jaiza;dr zakir nayak ki islaam main sab say behtar khidmaat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;dr zakir nayak ki islaam main sab say behtar khidmaat.
    dear ham sab is baary main bhi aik acha jaiza lay saktay hain k aaj k is dour main jub sab say barrh kar har koi ameer bannay k khawab daikh raha hay to wahin pay he dr zakir nayak apni khidmaat ko har din k hisaab say zahir kar rahay hain unki khidmaat ko agar count ki jaye to hamko aisa karna bahut ziada mushkil kaam hay wo har din har haftay k hisaab say aik bahut barri meeting kartay hain jis main wo har mazhab k logonko unk sawalaat ka jawab har aik language main dainay k liye tayaar hain jis main wo hamray mazhab deen Islaam ki bay had khidmaat kar rahay hain unka hindu mazahab walaonko bhi yahi sawal aur jawab hay k ao ham yaksaaniat ki tarf chalain qk unki bhi books main yahi likha hay k akhri rasool ayengay jinka name MYHAMMAD hoga jiski ataat karna to aisay message ko unki he country main daina bahut barra mushkil kaam hay jisay khud dr sahib daitay hain aisa karnay main unki jaan bhi jaa sakty hay qk hindu mazahb walay aisai baat ko sunna bahut bura samjhtay hain to q na ham aisay speech karnay walay banday ko salaam karain jo aaj k is mushkil dour main bhi hamko achi taleem aur sachai k baray main batany main bhi sba say agay hain aur har din k hisaab say lognko musilmaan kar rahay hain wo bhi live main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;dr zakir nayak ki islaam main sab say behtar khidmaat.

    Ji Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ji bhai ne bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Kaisa kar Nayak ki snan mein bahut hi jyada khidmat Hain theek hai ji Ham is Baat Ko Madan rakhte Hue baat karte hain Jahan Zakir Naik ki Islami bahut khidmat hai vahan Tamam Wala mekram ki din ke andar bahut hi khidmat hai jinhone Pakistan ke andar Din pahle Janab Maulana Raza Saqib mustafai Sahab yah bahut hi Ek acche all Mein din hai aur Unki Bhi Jeene Ke Andar bahut jyada Marte Hain Zakir Naik ki khidmat Apni Jagah per hai lekin Jyada khidmat Jo Pakistan mein Pai Jaati Hai vah Maulana Tariq Jameel Sahab aur aapki bahut hi jyada jaati hai isliye aapko chahie ki aap ke agar aap acche Hain To aapko acchi hi hai aur Hamare Hain isliye Hamen chahie isliye Hamen chahie ki Ham Pakistan ke wala mekram question Kyon Ke Pakistan ke andar bhi Alam ki bahut hi jyada Islam ke andar submit Pai jaati hai isliye Kyon Ke Mol vah karne layak Jo ke India ka Rahane wala hai aur Hamen charm Kyunki Ham Pakistani hai isliye Hamen chahie ki Ham Pakistan ke wala mekram ko like Karen aur unko sunaya Kyon Ke Pakistan ke Wala mekram ki Hamen samajh bhi a jaati hai isliye Mere bike aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada Pakistan ke wala mekram ko Samaj Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;dr zakir nayak ki islaam main sab say behtar khidmaat.

      Mere khiyal mein unhon ne koi khidmat nahein ki

      اب آن لائن

      Working...
      X