ye review janwaron k houspitals per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review janwaron k houspitals per mubni hay.
    dear hamko is baat ki sahi tour pay khabar hay k agar ham insaano k liye achi medicine achay houspitals ka hona lazmi hay to isk sath sath agar ham apnay janwaron k liye koi aisa houspitals nai banatay hain jin say ahmko bahut ziada faida milnay k chances bhi hotay hain aur hamko un say bahuut ziada faida milta bhi hay to ham phir bhi life main nakaam hain qk janwaron achay honay main bhi hamari achi sehat ka hona mumkin hota hay jin say hamko bahut kuch milta hay jaisay gosht doodh waghaira.
    ADVANTAGES;
    dear agar haamray pass achay achay janwar hain to ahmko unki daikh bhaal k liye aik asia houspital banana chaye jis main unka sahi aur propper illaj ho sakta ho jis main kuch aisay experts doctures ka hona lazmi hota hay jin say hamko kisi emergencies main bhi kuch faida hasil ho sakta ho jinki aik team mobile pay agar kaam karty hain to ahmko unko kisi janwar k serious honay par bhi bula skatay hon aisa karnay say ahmko bahut ziada faida bhi mil sakta hay aur ham bahut kuch hasil bhi kar saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear agar haamray pass koi janwar nai bhi hay ham unka kaam nai bhi kartay hain to hamko aisa karnay aur aisa sochnay say kuch bhi nuksaan nai hos akta hay qk agar janwar healthy hongay to ahmko milk bhi acha milega hamko gosht bhi acha milaga is main har kisi ka faida hay khawah ko doodh sel karta hay ya koi buy karta hay sab ko sab kuch puer milnay ki umeed ki jas akty hay agar kisi bimari ka ilaaj bar wakt kia jaye to.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

    Dear friends jab haum apney gharo may ya form house may janwar rakhtay hay to haumay unki mukamal dekh bhaal Karni hoti hay agar kabhi janwar bemar ho jatay hay ya unko kisi bhi tarha ki koi takleef hoti hay tou haumay unko veterany hospital lay Jana hota hay usually har City ya town may janwaroo ka hospital mojud hota hay jidhar veterany doctor hotay hay jo janwaroo ki bemari ko examine kartay hay aur phir uss Kay mutabiq unki treatment kartay hay janwaroo ka hospital hona ab lazmi hay Kyu Kay jab janwaroo ko koi takleef hoti hay to haum unko easily hospital Leay ja saktay hay aur unka ilaj easier way may karwa saktay hay Janwar apni kisi bhi takleef ko haumay nai Bata saktay hay haumay khud hi unki takleef ko mehsoos karna parta hay phir unki treatment start Karni hoti hay jswaroo key hospital may usually har janwar ka ilaaj ho jata hay janwar ka ilaaj ab hospital ki waja say bohaut zayada asan ho gya hay.

    Advantages:.

    Veterany hospital bohaut zayada important hay jab haum apney pet animals ko bemari ki waja say hospital lay jatay hay aur unki bemari ko achay tareekay say diagnosed kia jata hay phir uss Kay mutabiq unki treatment aur medical saholat provide ki jati hay agar veterany hospital na hotay tou zayada problems face Karney partay.

    Disadvantegs:,

    Veterany hospital Kay disadvantegs nai ho saktay hay Kyu Kay yeah janwaroo ki bemari ki waja say hi built-up hotay hay magar Lazmi hay kay hamesha veterany hospital ki cleaning aur germs killer ka khyal rakhna chahiye takay Janwar ko Leay Kar Aney waly khud na bemar ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے

      Ref:yeh review janwaron k hospitals per mabni hai ....

      Assalam Walekum friends ji han bilkul aapane bahut hi hi Achcha review pesh Kiya Hai Hai jismein janvaron Ke hospitals ke bare mein baat ki gai hai hi Hai Jis Tarah Ham Insan bimar Hote Hain To Hamen acche doctors aur medicine ki jarurat hoti hai hai bilkul ISI Tarah janwar Bhi Jab bimar hote hain to unke liye Hamen main acche Hospital aur medicine ki jarurat hoti hai janwar apni Bimari Nahin bata sakte a janvaron ke owner hi unko acchi Tarah samajh sakte hain janvaron ke Hamen bahut se fayde Hain isiliye Agar janvaron ke liye hospitals Nahin Honge to vah sehat ya Kaise Honge janvaron ke liye hospitals doctors ka staff aur medical store Hona bahut jaruri hai janvaron se Ham bahut se fayde Hasil Karte Hain Ham ine se dudh Dene Wale Jo Janwar Hai Unse Ham dudh dahi butter Lassi aur meet ko Hasil Karte Hain isliye Hamare janvaron ke liye hospitals Jarur hone chahie Jaanwar sehatmand Honge to hamen bhi 7 Sutri aur sehat man food milega.

      janwaron k hospitals bahut zarori hen in k hony se hume koi bhi nauksan nhi hay balky hmara faida hi hai thanks.
      • #4 Collapse

        Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Humko is baat ki Sahi Taur per Khabar hai ki agar Ham Insan ke liye acchi medicine acche Hospital Ka Hona Lagi Hai To iske sath sath Agar Ham Apne janvaron ke liye koi aisa Hospital Nahin banate hain Jin Se Humko bahut jyada fayda milane ke chance bhi Hote Hain To Ham Unse bahut jyada fayda Milta Hai To Ham Fir Bhi life mein Na kam hai Kyunki Janwar acche hone mein bhi Hamari acchi sehat Ka Hona Mushkil hota hai Jin Se Humko bahut Kuchh Milta Hai Jaise ghost dudh vagaira

        Advantage

        Pyare bhai jaan Agar hamare pass acche acche Janwar Hai To Humko Unki dekh pal ke liye ek Aisa Hospital banana chahie jismein Unka Sahi aur proper Ilaaj ho sakta Ho jismein Kuchh Aise Express documents Kaho na Lagi Hota Hai ke din se Humko Kisi emergency mein bhi Kuchh fayda Hasil ho sakta hai Jin Ki Ek Team mobile per Agar kam Karte Hain To Ham Ko unko Kisi Janwar ke serious hone par bhi Bulaya Ja sakta hai aur Aisa karne se Humko bahut jyada fayda bhi mil sakta hai aur ham bahut kuch Hasil kar sakte hain

        Nuksan

        Pyare bhajan agar hamare pass koi Janwar Nahin Bhi Hai To Ham Unka Kam Nahin bhi kar sakte hain to Humko Aisa karne se Aisa sochne se Kuchh Bhi nuksan Nahin ho sakta hai Kyunki Agar Janwar healthy Honge to humko mayke bhi achcha Milega Humko ghost bhi achcha Milega ismein Kisi Kisi Ka fayda Khwahish ka dudh sale karta hai aur koi boy Karta Hai To Sab Sab Kuchh power milane ki ummid ki Ja sakti hai agar Kisi Bimari ka ilaj vyakt kiya jaaye to vah Bimari FIR jaldi theek ho Jaati Hai aap Jaan O Jaan Jaan Ranka Hospital taiyar Kavita ke Hamare Janwar sehat Madrasa ke
        • #5 Collapse

          Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

          Dear aap ko is baat ka idea Hoga ke Pakistan ki 70% population agriculture ke sath closely associated Hai Jiski wajah se maximum formers ne apne ghar mein different animals aur Janwar Rakhe Hue hote hain aur janvaron mein bhi bahut sari diseases aur problems hoti rahti hai Jiski vajah se Unka Hospital Hona bahut hi important hota hai aur Pakistan ki government it is is chij ko focus karte ho ya Pakistan ke Different cities mein main hospitals Banai Hui Hai specially on marriages Mein Jahan per uh janvaron ki strength bahut jyada hoti hai usmein aapko Hospital ki facility provide ki Hui hoti hai.

          Is hospital mein aapko bahut Sare doctors ki facilities we provide ki ja rahi hoti hai aur aapko maximum facilitate karne ke liye doctors free of cost services provide kar rahe hote hain aur doctor sahab ko time to time different diseases se bhi update kar rahe Hote Hain Ki ab janvaron mein yah diseases ho rahi hai aur aap Unki solution ke liye Kuchh prakashan's kar sakte hain aur yah medicine aap istemal karte hue yah and diseases ko control kar sakte hain.

          Faidy:

          Agar Janwar acchi healthy condition Mein Honge to usmein Humko bahut Sare advantages mil sakte hain Kyunki Jab ham janvaron ka meet khate Hain To Agar Janwar acchi condition Mein Honge to usmein Humko acchi food khane ke liye Milegi lekin Jab janwar bimar Ho Jaenge aur diseases ki vajah se Humko Unka ka Gosht khane ko Milega To Ji Hamare liye bhi Kafi problems ka Shabab Ban sakta hai.

          Nuqsan:

          dear some time Jab aap government ke hospital mein Jaate Hain To vahan per doctor aapke animals ki proper treatment Nahin Karte aur jab aap unko personal visit karvane ke liye Apne Ghar Lekar Aate Hain jismein ko aap payment Dete Hain To Aisi situation Mein doctors aapko proper treatment ki advice karte hain Jiski vajah se aapko Jyada expenses Dena hote hain aur aapka nuksan hota rahata hai aur agar aap government ke hospital mein Jaate Hain To sometime overcrowded hone ki vajah se aapko acchi treatment Nahin dete Jiski vajah se aapke janvaron ko bahut Sare nuksan ho sakte hain aur Unse Hasil hone wala milk aur Gosht Hamare liye diseases ka sabab Ban sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

            Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review janwaron k houspitals per mubni dosto ya review janwaron kay houspatel pey mubni hay dosto pakistan main janwaron kay leay boot kam fassilite musear hay private doctor hain or in ki fee boot zaida hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: ye review janwaron k houspitals per mubni hay.

              Mery khayal me ye bahot hi achi bat hay key Government ki taraf se janwaru (animals) ka be hospital hota hay aur Pakistan me esa koi be area nahi hay jaha par animal ka hospital majood na ho, agar me apny village ki bat karon to mery village me total 60 ghar hey aur Government se hamary village me be animal ka hospital established kia hay es se ham government ki achi karkardagi ka andaza laga sakty hey,
              en hospital ka staff na siraf hospital me hamary janwaru ki treatment ka khayal rakty hey ye ghar ghar ja kar be hamary animals ki treatment kar sakty hey agar kesi be time ham animal key hospital walo ko phone karen to ye har time hi help karny key ley tayaar rehty hey aur hamary janwaru ko na siraf injection dety hey en ko peeny ki dawai be dety hey jes ki waja se na siraf hamary bemar janwar ki jan bach jati hay sath me ye bahot jald recover be ho jaty hey, ham en staff key sath bahot narmi key sath pesh ana chaye es ki waja ye hay key government ki taraf se ye hospital banaye gey hey aur awaam ko faida deny key ley hi ye hospital banaye jaty hey agar ham esy achy staff key sath narmi se pesh nahi aye gey to mery khayal ye bilkul be munasib bat nahi ho gi, agar ham apny faidy key ley ghar me janwar rakty hey to es ka har tarha se khayal rakna be hamari responsibilit ban jati hay es ley ham kesi achy animal hospital se apny janwar ka ilaj be karna ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X