dear hamaray muslim honay k sath sath hamko is baat k baray main bhi sochna chaye k ham sab pay jub jub koi mushkil wakt ata hay to us wakt ham ko sab say ziada hadees aur Quraan ki tarf raju karna hoty hay jis main agar ham koi aisa lesson milta hay to wo sirf ham apnay ulma karaam say he hasil akrtay hain jis main hamari har aik mushkil ka hal bhi hamko milta hay aur sath sath hamari mushkilat bhi hal hoty jaty hain jaisay k guzashta jub ham aik bahut barry museebat main mubtala thay jiska name tah corona virus to ham sab har din moulana tariq jameel sahib say har aik channel pay unki takreer sun kar kuch ahmko housla hota tha k yeh har koum ki tarha ham sab muslims pay bhi aik azmaish hay jis main hamko sabar aur sath sath aik dusray k kaam ana hay aur agar ham aisay wakt main aisay ulma ki takreer suntay huway un pay amal kartay hain to ahmko bahut sahar milta hay is liye hamko aisy mushkil halaat main unka bahut shukria ada karna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим