jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..
    dear yoon to har aik mehkma apnay apnay andaaz say pakistan main apni apni khidmaat say apnay kaam main pooray utartay hain laikin jub ham pakistan main adaltonk hisaab kitaab ko daikhtay hain to ahm yeh feel kar skatay hain k un main har din k hisaab say kitna rush hota hay jis main awaam ko har kisam k jhagrray aur ****ad say kisi ko chutkara milta hay kisi ko insaaf milta hay aur koi is main bil wajha say he phans jata hay jis main agar aik judge ko sahoi brief ki jata hay to wo achay faislay karta hay aur jub usay sahi guide nai kia jata hay to usk liye bahut sari mushkilaat ka samna ban jaya karta hay is liye yeh kaam bahut he mushkil hay jis main judges apni khidmaat anjaaz datay hain agar koi judge kisi paisay k lalach main aa kar koi ghalt fisla na karay to ham daikhtay hain k hamaray paskitan ki har aik adalat main sahi sasta aur dair pa insaaf milta hay jis main saza milnay pay mujrim ko dubara aisi koi bhi ghalt kaari ka koi moukka milna mumkin nai ho sakta hay is liye ham apnu courts k judges ko khiraje tehseen paish kartay hain jink tajurbay say ham daikhtay hain k kaisay aik mujrim ko saza mil jaty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

    Ji han Pakistani Court ke andar bahut jyada acche judges majood Hain Jo rishwat Nahin lete aur merit ke upar Insaaf Karte Hain aur inke upar NAB ki aur government ki Nazar hoti hai agar yah thoda bahut corruption karte hain rishwat Lete Hain To Inko fauran hi pakad liya Jata Hai To yah system bahut hi Achcha system Hai isase Hamen Insaaf Lazmi milta hai .
    Aaj kal Panjayat ka system khatm ho gaya hai or aj se Kuchh sal pahle a Chote Chote ilako Mein Panjayat ka system Hota tha jahan per Logon ke sath bahut jyada Na insaafi Hote the aur unko bahut hi Dard Nak Saza De Jaate the aur apne Alako (gharo) se nikal Diya jata tha Jilla Watan kar diya jata tha Magar Jab Se Adalat Banai hain to use Waqt se aaj tak kisi kisam ki koi na insafi kise bhe pakistani k sath Nahin Hua Har Kisi Ko Insaaf Milta a raha hai .
    Government Pakistan ko chahie ki vah Mazid zyada tawjo dey adulto ki taraf aur police station ki taraf aur unko Behtar Banaye Taake in departments ke andar bilkul bhi corruption aur rishwat Khori Na Ho Aur Har Garib aur Ameer ko ek Jaisa Insaaf Mile aur unhen ek Jaisa Kanoon Milay Baaz dafa aisa hota hai ki police station Mein Garib ke sath Zulm Kiya jata hai aur Amir ke sath Achcha Salok Kiya Jata Hai Jiski vajah se Garib log bahut jyada mayos hote hain Pakistan govt ko chahie ke is ke upar sakht action Le taake yah Tamam system sahi ho sake aur Garib aur Amir ko ek Jaisa Insaaf Milaya aur adalton ,Court ke andar Aise judges aur advocate available Ho Jo ke Garib aur Amir ke sath Ek Jaisa Salok Karen aur Insaaf se kam le Shukriya .
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

      Hi friends umeed ay kay ap sab thak hon gay or ya review courts main achay aur senior judges ki khidmaat dosto pakistan main boot hi senior juges hain or in hon nay boot zaida khidmaat ki hay
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

        Jio Salam Walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap to shayari se Honge ji han Pakistani Court ke andar bahut jyada acche jajama Jude Hain Jo Ki rishwat Nahin lete hain aur Mari ke upar Insaaf karte hain aur Unki Upar and ki or government Ki Nazar hoti hai agar yah thoda bahut cropestimation Karte Hain To rishwat Lete Hain To Inko fauran hi pakad liya Jata Hai To yah system bahut hi Achcha system Hai isase Hamen Insaaf Lavi Milta hai aajkal Punjab ka system khatm ho gaya hai aur aaj se Kuchh sal pahle chote chote ki Lakhon Mein Panchayat ke system hote hain the vah Jahan per Logon ke sath bahut hi jyada Na insaafi Hoti Thi Aur unko bahut hi Dard Nak Saja De jaati thi aur apne Allah Ko Ke Karan se nikal Diya jata tha Jila Vatan kar diya jata tha magar Saja se Adalat bani hai to use Machis se aaj tak Kisi Kishan ki koi unko bahut hi Dard Nak bahati nainsafi Nahin Hui Pakistan ke sath sath Nahin Hua Har Kisi Ko Insaaf Milta a raha hai lekin mere doston Jab Panchayat hoti Thi to face se bahut hi acche Hote the aur sab bataiye Munh ho jata tha lekin Aaj Kuchh aadaton Mein Mujhmein Ko Chhod Diya jata hai jo mujra mein hai usko Chhod Diya jata hai jo mujra music pakad liya jata hai aajkal Pakistan ke andar Ja daltonism hai lekin yah Jo per depend hota hai ki judges kya Faisla Karte Hain government Pakistan Ki Chai ke vah masjid jyadatar Jodi aur Dalton Dalton ki taraf aur police selection ki taraf aur unko Behtar banaen Taake in department ke andar bilkul bhi qualification aur rishwat Khori Na Ho Aur Har Garib aur Amir ko ek Jaisa Insaaf Milaya aur unhen ek Jaisa Kanoon Mile bad dafa aisa hota hai ki police station Mein Garib ke sath Kiya jata hai aur Amir ke sath Achcha Salon Kiya Jata Hai Jiski vajah se Garib log bahut hi jyada Mein hote hain Pakistan government ko chahie ke Iske Upar Shakti se action Leta ke yah Tamam system sahi ho sake aur Garib aur Amir ko ek Jaisa Insaaf Mile ka ke koi bhi Banda Kanoon Se mayus Na Ho Pakistan Se mayus Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

          dear hume pta ha k hamre mulk mn sab se zada currapation ha lekin pakistan mn kuch adrey ese be hein jo riswat nai lete hein dear jab tak hum khud riswat ni dein gein tab tak sab tehk rhein ga pakistan ko hume khud saaf krna hota ha hume lalach nai krni hoti ha hum khud paisa de k kam karwa sakte hein is liye hume phaly kud thek hona chaiye hume khud dori takleef bardast krni hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

            jahan burey kam hote hein wahan achy kam be hote hein is liye hume achy kam krne hote hein dear jab tak hum khud curpption nai krte hein hume koi majbbor nai kr sakte hein agr hum sahi khud kam krein gein tu hamra mulk thek hota ha hume pta ha k hamre mulk mn bohat zada curaption ha lekin hume hi is ko thek krna hai hume achy achy courts mn jana chaiye jahan ese kam nai hote hein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

              Assalamu Alaikum dear friendPakistani Court ke andar bahut jyada acche judges majood Hain Jo rishwat Nahin lete aur merit ke upar Insaaf Karte Hain aur inke upar NAB ki aur government ki Nazar hoti hai agar yah thoda bahut corruption karte hain rishwat Lete Hain To Inko fauran hi pakad liya Jata Hai To yah system bahut hi Achcha system Hai isase Hamen Insaaf Lazmi milta hai .
              Aaj kal Panjayat ka system khatm ho gaya hai or aj se Kuchh sal pahle a Chote Chote ilako Mein Panjayat ka system Hota tha jahan per Logon ke sath bahut jyada Na insaafi Hote the aur unko bahut hi Dard Nak Saza De Jaate the aur apne Alako (gharo) se nikal Diya jata tha Jilla Watan kar diya jata tha Magar Jab Se Adalat Banai hain to use Waqt se aaj tak kisi kisam ki koi na insafi kise bhe pakistani k sath Nahin Hua Har Kisi Ko Insaaf Milta a raha hai .
              Government Pakistan ko chahie ki vah Mazid zyada tawjo dey adulto ki taraf aur police station ki taraf aur unko Behtar Banaye Taake in departments ke andar bilkul bhi corruption aur rishwat Khori Na Ho Aur Har Garib aur Ameer ko ek Jaisa Insaaf Mile aur unhen ek Jaisa Kanoon Milay Baaz dafa aisa hota hai ki police station Mein Garib ke sath Zulm Kiya jata hai aur Amir ke sath Achcha Salok Kiya Jata Hai Jiski vajah se Garib log bahut jyada mayos hote hain Pakistan govt ko chahie ke is ke upar sakht action Le taake yah Tamam system sahi ho sake aur Garib aur Amir ko ek Jaisa Insaaf Milaya aur adalton ,Court ke andar Aise judges aur advocate available Ho Jo ke Garib aur Amir ke sath Ek Jaisa Salok Karen aur Insaaf se kam le Shukriya .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;pakistani courts main achay aur senior judges ki khidmaat..

                judge of the SupremeCourt shall hold office until he attains the age of sixty five years, unless he sooner resigns or is removed from office in accordance with the Constitution." 180. ... the President shall appoint the most senior of the other Judges of the Supreme Court to act as Chief Justice of Pakistan.

                اب آن لائن

                Working...
                X