Yeh review easypaisa app per mabni ha:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review easypaisa app per mabni ha:
    FAIDAY

    Near point Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki easypaisa Ek bahut hi Achcha Bank provide Kiya Gaya Hai iske liye aap Kisi bhi local Shop ke jariye aap isase paise mangwa sakte hain aur ismein deposit bhi kar sakte hain aur se nikal bhabhi sakte hain aur iska Bhi Kya fayda Hai Ki Is Kadar aap Kisi bhi Bank mein bhi per payment karen to vah easily free transfer kar sakte hain to Ek bahut hi accha Tarika hai jisse ki aap apni payment ko ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur abhi ine Dinon lockdown Ki vajah se Sabhi transaction free mein hai to isliye is Kesariya Bank mein bhi payment bhej sakte hain aur kisi bhi mobile mein bhi bhej sakte hain ya bahut hi Achcha behtarin Tarika hai

    NUQSANAT

    Dear friend easypaisa Ka nuksan Kya Hota Hai ke is main aapko Kuchh problem Ban sakti hai jaise ki aap koi bhi deposit Karte Hain To Jab aap usko nikal Banna Chahte Hain To aapko fees charge Hoti Hai Jab Ke other bank Mein Jab Bhi aapke kaise karte hain to aap Bank ke jariye Jab Bhi withdrawal lete hain to vah aapko free Mein Milta hai lekin easypaisa mein deposit ke Koi charges Nahin Hote lekin withdrawal ke charges pad Jaate Hain unko yah charges bhi khatm karne chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

    Easypaisa mobile application Pakistan mein bahut use ki jaati hai aur aur iski istemal ki ki average 60 to 70% hai. Easypaisa mobile application ko istemal karne ke bhi same procedure hai jaisa ke jazzcash mobile application ka hai.
    Easypaisa mobile application install karne ke liye Google play store par jana parta hai aur free mein aapko application mil jaati hai. Application ka size 57 MB hai is ki rating 4.2 hai.
    Advantages:
    Easypaisa mobile application ko istemal karne ke liye internet use karna hota hai istemal karne ka procedure bahut aasan hai.
    1. Easypaisa mobile application rakam transfer karne ke liye use primary use ho sakti hai .
    2. Utility bill payment mobile topup krny ky leay balance load karne ke liye postpaid bill pay ke liye use hoti hai.
    3. 1000 balance maintain rakhny par free SMS free minutes diye jaate hain daily base py use kr skty hain.
    4. Easypaisa mobile application Android mobile mein easily install ho sakti hai. Balance transaction history maloom ki ja sakti hai.
    5. Application ko mobile mein sim na rakhne ke bawajood bhi istemal kiya ja sakta hai agar aap ka account login ho.
    6. Benazir income support program ke paise easypaisa account mein a jaate hain.
    Disadvantages:
    Mobile applications ki security nahin hoti hack karna aasan hota hai . Aap ki application login hai to koi bhi aapke account se paise nikal sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

      dear jis tareekay sy ap nay easy paisa ki apps k baray main apnay view share kiye hain ham sab ko is say bahut faida mil sakta hay agar ham is say kuch faida hasil karna chayen to jub ham easy paisa ka account open kartay hain to hamko is say bnaks k jhanghat say chutkara mil jat hay jis main ham kabhi bhi kisi say lain dain say aur kisi rakam ko send karnay ya mangwanay k liye hamko bahut ziada asaani ho sakty hay aur hoty bhi hay laikin agar hamaray pass aik android cell phone hay to ham us main aik easy paisa account ko open akr saktay hain jis main hamko lain dain k sath sath aur bhi bahut sari facilities hain jin main ham easy load bhi kar saktay hain jis say ham kisi aur k account main bhi rakam send kar saktay hain jis say ham kis travel company k liye koi seat book kartay huway birth bhi hasil kar skatay hain agar hamko is main kaam karnay ka tareeka ata hay to hamaray liye yeh koi bhi mushkil kaam nai hay k ham is account ki madad say bahut saray online business ki paymnt ko hasil kar sakty hain aur sath sath un main ham deposit bhi kar saktay hain laikin hamain is baat ka khas khayal rakhna lazmi hay k jub ham is account ko creat kartay hain to hamain iska otp pin kisi k sath bhi share nai karna chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamko is main say bahut ziada nuksaan ka samna bhi ho skata hay aur hamara account kabhi bhi hack ho skata hay jisk liye hamain bahut sari pareshani ka samna ho skata hay aur ham apnay account say bhi hath dho saktya hain is liye iski security ka bhi hamain khaas kahayl rakhna lazmi hay.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

        dear brother of agar mobile phone per easypaisa application use karna chahte hain to yah bahut hi best hota hai kyunki ismein aapke pass jitne bhi options hote hain vah samne aa rahe hote hain aur is application ko use karke aap apne hi Paisa account per daily cash back receive kar sakte hain kyunki jab aap apne easypaisa account ko use karke Koi transaction karte hain to use per aapko daily cashback milta hai magar jab tak aapke pass easypaisa ki application nahin hogi aap jab Delhi cashback claim nahin kar sakte aap mujhe Kya agar aap apne easypaisa account mein amount rakhte hain aur vahan se a rojana kya he back Lena chahte Hain to aapko ismein apna account open karna chahie aur easypaisa application Mein apna account login karna hoga iske bad office application ko jitna jyada use karte hain aapko itna hi jyada benefit milta hai kyunki is application ko use karne per aapko different new offers mil rahi hoti hain main office ko use karke aap apne account per extra bonus hasil kar sakte hain agar aap is application ko use kar rahe hain aur apne hi number per Koi sulphur mandal active karte hain to aapko ismein bahut hi kam price per bundle purchase karne ki Salah Di jaati hai ISI Paisa application se aap kisi bhi account mein payment aasani se send kar sakte hain agar aap kisi jagah per payment QR code ke a true karna chahte hain aap ismein yah option bhi use kar sakte hain ISI Paisa application ko use karna bahut jyada aasan hota hai aur usmein aap bahut sare method de jaate Hain jinko use karke aap apna account use kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

          easy paisa app aik mobile application hai jo k money transaction k liye use ki jati hai ye app telenor pakistan ki tarf se apne easypaisa clients k liye mutaraf karwai hai is main beshumaar features hain our is ko smjhna asaan hain is main aap bagair sim k b login kar sakte hain our apne account par internet k zariye risai hasil kar sakte hain is application se money transaction karna intahoi asaan our secure hai our is app ko use kar k aap takreeban har tarah ki payment kar sakte hai our is k advantages hasil kar sakte hain

          My Experience with new features:

          main easy paisa account 4 sall se use kar rahi hu our is application ko main ne takreeban aik sal pehle join kia tha lonin karne par mujy free 50 Rs mile the our tab is main itne zayda features bhi nahi the bss aap simple money transaction kar sakte the maslan kisi ko pese bejen ho ya mangwane ho to ham ise use kar sakte the lekin ajkal is me bohat zayda features add kar die gae hai our sab k sab buhat zayda helpful hain ab ham takreebna har tarha ki payment apni is application se kar sakte hai Tax ada kar sakte hain online shoping kar sakte hai bazar main b agar aap shoping kare discount k sat kar sakte hain aap kisi b PSO se oil discount par hasil kar sakte hai khane pine ki chizen mangwa sakte hain takrebn har targa k feature add kar diya gya hai

          Advantages:

          dear friends is application ko use karne k beshumar advantages hai
          1=> ap ko pehli joining kar cashback milta hai
          2=> agar aap apne account main 2000 se above money maintain rakhe to aap is app ko use kar k agar aik transaction kare to 7 day app daily cash back wusol karen ge
          3=> agar aap is application se shoping ka bill pay karen to aap ko discount diya jata hai
          4=> ap is application se koi b bill ya tax jama karwa sakte hai
          5=> ap agr PSO se oil dalwaye to aap ko us par bhi discount hai
          6=> app ye app use kar k kisi bhi number par ksi bi other network number par bhi easypaisa account open kar sakte hai

          Disadvantages :
          dear friend is k kuch disadvantages hai
          1=> is ko use karne k liye hamare pass internet ka hona zarori hai sim walye account par internet zarori nhi hota
          2=> agr ham other network wai sim se register hain to hame free mints and mbs wgera nahi milti hai
          3=> mobile application hone ki wjha se is ki zayda security nahi rehti hai
          4=> credit limits buhat samal hai
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

            Dear brother apni bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai Ham Jab easypaisa app ko use karte hain to uska Hamen bahut fayda ho sakta hai Kyunki in ko use karne ka Ham isase aasani se in ki facilities ka fayda Utha sakte hain easy paisa aap apni Telenor account per banaa sakte hain jismein aapko apna id card number Lagana hota hai aur aasani se aapka easypaisa account open ho jata hai aur aap ismein mobile application ka use kar sakte hain aur apne transactions ko aasani se dance kar sakte hain aap ismein Bil ki payment karna chahte hain to aap Dil Ki payment kar sakte hain easypaisa application se aap apne mobile par kaise load kar sakte hain aap ismein easypaisa application se money transfer kar sakte hain easypaisa se aap Kisi bhi bank account mein transaction kar sakte hain dear brother Agar aapane Kisi bhi Bank mein online Pratham Jama Karva Ki Hai To iske liye easypaisa sabse best Mein hote hain aapane Agar Kisi ko bhi aapane payment send karni hai to aapki ji Paisa App Ka istemal kar sakte hain ismein deposite karna bahut hi Aasan hota hai aap Kisi bhi easypaisa shop wale ke pass Jaenge to aap ismein apna aasani se Pratham Jama Karva sakte hain easy Paisa application mein agar aap 1000 rupaye invest Karenge to uska aapko ya fayda Hoga Ki easypaisa ki taraf se aapko Telenor number per daily free minutes aur sms Milte Rahenge Jiska aap istemal kar sakte hain aapko ismein paise jitne Jyada Rakhenge aapko daily basis per Itni hi jyada free minutes aur sms Milte Rahenge aur aapko yah Aisa Nahin Hoti Hai Kya aap ismein apne mobile number per yah Kisi bhi mobile number per aap easy load aasani Se Kisi bhi waqt kar sakte hain agar aap Ko Kisi bhi Jagah per payment short ho gai hai to isliye aap bhi Paisa kaun se Kisi bhi Jagah se payment nikal sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

              Jab aap Telenor ki sim istemal karte hain aur use per Apna easypaisa account open Karte Hain To iski complete advantages Hasil karne ke liye apne mobile par easy Paisa application bhi download kar sakte hain jo aap ko Google Play Store se easily mil sakti hai Jab aap yah application apne mobile account per Hasil kar lete hain to aapko Iske different advantages Hasil Hona start ho Jaate Hain.

              Jab aap ji application apne mobile per kar lete hain to Uske Kuchh advantages main aapke sath share karna chahta hun sabse pahle agar aap apne Jay easypaisa account Se Kisi bhi dusre easypaisa account mein koi kam transfer yah receive karna chahte hain to aap Iske through easily kar sakte hain Iske bad agar aap Kisi utilities bill ki payment karna chahte hain ya koi insurance ki installment Dena Chahte Hain To vah bhi aap is application se kar sakte hain Agar aap pure Pakistan mein kisi bhi bank account mein koi transaction karna chahte hain to vah bhi aap is platform per easily confirmation ke sath kar sakte hain.

              Agar aapke mobile mein yah application download hai to aap Is Tarah samajh Le ki aapke apne mobile per hi aapka Ek bank account safety ke sath maintain ho chuka hai Jisko aap properly Run kar sakte hain aur Iske Different advantages aur benefits Hasil kar sakte hain isliye agar aap isase properly utilised Hona Chahte Hain To iski complete learning Hasil karne ke sath sath apne mobile mein is application Ko download kar le aur Iske behtarin facilities ko avail Karen agar aap apne mobile mein is facility ko avail karte hain to aapko Bar Bar Bank Mein jaane ki jarurat Nahin rahti aur aap easily maximum transaction is channel ke through kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                Easy paisa telenor app ko me use be use kar raha hon aur mujy es key bahot hi zeyada benefits hasil ho rahy hey, Telenor easy paisa app ko ham esi condition me use kar sakty hey jab ham Telenor microfinance bank me easypaisa ka account bana lety hey, agar es me ham kam se kam be deposit karen to ham es app ka use kar sakty hey, my telenor app ko use kar key hamy telenor key har package key bary me information mil sakti hay aur ham es app ko easily use kar sakty hey,
                agar es app ko use kia jaye to new customers ko ye advantage milta hay key wo jetni be zeyada first transaction apny es app ko use kar key karty hey to un ko 50% ka discount mil jata hay, kesi be time ham es app aur other mobile key kesi be network key numbers par easy load aur money ko transfer kar sakty hey es ka benefit be telenor app ko use karny ki waja se ye milta hay key free mints esi time de dey jaty hey aur agar transaction 100 Rs. se zeyada ki ho to cashback be mil jata hay jo key esi time hamary easypaisa account me transfer kar dia jata hay,
                easypaisa account open kar key ham es ko business be bana sakty hey aur easy load key sath online money be apny es account se transfer kar sakty hey, bills ki payments karna be hamary ley asaan ho jata hay aur es par be hamy acha khasa discount mil jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                  ADVANTAGE ::::::%%%%%%
                  asslam o Alaikum my dear friends jesa k ap sub logo ko as bat ka ilzm hain k pakistan main eassypesa bank ny provide lay hain jas say hum sub log buht hi zyda aik normal roten main fida utha skty hain as account say hum ghr bethy asani k sth apny Mobil phone say logo k sth apni mondy sane kr skty hain or receive bhi jab k us Money ko asani k sth ghr k sth aik local shop say withdraw bhi krva skty hain Jab k deposit bhi as say hum asani k sth apna blance bhi dal skty hain as account k buht fida hain jen say hum electroncity k bill k sth baki buht say fida utha skty hain........
                  DISADVANTAGES ::::::::%%%%%%
                  dosti jass k chez k advantage jatna hi zyda hoty hain mry khayl say us k disadvantages bhi uthn hi hoty hain as lay eassypesa account k bank main ap ko jatna zyda fida hain mry khayl sat thir buht nuksan bhi hain ku k ap dusry Bank account say apni encom withdraw karty hain tu wha ap ko passy extra chrges k ni layer jaty jab k as account say jab ap passy withdrawal kr aty hai tu ap ko passy extra chrges wly deny phrty hain Jab k dusry business account hn ya currant account us main ap zyda say ztda raqm save kr skty hain Jab k as account main atna zyda rqam save ni kr skty na hi receive kr skty hain na hi send kr skty hain...
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                    yeah review easypaisa application ke bare mein bahut hi achcha hai kyunki is hi Paisa account ko use karna hai to humko iske bare mein tamam information honi chahie jaise aapane bataya hai ki easy Paisa account hamare pass mobile mein account hota hai aur ismein ham apni e marji ki amount rakh sakte hain agar Ham iji Paisa account mein koi amount deposit karvate Hain to isko Ham apna mobile package lagwane ke liye use kar sakte hain ya iske sath Ham easypaisa account per kisi bhi number par load karna chahte hain to hamare pass ji option available hota hai iske sath hamare pass utility bill pay karne ke liye bhi is it Paisa account mein option hota hai aap koi bhi bill is account se pe kar sakte hain agar aapane apni amount kisi Bank mein send karni hai to yah bhi aap aasani se kar sakte hain kyunki easypaisa account bahut hi achcha hai aur iske bahut sare benefit hote hain ismein aapko Daily ki limit Di jaati hai jisko aap kisi bhi time per use kar sakte hain agar aapke easypaisa account ki limit kitni jyada nahin hai to aap isko increase karwa sakte hain easypaisa account for job aap apne hi number per Koi bundle subscribe karvate Hain to is per aapko kafi jyada budget Ho jaati hai isliye aapko chahie kya aap apni sim card per apna easypaisa account open karne aur jab bhi aapane apne number par koi bundle activate karna Ho to apne account se active kar len iske sath agar aap is it Paisa kaun se kisi bhi bank account mein payment hoga aasan karte hain to aapko itna jyada Paisa nahin Dena padta aap mujhe aap hi Paisa account mein apni amount rakhe jisse ab to kafi jyada fayda ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                      Easy Paisa app ek bahut hi mufeed app hai. Easy Paisa naam se hi zahir hai ky is aap mein aap ek dusry ko paisy ki muntaqili ek asaan zariye ky kar skty hain. Aur pur eitmad treqy se aap ki payemnts agly bandy tk pohnch jati hain. Ajkal har gali mohaly ki dukano par bhi easy paisa jesi sahulat mojud hai aap ky kisi bhi pyary ko kahin bhi apki zarurat pary to wo aap se paisy usi waqt mulk ky ksii bhi konay mein reh kar hasil kar skta hai. Ye concept sb se pehly easypaisa hi laya hmary mulk mein..
                      Adnavtages.
                      1.Easy Paisa ky zariye ap kahin bhi minton mein paisy transfer kr skty hain
                      2.Easy Paisa app free to install hai Playstore mein.
                      3.Easy Paisa app ap 24 hours mein use kr skty hain bjaye isk k bank me jana pary ya bank k khulny ka intzar krna pary
                      4.Easy Paisa app mein ap ko 1000 ka balance maintain krny pe sms aur minutes free milty hain.
                      5. Online shopping kar skty hain.
                      Disadvantages.

                      1.EasyPaisa app mein daily transaction ki limit kam hai.
                      2.EasyPaisa app mein daily withdrawal ki limit bhi kam hai.
                      3.EasyPaisa app mein withdrawal ki fee zyada hai.
                      4.EasyPaisa app use krny k liye internet lazmi hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                        Assalamu Alaikum dear friendil sakta hay agar ham is say kuch faida hasil karna chayen to jub ham easy paisa ka account open kartay hain to hamko is say bnaks k jhanghat say chutkara mil jat hay jis main ham kabhi bhi kisi say lain dain say aur kisi rakam ko send karnay ya mangwanay k liye hamko bahut ziada asaani ho sakty hay aur hoty bhi hay laikin agar hamaray pass aik android cell phone hay to ham us main aik easy paisa account ko open akr saktay hain jis main hamko lain dain k sath sath aur bhi bahut sari facilities hain jin main ham easy load bhi kar saktay hain jis say ham kisi aur k account main bhi rakam send kar saktay hain jis say ham kis travel company k liye koi seat book kartay huway birth bhi hasil kar skatay hain agar hamko is main kaam karnay ka tareeka ata hay to hamaray liye yeh koi bhi mushkil kaam nai hay k ham is account ki madad say bahut saray online business ki paymnt ko hasil kar sakty hain aur sath sath un main ham deposit bhi kar saktay hain laikin hamain is baat ka khas khayal rakhna lazmi hay k jub ham is account ko creat kartay hain to hamain iska otp pin kisi k sath bhi share nai karna chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamko is main say bahut ziada nuksaan ka samna bhi ho skata hay aur hamara account kabhi bhi hack ho skata hay jisk liye hamain bahut sari pareshani ka samna ho skata hay aur ham apnay account say bhi hath dho saktya hain is liye iski security ka bhi hamain khaas kahayl rakhna lazmi hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                          easypaisa per maira apna bhi account hay Achcha when Incredible Ho Agar Ham Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham acchi posting Karen jisse Hamen Achcha when Extraordinary Ho Agar Ham acchi conferring Karte Hain On Hamen bahut welcome Paida Hota hai Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham acchi posting Karen jisse Hamen Achcha when Incredible Ho Agar Ham acchi bestowing Karte Hain On Hamen bahut great day Paida Hota hai aur ham Kamyab Ho Jaate Hain aur acchi posting karne ke liye Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham acchi posting Karen jisse Hamen Achcha when Extraordinary Ho Agar Ham acchi giving Karte Hain On Hamen bahut great day Paida Hota hai aur ham Kamyab Ho Jaate Hain aur acchi posting karne ke liye Mein becoming acquainted with quality ki jarurat Hoti Hai Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham acchi posting Karen jisse Hamen Achcha when Extraordinary Ho Agar Ham acchi giving Karte Hain On Hamen bahut great day Paida Hota hai aur ham Kamyab Ho Jaate Hain aur acchi posting karne ke liye Mein becoming more acquainted with quality ki jarurat hoti hai aur Hamesha Ek apni Raunak quality ko stable Banaye jisse mein bahut jyada fayda Gyan bhai aapane bilkul
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                            Easypaisa mobile application Pakistan mein bahut use ki jaati hai aur aur iski istemal ki ki average 60 to 70% hai. Easypaisa mobile application ko istemal karne ke bhi same procedure hai jaisa ke jazzcash mobile application ka hai.
                            Easypaisa mobile application install karne ke liye Google play store par jana parta hai aur free mein aapko application mil jaati hai. Application ka size 57 MB hai is ki rating 4.2 hai.

                            Faidy.
                            asslam o Alaikum my dear friends jesa k ap sub logo ko as bat ka ilzm hain k pakistan main eassypesa bank ny provide lay hain jas say hum sub log buht hi zyda aik normal roten main fida utha skty hain as account say hum ghr bethy asani k sth apny Mobil phone say logo k sth apni mondy sane kr skty hain or receive bhi jab k us Money ko asani k sth ghr k sth aik local shop say withdraw bhi krva skty hain Jab k deposit bhi as say hum asani k sth apna blance bhi dal skty hain as account k buht fida hain jen say hum electroncity k bill k sth baki buht say fida utha skty hain.


                            Nuqsanat.

                            dosti jass k chez k advantage jatna hi zyda hoty hain mry khayl say us k disadvantages bhi uthn hi hoty hain as lay eassypesa account k bank main ap ko jatna zyda fida hain mry khayl sat thir buht nuksan bhi hain ku k ap dusry Bank account say apni encom withdraw karty hain tu wha ap ko passy extra chrges k ni layer jaty jab k as account say jab ap passy withdrawal kr aty hai tu ap ko passy extra chrges wly deny phrty hain Jab k dusry business account hn ya currant account us main ap zyda say ztda raqm save kr skty hain Jab k as account main atna zyda rqam save ni kr skty na hi receive kr skty hain na hi send kr skty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review easypaisa app per mabni ha:

                              Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss kiya hai jo ki ISI Paisa app ke related hai to jaise kya aapko pata hai ki hamare liye kafi jyada facilities provide kar rahi hai ISI tarah aap ko pata hai kya aap to har kisi ke pass he is ji Paisa app hai aur aap is bahut isliye apne money Le sakte hain ISI tarah main aapko iske advantages hai jo main aapke sath share karti hun aur Chand jiska disadvantages hai .

                              Advantages (faide) .

                              Ji dear to aapko pata hai ki iji Paisa app hamare liye kitne jyada important hai iske jarie hamen kafi jyada saniya paida Ho jaati Hain iske jariye Ham bahut easily amount Le sakte hain withdrawal bhi karva sakte hain ISI tarah main aapko batati hun kya ammi ji Paisa kaise bahut easily withdrawal a sakte hain aap se money transfer kar sakte hain received bhi kar sakte hain isase aapko ghar ke pass kisi bhi local shop says ka withdrawal Le sakte hain isliye aapko iske vajah se kisi expenses plazo mein main shop kara mein nahin Jana padta aap apne ki local shop se 20 ka deposit Le sakte hain ISI tarah bahut hi best wapas se kafi jyada Ghar baithe Sania paida ho sakti hai .


                              Disadvantages ( nuksanat ) .

                              ISI tarah aap ko pata hai ki uske kuchh disadvantages bhi hamen bahut hi careful is per kam karna padta hai agar aap ka Hira chori ho jata hai ya koi si ko aapke PAN card ka pata chal jata hai to isase aapke amount nikal bhi sakti hai isliye aapko apna pincode kisi ke sath bhi share nahin karna hota uske sath aapko pata hai kiska face jyada charges hote Hain jisse RD amount to charges mein Hi cut jaati hai aur aata hai time lag jata hai ISI tarah bahut jyada time lag jata hai iska deposite bahut let aata hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X