Copy trading system ke kya benefits hote Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

    Dear forex members forex trading may haumay copy Trading ki facility bhi hasal hoti hay jiss ko haum gain kartay hoye investment kartay hoye trading may zayada tar Profit hasal Kar saktay hay forex trading may Jab haum copy Trading ki bat kartay hay to haumay pehlay pata hona chahiye Kay copy Trading Kya hay aur keasay copy Trading ki jati hay jab haum trading Kay liye copy trading ki facility avail Kartay hay to haumay hsmesha easy experienced traders ko prefer karna parta hay jiss nay trading may zayada tar kamyabi hasal ki ho copy trading may investers ko trading nai karni parti hay aur na hi trading Kay liye market ki movement ko analyz karney ki zarorat hoti hay traders nay only investment karni hoti hay unkay trading profit say kuch percent expert traders ko Chala jata hai copy tradings ki waja say traders ko apna full time Trading ko bhi daynay ki zarorat nai hoti hay unki trading ko aur trading account ko expert traders hi mange kartay hay.

    Copy tradings Kay bohaut zayada advantages bhi hotay hay sab say zayada faida yeah hota hay Kay investors apna Sara Time trade open kernay Kay baad trade ko watch nai kartay hay wo aur koi karobaar ya koi aur job bhi Kar saktay hay aur apni income ko aur zayada kar sakty hay copy Trading may loss ho ya Profit ho traders ko uss ka profit mil jata hay copy trading ki waja say traders ko analyz karney ki zarorat nai hoti hay unko market may trade open kernay Kay liye enter honey ki bhi zarorat nai hoti hay Kyu Kay Sari trading experts traders Kar rahy hotay hay trade open kernay Kay liye lot size ki selection aur kis direction may kis currencies pairs pay ya commudities pay trading karni hay Yeah headache investers ka nai hota hay yeah sab kuch expert traders nay karna hota hay.

    Agar dekha Jaye to copy tradings Kay bohaut zayada disadvantegs bhi hotay hay sab say zayada disadvantege Yeah hota hay Kay traders ki learning aur information stop ho jati hay Kyu Kay copy tradings may Expert traders Kam Kartay hay investers ko kuch bhi nai karna hota hay aur iss Kay ilawa traders ko trading market ki movement ka zayada experience bhi nai hota hay Kyu Kay copy tradings may investors market may entery nai kartay hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
      Instaforex ki taraf se copy trading system humko Diya Gaya hai jisko Ham apne account par use kar ke trade kar sakte hain Jin traders ko is market Mein trade karne ka pata nahin hota unke liye kafi trading system introduce kaarvayi gaya hai kya Ham is copy trading system ko apne account per use karke achcha profit hotel kar sakte hain ismein agar hamare sath Koi kam ho jaaye yah hamare account per Koi nuksan Ho jaaye to Ham usko kaise recover kar sakte hain copy trading system ke benefits kya hai aur ham is system se kaise fayda utha sakte hain kafi trading system use karne ke liye hamare pass minimum kitna account hona chahie jis per hamara account achcha profit dega.
      copy trading system ke bahut se fayde hote hain aur bahut se log kafi trading system se kam market mein karte hain kyunki kuchh aise log bhi hote hain jinka treating mein bahut jyada tajurba nahin hota hai to aise logon ke liye kafi trading bahut hi acchi hoti hai kyunki har trader ke pass ek achcha tajurba nahin hota hai aur isliye vah market mein behtar Kam nahin kar sakta hai to use kafi trading ki jarurat padati hai.
      Jis trader ka apna experience na ho to use chahie ki vah copy trading ke system se trade Kiya Karen kyunki javo copy trading kaise kam se trade karega to Jin logon ka achcha tajurba hoga to UN logon ke sath milkar use trading karni chahie to vah bhi bahut achcha munafa tamasha sakta hai ISI tarike se a jaruri hai ki agar hamare pass trading nahin aati hai to hamen chahie ke Ham senior logon ke sath milkar trading Karen aur market se accha munafa Kama saken.
      💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
      • #18 Collapse

        Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
        Copy trading ke fayde
        1. Copy trading ke fayde zeyadatar new members ko hote hain jinke pass experience nahin hota vah copy trading option se apni trading requirement call kar sakte hain.
        2. Copy trading aapke losses ko limited kar deti hai aur aap zeyada secure hokar trading kar sakte hain agar aapke pass experience kam ho to aap se fayda utha sakte ho.
        3. Copy trading se a group member ek dusre ki skills ko use karte hue trading kar sakte hain acchi management ki ja sakti hai different time mein different analysis karke ek dusre ke saath share karke most surely trading profit earning kar sakte hain aor jub wo aik bnda fundamental analysis dosra technical third sentimental Analysis ko dekhy ga to kam time ma zeyada faida ho ga aor market ko samjhny ma bhi asani ho jay gi.
        4. Copy trading option professional trading member fees charge karne ke bad aapko free signal opportunity and apni trade ko aapke sath share karte hain aur aap trading ke liye unki ki efforts ko use karte hue earning kar sakte hain.
        5. Forex trading market mein technical and fundamental or sentimental field of areas ko cover karna difficult hota hai jiske liye aapko multiple efforts and struggle karna hoti hai independent trading karne ke liye complete market ko understand karna important hai copy option use karne se aap limited knowledge or experience gain kar sakte ho aap mature aur professional return nahin ban sakty.
        Ji han copy trading ke liye aapko senior member ke trade ko copy karna hota hai jo senior member Hote Hain vah experience wale hote hain aur Unka experience Jyada hota hai isliye vah Apne trade Ko Mukammal Taur per analysis karne ke bad aur Tamam sources ko use karte hue Apne trade ko acche tarike se open karte hain Jiski vajah se aapko Itni mehnat Nahin Karni padati aur unko normally copy karte hue Apna trade Jab open karte hain to aapko kamyabi ho sakti hai isliye aapko chahie ki Hamesha senior members ko copy Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur expert log jo hai unke trade ko copy Karen Ta ke aapka trade bhi Kamyab ho sake aur aapke trade Mein losses ke chances kam se kam ho sake isliye aapko Hamesha Soch Samajh Kar aur daily Vishesh per market ko analyse karne ke bad hi trading Karni chahie Taki aap acchi earning Ke Kabil Ban sake jitne Jyada aapki mehnat Hogi utna Jyada aap acchi earning Ke Kabil Ban Sakenge isliye aapko Sabar ke sath daily basis per market ko analyse karte hue trading Karni chahie ka ke aap Achcha profit Hasil kar sake. Kamyab traders Kabhi Himmat Nahin harty Hain balme mehnat ko Jari rakhty how apni trading krty Hain is liy ap ko bhi mehnat Sy kam krvk ek accha profit Hasil krny ki koshish Krna chahay take ap ko kamyabi mil saky
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #19 Collapse

          Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

          dear friends jese jese trading business famous and increase hota ja raha hai trading ko more easy and profitable bana diya gaya hai pehle expert option ko dala gya tha jis main ham robot use karte huy trading karte the or robot apne programs me mojod strategy ko dekhte huy trading karta hai our ham bagari trade kiye profit hasil karte hai ab buhat sare traders na copy trading mutaruf karwa di hai jis main hamra instaforex bhi shamil hai

          Copy trading :
          dear friends copy trading ab kafi famous ho chuki hai copy trading ek esi trading hai jis main ham kisi buhat achy professional trader ko follow karte hai our un ki trades ko copy karte hai is main jab experts trades ko profit hoga hame bhi profit ho ga or loss ki sorat main hame loss hoga lekin ku k ham expert traders ko copy kar rahe hote hai is liye loss k chance kam se kam hote ha ye trading new traders k loye faide mand ha our un k liye ek tuhfa hai jo invest to kar sakte hai lein trading ko time nhi de dakte ha wo ab risk free trading kar sakte hai our experts traders ko follow karte huye good earning kar sakte hai is main trader ko analysis strategy money management risk management tools ya indicators kisi chiz ki koi zarorat nahi ha bss ap kisi b achy traders ko follow kara k earning karen ge achy traders ki list aap ko aap ka broker send kar de ga

          Advantages
          of copy trading :
          dear friends copy trading k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai

          • ye trading un logo k liye madadgaar hai jo trading main new aye ho our jin k pass knowledge and experience na ho
          • agar aap k pass koi strategy nhi ha to aap copy trades kar k acha profit earn kar sakte hai
          • is trading system main loss buhat kam hota hai
          • you can manage your risk more effectively
          • is main traders expertes ki trading se sabk hasil karte hai our experience ko increase karte hai
          • copy trading un k liye best hai jin kpass investment to hai lekin trading ka time nhi hai
          • copy trading main dono traders ka faida ho jata hai


          Disadvantages of copy trading :
          dear friends copy trading k kuch nuqsanat bhi hai

          • copy trading main traders khud mehnat nahi karte hai our is tarha un ka experience bhi high nhi hota hai
          • dear friends copy trading ki wja se new trades professional traders nahi ban sakte ha
          • copy trading new trades ko lazy bana deti hai wo mehnat karna bhol jate hai
          • copy trading main acha expert ya platform talash karna buhat mushkil hai agar aap bad trader ko follow kare go to aap ko loss hi ho ga
          • copy trading ki wja se new traders k experience level and knowledge decrease ho jate ha our ho sakta hai k new traders kisi bad trader jo apne kam knowledge ki waja se copy kar len our un ko loss ho jay
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #20 Collapse

            Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

            Ji Ham Sabko Yahan per copy data nahin karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Ek dusre ka data copy Karenge To Hamen kamyabi Milegi so isliye Ham Sab Ko usse mehnat Karke Apna bonus level improve karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Hote mahine Karke Apna bonus improve Karenge To Hamen Yahan per kamyabi Milegi so isliye Ham Sabko Yahan Per Dil lagakar kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apna Kam Dil lagakar Karte Hain To Ham Sab Yahan per Kamyab karte hain SO Hamen mehnat Karya Ke Apna bonus level improve karna chahie aur apne bonus ko improve karne ke liye Hamen kamyabi Hasil karne ke liye Apna Kam Khud karna chahie Agar Ham Apna Kam Khud Karte Hain To Hamen experience Milta hai aur information Hasan Hoti Hai Jiski base per Ham future main bhi Kamyab hote hain Agar Ham Kisi dusre ka data copy karte hain To Hamen kam karne ka dil nahin karta aur ham Khush hote hain aur mayus Ho per Ham galat kam karte hain jisse Hamara bonus level Don hota hai aur Hamen Yahan per kamyabi Nahin milati jisse Hamara level decrease Hota Hai To Hamen Forex per Apna trust level aur kaun karne ke liye Apna Kam karna chahie apni information ko increase karna chahie Agar Ham Aisa Karenge To Hamen Yahan per kamyabi milegi
            • #21 Collapse

              Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

              dear waisay to forex makreet main kaam karnay k liye har aik type k traders k liye har kisam ki har aik facility hay aur agar ham jaisay kamzore traders phir bhi aisay halaat main faida uthana nai jantay hain to phir free main to koi bhi hamain is makreet say dollers hamaray account main post nai karnay wala hay is liye yeh hisaa un traders k liye hai jo is makreet main kaam karnay k baray main nai jantay hain,aisay traders jinko is makreet k baray main koi bhi experience nai hay lakin unk pass khud ki achi nvest zarur hay wo is makreet main kisi aisay seniors traders k account k sath apnay account ko attach kartay huway makreet say bahut kuch kama bhi saktya hai aur sath sath un experts traders ki har aik trades say acha learn bhi kar skatay hain jis k liye yeh zaruri hay k ham aisa faisla karnay say pehlay is baat ko apnay mined main rakh lain k ham jab bhi apnay account ko copy trading k liye kisi k sath attach karain to ham jis bhi banday k sath attcah ho rahay hain uska experience uski trading history ko check karna ham sab ki sab say pehly zimadaari hay qk ham jis traders k sath aisa kam karnay jaa rahay hain kia us k pass khud ka bhi koi experience hay ya phir wo apni invest ko zaya karnay k sath sath hamari invest ko bhi zaya na kar day agar ham yeh soch samjh kar kaam nai kartay hain to hamko phir bhi lose ho sakta hay is liye mairay kahyal say hamko is baat pay zore k sath tawajo k sath kaam karnay say ham copy trading walay system say bahut kuch hasil kar skatay hain jis main hamko kisi kisam ki pehlay learning ki bhi koi zarurat nai hay aur ham kamyaabi say earning bhi achi kar skatay hain.
              • #22 Collapse

                Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

                Forex mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamein ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ache signals hasil karne ke liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein hamen market ka fundamental and technical analysis karna chahie aur forex main apna zyada se zyada market mein time invest karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain forex main achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex mein hamen trading aur work ache confidence ke sath karni chahie forex main achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex main hamen trading money management ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading mein normal lot size use karna chahie aur forex mein hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie our forex mein ham achi trading kar sakte hain aur forex mein hamen trading achi planning ke sath karne chahie aur forex mein trading achi trading strategy ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum ek kamyab trader bhi ban sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Copy trading system ke kya benefits hote Hain?

                  Copy trading ki agar facility hasil ki jaye to esy traders key accounts ko exper traders hi manage karty hey jes ki waja se 70% profit traders ko dia jata hay jab key 30% commission expert traders jo key traders key account ko manage karty hey ye commission le lety hey, copy trading kar key traders ko khud kesi be condition me trading nahi karna hoti hay aur na hi market ka jaiza leny ki zarorat hoti hay, copy trading me loss bahot kam ho sakta hay jab key traders ko fix terms par koch na koch profit zaror hasil ho jata hay, copy trading ki facility hasil kar key traders koi aur job ya per business karny key sath koi be work kar sakty hey, manual trading karny ki tarha es type key account me traders kabi be time key paband nahi hoty aur na hi trade open kar key traders orders ko close karny key ley paband hoty hey, trader say guide line lain ya follow karain jo ap kaliye faida daita hai aur ap kay kam ata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam khud say mahnet kar kay kartye hain tu ap kamyab ho jatye hainjub kay aik acha trader jhan tak mai samjhta hun tu wo hai jo es mai khud say kam karta hai copy trading mai kafi eisk bhi hota hai kiyu kay ap ko kios nay bhi batya hai aur ap nay usi side pay trade ko open kar diya hai jub kay ager ap es mai kam khud say kartye hain tu ap ka kafi had tak faida ho jata hao tu acha kam tu khair es mai kam chance he hotye hain kay ho kiyu kay copy trading mai ap ka kam khain hota hai wo tu dusrye ka kam hai kay wo kos tarha say kam karta hai aur kitna acha kam karta hai ya bura kam karta hai ap ka kam hai kay bus ap us ko copy kartye hain tu mai khaina chata hun kay ager ye he kam hum khud say mahnet kar kay kartye hain tu humara kafi faida ho jata hai aur hum es mai aik na aik time pay kamyab bhi ho jatye hain tu copy trading ka atna faida nhi hai jitna ap khud say mahnet kar kay market mai daikh kay kam kartye hain es mai ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay ap nay khud say acha kam jo kiya hota hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X