dear jaisay poori dunya main corona virus nay hamla kia hay waisay ye hamaray pakistan main bhi is waba nay bahut hamla kia hay jis main agar ham media ki wjaha say allert na hotay to ham bhi is bimari ka babhut barra shikaar ban saktay thay aur sath sath agar hamaay doctors bhi in time allert na hotay to ham tab bhi is bimaari is waba ka bahut barra hisa ban saktay thay laikin ain wakt pay hamko in dono nay aisi aisi informations di aisay aisay achay tareekay say hamara treatmnt kia gaya jis say ham sab ahista ahista sambhal gaye jis main hamko unka bahut shukria ada karna chaye jis main unhone hamko bar wakt is bimari say bacahnay ki bay had koshishian ki agar in ki khidmaat hmaray sath na hoty to shayed hamara bhi haal out country ki tarha hota jin main har din k hisaab say lakhon amwaat bhi hue aur unhone nay aik din k hisaab say bahut saray logonko is waba k phailany ki wajha say khud bhi maar daltay rahay is liye hamko hamaray media ka bhi bay had shukria ada karna chaye jinhone hamko har akt allert karnatay huway aisi musseebat say nijaat dilai jinki khidmaat acha rand lain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим