Leading and Lagging indicator ka benefit ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and Lagging indicator ka benefit ?
    ais market ke andar Kuchh indicator Aise Hote Hain Jo ki price ka trend badalne se pahle hi Ham Ko Ishara de dete Hain jinhen Ham leading Kahate Hain aur kuchh indicator price change hone ke bad Hamen Ishara Dete Hain To inmein se kaun sa indicator best Hai leading ya Lagging indicator best Hai aur ham kaun se indicator Se Jyada fayda Utha sakte hain aur ek acchi trade Laga sakte hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

    Thnku so much apne humy kuch informative bat share ki ha ager ese hi ap seniors members informative threads share kare ge to humy kafi helo mily gi apse aur humary liye asani hogi trade karne me zada knowlege share ge to zada earn kare ge aur wese bi seniors members ko ese hi information share karni chiye kafi helo mil jati ha thnku once again❤️
    • #3 Collapse

      Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
      ais market ke andar Kuchh indicator Aise Hote Hain Jo ki price ka trend badalne se pahle hi Ham Ko Ishara de dete Hain jinhen Ham leading Kahate Hain aur kuchh indicator price change hone ke bad Hamen Ishara Dete Hain To inmein se kaun sa indicator best Hai leading ya Lagging indicator best Hai aur ham kaun se indicator Se Jyada fayda Utha sakte hain aur ek acchi trade Laga sakte hain ?
      forex market Mein kam karne ke liye bahut sare indicators available hai har peda ki apni choice hoti hai ki vah kaun sa indicator use karne jata hai agar aap is market Mein Koi indicator use karna chahte hain to uske bare mein sari information aap ko pata hona chahie kyunki is market Mein kuchh indicator lagging indicator hain aur kuchh indicator leading indicators hote hain agar aap is market Mein ped lagane ke liye ye lagan indicator use karte hain to yah bahut hi reliable hote hain inmein aapko bahut achcha result milta hai kyunki yah long-term ke liye hath se aapko achcha signal de rahe hote hain in indicators ko use karne se aapko jo red milati hai vah long-term Kale hath se milati hai agar aap is market mein main lagging indicator use karte hain to is mein ek side effect hota hai ki aapko yah trade kafi jyada let batate Hain jab market acchi mat kar deti hai agar aap is market mein lagging indicator chhote timeframe per use karte hain to yah aapko bahut achcha result dete Hain agar aap is market Mein leading indicator use karna chahte hain to usmein aap ko analysis ke liye kafi jyada help mil jaati hai Jo traders market Mein analysis kar rahe hote hain unko leading indicator use karna chahie aur is market Mein pending orders place karne chahie jaise hi market use level per jaati hai to aap vahan se pending at laga ke achcha profit hasil kar sakte hain is market Mein kam karne ke different methods available hote hain agar aap is market Mein leading indicator ko acchi tarike se samajh jaate Hain to aapko ismein profit Mil jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

        Leading indicators for lagging indicators
        Leading indicators p(market measurement) ka before movement bata bata dety hain aur advance mein information jisko am isharaa ya indication kehty hain.
        Lagging indicator o(measurement) market ki movement ke kuchh der bad confirmation provide karte hain lekin unki confirmation according to trend hoti hai.
        Type of leading indicators
        1. Stochastic oscillator aik leading indicator hai.
        2. Fibonacci retracement indicator
        3. Relative Strength Index indicator
        Yeh leading indicator hain aor market ki movement sy pehly hamen hint dety hain market ky trend aor trade ky keay.
        Type for lagging indicators...
        1. Moving averages jitni bhi hai in ko lagging indicators count kia jata hai
        2. Bollinger band indicator bhi lagging indicators ma shamil hiai.
        3. MACD moving average convergence divergence isko bhi lagging indicator he kahen gay.
        4. Parabolic SAR bbi lagging indicator hai
        • #5 Collapse

          Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

          G han dear banifit tu kafi sarye indicator kay hain oer merye khyak mai ager use theak tarha say kiya jaye na aik bhi indicator ka ka tu us mai ap ka kam akfi acha ho sakta hai kiyu kay ap nay kam karna hai aur ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai iay ap kam pay tawajo zayda dain aur ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur har aik imdicatoe kay barye mai jan bhi kaitye hain aur es say ap ka kafi faida bhi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru say he mahnet kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye koi masla na banye tu indicator ka faida kafi hai per ap ka kam hai kay ap nay es mai kam karna hai tu bhut soch samjh kay aur daikh kay kam karna hai tu ap ka faida hai ager ap aisye kam kartye hain tu ap kamyab hai ager ap kay pass acha knowldge hai tu ap es mai har aik indicator kay hisab say kam kar saktye hain aur ap ko pta hai kay faida tu har aik indicator ka hota hai ager daikha jaye tu kiyu kay indicator kay use ka kafi faida ho jata hai ager mahnet aur lagan kay sath kam kiya jata hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur apna kam ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap ka kam es mai kafi acha ho jata hai tu ye mumken hai kay ap mahnet kay sath kam karain gaye tu milta hai jub kay ager ap es mai acha kam nhi jar saktye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain chaye ap jis pay bhi kam kar lain indicator pay ap kamyab nhi ho patye hain jub kay ap es mai acha kam kartye hain mahnet kay sath kam kartye hain tu ap har aik indicator mai faida laye laitye hain aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

            forex market Mein kam karne ke liye bahut sare signs to be had hai har peda ki apni desire hoti hai ki vah kaun sa indicator use karne jata hai agar aap is market Mein Koi indicator use karna chahte hain to uske bare mein sari records aap ko pata hona chahie kyunki is marketplace Mein kuchh indicator lagging indicator hain aur kuchh indicator leading indicators hote hain agar aap is market Mein ped lagane ke liye ye lagan indicator use karte hain to yah bahut hi dependable hote hain inmein aapko bahut achcha result milta hai kyunki yah lengthy-term ke liye hath se aapko achcha signal de rahe hote hain in signs ko use karne se aapko
            • #7 Collapse

              Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nayab420 پيغام ديکھيے
              Thnku so much apne humy kuch informative bat share ki ha ager ese hi ap seniors members informative threads share kare ge to humy kafi helo mily gi apse aur humary liye asani hogi trade karne me zada knowlege share ge to zada earn kare ge aur wese bi seniors members ko ese hi information share karni chiye kafi helo mil jati ha thnku once again❤️
              Dear agar aap market Mein indicators Ki Baat Karte Hain to market mein bahut Sare indicators maujud hote hain Jin ka ek hi purpose hota hai ki vah aapko market ki movement ko aapke Samne indicate Karen jisse aap benefits Hasil Karen aur apni trading ko profitable banaen agar aap indicators ko divide Karte Hain To yah 2 major parts Mein divide hote hain jinko legging indicators aur leading indicators Kaha jata hai.

              Aapane Jo question Kiya Hai To aapki question ke Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ki Humko market Mein jitne bhi indicators Hain Sab per hi focus karna chahie lekin Ham Ko Jyada focus UN indicators per karna chahie Jo Humko market ki movement ke bare mein pahle indication de dete Hain Kyunki Aise indicator se Ham Jyada fayda Hasil kar sakte hain.

              Agar aap apni trading ko Jyada effective aur profitable banana Chahte Hain To usmein Kuchh important indicators ko properly learn Karke unko apni trading per apply karna hoga ismein main aapko 1 important Baat yah batana chahta hun ki aap use Waqt Tak kabhi bhi indicator ki complete benefits Hasil nahin kar sakte jab tak aapko indicators ke bare mein proper learning aur Inki application ka pata nahin chal Jata Kyunki Agar aapko indicators ki proper information Nahin Hai To kabhi bhi aap Iske complete benefits Hasil karne ki position Mein Nahin a Sakte.

              Market mein maujud kuch important indicators main aapko Bata deta hun jo maximum members istemal Karke apni trading ko behtreen banaa rahe hain agar aap in indicators ko properly learn Karke apni trading per reply Karenge to aap Jyada fayda Utha sakte hain in indicators ki ek shortlist main aapko Bata deta hun.

              1: Momentum indicator
              2: Moving Average indicator
              3: Relative Strength Index
              4: Fibonacci Indicator
               
              • #8 Collapse

                Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

                My dear leading and lagging indicator ko ham trading main Regular use Kar sakty hai or in SC acha benefit hasal Kar sakty Hain . Under mention two types of indicators ko explain kia ja raha hai.
                Leading and lagging current are phenomena that occur as a result of alternating current. In a circuit with alternating current, the value of voltage and current vary sinusoidally. In this type of circuit, the terms lead, lag, and in phase are used to describe current with reference to voltage. Current is in phase with voltage when there is no phase shift between the sinusoids describing their time varying behavior. This generally occurs when the load drawing the current is resistive.

                In electric power flow, it is important to know how much current is leading or lagging because it creates the reactive power in the system, as opposed to the active (real) power. It can also play an important role in the operation of three-phase electric power systems.
                Jis Tara current ke move ment hoti hai or us ja graph up and down hota hai is tra leading or lagging indicator Kam karthy Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

                  market Mein kuchh indicator lagging indicator hain aur kuchh indicator leading indicators hote hain agar aap is market Mein ped lagane ke liye ye lagan indicator use karte hain to yah bahut hi reliable hote hain inmein aapko bahut achcha result milta hai kyunki yah long-term ke liye hath se aapko achcha signal de rahe hote hain in indicators ko use karne se aapko jo red milati hai vah long-term Kale hath se milati hai agar aap is market mein main lagging indicator use karte hain to is mein ek side effect hota hai ki aapko yah trade kafi jyada let batate Hain jab market acchi mat kar deti hai agar aap is market mein lagging indicator chhote timeframe per use karte hain to yah aapko bahut achcha result dete Hain agar aap is market Mein leading indicator use karna chahte hain to usmein aap ko analysis ke liye kafi jyada help mil jaati hai
                  forex market Mein kam karne ke liye bahut sare signs to be had hai har peda ki apni desire hoti hai ki vah kaun sa indicator use karne jata hai agar aap is market Mein Koi indicator use karna chahte hain to uske bare mein sari records aap ko pata hona chahie kyunki is marketplace Mein kuchh indicator lagging indicator hain aur kuchh indicator leading indicators hote hain agar aap is market Mein ped lagane ke liye ye lagan indicator use karte hain to yah bahut hi dependable hote hain inmein aapko bahut achcha result milta hai ek shortlist main aapko Bata deta hun.

                  1: Momentum indicator
                  2: Moving Average indicator
                  3: Relative Strength Index
                  4: Fibonacci Indicator
                  • #10 Collapse

                    Re: Leading and Lagging indicator ka benefit ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                    ais market ke andar Kuchh indicator Aise Hote Hain Jo ki price ka trend badalne se pahle hi Ham Ko Ishara de dete Hain jinhen Ham leading Kahate Hain aur kuchh indicator price change hone ke bad Hamen Ishara Dete Hain To inmein se kaun sa indicator best Hai leading ya Lagging indicator best Hai aur ham kaun se indicator Se Jyada fayda Utha sakte hain aur ek acchi trade Laga sakte hain ?
                    leading and lagging indicator hamari trading ke liye bahut hi behtar hote hain kyunki hamen trading karte hue bahut acchi mil jaati hai jaati hai isliye hamen jarur ko samajhna chahie ki kaun sa indicator lekin hai aur kaun sa indicator lekin hai to tabhi hi Ham theek tarike se kam kar sakte hain.
                    leading indicator ek aisa indicator hota hai jo hamen waqt se pahle hi signal de deta hai yani ki koi bhi train banne se pahle hamen Jo indicator signal deta hai hamen use Le leading indicator kahate Hain aur is indicator se Ham bahut hi achcha fayda utha sakte hain aur is indicator se Ham apni trading ke liye bahut hi achcha signal Le sakte hain isliye aise indicator ko jarur istemal karna chahie lekin iske sath sath lekin indicator ko bhi istemal karna chahie.
                    leading indicator ke sath sath legging indicator ka istemal hona bhi hamare liye jaruri hai legging indicator ek aisa indicator hota hai jo ki market ka trend banne ke bad hamen confirmation deta hai lekin use waqt AC market kafi moment kar chuki hoti hai isliye hamen donon indicator ko ek sath Mila kar kam karna chahie to hamara kam bahut hard attack behtar ho sakta ha.
                    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                    • #11 Collapse

                      🤹 Trading indicator, Legging indicator, leading indicator???

                      Assalamu alaikum dear member's.
                      Mera ap say sawal hy. Trading k liye Jo 2 indicator kafi important Hain.
                      Wo legging indicator or Leading indicator.
                      Jin Ka bary main Mera knowledge bhot Kam Hy.

                      Legging indicator.
                      Legging indicator main ham record injuries or Market accident rate k bary main Jan sakty Hain.

                      Leading indicator.
                      Ye Trading k aesa indicator Hy jis say ham market k bary main pehly say andaza laga sakty Hain k market down rahy go ya up.
                      Dear members apna keemti knowledge share kar k meri help ki jy ta k main in indicators ko samjh sakon.
                      Shukriya.

                      Click image for larger version

Name:	images (48).jpeg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12330903
                      • #12 Collapse

                        Re: 🤹 Trading indicator, Legging indicator, leading indicator???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Mona پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum dear member's.
                        Mera ap say sawal hy. Trading k liye Jo 2 indicator kafi important Hain.
                        Wo legging indicator or Leading indicator.
                        Jin Ka bary main Mera knowledge bhot Kam Hy.

                        Legging indicator.
                        Legging indicator main ham record injuries or Market accident rate k bary main Jan sakty Hain.

                        Leading indicator.
                        Ye Trading k aesa indicator Hy jis say ham market k bary main pehly say andaza laga sakty Hain k market down rahy go ya up.
                        Dear members apna keemti knowledge share kar k meri help ki jy ta k main in indicators ko samjh sakon.
                        Shukriya.

                        [ATTACH]19268[/ATTACH]
                        Walaikum o Assalam! Dear brother apna trading k related bhot acha sawal kia ha. Forex Trading app "Metatrader-4/5" man forex ki taraf sa bhot acha helping tools ha jo trader ko trading k doran trader ko help kerta han aur trader k "Profits ko maximize aur losses ko minimize kerta han". In helping tools man Indicators bhot importance rukhta han. "Indicator hamen market price chart man "Entry"aur "Exit" ka batata han. Indicators k basic working k lehaz sa 2 terha k hota han ak "Lagging indicator" aur Leading indicator".

                        Lagging Indicator :

                        Lagging Indicators hamen old market prices k average ko analyze kerta ha, sara lagging indicators hamen market trend, trade entry aur trade exit k bara man batata han. Lagging indicators hamen market k trend k bara man us waqt signal deta ha jab already trend start ho gya hota ha is yerha hamara start k kuch pips zaya ho jata han. Lakin start k kuch profit zaya hon k bawajod b trader Lagging indicators ko zayada use kerta han q k lagging indicators k signals ki accuracy baqi indicators k moqabla man zayada hoti ha aur ue hamen mid-term aur long-term trade k signals deta ha. Is liye isko "susset" indicator b kehta han.

                        kuch common indicators man "Exponential Moving Average (EMA), Simple Moving Average (SMA) aur Moving Average Convergince/Divergence (MACD) han.

                        Leading Indicators:

                        Leading indicators asa indicators hota han jo hamen market price ki movements ko time sa pehla predict kerta han. Leading indicator hamen trading k doran time sa pehla market ki predictions deta han aur trader baghair initial pips zaya kiye trade man enter ho jata ha. Leading indicator waqt sa pehla he trader ko entry kerwatabha jis ki waja sa iska signals kabi b zayada accurate nahe hota h is liye leading indicator ko baqi tools k sath use kiy j sakt ha. Leading indicators k signals b bhot tazi sa ata ha k ager time managemet na ho to apko trade man loss he hota ha. Leading indicators man kuch zayada famouse ye han:

                        1. Relative Strength Index (RSI).
                        2. Stochastic Oscilator.
                        3. William %R
                        4. On Balance Volume (OBV).
                        Click image for larger version

Name:	What is a lagging technical indicator 1@2x.png
Views:	3
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12330907Click image for larger version

Name:	What is a leading technical indicator 1@2x.png
Views:	3
Size:	39.8 کلوبائٹ
ID:	12330908
                        Conclusion :

                        Dear mera idea k motabiq apkoLagging indicator ko use kkerna chaheye q k inka use asan aur zayada profitable ha. Lakin ager ap Leading Indicator use kerta ha go iska sath helping tools use zaror karen k signals zayada strong hon.
                        • #13 Collapse

                          Re: 🤹 Trading indicator, Legging indicator, leading indicator???

                          Assalamu Alaikum to all Forex member market mein bahut se indicator maujud Hote Hain Jis indicator ke bare mein hamare pass experience or knowledge Jyada hota hai Ham use indicator Ka istemal Karke market Mein trade Lagate Hain Jab market main trade Lagate Hain To Hamen Hamesha Soch samajhkar trade Lagani chahie aur Market ki movment ka Khaas khayal Rakhna chahie ki market Kis Tarah movement kar rahi hai market Kabhi up Trend hoti hai aur Kabhi down trend Hoti Hai ur Kabhi sideway hoti hai yah indicator Hamen trade Lagane Mein Hamari bahut jyada madad Karte Hain Is Tarah market acche tarike se trade Laga Lete Hain ine indicator ki madad se aur jab Ham acche tarike se Lagate Hain To Ham acchi success Hasil kar Sakte aur market Mein aur acche tarder Ban sakte hain aur apne business ko ek profitable business banaa sakte

                          Lagging indicator

                          Lagging indicator bahut slow Raftaar kam Karte Hain market main indicator ki speed kam hoti hai lagging indicator Hamen us Waqt ka signal Dete Hain Jab market start Ho Jaati Hai lagging indicator trade Lagane Mein Hamari help Karte Hain

                          Leading indicator

                          Leading indicator ke speed market mein bahut fast hoti hai yah bhi market Mein trade Lagane Mein Hamari help Karte Hain Agar hamare pass time managemen acchi tarike se trade nahin Laga Sakenge Tu Hamen loss ho jata hai Hamen kabhi bhi Akela indicator ko use nahin karna chahie bulk a confirmation ke liye Ye Do Ya Teen indicator ka istemal karne chahie Agar 3 indicator Ek dusre ko confirm na Karen To Hamen Deel Nahin dalni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: 🤹 Trading indicator, Legging indicator, leading indicator???

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Mona پيغام ديکھيے
                            Assalamu alaikum dear member's.
                            Mera ap say sawal hy. Trading k liye Jo 2 indicator kafi important Hain.
                            Wo legging indicator or Leading indicator.
                            Jin Ka bary main Mera knowledge bhot Kam Hy.

                            Legging indicator.
                            Legging indicator main ham record injuries or Market accident rate k bary main Jan sakty Hain.

                            Leading indicator.
                            Ye Trading k aesa indicator Hy jis say ham market k bary main pehly say andaza laga sakty Hain k market down rahy go ya up.
                            Dear members apna keemti knowledge share kar k meri help ki jy ta k main in indicators ko samjh sakon.
                            Shukriya.

                            [ATTACH]19268[/ATTACH]
                            Kuch indicators forex market main trading kerny ky liay aesy hoty hain jo market ki prediction isterha sy ker rehy hoty hain ky jab market kisi aik direction main normal movement ker rehi hoti hai tou same leading indicators market ki movement ki kisi bhi direction main bari movement ki prediction provide ker rehy hoty hain aesy indicators ko ham leading indicators kehty hain Jesy stochastic oscillator hai ky jab market normal movement ker rehi hoti hai tou aesy time per same indicator main agar market koi bari movement kerny ja rehi ho tou hamain pehly sy lata chal jata hai ky market main konsi movement hony ja rehi hai ky stochastic oscillator main agar kisi bhi direction main market ki bari movement show ho rehi ho tou aesy time per stochastic oscillator main two moving average line main sy aik line lead kerty huey bahot bari movement show ker rehi hoti hai tou hamain usi ko follow kerty huey trade open ker ky continue kerny sy acha profit hasil ho sakta hai stochastic oscillator indicator leading indicators ki bahot achi misaal hai

                            Legging indicator woh indicator hoty hain jo market main trade kerny ky liay ham use kerain tou woh indicators market ki post movement ko show ker rehy hon ky market movement kerti rehti hai aur kuch indicators jo lagging indicators hoty hain woh market ki movement ko follow kerty rehty hain Jesy ky parabolic sar main jab market kisi direction main bari movement ker chuki hoti hai tab same indicator ka dot shift hota hai aur dot shift hony per hi Ham market main trade enter kerty hain parabolic sar indicator sy hamain market ki movement ki prediction nehi milti lekin yeh lagging indicator hony ki waja sy market ki lost movement ky sath creat ho raha hota hai tou hamain is per trade kerty huey bahot achi trade kerny ko milti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 🤹 Trading indicator, Legging indicator, leading indicator???

                              Assalamu alaikum all members I hope ke Forex Mein Kam Karne Wale Tamam traders ko Maloom Hoga ke Forex mein kam karte hue Hamen indicators ko use karna padta hai aur aur Market Mein maujud indicator ko use Karke Ham Ek acchi trade Laga sakte hain Ham market mein bahut se indicators maujud hote hain aur yah indicators Ek dusre se bahut hi different Hote Hain market Mein maujud Har indicator Hamen acchi information provide karta hai aur Har indicator bahut hi informative Hota Hai indicators ka knowledge Hasil karna Hamare liye bahut jaruri hai agar hamare pass indicator ka knowledge hoga to main market Man trade Lagan mein bilkul bhi Mushkil Nahin Hogi ISI Tarah market Mein maujud legging indicator aur leading indicator bahut hi important Hote Hain yeah do indicator MACD RSI aur bollinger band indicator se different Hote Hain ine indicators ki madad se Hamen market ki movement Ka Pata Chalta Hai Ki market ki movement kis Waqt fast hoti hai aur kis Waqt slow hoti hai aur jab Hamen market ki movement Ka Pata Chalta Hai to hamare liye market Mein trade Lagana Aasan ho jata hai Jab market up Trend aur downtrend movement Mein Ho To Hamen use Waqt trade Lagani chahie lekin Jab market sideway movement Mein Ho To Main bilkul bhi trade Nahin Lagani chahie jisse Ham Apna nuksan kar Baithe Hain market Mein Ham free indicators use kar ke trade Lagate Hain market Mein trade Lagate Hue Hamen time management ke sath sath money management ka bhi Khyal Rakhna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X