dear ham sab is baary main bhi aik acha jaiza lay saktay hain k aaj k is dour main jub sab say barrh kar har koi ameer bannay k khawab daikh raha hay to wahin pay he dr zakir nayak apni khidmaat ko har din k hisaab say zahir kar rahay hain unki khidmaat ko agar count ki jaye to hamko aisa karna bahut ziada mushkil kaam hay wo har din har haftay k hisaab say aik bahut barri meeting kartay hain jis main wo har mazhab k logonko unk sawalaat ka jawab har aik language main dainay k liye tayaar hain jis main wo hamray mazhab deen Islaam ki bay had khidmaat kar rahay hain unka hindu mazahab walaonko bhi yahi sawal aur jawab hay k ao ham yaksaaniat ki tarf chalain qk unki bhi books main yahi likha hay k akhri rasool ayengay jinka name MYHAMMAD hoga jiski ataat karna to aisay message ko unki he country main daina bahut barra mushkil kaam hay jisay khud dr sahib daitay hain aisa karnay main unki jaan bhi jaa sakty hay qk hindu mazahb walay aisai baat ko sunna bahut bura samjhtay hain to q na ham aisay speech karnay walay banday ko salaam karain jo aaj k is mushkil dour main bhi hamko achi taleem aur sachai k baray main batany main bhi sba say agay hain aur har din k hisaab say lognko musilmaan kar rahay hain wo bhi live main.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим