ye review mobile shop main electronic cheezon par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review mobile shop main electronic cheezon par mubni hay.
    dear ham sab yeh daikh saktya hain k aaj k is dour main mobiles ki shps main bahut ziada rush hota hay jo kabhi bhi khatam honay ka name he nai laita hay is liye hamko aisi shops main baat karnay ka ziada faida ho sakta hay jisk fawaid aur nuksanaat darj zial hain.
    ADVANTAGES;
    dear kisi city ya villlage main ham agar kisi mobiile shp pay jatay hain to us main hamain bahut sari electronis ka bahut sara samaan daikhai daita hay jin main hamko un say tarha tarha k faiday miltay hain jaisay k agar ham kisi safar mai jatay hain to hamko kabhi bhi phone ka istemaal nai karna chaye balk sab say pehlay hamko apnay phone k sath handsfree ka use kartay huway safar karna chaye jis main hamko sirf aik button k auto karnay say he apnay aap sab calls attneds hoty jayenge aur ham kisi barray nuksaan ya accident say bach skatay hain jis main hamara he faida hay agar ham kisi mobile shop main daikhtay hain jis main bahut tarha ka repairing ka samaan hota hay jis main agar haamra mobile kharaab hota hay to ahmko us nazdeeki shop say usay clear karnay main bhi faida hay hamara cell phone har wakt on rehna chaye jis main ham kisi bhi wakt isaka use kartay huway apnay bahut saray masail ka solve kar saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear hamaian mobile shop say kuch bhi khareedtay wakt is baat ka khaas khayal rakhna chaye k ahmain aik wakt main achi pay karni chaye jis main agar ham samaan sasta laitay hain to ahmko us say abhut nuksaan ho sakta hay mobile shop main aik baat ka hamko lose hota hay jub new models atay hain to poorani accessories kable istemaal nai rehty hay jiska hamko nuskaan ka khatra hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review mobile shop main electronic cheezon par mubni hay.

    Electronics market main shops mein mobile accessories ki demand maximum hoti hai because maximum log charger data cable and free mante hain aur use karte hain bahut sare log music sunna pasand karte Hain kuchh log all packages use karte hain aur different people mobile kit only khareed lete hain aur sath message Mobile shop se baat kar lete hain second hand mobile use karne ke liye hamen reasonable price mein adhik kimat mein bhi Mil jata hai aapko maloom hai ki Pakistan mein use mobile bhi aate Hain.
    New mobile purchase karna bahut mahanga hota hai aur uski price bhi jyada hoti hai jab mobile use ho jata hai to uski price hath ho jati hai aur usko parichay karna aasan hota hai jaisa ki Samsung Galaxy mobile ki price lakhon mein hoti hai lekin use mobile aapko mil jaate hain. Mobile accessories aapko different x ki mil jaati hai jeene mein China ki bhi hoti hai original company ki bhi hoti hai jaisa ki vivo lekin ine mein aksar copy hoti hai first kafi kisko kahate Hain aapko maloom hai ki original accessories bahut expensive hoti hai aur unko afford karna aasan nahin hai.
    Forex trading members aapko threading karne ke liye mobile accessories ki requirement nahin hoti hai agar aapke pass achcha device hai to aapko power Bank use karna chahie jab aap ki mobile ki battery low ho jaaye electric city na ho to aap power bank se apne mobile ko charge kar sakte ho aur requirement sakte ho aur market mein sakte ho nahin hoti hai jiski vajah se pareshani padta hai. Forex forum members electronics market mein aapko bahut sari different accessories mil jaati hai Jo aapke liye faydemand sabit hoti hai Bluetooth device Wi-Fi device internet device charges and freeze smartphone mobile protectors LCD cpus cable computer laptop second hand mein bhi mil jaate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: ye review mobile shop main electronic cheezon par mubni hay.

      gee han bhai a me thek kaha hai aj kal k dor mn mobile shop mn sab se zada rush hota ha kew ye dor mobile ka hai har bandey k paas mobile majood ha is liye agr hamri shop ki dukan hai tu os mn hum electronic cheez be rakh sakte hein

      adavantages
      hamri shop ki dukan k sath sath electronic cheez ki farokht ho jayein gi is tra hamra double faida ho sakta ha dear hume businesskrne k liye mind ki zahrorat hoti ha
      disadvantages
      dear hume dekhna hota ha k hum jo cheez rakhte hein os mn hume faida be hota ha ya nai hamri shop sahi jaga py hai ya nai phr hume koi decision lena hota ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: ye review mobile shop main electronic cheezon par mubni hay.

        Kesi be mobile shop ka visit kia jaye to smartphone ko buy karny se pehly ye zaror check kia karen key es key sath accessories complete hey ya nahi agar es key sath hand free ya charger waghir nahi ho ga to esy smart phone ko nahi khareedna chaye, shop me bahot sa electronic ka samaan hota hay jo key mobile me hi use hota hay agar new mobile set buy kia jaye to ye complete accessories key sath mil jata hay magar use me koi mobile set khareeda jaye to hand free aur charger jo key bahot zarori hoty hey ye zaror check kia karen, without hand free key smartphone ko use karny key bahot nuqsanaat hoty hey hand free use kar key driving me be asani hoti hay aur mobile ko hath me ley baghir ham har important call ko attend be kar sakty hey har mobile ka charger be different hota hay agar use me mobile set leya jaye to hamy alag se es key ley charger be khareedna pard sakta hay es waja se hamara buy kia howa mobile mazeed costly ban sakta hay, mobile key sath jo useful samaan hota hay wo ye hay,

        1. Charger
        2. Hand free
        3. Stand
        4. Screen protector
        5. Wireless Bluetooth

        ye wo samaan hay jo key mobile key sath bahot hi zarori hota hay es ko buy karny se ya per jo key mobile key sath already majood hoty hey es key bahto fawayed ham hasil kar sakty hey, baghir samaan key mobile set ko use karny me nuqsan hay.
        Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12329724
        Last edited by ; 30-07-2020, 10:41 PM.

        اب آن لائن

        Working...
        X