Ap Karobar Karnay mai Itfaq karty hain ya phir Job pay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap Karobar Karnay mai Itfaq karty hain ya phir Job pay.
    Dear Friends

    Ap apni life kay experience se batain kay ik insan ko life main job kar kay apni life ko manage karna cheye ya phir business ki taraf ja kar kuch aghy barhna cheye. ap kiya suggest karty hain kya ap ki life main aisa experience howa hai tu zaror share karian or batain kay ap ko kon say step othany paray hain.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap Karobar Karnay mai Itfaq karty hain ya phir Job pay.

    Hi friends umeed hay kay ap sab thak honor ya review ap log kharobar pay itfak karty hain ya job pay dosto main to kharobar pay itfak karta hon ic main ap ko jo bi frofit ho ga wo ap ka apna ho ga or ya boot bather ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ap Karobar Karnay mai Itfaq karty hain ya phir Job pay.

      Pakistan me job ko hi priority di jati hay es ki waja ye hay key koi be agar ham Government ki job karty hey to life time hamy es job karny ki waja se pension mil sakti hay aur marny key bad be hamari family ko job ki waja se pension milti rehti hay es key sath job ka faida ye be hota hay key hamy har government hospital me free ilaaj ka advantage be hasil ho jata hay agar ham koi business karty be hey to jab tak hamari health achi rehti hay hamy es business se acha munafa hota rehta hay aur jab hamari health khatab ho jati hay to ham kesi business ko karny key kabil be nahi rehty hey, es ka ye matlab be nahi hay key hamy koi business nahi karna chaye, agar job milti hay to bahot achi bat hay job ko be karna chaye aur sath me part time me koi acha business be start kar lena chaye aur agar badkismati se hamy koi job nahi milti aur ham overage ho jaty hey to es situation me hamary pass business karny ka hi option hota hay es ko kabi be miss karny ki koshish nahi karna chaye koi be profitable business start kar dena chaye aur es me investment be apni marzi se kar leni chaye, kesi business se zeyada me job karny ko zeyada priority deta hon es ki waja ye hay job karny key ley kesi kisam ki investment ki zarorat nahi pardti hay aur business key muqably me job me ham bahot kam time spend kar key monthly achi salary hasil karny me kamyb hoty hey.

      اب آن لائن

      Working...
      X