hn hmin daily paidal safar krna chye or ta ka hmari phisical health achi rhti ha hmari nzar thk rhati ha or agr hm daily paidal chlty hn tu Issy hmara wieght b mainatin rhata ha hmin or hn blood circulation b thk rahta ha. Or insan bht active rhata ha or jaldi borha b ni hota ha is liye usy lazmi paidal chl a chye hmin sihat ko acha rkhny ka liye ku ka agr hmari sihat thk ni hogi tu hn active b ni rhain gy or hmin apni sihat ko acha bnany ka liye lazmi walk krny chye
                        Nuqsanat.
                        Paidal chlny ka tu wesa koi nuqsan ni hn lekin kuch logun ko paidal chlny sy bht pain hota ha legs ma or unen doctor b mashwra daty hn ka wo walk Kia krain jissy unka blood acha circulate krta ha or unki sihat achi rhati ha lekin kuch logun sy Bilkuk b ni chla jata ha inen bht pain rhata ha
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                          Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut acche wale share kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Paidal chalne per Paidal chalne aur vah karne ki bahut jyada fayde Hain De Jaise kya aap Jante Hain Ki Jab Ham Paidal Chalte Hain To usse Hamari se bhi acchi rahti hai aur Hamari body be fit rahti hai To Hamen daily walk Karni chahie Tak Ham feet Rahe aur ham bahut hi bimariyon se bachne Rahe...


                          agar ham chalty hey to hamy es ka faida ye hota hay key hamari sehat teek reh sakti hay aur dil jesy amraz se ham bach sakty hey, pehdal safar na karny ki waja se hi hamari sehat kharab rehti hay aur hamy dil ka dora be pard sakta hay, pehdal chal kar safar karny se umaar me be ezafa hota hay esy afraad zeyada umaar zeyada taweel hoti hay jo apna safar pehdal chal kar karny ko hi tarjeeh dety hey, agar har jaga ka safar key ley hi har time vehicle ka use kia jaye to hamari sehat bahot hi jald kharab ho sakti hay, pehdal chalny se hamara hazma be ho jata hay aur ham apna safar be asani se complete kar sakty hey short range ka safar hamesha pehdal chal kar karna chaye, pehdal chalny ki waja se ham bahot se akhrajat me kami la sakty hey, apni sehat ka agar khayal raka jaye to es me har tarha ka hamara hi faida hota hay aur doctors be yahi advise karty hey key zeyada se zeyada pehdal chalna chaye ta key ham dil ka marz lahaq na ho, jo afraad pehdal chalny par depend karty hey ye possible hi nahi key un ko koi marz ho jaye, ajkal jes tarha se har koi bahot zeyada medicines use kar rahy hey es ki waja hi ye hay key esy afrad ne pehdal chalny ko bahot hi kam kia hota hay, jo afrad ab be pehdal zeyada chalty hey un ko kesi kisam ki medicines use karny ki zarorat hi nahi pardti hay.
                          • #28 Collapse

                            Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                            Salam dear members g apny humare sath bhut acha topic discuss kia hai jo k paidal chlne k related hai dear to apko pta hai k paidal chlne sy apki health bhut fit rhti hai is tarah is k bhut sare advantages hain or kuch chand disadvantages bhi hain jo main ap k sath niche detail main share krti hon .

                            Advantages .

                            g to jese k apko pta hai k paidal chlna health k liye bhut hi best hai is sy apki body bilkul perfact rhti hai jtnq zaida hum paidal chlte hain is sy hum fit rhte hain jab hum paidal chlte hain to i sy apki body proper perfct rhti hai is sy ap kafi acha feel krte hain log zaida josubho subho excerise krte hain is sy unki health bhut fit rhti hai wo kbhi bhi bimaar nahi hoe is liye aghr ap chahte hain k ap healthful rahe to us k liye apko chaiye paidal chlny excerise kia karen is sy ap bilkul fit rhen gy .

                            Disadvantages .

                            har cheez k advantages k sath us k disadvantages bhi zaroor hote hain is tarah is k bhi kafi zauida advantages hain jese k apko pta hai kuch ese log hote hain jin ko docters ny maanna kia hua hota paidal chlne k liye unk liye kafi dangourus ho skhta hai jin logo ko sans ki bimaari hoti hai unko bhi paidal chlne sy kafi taqleef hoti hai isliye ese log paidal chlne sy avoid kren .
                            • #29 Collapse

                              Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                              Salam dear members ap n hmry sath bahut accha review share kia h jo k panadol chalny k bary mn hai
                              Paidal chalna hr ksi ko sehat. K liye bahut zruri hai is ka sb s bra faida yeh hai k ap healthy rehty hyn
                              Walk 🚶 mard khavateen bcho bazurgo sb k liye bahut zruri hoti hai
                              Is. S ap physically fit rehty hyn
                              Is k kuch faidy r nuqsant b hyn jo mn apko batati hun

                              Advantages

                              Is k bhut sary faidy hyn jese k
                              Is s aapki sugar level thk rehta hai
                              Is.s apka blood pressure apni jga p rehta hai
                              Walk 🚶s ap Apna fat km kr skty hyn
                              Walk 🚶 ap ksi b jga p asani. S kr skty hyn
                              Is s apki blood ciruculation achi hoti
                              Walk 🚶 apki skin ko healthy bnati hai
                              Yeh apky mussels mo mzboot bnati hai
                              Apko heart diseses s bchata hai
                              Ap k feet k drd s bchata hai

                              Disadvantages

                              Bhut sary faido k sath is k kuch muqsamat b hyn jese k
                              Apko hmesha. Us jga walk 🚶 Krna chiaye jahan traffic na ho
                              Bhut Ziada walk 🚶 b apko weak krti hai
                              Apko ak proper time table k mutabiq walk 🚶 Krna chiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ye review paidal chalnay per mubni hay..

                                Ji Assalamu Alaikum Rahmatullah Barakatuh main Umeed karta hun Mere Sab dost Sab khairiyat se Honge Ji Bhai Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Paidal chalne bahut hi mufeed aur Ch ke liye theek hai aur Sthan ko Paidal Chalna chahie Paidal chalne ke fayde Hain Bande ki fitness tight rahti hai aur exercise hoti rahti hai Paidal chalne ke fayde matlab Insan Hamesha Thande rahata Hai Hamen Subah Savere Uth Ke Namaz padh ke Chalna chahie padh se kam se kam 203 kilometre 2 se 3 kilometre Hamen Paidal Chalna chahie aur koshish Karni chahie ki Ham Paidal Chale Itna Bina chale gaye thak jaen Saanse full Jaaye Jitna ho sake Paidal Chale Subah Uth Ke Baat Karen raat ko khane ke bad kam se kam Sath se 50 Kadam Paidal chalne chahie Paidal Chalne Se khana hazam ho jata hai Raat Ka Jitna Paidal chalenge utani hi exercise Hogi Aaj kal ka routine Bani Hui Hai Paidal Chalte Hi Nahin Hai bike Le Li cycle Le Li gadi Le Li lekin Insan ko chahie thoda sa Paidal chalne subah uthate Waqt thoda Namaz padh ke bahut kar liya Karen aajkal ki bimariyan per Ja Rahi Hai Jab Ham raat ko khana khate Hain Ham foreign so Jaate Hain Nahin yah galat hai ya nuksan ismein aap 550 Se Kadam chalne to yah faydemand Hai Lada Mein chahie thoda Paidal Chala Karen Aur dusron Ko 10 Din Karenge Paidal Chala karo gadi per baith na office mein baithane se pet ban jata hai Paidal Chalne Se pet kam ho jata hai pet kam karne ke liye Jitna ho sake aap Paidal Chale khana kha Kar Chale Subah uthkar thoda bahut kar lete Chale aur unko ho sake to thoda Paida Kare lete rahti Hain Jitna Paidal chalenge utna fayda hai Jyada Jitna ho sake Paidal Chala Karen abhi time ho gaya Main Nahin Chala Mera Karunga chalunga aur Paidal Chal Ke Aaunga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X