Bullish and bearish trends
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish and bearish trends
    Forex me bullish and bearish tend Kia hoty hainaur in situation me hamain ksy trade krni cheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish and bearish trends

    Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai aapke question to jawab mein sabse pahle aapko bearish trend aur bullish trend ki definition batata hun aur uske bad ismein Ham to Kaise trading Karni chahie vah sari situation batata hun ummid karta hun aap to meri post Pasand Aaegi.

    Bearish trend:
    Dear jab market Mein prices bahut jyada low-level per hoti hai usko Ham bearish trend Kahate Hain is situation mein Main prices isliye bahut jyada low-level per hoti hain Kyunki market Mein buyer's bilkul Nahin Hote Jiski vajah se market Mein prices bottom level par hoti hai.

    Trading Strategy in bearish trend:
    Dear agar aap Forex trading Mein kam kar rahe hain aur aap yah observe Karte Hain Ki market Mein filhal bearish trend hai to use time per aapko Hamesha trading karni hai to to buy ki trade Karni Hogi. Kyunki Jab market Mein prices bilkul button level per Hoti Hai To Uske bad market Mein Jab movement hoti hai aur fluctuation Hoti Hai To prices Upar ki taraf Jaati Hain Jiski vajah se aap aap ko fayda ho sakta hai agar aapane low level per purchasing Kar Li Hai To Jab prices increase Ho Jaati Hai To Uske bad aap usko acche profit ke sath apni trade ko close kar sakte hain.

    Bullish Trend:
    Dear jab market Mein prices bahut jyada free wale Hoti Hai To is situation ko Ham bullish trend Kahate Hain Kyunki is condition Mein market mein bahut jyada buyers hote hain aur Market Mein sellers bilkul Nahin Hote Jiski vajah se prices bahut jyada hoti hain.

    Trading in Bullish Trend:
    Dear agar aap bullish trend Mein trading karna chahte hain to aapko Hamesha sale ke upar trade Karni chahie Kyunki agar aap is situation Mein Kisi chij Ko sell kar denge To Kuchh time ke bad Jab market Mein fluctuation Aaegi to aapko accha profit ho sakta hai.

    Dear market ki sabse top position aur bottom position ko show karne ke liye aap relative strength index indicator se bhi madad Le sakte hain Kyunki aapko yah conditions vah properly indicate kar sakta hai. Or iskay mutabiq ap sell or buy ki trade kay bary main decision-making kr sakhty han.
    • #3 Collapse

      Re: Bullish and bearish trends

      Agar resistance aur support level breaks ho jaty hey to ye bullish aur bearish trend hi hoty hey esy levels jo key bahot zeyada koshish key bawajood be break nahi hoty hey esy levels ko be market trend break karny ki ability rakty hey, traders ko market trends key bary me learning karni chaye, market trend be news ki tarha trading karny me helpful samjy jaty hey, jo be trader Forex market me trading karta hay un ko chaye key wo news key mutabeq trading karny me expert ho aur sath me traders ko technical analysis ka be acha khasa experience hona chaye ta key market trends key bary me un ko bahot achi information mil saky, market trend ko follow karny waly traders be news trading karny waly expert traders ki tarha kabi loss nahi kar sakty hey, market trend be news key base par hi strong aur weak hoty hey es ley agar market trend ko follow karny ki trading ki jaye to es key ley traders ka news key mutabeq trading karny me qualified hona zarori hona chaye, kamyab be esy hi traders ho sakty hey jes ko technical analysis (market trend) se related acha experience hasil ho jaye sath me fundamental analysis par be traders ko complete maharat hasil ho.
      • #4 Collapse

        Re: Bullish and bearish trends

        My dear friend Forex trading Mein market ki situation ko samajhne ke liye Ham market Ko Naam Dete Hain Jin Se Ham market ko samajhne mein aasani se a Apna Kam kar sakte hain Forex Mein market ki situation yah Ham yah kah sakte hain ki market kin moment Mein Hamesha Hoti Hai jinko Ham follow karte hain aur apni trading karte hain market Hamen trend bhi shok Aati Hai Jisko Ham follow karte hain aur apni trading ke liye ye suggestion Lete Hain Ki Hamen kis trend main market karni hai forex market main aapko tab hi profit mil sakta hai agar aap market ke trend ke according chalenge Kyunki Jab aap trend ko follow Karenge tab bhi aapko profit Hoga agar aap market game main trend ko Nahin samjhe Ayenge to aap kabhi bhi market Mein acchi trade nahin kar sakte
        Bullish market/ up trend in market:
        Forex market mein bullish Trend market ki up situation ko jahir Karta Hai jismein Ham yah samajhte Hain Ki market Apne upar wale a friend ko ho ja raha hai jismein Ham Agar trade karna chahte hain To Ham buy ki trade Karenge jismein ham Apna take profit target set Karke profit Hasil kar sakte hain
        Bearish market / down trend in market:
        Forex market mein Ek market ki situation bearsih movment Mein Hoti Hai Jisko Ham ki Kahate Hain Ki market Mein downtrend Hi downtrend Mein ham trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar market Mein Bearish friend hai aur Hum ne uthate karni hai To Ham apni trading Se Achcha profit Hasil kar sakte hain forex market mein aap Acha profit tab Hasil kar sakte hain Jab aap market ki psychology ko samajhte hain aur Usi ke according Apne trading Karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Bullish and bearish trends

          forex traing main bullish and bearish trend market k trends ko kahty hain jis main hum market ki sort e hal ko smjh kar os main trading karty hain market main aghr bullish trend hai tu market k oper jany ka rujhan hota hai jis ko hum bullish trend talb k up trend kahty hain or ase market ktrend main buying kiya jata hai kisi bi currency pairs main aghr bullish trend hai or hum market ko analysis kar chuky hain tu he ap apni trading main achi trade kar skty hain or acha prfit lay skty hain aghr market ko smjh nahi skty hain tu apko kbhi bhi acha profit nahi milta hai es k sath sath jub market main bearish trend hota hai tu es ko kaha jata hai k market main down trend hai jis main market down trend main hoti hai jis main market main seeing customer hoty hain jis main wo marketing main sell kar rahy hoty hain market k oper jany or nechy any se he faida othya ja skta hai or aghr humari trading ability strong hai tu hum forex main achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain jitny bhi members hoty hain un ko chahye k wo apni trading ko bahter karny k liye market ko smjhny ki ability ko strong karen jis main ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Bullish and bearish trends

            Dear forex member forex trading may bullish trend aur bearish trend market Kay trends ko kaha jata hay haumay trading kartay hoye in trends ka mukamal knowledge hona lazmi hay takay haum trading kartay hoye market ki movement ka andaza laga Kay trading Kar saktay hay aur market may movement Kay mutabiq hi haum apni trade open kartay hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs market ka analysis kartay hoye planning Karni chahiye takay haum trading may acha Kam kar sakay.traders hamesha trading may bearish trend aur bullish trend ko analysis kartay hoye trading kartay hay to unko market ko samajhna zayada asan ho jata hay.

            Forex trading may hamesha market Kay trends ko follow karna chahiye.aur jab market ki movement bohaut tezi say opoer ki tarf ko jati hay aur musalsal oper hi rehti hay tou iss situations ko bullish trend kaha jata hay iss may traders ko chahiye kay wo iss movement ka fayda uthatay hoey buying ki trade laga day iss say unko trading may profit hasal hoga aur analaysis kartay hoye bullish trend Kay mutabiq trading karni chahiye Kyu Kay kabhi kabhar thori der Kay liye market may bullish trend hota hay.

            Jab market ki movement ake dam say oper say neachay jati hay tou iss situations ko BEARISH trend kahetay hay iss situations may market ki movement bohaut tezi say neachay jati hay aur iss time pay traders selling ki trade laga kar trading kar saktay hay aur trading may Profit hasal Kar saktay hay magar Lazmi hay Kay bearish trend ko analysis karney Kay bad hi trading ki Jani chahiye.haumay hamesha trading may market Kay trends say souch samajh kar faida uthana chahiye Kyun Kay market Kay trends bohut tezi say change hotay rehtay hay.
            • #7 Collapse

              Re: Bullish and bearish trends

              G han dear normal zuban hum es ka istmal kartye hain tu hum khaitye hain kay buy kar lain ya sell kar lain per market ki zuban mai esye bullish aur bearish khaitye hain matlab kay es ko buy ya sell khaitye hain jub kay ager ap market mai acha kam kartye hain mtlab kay ap nay trade open karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ye ap kay trend ko follow karata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha karain aur ap ka kam hai kay ap market kay trend kay hisab say kam katain ager ap market kay hisab say kam kartye hain tu ap ko pta hai kay market ap ko faida daitye hain jub kay ager ap nay marjet kay trend say hat kay kam kiya hota hai tu ap kaliye masla ban jata hai jos kay bad ap ko es mai faida nhi hota hai balky ap ka nuqsan ho jata hai zayda tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet aur lagan kay sath kam.kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu hamesha achye kam pay he focus diya karain aur hesha kosesh kiya karain kay ap acha kam anylsis kay sath karain kiyu kay ap kay anylsis jitnye achye hota hai ap ka faida bhi usi hisab say zayda hota jai tu ap mahnet aur lagan kay sath kam karain aur achye anylsis ap market mai kar kay he kam kiya kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai mahnet au rlagan kay sath kiya gaya kam ap ko kabhi nakam nhi honye daita hai na
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Bullish and bearish trends

                Forex trading market Mein bullish and bearish market ke Trends ko kaha Jata Hai Jin Mein Ham market ko Samajh Kar Usi ke according apni trading karte hain forex market Mein trends two type ke hote hain Jin Mein Ek bullish Aur Ek Bearish hota hai jismein market Hamen Apna trend show karti hai aur ham usi ko follow karke apni trading karte hain Forex Mein Hamesha aap apne trading Mein tab Kamyab Hote Hain Jab aap market ke trend ko Apna friend Banakar trading karte hain isliye aapko Hamesha market Ke Main trend ko follow karna hota hai jisse aap acchi training kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain
                Bullish trend in market:
                Forex trading market Mein Jab market bullish trend Mein Hote Hain to market Kar rujhan Upar ki taraf Hota Hai jisse Ham ke dekhte hain ki market mein jo trend hai wo bullish hai just Mein Ham Agar trading Karen aur Apna order set Karen To Ham buy ka order set kar sakte hain.
                Bearish trend in market:
                Forex trading me jab market Apne Bearish trend Mein hoti hai tu market ka rujhan nechy ko hota hai jisse Ham yah Pata Lagate Hain Ki forex market ab downtrend mein chal rahi hai market ko samajhne ke liye into types Trends ko follow karna aur samajhna jaruri hai Jiska according Ham Apne trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
                Click image for larger version

Name:	Bullish and Bearish.png
Views:	12
Size:	55.9 کلوبائٹ
ID:	12329512
                • #9 Collapse

                  Re: Bullish and bearish trends

                  Market mein agar buyer Zyada hun to market bullish Trend ke andar movement karti hai ise Ham uptrend bhi Kahate Hain aur Agar markat ke andar seller ki tadad jyada ho Tu market Barish trend main move Karti Hai jisse Ham downtrend Kahate Hain Agar buyer aur seller ki tadad barabar Ho Jaaye to market sideway move Karti Hai ismein trade Lena bahut jyada Mushkil Hota Hai Jab market uptrend ke andar ya pher downtrend ke andar move kar rahi ho to Ham ismein aasani ke sath trade Laga sakte hain Jis time market side ways move kar rahi ho To Hamen chahie ki Ham use Waqt trade Na Lage jaise ki Ham Jante Hain Ki Forex trading ki market 24 ghante open rahti hai Magar 24 ghante trade karne ke liye maouzu Nahin Hote Agar Ham ismein Ek Achcha entry point talash Karke trade Lagana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada time market ke sath touch rahe Agar Ham market ke sath Jyada time touch Rahte Hain To Ham market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur is market Mein Ek acchi Trade Laga Ke ek achcha profit earn kar sakte hain Hamen always is market ke andar knowledge or experience ke sath kam karna hai aur money management ko follow karte hue Hamen uske andar trade Lagane chahie Agar Ham ismein money management ko follow Nahin karte hain aur ham ismein emotion ke sath kam Karte Hain To fir Ham ismein kabhi bhi success Nahin ho sakte aur expert trader Nahin Ban Sakte Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai agar aap ismein mehnat karte ho Jyada time aap invest karte ho market Mein To aap bullish or bearish trend ko aasani ke sath samajh sakte ho aur ismein ek acchi trade Laga sakte ho ismein aap Jitna Zyada time Doge aap utna hi jyada market ko samajh Sako Ge aur ismein profit Le Sakoge .
                  • #10 Collapse

                    Re: Bullish and bearish trends

                    assalamu alaikum is market Mein kam karne ke liye aapko sabse pahle trend ki indication ka pata hona chahie ki is time market ka kya trend chal raha hai is market Mein 3 tarik a trend available hai is main aapko yah pata hona chahie ek market agar upside per moment kar rahi hai to market ka trend aap side per hai aise hi agar market down set per ja rahi hai to is time market khatron down hai agar is market Mein moment na aap padh ho rahi hai aur na hi downside per ho rahi hai to AST time per market range banaa Rahi hoti hai isko Ham sideway trend kahate Hain acidum per aapko market Mein kabhi bhi trade nahin karni chahie Jo tradus market Mein trade lagane ke liye apna trading plan use karte hain unko ismein aise time per trade open karna chahie tha bulbul Koi achcha pattern mil raha ho agar aap is market Mein jaldbaji karte Hain to aap kis market Mein apna hi nuksan karte hain aapko is market Mein acchi trade lagane ke liye sabar karna chahie jab aapko is market Mein acchi trade mil jaaye aap apne account per sirf tabhi trade open Karen is tarah aap apne account per aasani se achcha profit bana sakte hain Jo tradus market Mein mehnat karte hain unko kamyabi jarur milati hai aapko chahie kapus market Mein kam karne ke liye soch samajh Kar kam Karen tab aapko is market Mein acchi trade se milati rahegi agar aap is market mein main mistakes karte hain to use baje se aapko nuksan ho sakta hai isliye market Mein trade karne se pahle analysis Karen aapko analysis Mein yah pata chal jata hai ki market mein kis taraf moment karni hai aap uske liye hath se is market Mein trade open kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bullish and bearish trends

                      expensive foreign exchange member forex buying and selling may additionally bullish trend aur bearish fashion marketplace Kay traits ko kaha jata hay haumay buying and selling kartay hoye in traits ka mukamal information hona lazmi hay takay haum trading kartay hoye market ki movement ka andaza laga Kay trading Kar saktay hay aur marketplace may also motion Kay mutabiq hello haum apni exchange open kartay hay aur foreign exchange trading can also haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs market ka analysis kartay hoye planning Karni chahiye takay haum buying and selling might also acha Kam kar sakay.investors hamesha buying and selling may additionally bearish fashion aur bullish fashion ko evaluation kartay hoye buying and selling kartay hay to unko marketplace ko samajhna zayada asan ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bullish and bearish trends

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik6120 پيغام ديکھيے
                        Forex me bullish and bearish tend Kia hoty hainaur in situation me hamain ksy trade krni cheye.
                        Market mein bahut se trend bante Hain jeene mein ek bullish trend hota hai hai aur ek bearish trend hota hai aur ye trend hamare liye bahut hi behtar hote Hain aur hamein se bahut accha fayda utha sakte hain hamen chahie ke Ham jarur inke liye ek achcha knowledge hasil Karen Taki hamen unko samajh sake aur ine se acche tarike se fayda utha sake Jab Ham ine trend ko samajh jaate Hain to Ham bahut hi achcha fayda utha sakte hain aur market mein munafa hamen friend ki vajah se hota hai.
                        Bullish trend a kaisa trend hota hai hai jismein market upar ki taraf jaati hai hai aur job market upar ki taraf Jana shuru karti hai to Ham is friend ko bullish trend kahate Hain aur ham isase agar analyse kar lete hain to hamen bahut achcha fayda mil sakta hai
                        Market mein bearish trend hota hai aur yah time bhi hamare liye bahut kimti hai ja market niche ki taraf Jana shuru karti hai to Ham use waqt apni friend ko open karte Hain aur market se bahut achcha fayda utha sakte hain isliye hamen chahie trend ke bare mein kuchh information Le Tak aam kamyab trading kar sake.
                        Han main market mein kamyab trading karne ke liye trend ko samajhna hoga jab tak Koi trader friend ko nahin samajhta hai tab tak vah kam Jab nahin Ho pata hai isliye trend ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai.
                        💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                        • #13 Collapse

                          Re: Bullish and bearish trends

                          dear friends trading market main sab se imprtant chiz hamare liye market ko smjhna us ko analyse karna our sab se bar kar us ki next postion ya trend ko judge karna hai w traders o market ki next position ko guess kar sakte hai wo professionally kamyab ho sakte hai is liye koshish karen k tools or indicators ki madad se market ko guess karen kuch chizen markt mai asaani se smajh aa sakti hai our aap un se acha profit bhi hasil kar sakte hain jese k market main Trend hota hai our market hamesha trend k sat safar karti hai agar ham trend ko guess kar len to ham acha profit earn kar sakte hai

                          What is Trend :
                          dear friends agar aap forex market ko gour se dekhen our chart ko analyse karen to aap ko pata chale ga k market hamehs aik hi side par buhat long time tak safar karti ye market ka trend kehlata hai our ye hamesha trend k sat safar karti ha our maret main buhat sare awamal ise trend par rehne par zoor dalte hai market hamesha tab hi apna trend change karti hai jb koi opposit signal market par strong pressure dalta hai warna ye apna basic trend barkarar rakhti hai

                          Types of Trend :
                          dear friends market mai 3 tarha k trend hote hin

                          UP TREND
                          DOWN TREND
                          SIDE TREND

                          market in 3 main se kisi b aik trend par safar karti hai our ye apna trend asaani se change nahi karti hai agar ham trend ki side par trade kare to profit k chances zayda hote hai :)

                          Up ya Bullish Trend :
                          dear friends market k Up ya bulish trend se murad hai k jab market long time Bullish side par candle close karti hai our upward jati hai lo ye Up tremd ya bullish trend of market kehlata hai yaha aap bullish side par buy order kar k acha profit le sakte hai lekin yaha aap ko resistance level ka khas khayal rakhana hoga ta k market ki back move ka pata chal saky

                          Click image for larger version

Name:	uptrendaada.png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12330253


                          Down trend :
                          dear friends jab market long position main upar se niche ki taraf safar karti hai is ko Down trend kahten hai is trend mai market main chooti bari deviations ati rehti hai lekin market apna downward trend tab tak barkarar rakhti hai jab tak koi strong bullish wave market k trend ko tabdeel na kar de is trend main ham bearish order laga kar profit hasil kar sakte hai lekin asal profit long term trading par hi milta short term trading main ham long trend ka andaza nahi laga sakte hai


                          Click image for larger version

Name:	down t.png
Views:	3
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12330251



                          Side way trend :
                          dear friends market ka sab se khatrnak lekin easy trend side way trend hota hai is main profit and loss dono buhat zayda hote hai lekin profit k cahnce zayda hote hai ku k achy traders supports and resistance level ka andaza laga k side way trend se sell and buy dono taraf profit hasil karte hai
                          side way trend esa trend hai jis main market na ho long time tak upar jati hai our na hi long time tak iche aati hai balke market ek line par side way main safr teh karti hai is liye ise side way trend kehte hai agr ham support and resistance level par entry and exit karen to ham acha profit hasil kar sakte hain


                          Click image for larger version

Name:	side.png
Views:	4
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12330252
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: Bullish and bearish trends

                            agar aap yah Chahte Hain ki aap market ki news ko follow Karen aur news ko follow karke hi aap trading karen to aap Jarur trading kar sakte hain aur kamyabi bhi Hasil kar sakte hain aapko chahie ki aap news ka vate Kiya Karen aur investing.com se news Ko Dekha Karen aur kis time news a rahi hai aur kaun se ped ki news a rahi hai aur jab aap news ke ped ko dekh Lete Hain Uske bad aapko news ko bhi dekhna chahie aur Dekhkar hi aapko trading Karni chahie tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi earning bhi game kar sakte hain Ham Sabko Hamesha market Mein technical analysis bhi karna chahie aur fundamental analysis bhi karna chahie Kyunki jab tak Ham donon analysis Nahin karte hain Hamen market ki mummy ke samajh nahin aati hai na hi Ham acchi earning nahin kar sakte hain Hamen forex market Mein kam karne ke liye aur kamyabi Hasil karne ke liye ine donon analysis per kam karna han chahie aur donon per Wal karte hue hi Ham Aage badh sakte hain forex market mein news ka bahut am roll hota hai aur news ke amrud ki vajah Se Hi Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi forex market mein bagair news ke Kam Nahin Karna chahie Agar Ham bagair news ke kam Karte Hain To Hamen market ko pahle acchi Tarah Se analysis karna hoga aur analysis karne ke Sathiya Mein Chahat ko bhi shot ko bhi Hamen analysis karna hoga aur time frame ko bhi Hamen check karna hoga jab tak Ham ine chijon per Amal Nahin Karte Hain Ham Kabhi Bhi kamyabi ki taraf Nahin Ja sakte hain na hi Ham Kabhi acchi adding can kar sakte hain Ham Sab Ko Hamesha hi bahut sari ki unke Sath Hi Kam karna chahie aur bahut mehnat ke sath Hi Kam Karke Ham kamyabi answer kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bullish and bearish trends

                              Doston trading main Vahi Banda kamyab hai jo ke Jyada Se Jyada Apna trade work karte hue Jyada Se Jyada mehnat karta hai aur apni acchi trading co Achcha earning karne Ke Kabil banata hai isliye aapko chahie Jyada Se Jyada time ki investment Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen Jo log trading Mein kam Shaadi Ke Liye Apna trade work acche planning ke sath karte hain market ko analysis karte hain Vahi Kamyab hote hain aapko bullish or bearish trend ko follow karte hue Apne trade ko Kamyab banana chahie iske liye aapko Tamam sources ko use karna chahie aapko Achcha work Karke Ek acchi earning karne ki koshish Karni chahie jisse aapko Achcha trade karne ke kaabil Ban sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapki kamyabi hoti hai aapko chahie ke Sardar ke sath daily basis workout karte hue Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Achcha trade Karke Ek acchi karne ki koshish karen jisse aapko kamyabi mil sake
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X