ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai
    Aaj kal dekhny ko milta hai ky kisi na kisi gli me ya gli ky kony me koi na koi maskeen sa kuta betha hota hai aur us ki ankho se aysa lag rha hota hai ky bechara bhooka ho aur kuch kany ki umeed se betha ho ky koi usy dy de. lekin badqismati se hum log jab bhi us kuty ky pas se guzrty hain to ya to usy gusa krty hain ya fir pthar marty hain. jo ky bhot hi ghlat baat hai . dosto ALLAH ka lakh lakh shukar hai ky hum ashraful makhluqat hain. ye janiwar cheez hain ye bol nhi skty ky ay logo hum bhoky hain hum ko kuch do . to dosto humy apny gali ya kony se agr koi kuta nazar aata hai to humy chahye us ko km se km 2 time ka khana ksii side par saafe c jaga par rkh dyn . kal jab hum seALLAh pak pochy gy ky meri makhloq tumary drwazy par ya tumary qareeb ai thi to tum ny usy kuch khilaya tha to hum kya jawab dyn gy . ALLAH mauf kry . ALLAH hum sab ko hadaiyat ki tofeeq day .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

    Dear friends yeah bat bilkul sahi hay Kay hamary ird gird bohaut say dogs ya cats hoti hay Jo khanay ki waja say hi hamaray Ghar Kay pass beathy hotay hay magr haum zayada tar un pay focus nai kartay hay aur unko bhga daytay hay agar dekha Jaye to hamaray relegious point of view say bhi haumay Hungary animals ko khana khilanay ka lesson milta hay aur kuch aesy achay logg bhi bohaut hotay hay Jo in streets animals ko khana khiltay hay unho nay apney gharo Kay bahir in Kay liye koi na koi Khali bartan rakha hota hay jiss may wo logg animals Kay liye Pani aur roti wagaira daltay hay street animals insan ko bite bhi nai Kartay hay Kyu Kay unho nay khana peena inhi say poora karna hota hay haumay apney ird gird Kay animals ko khana peena lazmi dayna chahiye Kyu Kay yeah bey zubaan hotay hay apni bhook ka kisi ko nai bta saktay hay haumay khud say hi unka khyal rakhtay hoye inko khana khilana chahiye.

    Advantages:

    Bhookay animals ko jab haum khana khiltay hay tou haumay self satisfaction feel hoti hay insan social animal hay haum ake dosaray Ki help kartay hay to hamari society Kamyaabi say chalti rehti hay isi tarah haumay janwaroo ka bhi khyal rakhna chahiye bhookay animals ko khana Dayna hamari duty hona chahiye hamary gharoo may khana Bach jata agar haum yeah bacha khana Gali Kay hungry animals ko Dal daytay hay to iss ki waja say janwaroo ka peat bhar jata hay haumay janwar ko khana Dayna say Khushi mehsoos hoti hay.

    Disadvantegs:

    Agar haum daily basis pay street animals ko khana daltay hay tou phir iss waja say sara din janwar hamaray Ghar Kay bahir beathay rehtay hay jiss ki waja say germs ka issue rehta hay aur chotay bachay bhi un say dartay rehtay hay Kyu Kay dogs Kay barking ki waja say logg parrshan hotay hay.
    • #3 Collapse

      Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
      Ji han dosto humary ird gird bht se dogs or cats hoty hein jo k khany ki waja se humary ghr k pas bathy rhty hein lakin hum un ko ya to nazar andaz ker dty hein ya phr bhaga dty hein lakin agr dkha jay to humary riligious point of view hai k hum un ki care krn un ko khana den unhen bhoka na rkhen kch asy bht se log hoty heib jo bht achy hoty hein or bahir phirny waly animals ko khana dty hein unhen bhoka nhi rkhty hein or unhon ne un animals ke liye apny ghr k bahir aik brtan b rkha hota hai jis mein wo un animals k liye pani or roti wagaira dalty hein.
      FAIDAY...
      Bhokey animals ko jab hum khana dty hein to humari self satisfaction feel hoti hai humein animals ko bhoka nhi rkhna chahiye blky jab b koi asa animals nazr ay usy kch na kch khila dna chahiye humein un be zuban janwaroon ki care krni chahiye un ko khana or pani dy dena chahiye agr hum apny ghr bacha hoa khana un hungry janwaroon ko dy dty hein to un ka pait b bhr jata hai or is se humein b dili khushi hoti hai.
      NUKSANAT...
      Wsy to bhoky janwaroon ko khana dna aik achi bat hai lakin agr hum roz un ko khana den gy to wo animals sara din humary ghr k bahir bthy rheen gy or jis se bht se germs ka issue hota hai or humary ghr k bachy b un se drty hein or dogs ki barking se b log bht preshan hoty hein.THANKX
      • #4 Collapse

        Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

        dear ap nay aik achay mouzu ko start kia hay jisk baray main ye umeed ki ja sakty hay k hamain bahut kuch seekhnay ko mil sakta hay aur agar ham in janwaron k baray main baat kartay huway is baat ko start kartay hain to yeh baat theek hay k hamain in janwaronka bhi kisi had tak khayal rakhna lazmi samjhna chaye jin say hamko koi bhi matlab nai hay jink baray main ham yeh nai jantay hain k yeh kis k hain aur inak koi mailk kon hay agar ham yeh daikhtay hain k ink galay main koi patta hay to hamko is baray main yeh jannay main koi bhi dikkat nai hay k yeh kisi aik mailk k ghar ka kutta ya billi hay aur agar hm yeh daikhtay hain k ink gallay main koi bhi patta nai hay to yeh kisi bhi ghar ka koi janwar nai hay yeh aik wara hay jisay koi bhi maar sakta hay jiski rotty ka kisis ka bhi koi zimma nai hay agar ham aisay janwaronko aik wakt main kuch khila saktay hain to Allah hamko daikh raha hay jo kuch ham naiki kamatay hain aur jo kuch ham naik kaam nai akrtay hain balk mairay khayal say aisay janwaronko hamain waisay he maar dain achaye jin k koi nhi malaik nai hotay hain ya jinko kisi nay bhi nai rakha hotta hay wo is liye kk agar ham aisay bay shumaar janwaronko ko barhatay huway daikhtay hain to ham yeh bhi mehsoos kar skatay hain k aisay janwaron sy kabhi bhi koi bimaari aa skaty hay jis say phir bachan bhi na mumkin hay aur aisi bimari jub phailty hay to uska koi pata nai chalta hay k wi kis hisaab say phailty hay aur hamko aisi bimari say bachna bhi mushkil ho jaya karta hay is liye maira mashwara yahi hay k aisay janwaronko hamain jald say jald khatam karna he sab say ziada better hay.
        • #5 Collapse

          Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

          Gali bazar me ya per hamary apny ghar me be hamy esy bahot se kuty aur biliya mil sakti hey jes ko ham ne shook se raka to nahi hota magar en key rehny ki koi jaga nahi hoti es waja se ya to ye hamari gali me rehty hey bazar me rehty hey ya per hamary ghar me rehty hey, agar ham sab en kuty biliu ko allah key name par koch kahny ko de den to ye bahot hi sawab ka kam hota hay magar ham hamesha hi esy lawares janwaro ko ignore kar dety hey aur en ko koi be cheez kahny ko nahi dety hey, jo be meri ye post read kar raha ho agar un ko apny gali ya bazar me koi be es tarha ka kuta ya bili nazar ajaye to un ko 2 mint key ley ye zaror sochna chaye key agar es ki jaga aaj wo hota to kia mehsoos karta, Islam me hay key kesi be bohky ko kahny ka bahot zeyada sawab hay ye bohky kuty aur biliya be ho sakti hey aur koi insaan be ho sakty hey magar ye hamari badkismati hi hay key ham en ko ignore kar key apny hi kahny ki fikar me lagy howy hey jo log ameer hey aur allah tahla ne un ko sab koch dia hota hay wo be kabi ye zarorat mehsoos nahi karty hey key en ko kahny key ley koch de dia jaye, aaj se hi hamy ye irahda karna chaye key ham en ko zaror kahny key ley koch den gey aur asath me en key rehny ki be koi fikar kia karen gey.
          • #6 Collapse

            Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

            Assalam walekum Pyare Bhai jaaun Main Mit karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Jiya bhajan aapane Achcha maujud ko start Kiya Hai Jiske bare mein yah ummid ki Ja sakti hai ki Hamen bahut To Kuchh sikhane ko mil sakta hai aur Agar Ham Mein janvaron ke bare mein baat karte hue is Baat Ko start Karte Hain To yah Baat theek hai ki Hamen an janvaron ka bhi kisi HAL Tak Khyal Rakhna lazmi samajhna chahie Jinse Humko koi bhi matlab Nahin Hai Jinke bare mein Hamen ya Nahin Jante Hain Ki yah kiske hain aur Unka Koi Malik kaun hai agar Ham yah dekhte hain ki inke Gale Mein Koi Pata Hai To Humko Iske bare mein yah Janna koi bhi dikkat nahin hai ki yah Kisi Ek Malik ke ghar ka kutta hai ya Billi Hai per Agar Ham yah dekhte hain ki in ke Gale Mein Pata Hai To Ja Kisi Ko Bhi Koi Seema nahin hai agar Ham Aise javanon ko ek Waqt Mein Kuchh Khila sakte hain to Allah Humko dekh raha hai jo Kuchh Ham inke saath kamate hain aur jo Kuchh Humne Kam Nahin karte hain Bolke Mere Khyal se Aise janvaron ko Hamen vaise hi Maar Dena chahie Jinka Koi Nahin Malik na hi Hota Hai jinko Kisi pe bhi nahin Rakhta

            Fayde

            Dhokhe animals Ko Jab Ham khana Dete Hain To Hamari self certification feel hoti hai aur Hamen animal ko Bhookh Nahin Rakhna Hona chahie Bol Ke Jab Bhi Koi Aisa animal Najar aaye to use Kuchh Na Kuchh Khila Dena chahie Hamen Kaun baseband janvaron ke care Karni chahie unko khana aur Pani De Dena chahie Agar Ham Apne Ghar baccha Hua khana unko janvaron ko de dete Hain To Unka pet bhi Bhar jata hai aur isase hamen bhi dil khush ho jata hai

            Nuksan

            Iska koi bhi nuksan nahin hai bol ke iska jawab hai agar Ham Kisi bhukhe Janwar ko khana khilate hain to alatu Bharat Batala Humse Khush hota hai aur Hamen bahut sara jawab deta hai
            • #7 Collapse

              Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

              dear buddies yeah bat bilkul sahi hay Kay hamary ird gird bohaut say puppies ya cats hoti hay Jo khanay ki waja say hello hamaray Ghar Kay bypass beathy hotay hay magr haum zayada tar un pay recognition nai kartay hay aur unko bhga daytay hay agar dekha Jaye to hamaray relegious point of view say bhi haumay Hungary animals ko khana khilanay ka lesson milta hay aur kuch aesy achay logg bhi bohaut hotay hay Jo in streets animals ko khana khiltay hay unho nay apney gharo Kay bahir in Kay liye koi na koi Khali bartan rakha hota hay jiss may wo logg animals Kay liye Pani aur roti wagaira daltay hay road animals insan ko chew bhi nai Kartay hay Kyu Kay unho nay khana peena inhi say poora karna hota hay haumay apney ird gird Kay animals ko khana peena lazmi dayna chahiye Kyu Kay yeah bey zubaan hotay hay apni bhook ka kisi ko nai bta saktay hay haumay khud say hello unka khyal rakhtay hoye inko khana khilana chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                Dears aapane bahut acha topic discuss aapke ghar ke aas paas or gali mein bahut sare dogs aur cats dekhi ho gi aap jab Gali mein gazrty hai to vah dogs ap ki taraf nazar bhar Kar dekh to aap ko un ki aankhon mein bachargi nazar ati hai aik iltaja nazar ati hai k koe un ka khana dy asal mein unka Koi Malik nahin hota hai jo unko khana de sake vah aap ki tarah bukhi nazron se dekhte Hain aapke chahey ap uney khana de hamara deen Islam hamen insanon ke sath sath janwaron per bhi reham sekhta hai agar aapko Gali mein aisa Koi kutta dikhai deta hai to aapko chahie ki aap usko daily bases pa roti dal dy jab aap khana khate Hain to bahut sara khana bach jata hai ap wo khana un ko dal sakta hain aap koshish Kary ke aap daily rotiyan Bahar Gali ke samne apne gate ke samne rakh diya kry wo vahan se aakar unko kha leya kry ga aap dekhenge ki jab aap daily 2&3 din unko ruzana roti dalenge to vah roti ke time per aapke ghar ke aaspaas honge aapki gate ke samne baithe honge aik aas or umeed un ki eyes ma ho gi hamara den islam hamen sikhata hai ki jo reham ni karta us per reham nahin kiya jata kisi janwar ko khana khilana bahut acchi baat hai iska sawab milta hai dears bacha hua khana aap zaya na Karen aap apni Gali mein Jo kutte hote hain unke aage Dal sakte hain cats ek jagah se dusri jagah ghumti rahti hai unko khane ke liye fir bhi bahut kuch milta hai lekin aap koshish karen ki apne chhat per unke liye bachi Hui roti dal de jab bhi aaye vahan se aakar roti kha saky bahut sare log kehta Hain ki agar kutton ko roti Dali jaaye to vah aapki Gali mein Hi najar aate Hain ya Ghar ke aas paas nagar aate Hain jes sa ap ko or ap k bachon ko jerms ka samna krna parta hai magar iska ek fayda bhi hai agar aap kisi kutte ko roti daalte Hain aapke door ke pass aakar baith jaate Hain wo aapke ghar ki rakhwali karta hai kisi bhukhe ko khana khilana Koi nuksan Ki baat nahin hai mere khyal mein dogs aur cats ko khana khilane ka fayda Hi fayda hai nuksan Koi nahin hai
                • #9 Collapse

                  Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                  Bhookay animals ko jab haum khana khiltay hay tou haumay self satisfaction feel hoti hay insan social animal hay haum ake dosaray Ki help kartay hay to hamari society Kamyaabi say chalti rehti hay isi tarah haumay janwaroo ka bhi khyal rakhna chahiye bhookay animals ko khana Dayna hamari duty hona chahiye hamary gharoo may khana Bach jata agar haum yeah bacha khana Gali Kay hungry animals ko Dal daytay hay to iss ki waja say janwaroo ka peat bhar jata hay haumay janwar ko khana Dayna say Khushi mehsoos hoti hay.

                  Disadvantegs:

                  Agar haum daily basis pay street animals ko khana daltay hay tou phir iss waja say sara din janwar hamaray Ghar Kay bahir beathay rehtay hay jiss ki waja say germs ka issue rehta hay aur chotay bachay bhi un say dartay rehtay hay Kyu Kay dogs Kay barking ki waja say logg parrshan hotay hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                    YEH REVIEW Gali ky kuto Bilyo janwro k bary mein hai ;

                    Dears , ajj ka hamara review hai Gali k kuty our janwar .
                    Introduction ;

                    Aap jab Gali mein gazrty hai to vah dogs ap ki taraf nazar bhar Kar dekh to aap ko un ki aankhon mein bachargi nazar ati hai aik iltaja nazar ati hai k koe un ka khana dy asal mein unka Koi Malik nahin hota hai jo unko khana de sake vah aap ki tarah bukhi nazron se dekhte Hain aapke chahey ap uney khana de hamara deen Islam hamen insanon ke sath sath janwaron per bhi reham sekhta hai agar aapko Gali mein aisa Koi kutta dikhai deta hai to aapko chahie ki aap usko daily bases pa roti dal dy jab aap khana khate Hain to bahut sara khana bach jata hai ap wo khana un ko dal sakta hain aap koshish Kary ke aap daily rotiyan Bahar Gali ke samne apne gate ke samne rakh diya kry wo vahan se aakar unko kha leya kry ga aap dekhenge ki jab aap daily 2&3 din unko ruzana roti dalenge to vah roti ke time per aapke ghar ke aaspaas honge aapki gate ke samne baithe honge aik aas or umeed un ki eyes ma ho gi hamara den islam hamen sikhata hai ki jo reham ni karta us per reham nahin kiya jata kisi janwar ko khana khilana bahut acchi baat hai iska sawab milta hai dears bacha hua khana aap zaya na Karen aap apni Gali mein Jo kutte hote hain unke aage Dal sakte hain cats ek jagah se dusri jagah ghumti rahti hai unko khane ke liye fir bhi bahut kuch milta hai lekin aap koshish karen ki apne chhat per unke liye bachi Hui roti dal de jab bhi aaye vahan se aakar roti kha saky bahut sare log kehta Hain ki agar kutton ko roti Dali jaaye to vah aapki Gali mein Hi najar aate Hain ya Ghar ke aas paas nagar aate Hain jes sa ap ko or ap k bachon ko jerms ka samna krna parta hai magar iska ek fayda bhi hai agar aap kisi kutte ko roti daalte Hain aapke door ke pass aakar baith jaate Hain wo aapke ghar ki rakhwali karta hai kisi bhukhe ko khana khilana Koi nuksan Ki baat nahin hai mere khyal mein dogs aur cats ko khana khilane ka fayda Hi fayda hai nuksan Koi nahin hai .


                    Advantages:

                    Bhookay animals ko jab haum khana khiltay hay tou haumay self satisfaction feel hoti hay insan social animal hay haum ake dosaray Ki help kartay hay to hamari society Kamyaabi say chalti rehti hay isi tarah haumay janwaroo ka bhi khyal rakhna chahiye bhookay animals ko khana Dayna hamari duty hona chahiye hamary gharoo may khana Bach jata agar haum yeah bacha khana Gali Kay hungry animals ko Dal daytay hay to iss ki waja say janwaroo ka peat bhar jata hay haumay janwar ko khana Dayna say Khushi mehsoos hoti hay.

                    Disadvantegs:

                    Agar haum daily basis pay street animals ko khana daltay hay tou phir iss waja say sara din janwar hamaray Ghar Kay bahir beathay rehtay hay jiss ki waja say germs ka issue rehta hay aur chotay bachay bhi un say dartay rehtay hay Kyu Kay dogs Kay barking ki waja say logg parrshan hotay hay.





                    ..
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                      Assalamu alaikum dear members. .

                      Umeed hai app sab theek honge ..aaj ka jo hamara topic hai hai.. vah bahut hi achcha hai ..hi Street ke Jo dogs aur 🐈 cats hote Hain.. unke bare mein.. Ham Daliy apni life mein dekhte hain bahut jyada dogs.. aur cats jo hoti hain vah hamare gharon ke bhair hote Hain.. kuch cats vah to hamare gharon ke andar bhi a jaati Hain.. aur hamari Ghar k Ander ghumti rahti Hain ...aur jo dogs hote Hain vah gharon ke bahar hote Hain.. hamen chahie ki hamen unka khyal rakhna chahie ..aaj main aapko inke bare mein kuchh information dungi ..hope so aapke liye informative Ho.. Jo dogs hote hain aur cats jinke advantage bhi hoti hai or disadvantage bhi hote hain aaj main aapke sath advantage or disadvantage donon share karungi...

                      Advantage of dogs and cats: 🐕 & 🐈

                      Dogs or cats Jo hain aur unke advantage bhi hai advantage hai ki ..agar Ham inko khana khilate Hain ..to hamen bahut jyada sawab milta hai hai kyunki ye animals bhukhe phere hote hain hamari Street ke mein.. hamen chahie ki hamen kabhi bhi dogs aur cats ko nahin maarna chahie. Jo cats hamare gharon ke andar rahti Hain hamen chahie ki hamen unke liye roti unko dalni chahie.. Pani rakhna chahie aur unke liye kuchh agar 🥛 milk ho to vah bhi dalna chahie ..is tarah mein bahut jyada sawab hasil hoga is tarah Jo dogs hote hamare streat mein hote Hain un ko b khany kliye kuch na zaror dalna chahie..

                      Disadvantage of dogs and cats:

                      cats aur dogs k bht sa disadvantage hoty hn ...cats Jo hoti hai hamare gharon ke andar aati hai to unke sath bhi bahut jyada jurms bhote Hain Jo hamare liye different diseases paida kar sakti hai.. to hamen chahie k apne kids ko in se dur rakhna chahie.. aur jo dogs hote hain mostly vah kat lety bhi Hain.. to hamen chahie ki jo Street mein hote hain se bachkar rahana chahie ...
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                        G han Friends ham roz mara ky dinon men dekhty hain kahen na kahen koi lawaris janwar hota hai or ham us sy ya to cheer khaty hain ya usY bhaga dety hain lakin hamen un ko tang nahi krna chaheya unhen tang nahi krna chaheya agr ham unhen sakoon nahi dy skty to un ko gham bhi na den un ka thosa sa khayal to rkh skty hain insaniant ki khatir agr ap kay ghar kay pass koi janwar ata hai or betha rehta hai to apko bhi chaheya jaisy ap ko zinda rehny kay lia khana or khorak ki zarort ha ap khaty hain unhen bhi hai agr wO kama skty to wo khud apna khana kha lyty to hamen ALLAH ki Khatir thora apny hissy ka unhen dena chaheya.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review gali ky kuto bilyo janwro ky bary me hai

                          Assalamu alaikum dear friends aik achay mouzu ko start kia hay jisk baray main ye umeed ki ja sakty hay k hamain bahut kuch seekhnay ko mil sakta hay aur agar ham in janwaron k baray main baat kartay huway is baat ko start kartay hain to yeh baat theek hay k hamain in janwaronka bhi kisi had tak khayal rakhna lazmi samjhna chaye jin say hamko koi bhi matlab nai hay jink baray main ham yeh nai jantay hain k yeh kis k hain aur inak koi mailk kon hay agar ham yeh daikhtay hain k ink galay main koi patta hay to hamko is baray main yeh jannay main koi bhi dikkat nai hay k yeh kisi aik mailk k ghar ka kutta ya billi hay aur agar hm yeh daikhtay hain k ink gallay main koi bhi patta nai hay to yeh kisi bhi ghar ka koi janwar nai hay yeh aik wara hay jisay koi bhi maar sakta hay jiski rotty ka kisis ka bhi koi zimma nai hay agar ham aisay janwaronko aik wakt main kuch khila saktay hain to Allah hamko daikh raha hay jo kuch ham naiki kamatay hain aur jo kuch ham naik kaam nai akrtay hain balk mairay khayal say aisay janwaronko hamain waisay he maar dain achaye jin k koi nhi malaik nai hotay hain ya jinko kisi nay bhi nai rakha hotta hay wo is liye kk agar ham aisay bay shumaar janwaronko ko barhatay huway daikhtay hain to ham yeh bhi mehsoos kar skatay hain k aisay janwaron sy kabhi bhi koi bimaari aa skaty hay jis say phir bachan bhi na mumkin hay aur aisi bimari jub phailty hay to uska koi pata nai chalta hay k wi kis hisaab say phailty hay aur hamko aisi bimari say bachna bhi mushkil ho jaya karta hay is liye maira mashwara yahi hay k aisay janwaronko hamain jald say jald khatam karna he sab say ziada better hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X